Jump to content

zindabaad

اراکین
  • کل پوسٹس

    13
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ zindabaad نے پوسٹ کیا

  1. zindabaad

    shikar ka janwar halal ya haram?

    AOA mera sab bhaiyon se yeh sawal hai k goli lagne se agar koi halal janwar mar jae tu kia woh halal hai ya haram? kia aisi surat mein janwar murdar tu nahi ho ga?
  2. Asslamo Alaikum... mera aik hai jaisa kay Hadees mein aya hai k Hazrat Ayesha (R.A) ki umar nikkah k waqt 6 saal thi tu kia unn se nikkah ki ijazat sabit hai.. dosri baat yeh k aik aur hadees bhi hai uss ka hawala bhi de dein jiss ka mafhoom kch iss trha hai k jiss mein aik aurat HUzoor (S.A.W.W) se arz kartein hain k mere baap ne mere se poochey baghair mera nikkah kar dia hai tu abb mein kia karoon... yeh hadees full reference k sath plz quote kar dein ... jazak ALLAH.
  3. zindabaad

    Auliya ullah per aitraaz

    Assalamo Alaikum i found this on internet very confusing about holy saints in which they mentioned them homosexuals Nauzubillah plz respond to this **************************** **************************** Mod Edit: Just a quote from the website making false accusations on Islamic Saints. I think all other stuff is very similar.
  4. jazakALLAh bhai.. darasal mein inn mein kafi qismein hain mein waqatan waqatan uss k nazriyat paish karta rahoon ga aur ap se jawab leta rahoon
  5. zindabaad

    Munkireen E Hadees

    AOA.. mera aik dost munkireen e hadees hai aur uss mjhe ap logon ki madad chahiye hai mein kch sawalat karna chahta hun kindly meri madad farmiye..
  6. zindabaad

    Need Reference

    Aslamo Alaikum mera sab hazraat se aik sawal hai k kia sahih Bukhari mein mujood tamam ahadees saheeh hain?
  7. zindabaad

    Kia Hadith No Change Ho Sakte Hain

    Asalam o ALAikum kia hadith number aik publisher ki kitab mein kuch aur ho aur dosre publisher ki kitab mein kch aur ho kia aisa ho sakta hai ... aur agar aisa hai tu ager ksi se hadith ka reference sune ya kaheen parhe aur hadith k reference ko kitab se dekhna chahein tu iss ka kia tareeqa ho ga... mein yeh baat pochna cha raha hoon k hadith no kia fixed hote hain ?? jis tarha Quran pak ki ayat aur surat no fixed hai tu hum loag kaheen bhi sune tu foran uss ko ksi bhi jagha Quran pak ki ayat aur surat hum har publisher k printed Quran pak mein dekh lete hain woh same hi hoti hai.. plz wazahat farmaiye .. shukriya.
  8. zindabaad

    Ashab E Kahf Ka Kutta

    Asslamo ALAikum mera app tamam bhaiyoon se sawal hai k ashab e kahf ka kuta janati hai jab k kuta aik najis janwar hai tu janat mein aik najis janwar kaise dakhil ho sakta hai plz wazahat se jawab de dain shukriya
  9. bohat bohat shukriya bhai dar asal mere cousin ne yeh last wala question iss tarha kia tha k kuta (Dog) ashab e kahf ka kuta ager janati hai tu jannat mein tu sab rehmat hai phr kuta palne se rehmat q nai a sakti iss wajah se mein ne app logon se yeh question pocha mere pas itna ilm nai hai iss waja se poch raha hon...
  10. BOhat bohat shukriya bhai... kindly mje yeh bhi bata sakte hain k kuta ko palna jaiz hai ya na jaiz hai quran or hadees ki roshni mien bohat shukriya app ka
  11. bohat shukriya 2sra reference fish related hai uss ka kia quran mein zikar hai ?? aur hadith ka reference bhi de dijye bohat shukriya app ka
  12. zindabaad

    Fish Khanay Ka Reference

    Asalamo ALAikum plz mjhe undershave aur fish khaane k quraan aur hadith dono se references chahiye hain ..
×
×
  • Create New...