Jump to content

Tanveer Afridi

اراکین
  • کل پوسٹس

    90
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Tanveer Afridi نے پوسٹ کیا

  1. as salam alaikum shan e raza bhai har mazmoon kay sath akhir mai us kay tamam hawala jat kay scan bhe laga dia karain tu maza aajaiay i know mushkil hai magar yaha scan request ka section hai jis kay pas jo jo ho mil jul kar ho jaiay ga ya phir apki site pay na ho tu yaha har mazmoon ka scan section mai scans jama ho jaiay us ka link aap apnay har mazmoon kay saath dai dain for scans kar kay in sha Allah
  2. As salam alaikum mujhay us riwayat ka scan chahay jis mai yei hai kay aik Hazrat Abdullah bin Amar raziAllah anhu nay apnay bacho ko taweez dala hoa tha.. (masnad ahmaed jild 2 page 181) aur is riwyat ka bhe scan chahay jazakum ullah عن عوف بن مالک ن الاشجعی قال کنا نرقی فی الجاھلیہ فقلنا یا رسول اللہ صلی اللہ تعالی علیہ وسلم کیف تری فی ذلک ؟ فقال : اعرضو علی رقاکم لاباس بالرقی مالم یکن فیہ شرک۔ مفہوم حضرت عوف بن مالک اشجعی رضی اللہ تعالی عنہ سے روایت ہے کہا کہ ہم لوگ زمانہ جاھلیت میں جھاڑ پھونک کرتے تھے ہم نے عرض کیا یا رسول اللہ صلی اللہ تعالی علیہ وسلم ان کے بارے میں آپ کیا فرماتے ہیں تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا مجھے اپنے دم سناو ان میں کوءی حرج نہیں جب تک ان میں شرک نہ ہو۔ مسلم شریف کتاب السلام باب لاباس فی الرقی۔ حدیث ۲۲۰۰
  3. wahabi kahtay hain Syedina Umar farooq raziAllah anhu nay 11 rakatin parhanay ka hukam dia 8 taraweeh aur 3 witar.
  4. wahabio nay yei post kia hai ... ابو موسى اشعرى رضى اللہ تعالى عنہ نے عبد اللہ بن مسعود رضى اللہ تعالى عنہما سے عرض كي اے ابو عبد الرحمن ميں نے ابھى ابھى مسجد ميں ايك كام ديكھا ہے اور اس سے انكار نہيں اور الحمد للہ وہ اچھا ہى معلوم ہوتا ہے، ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہما نے دريافت كيا وہ كيا ؟ تو ابو موسى اشعرى رضى اللہ تعالى عنہ نے كہنے لگے اگر تم زندہ رہے تو ديكھو گے، وہ بيان كرنے لگے: ميں نے مسجد ميں لوگوں كو نماز كا انتظار كرتے ہوئے ديكھا كہ وہ حلقے باندھ كر بيٹھے ہيں اور ہر حلقے ميں لوگوں كے ہاتھوں ميں كنكرياں ہيں اور ايك شخص كہتا ہے سو بار تكبير كہو، تو وہ سو بار اللہ اكبر كہتے ہيں، اور وہ كہتا ہے سو بار لا الہ الا اللہ كہو تو وہ سو بار لا الہ الا اللہ كہتے ہيں، وہ كہتا ہے سو بار سبحان اللہ كہو تو وہ سو بار سبحان اللہ كہتے ہيں. ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہ كہتے ہيں: تو پھر آپ نے انہيں كيا كہا ؟ ابو موسى اشعرى رضى اللہ تعالى عنہ نے جواب ديا: ميں نے انہيں كچھ نہيں كہا ميں آپ كى رائے اور حكم كا انتظار كر رہا ہوں. ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہما كہنے لگے: تم نے انہيں يہ حكم كيوں نہ ديا كہ وہ اپنى برائياں شمار كريں اور انہيں يہ ضمانت كيوں نہ دى كہ ان كى نيكياں ضائع نہيں كى جائيگى ؟ پھر وہ چل پڑے اور ہم بھى ان كے ساتھ گئے حتى كہ وہ ان حلقوں ميں سے ايك حلقہ كے پاس آ كر كھڑے ہوئے اور فرمانے لگے: يہ تم كيا كر رہے ہو ؟ انہوں نے جواب ديا: اے ابو عبد الرحمن كنكرياں ہيں ہم ان پر اللہ اكبر اور لا الہ الا اللہ اور سبحان اللہ پڑھ كر گن رہے ہيں. ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہما نے فرمايا: تم اپنى برائيوں كو شمار كرو، ميں تمہارى نيكيوں كا ضامن ہوں وہ كئى ضائع نہيں ہو گى، اے امت محمد صلى اللہ عليہ وسلم افسوس ہے تم پر تم كتنى جلدى ہلاكت ميں پڑ گئے ہو، نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كے صحابہ كتنے وافر مقدار ميں تمہارے پاس ہيں، اور ابھى تو نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كے كپڑے بھى بوسيدہ نہيں ہوئے اور نہ ہى ان كے برتن ٹوٹے ہيں، اس ذات كى قسم جس كے ہاتھ ميرى جان ہے كيا تم ايسى ملت پر ہو جو ملت محمد صلى اللہ عليہ وسلم اور طريقہ سے زيادہ ہدايت پر ہے يا كہ تم گمراہى كا دروازہ كھولنے والے ہو. انہوں نے جواب ديا: اے ابو عبد الرحمن ہمارا ارادہ تو صرف خير و بھلائى كا ہى ہے. ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہما نے جواب ديا: اور كتنے ہى خير و بھلائى كا ارادہ ركھنے والے اسے پا نہيں سكتے. تو ہر خير و بھلائى كا ارادہ ركھنے والا اسے پا نہيں سكتا اور ہر عبادت اس وقت تك قبول نہيں ہو سكتى جب تك وہ محمد صلى اللہ عليہ وسلم كے طريقہ اور سنت پر نہ ہو" سنن دارمى حديث نمبر ( 206 ). ابن مسعود رضى اللہ تعالى عنہ كا يہ انكار اور انہيں اس كام سے روكنا بدعتيوں اور اختراعات كرنے والوں كا رد اور قطعى حجت كا متقاضى ہے جو ہميشہ يہ كہتے ہيں كہ نماز اور قرآن اور اذكار ميں كيا چيز مانع ہے ؟! ہم تو صرف خير و بھلائى كے ليے اور اللہ كا قرب حاصل كرنے كے ليے ايسا كرتے ہيں
  5. Bani tableeghi jamat molvi ilyas ki nani ka poatro ka tabbruak bana kar deobandio nay rakkha pls scan chahy
  6. as salam alaikum deo ki bandi kahti hai Nabi pak alaisSalam ka ism e pak sun kar anghotay chomna najayaz hai na'oozubillah is par yaad aya kisi jaga parha tha kay aik deobandi nay likha wallah il azeem thanvi kay pair dho kar peena ukharvi nijat ka sabab hai.. kisi kay pas scan ho tu plz provide (also pls aisay tamam scans add karain jis mai inho nay apnay molvio , in ki qabro waghaira ki aisi tazeem fazeelat zahir ki hai jis ko dosri jaga apnay mo aap yei pyaray Sarkar alaihisSalam aur Auliya kiram kay leay karnay ko shirk bhe boltay hain )
  7. Awam kay leay Deen seekhnay ka sab say bara zariya he meelad sharif giwariyni urs aur aisi babarkat mahafil hain. yei sunnio ki khoush qismati aur Allah azzwajal par Us ka fazl o karam hai kay unhain aisi mahafil say aur buzargan e deen kay mazarat par haziri say fursat nahee. Jahad bis saif kay naam par wahabia ki tarah hathyar utha kar fitnah phailana aur jaga jaga masoom musalmano kay khoon ka un ki amlak un ki izzato kay nuqsan ka baais banna kisi sunni musalman ka kaam nahe ho sakta.. fitnah qatal say bhee shadid gunah hai. Aaj bhee kashmir afghanistan palestine iraq shaam mai sunni masroof bil jahad hai'n aur Jab jaha jis jaga bhe haqiqi mano mai jahad (not Fasaad) howa, ho raha ho ya hoga tu sunni saheeh ul aqida musalman us say na pechay hata hai na hatay ga .. isi tarah dunya bhar mai musalman Allah azzwajal ki raah mai jo un say mumkin hota hai apna paisa damay darmay sukhnay kharch kartay hain .. pakistani dunya kay most charity dainay wali nations mai say 1 hain and they are mostly sunnis alhmadolillah. minority's act say majority par faisla nahe sadir kia jata. was salam
  8. Sham mai sahabi e jaleel syedina Khalid bin waleed raziAllah anho ki masjid par 3sri baar bomb hamla kia gaya jis mai aap kay mazar e sharif ko bhe nuqsan pohncha.. Masjid khalid bin waleed ki emarat ko shadid nuqsan pohncha yad rahay isi Masjid e Khalid bin waleed mai Nabi kareem alaislam kay azeem sahabi syedina Abdullah ibne Umar raziAllah anho ka mazar e aqdas bhe maujood hai .. Masjid Khalid bin waleed hamlay kay baad Mazar e Aqdas Syedina Khalid bin waleed raziAllah o ta'ala anhu Mazar e Aqdas syedina Abdullah ibne Umar razi Allaho ta'ala anhu before blasts
  9. wa alaikum as salam Ikwan ul muslimimeen (the muslim brotherhood) hassan al banna ki banai howi jamat hai syed qutub bhe is kay sarbarah rah chukay hain in kay Aqaid o nazaryat Ahlesunnat wal jamat say mutasadim hain they are not Sunni jamat.. barr e saghir mai mododi jamat jamat e islami ikhwan ul muslimeen kay nazaryat o kahayalat aur kam o baish usi style ki party hai isi say aap andaza kar lain. pooori dunya mai Alhamdolillah ahlesunnat wal jamat (hanafi , maliki, shafai , hambali) musalmano ki he aksaryat hai .. chahay india pakistan ho ya africai mumalik, misar , syria , yemen ho ya hajaz e aqdas arab sharif.. mukhtailf mumalik mai mukhtalif naamo say sunni tanzeemain bhe maujood hai'n. siwaiay chand aik wahabi qabzay walay mulko jaisay saudia or shayad Qatar kay ziada tar muslim mulko mai 12 rabi ul awwal kay din holiday hoti hai . Misar Syria Turkey Yemen Marakash , Aljazair , Tunis samait har islami mulk mai Indo Pak ki tarah waha kay musalmano mai bhe khoushya manai jati hai charagan hota hai aur mithaiya taqseem ki jati hai Hajaz e aqdas par halakay wahabi najdio ka ghasibana qabza hai magar waha bhee poori islami dunya ki tarah sara saal aur khas taur par 12 rabi ul awwal ko mahafil munaqaid hoti hai'n .. (google molod sharif in makkah , madina , cairo, yemen etc) Sahaba kiram auliya kiram kay mazarat waha jaga jaga maujood hai aur loag un say tabarruk aur faiz hasil kartay hain jaisay aap nay syedina khalid bin waleed raziAllaho anhu kay mazar e aqdas ka zikar kia jo Hums , Syria mai hai isay shaeed karnay ki koshish karnay walay napak aur badbakht loag wahabi ho'n ya rafzi(alavi) hai tu to dono hi munafiq . Misar ki jamia al azhar ash shareef muslim dunya ki sab say purani darsgah hai aur is kay fatawa jaat wahabi aqaid aur mazarat kay shaeed karnay walo kay khilaf maujood hai kuch hamari isi forum par bhe upload ho chukay hain.. was salam
  10. http://www.islamimehfil.com/topic/21170-qarn-ul-shaitan-ba-jawb-barelviyo-ki-shetan-se-muhabbat/
  11. Amrika mai maujood Hisham kaabani (lebnani) , Sheikh nazim qubrusi naqsbhandi (cyprus) kay khalifa hain .. in kay aqai'd tafseelan tu mujhay nahe malum albatta mai nay kahee parha tha kay yei (yani sh. nazim) Arwaah ko qadeem mantay hain... Imam Mehdi ko yei zinda aur ghayab mantay hain jaisay shia mantay hain. (in ki tahreer mai Imam mahdi say mulaqat ka tafseeli zikar bhe maujod hai) agar yei sahee hai tu aur sh. hisham kabani kay bhe yehi aqaid hai tu in say door rahna he bahtar hai .. koi ghalati ho tu Allah azzwajal say maafi ka talabgar hoon Allah azzwajal aur us ka Rasool alaihislam bahtar jantay hain..
  12. is baray mai koi muttafiq alai aslaf kitabo say scans ho tu pls share.. jazak Allah
  13. as salam alaikum mai nay kahee yei parha tha kay Nabi pak alaislam kay farzand ki wafat kay 3sray roaz aap kay samnay kuch khana rakkha gaya aur us pr aap nay fatiha tilawat farmaiy .. wallaho aalam wa rasooluh alaihis salato wassalam Agar kisi kay pas is ka scan ho tu plz share karain.. aur sahaba kiram , tabaeen , salf saliheen say koi aisi baat soyam chaleeswa barsi (par niyaz aur isal e sawab) ki manqool batain un kay scans bhe ho sakain tu yaha share karian.. jazak Allah
  14. Molvi shafi qasmi Imam Al huda Masjid Amrawati Maharashtra india.
  15. Bimingham , England mai 80 sala shaks muballigh e dawat e islami kay hatho par musalman hogaya.. alhamdolillah
  16. Mulla shafi qasmi deobandi apnay aslaf ki yaad taza kartay howay aarti utar raha hai buto ki !
  17. Alahazrat alaihirahmat nay apnay tarjuma e quran mai shahid ka mana hazir nazir farmaya hai .. kia kisi aur mutarajjam ya mufassir nay yei mana kia hai aur lafz shahid ka mana hazir nazir bhee hai yei dono baatain agar ho skay tu scans ki zarorat hai jazak Allah khair
  18. kia kisi aalim nay is baat ka zikar farmaya hai kay is sanad ko majnoon ya kam aqal waghaira par kis tarah dam kia jaiay ?
×
×
  • Create New...