Jump to content

muntazir

اراکین
  • کل پوسٹس

    14
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About muntazir

Previous Fields

  • فقہ
    Shia

muntazir's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. ohh ok, so what is the fact? Where do Ahlul bayat stand?
  2. A narration attributed to Sa'id ibn Jubayr reports: “ It is narrated from Ibne Abbas that the Messenger of Allah (a.s) said, “My Caliphs and successors are twelve persons, first of whom is my brother and the last my great grandson.” He was asked, “O Allah’s Messenger! Who is your brothera” He replied, “Ali bin Abi Talib.” He was asked, “Who is your great grandsona” He replied, “Mahdi, who shall fill the earth with justice and equity like it would be fraught with injustice and oppression. By the One in Whose hands is my life! Even if a day remains for the earth, the Almighty Allah will prolong this day till my son, Mahdi reappears and Isa bin Maryam descends to the earth and recites prayer behind His Eminence. The earth shall be illuminated from the east to the west. hadees 12 imam, maante ho is hadees ko?? adam se imam mahdi tak ka khaalis silsila hai yeh, kufr ka sawaal nahi uthta... Abdul muttalib (rz) ke baare me, abhi Quran nazil nahi hua tha: A man from the tribe of Himyar was sent by Abraha to Quraish to advise them that Abraha had not come to fight them: his only aim was to demolish the Ka'bah. But if the Quraish resisted, they would be crushed. Then followed a frightening description of his huge army, which, admittedly, was much larger and better equipped than all the tribes put together. 'Abdul-Muttalib replied to this ultimatum in these words: "By Allah, we do not want to fight him. So far as this House (the Ka'bah) is concerned, it is the House of Allah; if Allah wants to save His House, He will save it, and if He leaves it unprotected, no one can save it." Hamare nabi (saww) ke silsile me na koi kafir hua na hoga, yeh hamara imaan hai. Bani hashim hamesha se ek parehzgar kabila tha,
  3. Imam hussain se bugz!!! is ki vajah kya hai? kuchh aalim yazid ko kafir kehne se katra rahe hai hai...yeh rizvio ki tableegh ka natija hai. taziya dekhne se nikah tut jaata hai etc. kaha le ja rahe hi ummat ko? Ummat ko itna mazur aur daraa rakha hai ke imam hussain(as) aur yazid ke haq aur baatil me faisla nahi kar sakti. yeh khamoshi adab nahi kuchh aur hai. Naimatullah shah kirmani ki peshangohi me aaya ke 2 ahmed naam ke shaks ummat ko gumraah karnge" baaki jo ahadees pesh ki wo fabricated hai. Agar itna hi hadees manney ka dawa hai to mankunto maula aur maula ali ki deegar ahdees kyo nahi mante? kaan ki baat yad rehti hai gadeer ke mimbar ki baat bhul gaye? Jane anjane bohot bada ilzaam hai yeh sarkar(saww) par. kisi sharif insaan se chaurahe par agar rastaa puchha jaye ro wo bhi ek hi rasta batayega phir yeh to rasulallah (saww) hai, imamat aur khilafat 2 raste kaise bataa sakte hai. Mullo ne quran aur itrat wali hasees badl kar quran aur sunnat kar diya. Jaha tak kalma padne ka sawal hai karbala me bhi imam hussain ko qatal karne wale kalma goh aur hafiz the..karbala se isliye dur karte ho ke waha munafiqat ke chehre se pardaa chaak hota hai. Karbla hi aisa markaa hai jisne munafiko/kafri aur momin me fark saaf aiyne ki tarha bataa diya. Ali akbar hu bahu rasulallah (saww) jaise dikte the unko kalmaa padhte hue shahid kiya kuchh kalmagoh ne.
  4. bhai confuse mat ho aqida aur amal me farq hai....shia kya karte hai wo mat dekho kis ko mante hai wo dekho....is dalil se islam me terrorism ke hone se kisi bhi ger muslim ka islam ko galat kahna bajaa hoga. Aur nabi ko kaise nahi maana hazrat abu talib ne?? Yeh ek robotic thinking hai. Kalma nahi pada. are kya kalma nahi pada ki ratt lagai hai....kya tum roz subha uth ke apni aulaad se kehte ho ke "me tum se pyar karta hu" nahi koi nahi kehta magar har bache ko ehsaas hota hai ke uske ma baap us se mohaobbat karte hai. Sari zindagi huzur ko tabligh e islam me madad ki. aap ke intaqal ke baad huzur(saww) ko hijrat karni padi Sufiyan ki wajha se. Kuchh baate insaani fitrat se samjhi jaati hai...Quran har maa ko yeh nahi kehta ke tumhe ek aulaad dunga usko chahna, bachey ko chahna ma ki fitrat me hai, quran ne huquq zarur bataye hai..jo musalmaan Abu talib ke ehsaan ko nahi manta wo Noogra aur begairat hai...dar asal Abu talib ko isliye kafir bataya jaata hai ke wo Maula Ali(as) ke abba hai aur baaki teen khulfaa ke baap kafir the. Islaam ke firqo ki jad hi Bugze ali hai. Islam aane ke pehle ke log kis binah par jannat aur jahnnum me jaynge??
  5. Be shak tum jaise log hai jinki wajha se Qayamat ayegi!! Abu talib nahi pura silsila hai yeh. Aap deen e ibrahim par thy, watch, poora silsila hai. adam se leke Imam Mahdi tak. -e-Abbas (A.S) Anmbia ki Mirashai by PEER ASI…: http://youtu.be/Mt542x2iyJc
  6. Sab se pehle imam hasan khoon rezi na ho isliye Muaviya ko khilaft di aur sulah e hasan hui. Muaviya jald mar gaya is hi liye karbala hui. Ala hazrat ko Abu Talib kafir likhne me koi takleef nahi hai aur Yazid jaise maloon ko kafir kahne me takleef? Ala Hazrat ke is ravaiye par mujhe aitbaar nahi. Kyon ke hazrat abu talib dee e ibrahim par the, huzur (saww) ke nikaah me Quran nazil hone ke pehle sura e fatiha padhi. Nations prepor dajjasilsilaking Saudi Arab…:
  7. Jaha haq hai waha ali hai! yaad hai yeh hadees ya suni hai? me ali se hu ali mujhse hai. husssin mujhse hai me hussain se hu. aisi ek do nahi kai ahadees hai...mulle aur aalim sab hazam kar gaye. aur yeh ayat konse reference me likhi hai? Yazid ne imam hussain ke sar mubarak par chabuk marte hue kaha tha ke maine aaj badar aur ohad ka intakaam le liya. Agar yazid ke hukam se karbala nahi hua to imam hussain ka sar mubarak kyo shaam le jaya gaya..yazid confirm karna chahta tha ke aap ka qatal hua ya nahi. ta ke khilafat gasab kar sake. Aur maula ali sirf sahaba??? Wah bhai..Sarkar ko hijrat kyo karni padi? Abu sufiyan aur baki kabilo ne aap ko katal karne ka mansuba banaya tha aur us hi Abu syfiyan ka pota maloon yazid. Kab tak bhagenge....imam mahdi ke zuhur ke waqt to ahle bayat ke parcham tale ana hi padega... Yaad rakho 70000 badey aalim Imam mahdi ke mukhalif honge unke daur me. Kyo ke ap shariyat me badl karnge. Aur aalimo ka yeh ilzam hoga ki inhone hamra deen tabdil kiya hai. Aur ahle bayat ki taharat aur aam aadmi ke purification me farq hai..yeh kya dalil pedh ki? Un jaisa paak koi ho nahi sakta.
  8. Ala hazrat ka apna khayal tha unhone likha, huzur ke liye aap ki mohobbat kya kehti hai. Akhir unke pyare nawaso ko shaheed kiya tha. iman ka tarazu koi ek taraf nam hona chahiye. ya haq ki taraf ya batil ki... bich me kaise rah sakta hai. waise jaha tak me janta hu ala hazrat me yazid ko maloon kaha hai. Bagair hubbe Ali muda aa nahi milta ibadato ka bhibhargiz sila nahi milta.
  9. Yazid ke bare me aap kya khayal rakhte hai?
  10. bhai jaha tak mujhe pata hai shia kafir to nahi hai, wo bhi kalmagoh hai.
  11. To kya hua, sunni kitabo ke hawalo se hai. shia aur sunni ka buniyadi farq kya hai? Ahle bayat e athar ki tarif hi to hai. Ishq me business ki tarha takaze nahi hotey.
  12. Shukriya Yeh kitab bhi bohot achhi hai! https://books.google.co.in/books?id=DQsseeu3eWEC&pg=PA19&lpg=PA19&dq=‘Whoever+desires+to+live+my+life+and+to+die+my+death+and+to+take+his+rest+in+the+eternal+Garden+my+Lord+has+promised+me,+let+him+orient+himself+towards+‘Ali+b.+Abi+Talib,+for+truly+he+will+never+cause+you+to+depart+from+right+guidance,+nor+cause+you+to+enter+into+error.’&source=bl&ots=YQMt2oQbVi&sig=iV42i3_OPmYEhGqVDleh0CUNEdQ&hl=en&sa=X&ei=d60aVfuxCoqeugTWroDYDg&ved=0CB8Q6AEwAQ
  13. Kis binaah par? kuchh details hai?
  14. muntazir

    Iman E Abu Talib

    Salam, Kya yeh baat sach hai ke Ala Hazrat ne Hazrat Abu Talib ko kafir sabit kiya hai? konsi kitaab me likhaa hai? Shukriya
×
×
  • Create New...