Jump to content

Jabir Khan

اراکین
  • کل پوسٹس

    24
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Jabir Khan

Jabir Khan's Achievements

Explorer

Explorer (4/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. janab....m sunni hanfi barelvi maslak aala hazrat ka paband hu......ye sawal shia rafzio ki aur se ho rha hai.....aur m ek mahine se iske jawab pr kaam kr rha hu.....jaha tk mujhe pta hai....ispr ek risala imam jalaluddin as suyuti ne tahrir farmaya tha....pr bahut koshish k bd bhi wo risala na mil ska......bs jawabat ko jagah jagah se jama kr rha hu.....
  2. hazrat.....shukria....pr in hadees ki sharah to mene dekh li hai....pr ek mutameen krne wala jawab na mil paya.....ki akhir kya wajah h...aur faida hasil ho rha hai.....jp bta dene se haazil na ho ska....balke krke hi dikhaya gya....aur krke dikhana apne aap main hi ek ajib bt h....
  3. hazrat aaisha pr aitraz hai....bukhari ki hadees k hawale se ki apne mardo ko gusl krke dikhyaa.....is pr koi kitab ya tehqiq kisi k paas ho to urgently de de
  4. hazrat khalid bin waleed pr shiyao ne jo aitraz kie hai ki apne qabile qatal kr die....aur malik ibn nuwair ko bhi qatal kia....unki khubsurat biwi k lie...aur bina iddat kie usse humbistar bhi huai.... jawab darkar hai...
  5. Jabir Khan

    Bidat hasna (milad Shareef)

    Jo hazrat e umar se hadees shareef hai ki unhone ek sahabi ka chhink aane pr alhamd k sath darud shareef milakr pdha tha...to hazrat e umar ne aisa krne ko mana kr dia tha...aur khaa aisa huzur ne ni sikhaya..... To isme jawab chahie is hadees ka milad k upar....wahabi ka kehna hai...ki is hadees se sabit hota hai...bidat hasna kuch ni....agar hai to is hadees ka jawab kya hoga....?????
  6. Hazrat shujat jung bahadur k upar ka hissa khaa hai...kuch malum hai....ek post k mutabiq ye shijra sahabi se mil rha hai....kya ye thiq h
  7. Ahlesunnat hanfi pr aitraz hai ki sunni sajde m jate waqt pehle hath ni rakhte balke pair yani ghutne rakhte hai....ye zaeef hadees se sabit hai na ki sahih....jabke sahih hadees main hai ki pehle hath rakhne hai... Iska jawab de..koi plz
  8. Mujhe pta lga hai ki wahabio ke amritsari ne fatawa sanaiya m bhi kuch aisa hi likha hai....kya uska reference mil skta hai
  9. Yazeed bin roman wali hadees ka jawab mil chuka hai..,wo ye hai ki yazeed bin roman ki wo hadees maqbool hai....munqatah ni hai....do siqa rawio ke sath wo khud siqa hai....to unhone jo riwayat kri wo maqbool hai.....yahi usool....hadees ki muattabar kitab ibn e salah m mojud hai.....aur unhone isko wazeh kra hai
  10. Bhaiyo ek hadees ka pta krna hai...huzur ne farmaya ki teen qism ke logo pr shariat ki qalam ni chalti...pehla majnoon ...dusri jo so rha ho...(kuch aise hi hai wo hadees.)) Kisi bhai ko koi ilm hai is bare m
  11. jazakallah bhai pr muje ye sari daleel pta hai...bs mujhe us aitraz ka jawab chahie tha jo yazeed bin roman ke baare m hai
×
×
  • Create New...