Jump to content

Ashfaq.hussain

اراکین
  • کل پوسٹس

    7
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Ashfaq.hussain

Ashfaq.hussain's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

3

کمیونٹی میں شہرت

  1. Janab ye munazar tu youtube per bhi complete nahi. Day 2 part 3 per khatam nahi ho raha munazara aur Day 3 ka koi link youtube per hai hi nahi. Lekin deobandi alim bechara yaha tak bhi khoob zaleel hota nazar arahai hai. Agar kisi bhai ke paas baki ke links ho tu zaroor share kijiye.
  2. Assalam-o-Allaikum, Itnay tafeesli jawab ke liye aap ka mashkoor hun bhai. JazakAllah.
  3. Ashfaq.hussain

    Is Lobster Haram?

    Assalamo Allaikum Kya fiqh Hanafi mein Lobster (urdu naam mujhay maloom na ho saka but kuch online dictionaries mein issay Jheenga Machi kaha gaya hai) Haram hai ya Halal? Baraye meherbani agar iss baray mei fatwa mojoud hai tu bata dijiye. JazakAllah
  4. bhaiyo mei ne sirf ye guzarish ki thi ke forums per in tamaam behooda ilzamat ya sawalaat ka jawab mojod hai agar kisi member se ho sakay tu inn ka jawab issi tarah poster ki soorat mei de de takay facebook pe share karne mei asaani ho. mein Alhamdolillah khud Sunni hi hun so mujh se sawalat ya mujh se naraaz hone ki zaroorat nahi.
  5. I know ke in ke jawabat forum per hai lekin agar posters mei jawb ho tu facebook per share karne mei asani hogi Jazak Allah
  6. Kya koe bata sakta hai ke hazrat imam Hussain RadiAllahu Anhu ki kitni sahabzaadiya theen? Mei ne search kya tu kafi confusing jawab milay. Sakina, Sukaina, Ruqayya, Fatima tul-Kubra, Fatima tu-Sugha, kafi naam milay lekin kahi per sahabzaadiyo ki tadad 2 hai kahi per 3. Iss baray mein tafseel chahiye aur ye bhi ke kaun si sahabzaadi Karbala mein saath thi. Aur Hazrat Imam Hussain RadiAllahu Anhu ki kis sahabzadi ka nikkah Hazrat Qasim RadiAllahu Anhu se hona tay paya tha. Meherbaani farma kar iss ka tehkeeki jawab dijiye aur hawalo ke saath ho tu aur bhi asaani ho jaye gi. JazakAllah
×
×
  • Create New...