Jump to content

Abdul Mustafa

اراکین
  • کل پوسٹس

    219
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Abdul Mustafa

  • Birthday 27/06/1990

Previous Fields

  • پیر
    Ameer-e-Ahlesunnat

Contact Methods

Profile Information

  • مقام
    Gulzaar-e-Taiba(Sargodha)
  • Interests
    Dawat-e-Islami ka Madani Kaam

تازہ ترین ناظرین

1,847 profile views

Abdul Mustafa's Achievements

Community Regular

Community Regular (8/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

2

کمیونٹی میں شہرت

  1. mujhe is topic "Zameen Sakin Hai" par A'la Hazrat ki books aur rasayl chahiyen..kisi Islami bhai ya Islami behan ke paas hon to plz share ferma den..
  2. Abdul Mustafa

    Ala Hazrat Ke 2 Ash'aar

    salam, in ash'aar ka matlab smajh ni aya,plz koi Islami bhai explain ferma den,JazakALLAH. 1- Kis ko dekha ye Moosa(AS) se poochay koi Aankh waalon ki himmat py lakhon salam 2- Pusht par dhalka Sar-e-Aqdas se shimla noor ka dekhen Moosa(AS) Toor se utra saheefa noor ka
  3. sab se pehlay window ki cd daalein, phir computer re-start fermayn, us ke ba'ad jese he pc re-start ho aur us pe black wali screen(jese bilkul start mn aa jati hai aam tor par) us waqt jab ye screen aye to F2 press kijiye, F2 press krne se Settings open ho jyn gi, wahan ek option hoga "Boot Order" or "Boot device priority" ka,us py jayn aur wahan se boot ka order change kr den(aam tor py order mn Hard Disk number 1 py hoti hai,uski jaga CD-ROM ko number 1 py lana hai) jab ye ho jaye to phir pc restart fermaiye(yaad rhay ke windows ki CD dali hui ho) is se ye hoga ke computer hard disk ke bjaye windows ki cd se boot hoga, is ke ba'ad options atay jayn gy jin se aapko khud he guidance milti rhy gi, phir woh drive select fermaiye jis mn windows instal krni ho phir next steps aapko khud he smjh atay jayn gy
  4. Windows ka problem hai,Window dobara kar lijiye.. Wallaho A'lam wa Rasooluhu A'lam wa ..
  5. My question to Dar-ul-Ifta Ahlesunnat(Dawat-e-Islami): Zaid falahi kaam krne ka boht zehan rkhta hai,zaid chahta hai keh woh ek aisi tanzeem bnaye jo ilaqa mn safai rkhay kyun keh safai ko "Nisf" Emaan kaha gaya hai.lekin jab zaid se kaha gaya keh apni zaat par tawajjo do aur naiki ka raasta apnao aur buray kaamon se bacho,Namaz wuzoo ghusal aur deegar farayz uloom seekho,namaz ki pabandi kro wa'ghairaha lekin zaid ne kaha ke ALLAH bakhshnay wala hai jab woh ek fahasha aurat ko sirf pyaasay kuttay ko paani pilanay ki wajha se bakhsh sakta hai to mujhe bhe bakhsh dega,lihaza zaid is riwayt ko daleel bna kr mehaz falah ke kaam krta hai lekin Islam se duur hai.is daleel ki sharai hesiat kya hai aur shariat aisay shakhs ke baray kya kehti hai? for answer plz download this mp3 answer.mp3
  6. Abdul Mustafa

    Fatwa Needed

    Mujhy 2 topics par Ulama-e-Ahlesunnat ke fatawa chahiyen: 1-Zaid falahi kaam krne ka boht zehan rkhta hai,zaid chahta hai keh woh ek aisi tanzeem bnaye jo ilaqa mn safai rkhay kyun keh safai ko "Nisf" Emaan kaha gaya hai.lekin jab zaid se kaha gaya keh apni zaat par tawajjo do aur naiki ka raasta apnao aur buray kaamon se bacho,Namaz wuzoo ghusal aur deegar farayz uloom seekho,namaz ki pabandi kro wa'ghairaha lekin zaid ne kaha ke ALLAH bakhshnay wala hai jab woh ek fahasha aurat ko sirf pyaasay kuttay ko paani pilanay ki wajha se bakhsh sakta hai to mujhe bhe bakhsh dega,lihaza zaid is riwayt ko daleel bna kr mehaz falah ke kaam krta hai lekin Islam se duur hai.is daleel ki sharai hesiat kya hai aur shariat aisay shakhs ke baray kya kehti hai? 2-umooman dekha gaya hai keh log Milaad krwatay hen huzoor se mohabbat ke daway krty hen lekin Islam se duur hain aur bay'amli ki zindagi guzaar rhy hen. jab unhen naiki ki dawat di jati hai to kehtay hen keh hum to ALLAH aur us ke Habib S.A.W se mohabbat karty hen,yehi mohabbat humein jannat mn lay jaygi. apni is baat ko woh is hadees se sabit krne ki koshish krty hen keh Mafhoom: "jab ek Sahabi ne huzoor se poocha keh qayamat kab aygi to AQA S.A.W ne un se poocha keh kya tum ne qayamat ki tyari kr li hai? un Sahabi ne arz ki ni bas ALLAH aur us ke Rasool se Mohabbat krta hn..."(yeh hadees thek se yaad ni mjhe,agar ghalat likhi to ghalati ki nishandahi ferma dijiye).
  7. Abdul Mustafa

    Dawat-E-Islami Ke 12 Madani Kaam

    Umeed hai aap sab kheriat se hon gy.. ALLAH ne humein apnay Habib ki Ummat mn paida fermaya,Imaan ki dolat ata fermai aur Dawat-e-Islami ka Madani Mahol ata fermaya... Madani Maqsad: Mujhay Apni aur saari dunya ke logo ki islaah ki koshish karni hai "I must strive to reform myself and people of the entire world" 12 Madani kaam: Zeli Halqe Ke 12 Madani Kaam Daily 5 Madani Kaam 1) Sada-e-Madina (At least 4 Isalmi Bhai) 2) Masjid Dars 3) After Namze Fajr Fikre Madina Ka Halqa 4) Chowk Dars 5) Madarsatul Madina Bare Baligan (At least 12 Islami Bhai-Duration 41 Mins) Weekly 4 Madani Kaam 1) A'laqai Daura Bar-e-Neki Ki Da'wat (At least 4 Islami Bhai) 2) Cassettte/VCD Ijtima 3) Weekly Ijtima Start to End (At least 12 Islami Bhai) 4) Weekly Holiday A'tekaf Monthly 2 Madani Kaam 1) Madani Qafila 2) Madani In'amat Forever 1 Madani Kaam 1) 2 Mubbaligh 4 Mu'allim Tayyar kare. Apnay Ilaqay aur Zeli halqay mn honay walay Madani Kaam ki tafislaat yhan share karen,kisi kism ki rahnumai chaiye ho to woh bhe pooch saktay hein. ALLAH humein Madani kaam karne ki tofeeq ata fermaye.aamin.. Talib-e-Dua: Sag-e-ATTAR Muhammad Muddasir Attari
  8. Aaj mujhe ek Najdi ne ye sms kiya hai,jis mn hazrat peer mehar Ali pe ilzaam lgaya gaya hai.Najdion ki is sazish ko be'naqab krne mn mjhe apki help chaiye. حضرت پیرمہرعلی شاہ گولڑوی (رح) 
کافرمان =

 اگریہ پانچ ‎

شاہ اسماعیل

 نانوتوی قاسم 
رشیداحمدگنگوھی
خلیل احمدسہانپوری
اشرف علی تھانوی 

مسلمان نہیںتودنیامیں 
کوئی مسلمان نہیں .
جو انکی تکفیرکرے
 اسکےپیچھےنماز جائزنہیں".
 بحوالہ: ضرب شمشیر ص50.51
  9. T.T idhar udhar fuzool mn takrein maarnay ki bajaye ye post parh lo.is mn jawab dia ja chuka hai.
  10. T.T tmhen jawab mil gaya hai na? ab plz chup ho jao,apni shikast pe pagal pan ka muzahira mat kro..
×
×
  • Create New...