Jump to content

Ali Bajwa

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Ali Bajwa کیا

  1. Aslam-o-Alaikum,I am Ahle-Hadis,my age is only 13.

    Read

    Surah Al-Fatir Ayat # 22

    Surah Al-Fatir Ayat # 14

    Surah Al-Araf Ayat # 194

    Surah Al-Baqrah Ayat # 165

    Ap ney apni taraf say jeet gaey lakin afsoos ap kay pas kui dalil nahi hay.

    Surah Al-Fatir Ayat # 22

    "Ur zinda aur murda lug brabar nahi hu saktay.beshak allah jisay chahta hay suna deta hay ur tum hargiz un ku nahi suna saktay ju qabro may hain"

    Surah Al-Fatir Ayat # 14

    "jin lugu ku tum allah kay siwa apna mabood banatay hu ju kui cheez paida nahi kar saktay balkay khud peda kiay gaey hain,agar tum unhey pukaru tu wutumhari pukar na sun sakay gay aur qiamat kay din tumharay shirk ka inkar kar dain gay"

    Surah Al-Araf Ayat # 194

    "mushriku jin ku tum allah kay siwa pukartay hu tumhari tarah kay banday hi hain,acha tu tum unhey pukaru pas un par lazim hay kay wu tumhari bat ka jawab bhi dein agar tum sachay hu"

    Surah Al-Baqarah Ayat # 165

    "aur baz lug aisay hain ju gair khuda ku sharik banatay hain aur un say khuda ki si muhabbat kartay hain laikin ju iman walay hain wu tu khuda hi kay sab say zida dust dare hay.................."

    Thank You.

×
×
  • Create New...