Jump to content

wasim raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    518
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    28

پوسٹس ںے wasim raza کیا

  1. """ Hazrat ubada bin Samat

    R.A se marwi hai k Huzoor

    sallallahu alai wa Alihi wa

    sallam ne faramaya ".

    BESHAKAllah Ta'la ne sabse

    pehle Qalam ko paida kia ,Fir

    ise farmaya k likh , Usne arz

    kia, Kya likhu ?, Allah ra'la ne

    farmaya QADAR TEHREER KAR

    JO KUCH PEHLE HO CHUKA

    AURJO KUCH QAYAMAT TAK

    HONE WALA HAI """"

    { Tirmizi , vol4 , pg 457 ,

    raqm 2155 }

    SubhanAllah

    Kuch log Is Hadith ka pehla

    hissa bayan karke logo ko

    behka dete hai k Aap

    sallallahu alai wa Alihi wa

    sallam ne farmaya hai k

    sabse pehle Allah ne qalam

    paida farmaya hai ,

    Jo ki is Hadith par galat bat

    bandhna hai ,

    Is Hadith ka dusra tukda

    padhey ,

    """ Allah ne farmaya : Qadar

    tehreer kar jo kuch ho

    chukahai ""

    Ab ye bat Qabile Qaur hai k

    Agar Allah ne sabse pehle

    Qalam ko paida farmaya to

    yeq kaha k jo kuch isse pehle

    ho chuka hai wo bhi likh

    de????????

    Jab kuch tha hi nhi aur pehli

    cheez qalam hai to kalame

    ilaahi aisa q ??????????

    Ab is Kalame ilaahi se ye

    Sabit hota hai k qalam se

    pehle bhi kuch tha ,

    Tabhi to Rabb me farmaya k

    wo bhi likh do jo isse pehle

    hu chuka hai

    SubhanAllah

    Ab is Hadith ki sharah me

    maimuhaddithin ki bhi

    sharah de rha hu jisse is

    Hadith ka asalmeaning apko

    wazeh ho jayega ,

    InshaAllah

    Great muhaddith Mulla Ali

    Qaari on this Hadith ,

    """ Pas Qalam ki Awwaliyat

    azaafi hai ,Haqeeqi

    AwwaliyatNOORE

    MUHAMMADI sallallahu alai

    wa Alihi wa sallam ko hi

    hasil hai """"

    ( Mulla Ali Qaari ,mirqaart ,

    vol 1 , pg 139 }

    Mashhoor muhaddith Imam

    Qustalani on This ,

    """ Qalam ki awwaliyat

    NOOREMUHAMMADI

    sallallahu alai wa Alihi wa

    sallam k Alawa Baaqi ashiya

    ki nisbat se hai """

    {Imam Qustalani , Al-

    muwahibul ladaniyah ,vol1,

    pg 74:

     

    mulla Ali qari air imam qustalani r.a ke qoul ke scan pages chahiye.

  2. YAZEED al_FAqir(tabi) Se

    Rivaya hai ki Muje

    Kharjiyo ki Ek Ray boht

    acchi lagti thi. Pas Ham

    Ne Ek Gini Chuni Toli Ke

    Sath Hak ke Liye Nikle Phir Ham Logu Ke Pas

    Gaye. Yazeed Al_FAQIR ne

    Kaha:

    Ham Madina Taiba Me

    Jabir Bin Abdullah R.a. KE

    pas Se Guzre, Wo Ek

    Satoon Ke Pas bethe , Logu Ko Rasoolulah ki

    Hadise Suna rahe the

    Unho ne *Jahanamiyo*

    ka Zirk Kiya To Me Ne

    Kaha; Aey Rasolulah Ke

    Suhabi! AAP kaisi Hadise Bayan Karte hai? ALLAH

    farmata hai,

    "beshak tu ne Jise Aag

    Me Dakhil Kardiy To Tune

    Use Rusva Kardiya"[AL_

    IMR AN:192] AUR

    "AUR jab bi wo use

    Nikalne Ka Irada Kare ga

    Inhe Is me Lota diya

    jayega"[sajda:2 0] pas aap ye kya keh rahe

    hai? JABIR r.a. NE farmaya;

    kya tu Q0ran Padta Hai?

    Mene kaha: Ji han!

    Farmay: kya tuje

    Mohammad Salalahu

    Alyhi Wasalam ka Muqam Maloom hai. JO

    ALLAH apko Ata KARE

    ga?

    Me ne Kah:JI han!

    Unho ne farmaya:

    YE muqami Mahmood hai, Jis ke(ata karne ke)

    Zarye Allah Jin Logu Ko

    (jahanam se) Nikalna

    Chahega. Phir Unho Ne

    Pul_SIRAT ke Nasb hone

    aur Is par se Logu ke Guzarne ka Zikr kiya.

    Yazeed al_faqeer ne

    Kaha:

    muje Ye dar hai ki me ise

    achi tarah yad na Rahk

    Sak Sivayi is ke ki Unho ne bataya ki ek Qoom

    Aag me jalne ke baed

    Nikle gi, Wo(log) is tarah

    Nikle Ge Goya Ki Kali(jali

    huyi) Ladkiya hai. PHir

    Wo Janat ke Nehro Me se ek Nehr me Dakhal Ho

    Kar Gusul Kare ge Phir is

    tara bahir Nikle ge Goya

    (white) kagaz hain. Pas ham ne (Kharjiyo ki

    roy se) Raju Kar liya.

    HAM ne KAHA: TUMHARi

    kharabi ho! KYA ye

    Shekh, Rasoolulah Par

    jhoot Bol Rahe Hai? ALLAH KI qasam hargiz

    Nahi, Pas Ham sab ne

    Sivayi ek aadmi Ke Raju

    Kar liya, [Muslim:191] ise ye pata chala ki

    Khawaraji wo aayat

    Musalmanu ke mutalik

    Late the jin Me Kafiro ko

    Hamesha Jahanam me

    rakhne ko kaha gaya hai (jaisa ki upar ki di gayi

    do Aaya me zikr hai). Wo Log Nabi Salalahu

    alyh wasalam ki

    SHAFATUL kubra Ke

    Munkar the. (#AHLIhadis

    #alhamdulilah Ise Mante

    hai . Jaisa ki me ne Sabit kiya) Nabi salalahu Akyh

    wasalam Alhamdulilah

    shafat karenge aur

    Umati jahanam se Nikale

    ge Magar #Mushrik

    [nisa;4 8].

×
×
  • Create New...