assalamoaly kum mera naam hashmat ali hai me saudi men rahta hun yahan par log kahte hai ki jab ap log sahi hain to yahan ake munazra karke sabit karo ki tum sahi nahin karrahe ho mujhe zeyada maloomat na hone kiwajah se chup rahna padta hai
ab ap koi mashwara den ya apne ulma se injahilon ko samjhayen ki ap log galat hain men sahi masware ka intezar karunga