Jump to content

MunAAm

اراکین
  • کل پوسٹس

    460
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    11

سب کچھ MunAAm نے پوسٹ کیا

  1. Aqeel Bhai tafseer k red marks wala hissa padhne k bad mujhe lag raha hai shayad kisi ne isi wajah se Creating A New Madeena nami book likh gayi lekin hindustan me mazhabi aazadi hai qanoonan koi kisi ki mazhabi aazadi cheen nahi sakta... lekin mai abhi khamoosh rahuga kyu k maine abhi kitabe padhi nahi aur shayad net pr padhne k liye mujhe kaafi arsa guzr jayega... LEKIN hind me majmuyi tor pr jo musalmaan ki taadad batayi jaati hai o pakistan k musalmano se zyada hai aur yaha AHLESUNNAT k ulma bhi muqeem hai سوال یہ ہے کہ آپ کے اس مفروضے کی بنیاد کیا ہے؟ کیا اگر پاکستان نہ بنتا تب بھی یہاں ہندوؤں ہی کی اکثریت نہ ہوتی؟ یقیناً ہوتی، تو مسلمانوں کی حکومت آخر کس طرح بن جاتی؟ تو جب نہ ان کی حکومت ہوتی، نہ ہی اکثریت، پھر ان پر ظلم کو روکنے کی کیا خاص تدبیر ہوتی جو قیام پاکستان کی وجہ سے ناکام ہو گئی؟ Hazrat agr mai iska tafseeli jawaab du to bohat waqt guzar jayega bas itna samjhlo k yaha jamhuriyat hai aur agr paak alg na hota to taqreeban aaj kafiro k againts hamari tadad 50% na hote huye kayi zyada hoti jitne josh se pakistaan banaliya utne josh se islam ki tableeg hoti to mujhe yaqeen hind me kafiro se zyada musalmaan hote aur jamhuriyat k lihaaz se yaha musalman hi hukumat kr rahe hotejanb paak ki jo aaj halat hai mujhe nahi lagta k ulma ne aise paakistan banne k liye uska saath diya maine aap ki puri post padhi hai magr mere paas abhi waqt ki kami hai اس کی ایک بڑی اور بنیادی وجہ یہ تھی کہ مسلمانوں کو ناصرف انگریز، بلکہ ان کے جانے کے بعد ہندوؤں کے تسلط سے بھی آزاد کیا جائے۔ آپ کو خود تسلیم کہ ہندوستان میں مسلمانوں پر ظلم ہوتا ہے، ایسے میں ایک علیحدہ اسلامی مملکت کے حصول کی جدوجہد، جو غیر مسلموں کے تسلط سے مکمل آزاد ہو، اسے آپ غلطی کیسے قرار دے سکتے ہیں؟ is baat ka jawaab dena mai zaruri nahi samjhta kyu k mere upari post padhne se iska jawaab hasil ho jata hai کیا ہندوستان میں مذہب حنفی رائج ہے؟ پھر فرق کیا ہے؟ فرق یہ ہے میرے دوست، کہ پاکستان میں تو ہم یہ امید رکھ سکتے ہیں کہ آج اگر ہمیں دیانتدار حکمران اور سیاسی رہنما میسر آ جائیں، جو شریعت کا نفاذ کر دیں (اور یہ کوئی ناممکن بات نہیں) تو یہاں ان شاءاللہ مذہب حنفی ہی رائج ہو گا کہ احناف ہی کی یہاں اکثریت ہے۔ مگر ہندوستان میں، جہاں اقتدار ہندوؤں کے ہاتھ میں ہے، کیا آپ ملکی سطح پر اس بات کی کوئی ہلکی سی امید بھی مستقبل قریب یا بعید میں رکھ سکتے ہیں؟ پھر بھی پاکستان آپ کو غلطی لگتا ہے؟ wahi to janab phir farq kya hai hind me aur paak me jis traha aapne kaha میرے دوست، کہ پاکستان میں تو ہم یہ امید رکھ سکتے ہیں کہ آج اگر ہمیں دیانتدار حکمران اور سیاسی رہنما میسر آ جائیں، جو شریعت کا نفاذ کر دیں (اور یہ کوئی ناممکن بات نہیں) تو یہاں ان شاءاللہ مذہب حنفی ہی رائج ہو گا کہ احناف ہی کی یہاں اکثریت ہے agr hind se paak alag na hota to ham bhi yahi ummid hind k musalmano k liye krte جسے آپ ناسمجھی قرار دے رہے ہیں، ہماری نظر میں وہ عظیم قربانی ہے جس کا بار ہم اپنی گردنوں پر آج بھی محسوس کرتے ہیں۔ آپ کے خیال میں پاکستان کی علیحدگی سے ہندوستان میں موجود اولیائے کرام کے مزارات کافروں کے حوالے کر دیے گئے۔ آپ کو یہ کیوں نہ سوجھا کہ قیام پاکستان کے بعد کم از کم اس سرزمین پر موجود مزارات اولیاء مکمل طور پر ہنود کے تصرف سے پاک ہیں۔ یعنی تمام مزارات کافروں کے تصرف میں ہوں یہ درست ہے، ان میں سے بعض کو کافروں کے تسلط سے آزادی مل جائے تو یہ آپ کی نظر میں غلطی۔ حیرت ہے۔ Aaj hind me muqammal tor par kaha aur konse Auliya k mazarat kafiro k tasarruf me hai??? معذرت کے ساتھ، کیا اب ایسا نہیں ہے؟ کیا پاکستان بننے کی وجہ سے آپ اب پہلے ہندوستانی ہیں بعد میں مسلمان؟ ہم پاکستانی تو آج بھی پہلے مسلمان ہیں بعد میں پاکستانی۔ بلکہ دنیا کے ہر مسلمان کو پہلے مسلمان پھر کچھ اور سمجھتے ہیں، بشمول آپ کے۔ آپ کی سوچ میں تبدیلی کیوں آئی، یہ سمجھنے سے میں قاصر ہوں۔ اور اگر آپ کی سوچ میں ایسی کوئی تبدیلی واقع نہیں ہوئی، پھر یہ سوال اٹھانے کا کیا مقصد؟ ye point to aapne sahi pakdliya magr janab maine ye is wajah se kaha k Gandhi ne kaha tha pehle hindustani baadme Muslim,Hindu,Sikh... etc. mai pehle Musalmaan hu baad me ... aur ek baad hindu ki aksariyat to janab jb paakistan alg hua tb kya log hindu'o k halat ko nahi jante the unme kayi hindu zaat paat rang o nasal the wo hindu kehla kr bhi ek nahi the ek musalman k piye huye paani k glass se saare musalman us glass me paani pi sakte hai magr ek hindu k piye paani k glass se saare hindu us glass me paani nahi pi sakte janab hindu ki aksariyat ho kr bhi o bikhre huye hote
  2. MunAAm

    Ulma Ka Shia Kehlana

    Asslamualaikum book tadwinul quran jo internet pe mujhe nahi mili pg 153 par fatawa razwiya se naqal kiya (mai apne alfaz me bayan kr raha hu) hai Charu Khulfa E Rashideen se husn e aqidat rakhna aur hazrat Ali ko afzal janne wale shia kehlate aur Hazrat Usman se Hazrat Ali ko afazal samjhna Ahlesunnat se hai ibarat kuch isi trah ki hai kisi bhai ko ilm ho to tafseel bayan kre
  3. Aqeel bhai is fatwe ki tafseel zaruri hai agr koi musalman muslim leeg k khilaf hogaya to agr o mar jaye to kya musalman par farz na hoga k o uski namaz e janaza padhaye?? ------ khair mai waqt nikal k kabhi puri book padhne ki koshish kruga magr aapko ilm hoga to mere jawabat k pages yaha upload krdee fehrist dekh kr ulma ka kirdar padhna shuru kiya usme sirf hissa lene walo k naam hai aur thodi si tafseel ------ Mera aur ek suwaal ye hai Musalmano ko hind se alag krk naya desh banane me kya samjhdari thi k apni masajid aur zameen jaidad tamam kafiro k hawale kr dena yaha beshumar auliya k mazarat hai un sab ko kafiro k hawale krna isme kya hikmat thi isse behtar to ye tha hind me hi reh kr islam ki tableeg ki jaati
  4. Khan bhai mai kya mashora duga ye to khud musalmano k leadro ko samjhna chahiye aur janab jb aise logo k haath me qanoon kyu diya gaya jo deen se dur the jbke pakistan ka maqsad khalis islamic country banana tha ??? ye yaqinan glti hai ya nahi??? maine shayad isliye kaha k yaha jamhuriyat hai agr aaj paakistan me jitne musalman aaj hai o hind me rehte aur deen e islam ki tableeg krte to unki koshisho se musalmano ki tadad me b izafa hota ya nahi aur islamic power b badhti ham pehle musalman hote baad me hindustani kehna to mujhe bohut hai magr mujhe aap k jawab se tasalli nahi mili bhai zer o zabr maine muqammal to nahi magr bohut sa hissa padha hai jisme siyasi tareekh b maine padhi magr hamara congress ya deoband se koi talluq nahi agr baazo ne congress ka haath pakad liya ho to b jamhuriyat k liye kya aaj pakistan me hindu nahi hai?? kya waha isai nahi? aur kya unki ibadat gaho ko potection provide nhi ki jati?? kya unke sath insaf nahi kiya jata... yaqinan kiya jata hoga aur hona b chahiye khair mere suwalo ka jawaab ye b nhi Khalil Bhai mere dil me aap ke liye bohat izzat hai mere suwal sirf im k liye hai :mellow: :mellow:
  5. MunAAm

    Pakistan Ka Alag Hona Aur Hindustani Musalman

    PAKISTAN K BANNE ME ULMA KA KYA KIRDAR THA?? KIN ULMA E AHLESUNNAT NE PAKISTAN KO ALG KRNE ME HISSA LIYA?? MUJHE PAKISTAN KA BANNA EK GALTI LAGTA HAI KYU K AGR MUSALMAN HIND SE ALG NA HOTE TO HO SAKTA THA AAJ YAHA MUSALMAN HI HUKUMAT KR RAHE HOTE MUSALMANO PR PAR JO AAJ YAHA ZULM HO RAHA HAI O B NA HOTA AUR KYA ZARURAT AAN PADHI THI JO PAKISTAN BANA LIYA? CHALO MAAN B B LETE BANA LIYA TO WAHA HANFI MAZHAB KA QANOON KYU NAHI??? KYU WAHA FILME DRAME WAGERA PAR BANDI NAHI LAGAYI JATI?? EK BOOK "IN THE SEARCH OF NEW MADINA(CREATING A NEW MADINA)" LIKHI GAYI LIKHNE WALA SHAYAD SE KAFIR THA KYA USME UTHATE SUWALAT KA JAWAAB DIYA GAYA? AUR B BOHUT SE SUWALAT HAI BARAYE MEHARBANI PAKISTANI BHAI ISK JAWAAB INAYAT FARMAYE
  6. Sharah Muslim Jild 01 ke start me ulma k taqrizat hai usme jawabat tafseeli tor pr mojud hai
  7. Baat manne me shirk??? ulma ne ispar kya tabsara kiya hai
  8. Hazrat Namtullah Alairehma ne 2000 farsi Ash'aar shayad san hijri 547 me likhe the jisme Imam Mehdi Alaihisslam k zahur tak hind me hone wale waqiaat ko bayaan kiya aur Aap alairehma ne kaha tha agr kisi ko janna hai k o waqia kb hoga to ilm e jafar k zariye malum kr sakta hai angrezo ne uspar bandi lagadi thi koi bhai janta ho to zarur reply kre
  9. Karachi me jo shafi'i hai mujhe lagta hai usme ek tadad kokan k logo ki hogi kyu k suna hai kokan se b log pakistan gaye hai jb hind devide hua tha...
  10. MERI UPAR KI POST ME GALTI SE 120 TYPE HOGAYA HAI YE KAM O BESH 20
  11. Jinhone Pyala Mubarak hatho me pakda hai wo shayad shafi'i hai kyu k unhone apne right hand ki choti ungli me anguthi pehni hai... wiki ... https://en.m.wikipedia.org/wiki/Chechnya
  12. maine shayad isi ki short video dekhi is me backgroud me sami yusuf ka padha qalam hai kya sami yusuf sunni hai???
  13. Yahi baat majmua fatawa ahlesunnat wal jamat hanfi(karachi) book shayad suwaal 22 imam k piche surah fatiha padhna ke jawab me likha hai sahib e durre mukhtar ne kaha lekin waha koi daleel mojud nahi albatta arbi ibarat likhi hai.... maine ek kitab padhi jo shafi'i molavi ki thi magr o modudi se aqidat rakhte the... usme unhone likha ye sartapa buhtan hai ke Imam Shafi'i ki walida (un par ALLAH ki rehmat ho) ka nikah Imam Muhammad Shaibani se hua ... ye awam me galt baat phailayi ja rahi hai k imam Muhammad Imam Shafi'i ki izzat aur unse muhabbat sirf is liye krte the unhone Aap ki walida se nikah krliya tha..... aur bhi likha hai magr mai likhna munaib nahi samjhta
  14. https://scontent-iad3-1.xx.fbcdn.net/hphotos-xat1/t31.0-8/11406125_1450982905196507_2751979486368010092_o.jpg?efg=eyJpIjoiYiJ9 Ab jara scan ki nishadah ibarat ko dekhte hain mulla Ali Qari rh. Qazi ayaz se se naqal karte hain jisme dajjal ke sone ki halat ki tasbih huzur saw ke sone ki halat (jise ala Hazrat ne kuch safat pahle khas wasf likha hai ) se diya gaya hai aur is tasbih ko ala Hazrat ne mante huwe likha hai ( ye jaise ka lafz mere liye giran ka bayis hai ) apne fatawa me . Ab chunke aap saw ke khas wasf me dajjal jaise kafir ko tasbih di hai to ye bhi ala Hazrat ke mutabik ( his tarah hifz ul inam me gustakhi hai ) gustakhi huwi aur Ab uper wala hi fatwa yahan bhi lagega ke Jo aisi gustakhi karne wale ke kufr me shaq kare WO bhi kafir hai . Ala Hazrat ne is ibarat ko mirqat se naqal kiya lekin apni puri zindagi me unho ne mulla Ali Qari rh. Aur Qazi aayaz ko kafir nahi samjha balke musalman hi mante rahe
  15. Asslamualaikum book Auliya rijalul Hadees kitab me likha gaya hai Imam Shaibani Imam Shafi'ee par bohaut mehraban the kyu k aapne unki walida se nikah kiya ke ye sahih hai??? kya tabqat e hanfiyyah me iska zikr hai? yahi baat deobandi ya modudi Molavi Abdurrashid ne apni kitab jo Seerat Imam Shafi'i k radd me likhi Tabsra seerat Imam Shafi'i
  16. MunAAm

    Tohfa Rifaiyyah (Noorul Haqiaat)

    http://books.nafseislam.com/read-book.php?book_id=4139&book=tohfa-e-rifaaiya
  17. Shah Waliullah Hanfi the Shafi'i the ya Mujtahid Hanfi the ya Mujtahid Shafi'i the ya Gair Muqallid The Kya Shah Waliullah Hind me Hanfi Mazhab ko mansookh krna chahte the? Kya Shah Sahab ne ye farmaya hai k Kitabil Umm (Imam Shafi'i ki kitab) ne aap ko ijtahad k darje tak pohchaya hai?? Kya Hanfi Muqallid Shafi'i fiqah ki kitabe padhke uspe amal krne se hanfi mazhab se kharij hojata hai???
  18. آپکو بھی اور تمام ممبرز کو عید مبارک
  19. resham ka makhmali kapda hota hai chamkne wale kapde to bazar me bohat milte hai magr o resham nahi hote kisi mall/dukan me jakar party wear manglo to aksar usme chamkile kapde dikhayege magr o resham k nahi hote....
×
×
  • Create New...