Jump to content

Muhammad Ovais

اراکین
  • کل پوسٹس

    12
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Muhammad Ovais

تازہ ترین ناظرین

629 profile views

Muhammad Ovais's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

2

کمیونٹی میں شہرت

  1. walaikum assalam ghair aalim ko bad mazhab say behas karna or bad mazhab ki kitabain(books) parha mana hai.. ulama e ahlesunnat nay bad mazhabon ki har baat ka daleel say jawab dia hay.. Aap ulama ahle sunnat ki books ka mutala karain takay aap ki malomaat main izafa ho..
  2. JAZAK ALLAH Syed Muhammad Ali bhai.... ALLAH TA'ALA Aap k ilm main izafa farmaey.. Aameen..
  3. Assalam o Alaikum,, is error ka matlab ye hay k aap baghair sign in k ye page nahi dekh saktay. Agar aap ka facebook par account hay tou sign in honay k baad is link par click karain...
  4. Assaalam o Alaikum,, Main nay apnay ilaqay main dekha k kch log giroh ki shakal main jarahay thay, jin main mard, bacchay or aurtain sub hi shamil thay, kch mard hazrat nay apnay sir par matka uthaya hoa tha tou kisi nay surahi , garz mukhtalif ashia uthai hoi thin.. un k sath dhol bajanay walay b thay jo logon ki tawajja apni taraf mabzool kara rahay thay,, wo log isi halat main mukhtalif jagah say guzar rahay thay,, Main ye pochnaa chahta hon k kia ye sub jo mainay likha hay ye jaiz hay,, Agar hay tou q?? or agar nahi hay tou phr is tarah karnay say kia gunah hoga?? kia ye shirk tou nahi hoga??
  5. Aap sallallaho alehi wa alehi wasallam ka saya nahi tha,, baraey meherbani agar is ka koi scan page mil jaey tou buhat meherbani hogi.....
  6. JAZAK ALLAH.. baraey meherbani is baat ki b wazahat karden k makrooh-e-tehreemi hay ya makrooh-e-tanzihi??
  7. kia Namaz main idhar udhar daikhnay say namaz fasid hojati hay ?? Agar is say related koi hadees ho tou baraey meharbani wo b bataden..
  8. HAZRAT MUHMMAD (sallallaho alaihe wa alihi wasallam) nay Hazrat Jabir (radiallahu ta'ala anho) say farmaya: "Aey jabir ALLAH TA'ALA nay sub say phlay tairay nabi k noor ko paida kia". Assalam o Alaikum,, Mjhay is hadees ka reference chahiye . Agar aap may say koi bhai is ka reference siha sitta say day day or sath scan page b lagaday tou buhat meharbani hogi. JAZAK ALLAH
  9. bacpan me buhat suna tha k ye hadith he . Mjhay cnfrm karden k waqai ye hadith he?? "ilm hasil karo chahay is k lye tmhen cheen hi q na jana paray".
×
×
  • Create New...