Najam bhai, jo ayat aap ni pesh ki hain woh us waqt ke zinda logon ke bare me hai. Koi aisi ayat bhi batain jis se ye sabit ho ke murda aap ki madad ke liay qabar se bahir aa gaya ho?
Quran mein beshumar ayatein aise hain jis mein Allah tala ne kaha ke "Yeh jo Qabar mein hai tumhari awaz nahi sun sakta".
Agar aap kisi mazar par apni hajat le kar jate hain tu woh yaqeenan poori ho sakti hai kyun ke shaiten aap logon ko gumrah karne ke liay aap ke madad karega. Jitna shirk karo ge dunya mein utna maal mile ga.