Jump to content

MuhammedAli

اراکین
  • کل پوسٹس

    1,555
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    112

MuhammedAli last won the day on 17 مارچ

MuhammedAli had the most liked content!

5 Followers

About MuhammedAli

  • Birthday 20/05/1980

Previous Fields

  • پیر
    Mufti Akhtar Raza

Profile Information

  • مقام
    Derby, England

تازہ ترین ناظرین

8,189 profile views

MuhammedAli's Achievements

Veteran

Veteran (13/14)

  • Dedicated Rare
  • First Post
  • Collaborator
  • Posting Machine Rare
  • Week One Done

Recent Badges

216

کمیونٹی میں شہرت

2

Community Answers

  1. Jo kehta heh ilm ghayb ki categories momkin hi nahin ussay Tawheed ka pata nahin aur ghaliban abhi taq Musalman hi nahin huwa. Mein nay wazahat kar di heh pichli post mein. Ilm Ghayb ki daleelen bi pesh kar deenh. aur divisions ka farq keun aur kesay, kistera hota mukhtasar andaaz mein kar deeya. Tafseel parni ho toh English mein articles hen meray in classifications kay mozoo par.
  2. Mutanahi and ghayb mutanahi. Mutanahi is limited and ghayr mutanahi is unlimited. Surah Ikhlas - As-Samad i.e. eternal, never-ending, everlasting. And laysaka mithli shai'in. Us jaisi kohi cheez nahin. Allah's Zaat/Essence and Sifaat/attributes are UNLIMITED. Allah ki zaat o sifaat limited nahin. Misaal lenh. Aik glass jis mein paani dalen to barr jahay. Keun? Glass ki capacity limited heh. Keun? Us ki zaat hi aisi heh is wasteh limited heh. Glass ki tara har makhlooq limited zaat kay lehaz say. Allah subhanahu wa ta'ala unlimited heh zaat mein to jo sifaat us say mutasif hen sab unlimited hen. Aur makhlooq limited heh. Ilm Ghayb ki categories ki divisions ka suboot jis zaat ka Ilm Ghayb heh us ki zaat say milta heh. Makhlooq limited heh. Insaan ki zaat wa sifaat limited hen. RasoolAllah limited hen keun kay makhlooq hen. RasoolAllah ka ilm e Ghayb Allah nay deeya, yehni, Atahi. Allah subhanahu wa ta'ala ki zaat/sifaat Zaati hen yehni kissi aur nay Allah ko aur us ki sifaat ko wujud/existance mein nahin laya. Yeh us ki apni hen. Aur Allah ka Ilm ghayb bi Allah ka apna/zaati heh yehni kissi aur nay Allah ko Ghayb ka ilm nahin deeya. Ilm Ghayb Allah nay aik hadd mein RasoolAllah ko deeya, yehni, limited, ya baaz/kuch. Allah makhlooq ko bey-hadd deh bi nahin sakta keun kay makhlooq mein bey-hadd ki qudrat hi nahin. Agar aap glass mein aik jag ka pani dalen toh glass itna hi pani leh ga jis ki us ki hadd heh. joh hadd say bahir heh wo glass say nikal jahay ga. insaan aur Nabi in mein bi bey-hadd ki qudrat nahin Allah aisa kaam hi nahin karta joh us ki shaan kay layk nah ho yehni bey-hadd ilm dalay us mein jis ki hadd ho aur bey-hadd par qudrat nah ho. Kulli, every/all, yeh technically Allah (subhanahu wa ta'ala) ki zaat sifaat wasteh istimal nahin hota agar ho to phir yeh unlimited ki taraf lot-ta heh. Kulli aam tor par RasoolAllah kay ilm ghayb wasteh istimal hota heh jab batana yeh maqsood ho keh, RasoolAllah ko tamam al-lawl al-mafooz ka ilm ghayb Allah nay deeya. Agar kulli ko ulimited/ghayr-mutanahi ki taraf lotaya jahay to aisa ilm ghayb rasoolAllah wasteh manna saree shirk/kufr heh. RasoolAllah ka jism shareef rooh/soul mubarak Allah nay bana-hay aur un ka waqia hona aisay aaik waqt mein huwa jis say pehlay nah thay is ko HADIS kehtay hen. Hadis bil muqabil Qadeem heh. Qadeem Allah heh keun kay Qadeem istilah mein ussay kehtay hen jis ki kabi-bi-shoruwaat nah huwi ho aur hamesha say mojood ho. Is lehaz say RasoolAllah ka ilm ghayb Hadis heh keun kay zaat bi hadis aur joh sifaat is say mutasif hen woh bi hadis, aur ilm sift heh. Allah ta'ala ka ilm ghayb Qadeem heh, keun keh zaat qadeem, sifaat qadeem, aur joh in say mutasif woh bi qadeem. Al-Hasil Ghayb ki divisions ka subut, jis zaat ka ilm ghayb heh, us ko analyze kar kay nikala ja sakta heh. Yeh feham Tawheed aqli heh aur in divisions ko qubul keeyeh baghayr kohi Musalman nahin. Yeh Tawheed ka fundamental knowledge heh aap ko seekhna cha-yeh. Mein aap ko apna number message kar doon ga jab kohi zeroorat ho ya kohi masla idhar pesh ho toh post kar kay mujjay whatsApp par message kar deeya keren mein check kar kay jawab likh deeya karoon ga. Abhi mein aik aur masla par busy hoon. itna waqt nahin milta kay website par aya karoon.
  3. Apply this definition on, 72:26/27, and tell me if above definition is correct, He the Alim ul-Ghayb gives His Ghayb to none except a chosen Messenger. Tell me if the definition is correct. Allah says I give Ghayb. Deobandi says what Allah gives is not Ghayb. Wama huwa alal ghaybi bi-Dhaneen. Surah Taqweer He is not miser/stingy with Ghayb. IF zameer of HUWA/He/he returns to Allah, than Allah gives freely without being stingy. Who does He give Ghayb ... none except a chosen Messenger. IF zameer huwa returns to the Messenger than he gives ghayb freely to his Ummatis without holding it back. Question is how can he give Ghayb when he doesnt know it himself. I say both are correct and in agreement with jawami al-kalim nature of Quran. One who denies Ilm ghayb of the Messenger (sallallahu alayhi wa aalihi was'sallam) is KAFIR. One who calls this belief Shirk is also Kafir. One who calls this belief heretical/misguidance is also a Kafir. One who promotes it, defends it, and supports it is also Kafir.
  4. Imam did not say ilm mutlaq tafseeli belongs to Allah . Ilm mutlaq tafseeli is what is encapsuled in ayah, Allah Knows every thing, ie shai/thing. He than goes mention what is excluded from shai n that is mumkinaat, imkanaat, muhallaat, n knowledge of essence n names of Allah. He was excluding lamuntahi/ghayr-mahdood from ilmi mutlaq tafseeli but Deobandi is saying he included it in. I will write comprehensive reply but i have pointed out the error. To say Allah's knowledge is of and limited to ilm mutlaq tafseeli (limited to general details) is major Kufr n Shirk. This is creations knowledge. Shirk because Allah has been made equal to creation in His knowledge. Normally Shirk is to make creation equal to Allah's knowledge.
  5. I will write response to Deobandi article in due time. He is either distorting or has misunderstood. Misunderstood is possibility n greater chance of it as i have misunderstood it initially while i was reading it. It is a technical book n imam doesn't always clearly doesn't specify his objective. Scholars will find it easy to understand but layman will not. For now all u need to know is that imam wrote anyone who ascribes Allah's unlimited knowledge to a creation he commits kufr/shirk akbar. Allah's names n essence is unlimited n no one not even the prophets including our prophet or Awliyah or Saliheen can know Him as He is they only know bits n their knowledge increases of Tawheed as they progress their stations but they will never come to know Unlimited Him.
  6. Ok. I finally figured why deobandi is saying Imam Ahmad Raza rahimullah established Allah's knowledge for prophet of Allah.
  7. On page 44 of Urdu u can see that Imam Ahmad Raza rahimullah alayhi tala has stated essence n attributes of Allah are lamahdood/ghayr-muntahi ie unlimited. On page 45 he says no creation can know unlimited n gives examples . On page 46 he clearly says prohets n righteous cannot have all knowledge of Allahs essence n attributes but they according to their rank can have knowledge n it increases. N they never become capable of knowing everything about Allahs essence n attributes.
  8. There is nothing in book of Imam Ahmad Raza alayhi rahma which contradicts what he believes. Knowledgebof Allahs essence n attributes is la mahdood ie unlimited hence unlimited cannot be grasped by limited.
  9. Jami means all. Ilm means knowledge. Allah means illahi. All knowledge of Allah.
×
×
  • Create New...