Asalam alekum
mujhe maloom karna hai k marne wale ki sirf betian hain beta koi nahi hai to kia betion k sath marne wale k bhai behno ka bhi uski wirasat mein koi hisaa hoga ya nahi aur marne wale k baap ki jaidad mein marne wale ki betion ka kitna haq hai?
reference k sath jawab dein
Duaon ka talabgar