Jump to content

Muhammad_Adnan

اراکین
  • کل پوسٹس

    85
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Muhammad_Adnan نے پوسٹ کیا

  1. main ne is froum main yeah topic parha tha... http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3090 mughey yeah book parhney ka bahut ishtiyaq hai.. aap hazraat se rehnumai ki darkhuwast karta hoon... Allah aap ko jazaye khair de...
  2. ji jazaak Allah main soch raha tha ager written material mil jaye to... khair Allah aap ko Madina shareef ki ziarat ka sharf bakshey.. Wassalaam
  3. Madinah.. Imam Hussain R A k saath Alehe salaam laga saktey hain.. kion jahan tak main samajhta hoon.. is se maqsad un ko salaam pohanchana hai.. hum to har namaaz main ahlebayat ko durood o salaam k nazraney paish kartey hain... aap hazraat kia kehte hain is barey main .. reply ka intizaar rahey gaa..
  4. JazakAllah is book se aapki mazeed sharing ka intezaar rahey gaa
  5. barey Madina merii rehnumai karain.. k ager koi Larki Qadiyaanion main nikah karey.. ya phir nikah ki khwahish zahir karey to yeah kesa amal hai.. aisey nikah ki Islam main ijazat hai ya Mumaniyat hai ??
  6. Muhammad_Adnan

    What is Ghamidi ??

    mughey Ghanidi k barey main info kion chahiye.. aur yeah bhi.. kinhey fitna kion kaha jaata hai.. Allah Tala aap logon jazaye khair de Allah Nigehbaan
  7. Jazak-Allah.. ji aap logon ko zaoor dikhaonga site... abhi under construction hai... Kamiyaabi k liye dua karain.. Imran Attari sahab k saath saath zam zam Attari sahab k bayanat bhi karoonga update...
  8. ^ Yes brother i agree with u ... geeta ya vedda jaaney wala koi bahut bara aalim nahin hojaata... humain in sub ki kia zaroorat... Aaalim to us waqt hoga jub Quraan o Ahdith ko smjhey ..
  9. Muhammad_Adnan

    Video Bayanaat darkar hain ...

    Bara e Madina mughey apni site per upload karney k liye.. Majlis e Shoora k nigraan Imran Attari Sahab k woh Bayanaat chahiye jo k daily raat 8 baje madani channel per nasher hotey hain.... Allah S.W.T hum sub Hazrii e Bargah Rasool naseeb furmaye...
  10. main aik graphic designer hoon..... cartoons illustration ka ziada work karta hoon... kia cartoon banana bhi jaandar ki tasweer banaye k dairey main aata hai... aur kiya mera yeah kaam drust hai.. ??
  11. kia baat hai ap aisa karain Supreme Court ko per bhi koi Futwa de dain.. kion k Supreme to Allah tala hai.. ... saarey k saarey borihi bistar waaley tumhare mulla kion jaatey hain supreme court insaaf mangne...
  12. kesa khabees aadmi hai.. Shajra e Attaria main Allah k Quraan majeed main diye gaye Names ka wird hota hai.... Islam se kharij to tum ho.. jiss baat ka ilm na ho us main na bola karo.... Allah tumhey Hidayat de..
  13. kia furmatey hain Muftian e Karam k Net Istimaal kartey huey ager Tilawat e Kalaam e Pak laga lii jaye to yeah amal kea hai.. jub k dihaan bata hua ho.. Jazak-Allah Adnan Mukati
  14. Aap ki koshish Qaabil e Tareefr hai.. main to sirf shukriye aur dua ki soorat main aap ka mashkoor ho sakta hoon.. jub k asal Inaam to aap ko Akhirat main miley gaa Allah aap ko Duniya aur Akhirat dono main kamiyaabian ata furmaye.. aur yun hi deen ki khidmat karney ki taufeeq de.. Ramadan main Allah aap ko Roza e Anwar ki ziarat naseeb furmaye..
  15. Barye Madina merii rehnumai karain.. aur is ka jawaab inayat karain... Allah is mubarak mahiney k sadqey se hum tamaam ko sahi rah dikhaye.. Aameen
  16. jitna socha us barh kar jawaab inayat furmaya hai.. Allah aapki is koshish ka sila aap ko duniya aur aakhirat dono main ata kare.. aur un hi deen ki khidmat karney ki toufeeq de.. mera dost bhatak gaya hai chand logonne us ka brain wash kar dia hai.. lekin ab main pur umeed hoon k main usey sahi raah per laaney main zaroor kamiyaab hoonga aap kia naik duain darkaar hain..
×
×
  • Create New...