Jump to content

Abdullah Yusuf

اراکین
  • کل پوسٹس

    266
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    4

سب کچھ Abdullah Yusuf نے پوسٹ کیا

  1. Agar ap k husband apko bhi utni importance dete hain jitni woh apni pehli wife ko dete hain. Apko bhi un k sath rakhna chahte hain tau is main koi maslah nai kyunki yeh shariat k mutabiq bilkul jaiz hai or apko bhi is se koi maslah nai hona chahiye kyunki shariat main is ki ijazat hai lekin yeh is condition per hai k woh apko bilkul waise hi treat krte hain jaise pehli wife ko ap dono main kisi kism ka koi farak nai krte. Apko apne husband ka sath dena chahiye or agar woh pehli wife k sath apko rakhna chahte hain tau apko is main koi maslah nai hona chahiye Humari Nabi Kareem S.A.W.W ki 11 Wives theen or ap sab se be inteha pyaar krte they Or Quran pak 4 wife rakhne ki ijazat deta hai tau agar apke husband apke khane peene or rehne ka poora khyaal rakhte hain or apko har woh cheez dete hain jo pehli wife ko dete hain or ap dono ko equal treat krte hain tau apko un ka sath dena chahiye
  2. Yeh aik bohat bara aitraz aaya hai jis main yeh hawala jaat de kr btaya ja raha hai k women k sath peeche se krna halal hai Jo riwayat sunan abu dawud or tirmizi main hain 1.Tafseer dur e mansoor main mojood hai k woh tamam riwayaat jo aurat k peeche se krne ko haraam keh rahe hain woh tamaam riwayaten zaeef hain. 2.Doosra aitraz yeh kiya gya hai k imam malik k nazdeek or imam ibn e arabi k nazdeek halaal tha
  3. Exactly right MuhammadAli bhai jaan said well with the hadith you should divorce her because this relationship is a disaster this is gonna be problems for your kids in the future life If you can't trust your wife then end this relationship. READ THIS HADITH. This is what our beloved Nabi Kareem said Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet said: "I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful." It was asked, "Do they disbelieve in Allah?" (or are they ungrateful to Allah?) He replied, "They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you." Sahih Bukhari 1:2:28
  4. Post ka jawab Maulana Muhammad Ali naqshbandi ki kitab fiqa jafria main hai Muhammad Ali Naqshbandi ne muta k uper poori 1 jild likhi hai or bayan kiya hai yeh dor e jahalat se tha jaise ghulam londiyan waghaiar shuru se hi culture main they waise hi muta bhi pehle se tha islam main kuch der tak is ki ijazat dee baad main Nabi Kareem is ko khayber k Mauke per Haraam karar diya or is se qayamat tak mana farma diya kuch Shia aitrazat krte hain muta ko le kr woh tamam aitrazat or detail apko us kitab main mil jaye ge FIQA JAFRIA MAULANA MUHAMMAD ALI NAQSHBANDI
  5. Al itiqan fi uloom ul quran jo imam jalalud din sayuti ki kitab hai us ka hashiya or sharah kis kis ne kee hai or tafseer dur e mansoor ka hashiya or sharah kis kis ne kee hai Or mera aik sawaal yeh hai k tafaseer ki kitabon ki sharah hoti hai ya sirf hashiya likha jata hai zara bayan kr den? KYUNKI IMAM JALALUD DIN SAYUTI KI KITABON PER OR UN PER BOHTAN LAGAYE JA RAHE HAIN
  6. Phir choose file per click kr k jonsi bhi file apne upload krni hai chahe jpg ho ya pdf woh select kr len upload ho jaye ge
  7. Ap ki baat bilkul theek hai aaftab main apne sheikh hussain sahab se hi hadees k uloom parhta hon or quran ki tafaseer unhi se parhta hon lekin maine jab un se yeh sawal kiya k hadees ko samajhne k kitne tareeqe or zaraye hain tau unhon ne kaha hadees ko samajhne k liye sirf sharah hoti hai AB MUJHE YEH NAI SAMAJH AA RAHA HAI K KAI AESI HADEESEN HAIN JIN KI SHARAH K BAWAJOOD UN KO NAI SAMJHA JATA YA KUCH NA KUCH KAMI HOTI HAI INFORMATION MAIN TAU HADEES KO SAMAJHNE K LIYE SHARAH SHURUHAT OR SHARAHEEN K ILAWA BHI KOI OR ZARAYE HAIN TAU PLEASE AP YAHAN BTA DEN WOH KON KON SE ZARAYE HAIN JIN SE HADEESON KO SAMJHA JAYE
  8. Ab yahan se masail dekhte hain k Nasikh wal Mansukh k maslah main ULAMA KARAM MAIN KITNA IKHTALAF HAI Ibn khuzayma ne kaha k 113 quran ki ayaten mansukh ho gaye hain is ayat ki wajah se QURAN KI SURA 9 AYAT 5 IS AYAT MAIN hai K JAHAN BHI KUFAR KO PAO UNHEN QATAL KR DO 1.Ab ibn khuzayma kehte hain k is ayat se tamam woh ayaten jin main aman or sakoon ki baten hain woh sab mansookh ho gayen hain ibn khuzayma k nazdeek mansookh ho gayen hain 2.Imam jalaludin sayuti bhi tafsir jalalayn main yehi kehte hain k is ayat (9:5) se tamam aman or sakoon ki ayaten mansookh ho gayen hain 3.Imam ibn kaseer bhi yehi kehte hain k is ayat ki wajah se surah tauba sura 9 ayat 5 se tamam aman or sakoon ki ayaten mansookh ho gayen hain ab in 3 imamon k ilawa imam ZARKASHI FARMATE HAIN JO LOG YEH KEHTE HAIN K IS AIK AYAT KI WAJAH SE WOH AMAN OR SAKOON WALI TAMAM AYATEN MANSOOKH HO GAYEN HAIN WOH SAB GHALAT HAIN KYUNKI JIS WAQT IN MUFASIREEN NE YEH TAFSEER KEE US WAQT IS AYAT KI TAFSEER SAHI NAI KEE GAYE THEE. AB IMAM ZARKASHI NE IN SAB KA RAD KR DIYA TAU AB KIS KI BAAT MANI JAYE GE JAMHOOR TAU AIK TARAF OR IMAM ZARKASHI KA QOL AIK TARAF. DOOSRA MASLAH Nasikh wal mansukh per tamam imam or ulama karam ka ikhtalaf dekhen ab Imam jalaludin sayuti kehte hain sirf 20 ayaten mansookh huwin Imam ibn khuzayma k nazdeek 113 ayaten mansookh huwin Shah abdul haq muhadis dehlvi k nazdeek sirf 5 ayaten mansookh huwin OR BHI BOHAT SARE MUFASIREEN KA APAS MAIN IKHTALAF HAI K KITNI AYATEN OR KONSI AYATEN MANSOOKH HUWIN AB KIS KI MANI JAYE GE
  9. Mere pas aitrazat aye hain quran ki kuch ayat ko le kr AB jo maine dalail parhe hain un main in ayat ki tafaseeren or mufasireen k aqwal bhi parhe hain or bohat mushkil se in aitrazat ko khatam kiya hai lekin ab bohat bara maslah paida huwa hai WOH MASLAH YEH HAI K JIN AYAT KI TAFSEER MAINE PARHI HAIN OR MUFASIREEN K AQWAL PARHE HAIN UN MAIN JAMHOOR MUFASIREEN K AQWAL MAIN GHALTI HAI UNHON NE GHALAT TAFSEER KEE HAI US AYAT KI JAB K 1 YA 2 MUFASIREEN AESE HAIN JINHON NE UN TAMAM MUFASIREEN KI GHALTI KO THEEK KIYA HAI OR USKA RAD KIYA HAI AB MUJHE YEH SAMAJH NAI AA RAHI K JAMHOOR KA IJMA KAISE GHALAT HO GYA THA JAMHOOR MUFASIREEN GHALAT KAISE HO GAYE OR AB HUM UN JAMHOOR MUFASIREEN KA IJMA MANEN GE YA SIRF UN 2 MUFASIREEN K AQWAL PER AMAL KREN GE JINHON NE JAMHOOR IJMA KA RAD KIYA HAI NOTE:_(JIN 1 YA 2 MUFAISREEN NE JAMHOOR IJMA KA RAD KIYA HAI WOHI SAHI AQWAL HAIN) MATLAB JAMHOOR IJMA GHALAT HAI
  10. Hadeeson ko samajhne k liye humare pas kya zaraye (Resources) hain Kyun k maine bohaaat sari aesi hadeesen parhi hain jo bohaat ajeeb hain or jin ko samjhna bohaat mushkil huwa hai kuch aesi hadeesen hain jinhen parh kr log murtad ho jate hain or isi wajah se qurani muslims aik firqa nikal aya tha jo sirf quran ko mante they hadees ko mante hi nai they Ab mujhe sirf itna janna hai k hadees ko samajhne k liye humare pas kya kya zaraye mojood hain 1.HADEES KI SHARAH Mujhe sirf hadees ko samajhne k liye is aik cheez ka pata hai k hadees ki sharah se hadees ko samjha ja sakta hai lekin is k ilawa sharah k ilawa hadees ko kaise samjhen agar us hadees ki sharah bhi mojood na ho tau ap hadees ko kaise samjhen ge sharah k ilawa humare pas or kya zariye hain hadees ko samajhne k plz jawab den
  11. Abdullah Yusuf

    Hadees Ko Kaise Samjhen

    Hadeeson ko samajhne k liye humare pas kya zaraye (Resources) hain Kyun k maine bohaaat sari aesi hadeesen parhi hain jo bohaat ajeeb hain or jin ko samjhna bohaat mushkil huwa hai kuch aesi hadeesen hain jinhen parh kr log murtad ho jate hain or isi wajah se qurani muslims aik firqa nikal aya tha jo sirf quran ko mante they hadees ko mante hi nai they Ab mujhe sirf itna janna hai k hadees ko samajhne k liye humare pas kya kya zaraye mojood hain 1.HADEES KI SHARAH Mujhe sirf hadees ko samajhne k liye is aik cheez ka pata hai k hadees ki sharah se hadees ko samjha ja sakta hai lekin is k ilawa sharah k ilawa hadees ko kaise samjhen agar us hadees ki sharah bhi mojood na ho tau ap hadees ko kaise samjhen ge sharah k ilawa humare pas or kya zariye hain hadees ko samajhne k plz jawab den
  12. Apko Bible k bare main jo poochna hai ap pooch saktin hain Bible k mutaliq tafaseeron se nai mile ga lekin kuch tafseeron main mufasireen ne likha hai k Injeel main tahreef kee gaye hai Apko zaroorat hi nai kisi tafseer ko parhne ki Injeel k tahreef k saboot k liye kyunki us ki tahreef k saboot main yehin per waziah kr deta hon apke samne ya phir tafseer hi chahiye apko aage ab ap btayen
  13. Main aj kal hazrat Ameer muawia R.A k difa k liye hi parh raha tha ap ne itne links provide kiya bohat shukriya apka or yeh DR ASHRAF ASIF JALALI sahab ka link isey maine itna dhoonda ab ja k apki is post se mila hai apka be had shukriya DR sahab se main mila huwa hon un k idara sirat e mustaqeem main hi hota hon zyada tar
  14. Hazrat Ameer muawiya per Aitrazat k jawabat ki bhi koi book upload kr den ya link lga den aesi books ki bohat zaroorat hai is daur main
  15. Sahih Muslim Book 20, Number 4546: It has been narrated on the authority of 'Abd al-Rahman b. Abd Rabb al-Ka'ba who said: I entered the mosque when 'Abdullah b. 'Amr b. al-'As was sitting in the shade of the Ka'ba and the people had gathered around him. I betook myself to them and sat near him. (Now) Abdullah said: I accompanied the Messenger of Allah (may peace be upon him) on a journey. We halted at a place. Some of us began to set right their tents, others began to compete with one another in shooting, and others began to graze their beasts, when an announcer of the Messenger of Allah (may peace be upon him) announced that the people should gather together for prayer, so we gathered around the Messenger of Allah (may peace be upon him). He said: It was the duty of every Prophet that has gone before me to guide his followers to what he knew was good for them and warn them against what he knew was bad for them; but this Umma of yours has its days of peace and (security) in the beginning of its career, and in the last phase of its existence it will be afflicted with trials and with things disagreeable to you. (In this phase of the Umma), there will be tremendous trials one after the other, each making the previous one dwindle into insignificance. When they would be afflicted with a trial, the believer would say: This is going to bring about my destruction. When at (the trial) is over, they would be afflicted with another trial, and the believer would say: This surely is going to be my end. Whoever wishes to be delivered from the fire and enter the garden should die with faith in Allah and the Last Day and should treat the people as he wishes to be treated by them. He who swears allegiance to a Caliph should give him the piedge of his hand and the sincerity of his heart (i.e. submit to him both outwardly as well as inwardly). He should obey him to the best of his capacity. It another man comes forward (as a claimant to Caliphate), disputing his authority, they (the Muslims) should behead the latter. The narrator says: I came close to him ('Abdullah b. 'Amr b. al-'As) and said to him: Can you say on oath that you heard it from the Messenger of Allah (may peace be upon him)? He pointed with his hands to his ears and his heart and said: My ears heard it and my mind retained it. I said to him: This cousin of yours, Mu'awiya, orders us to unjustly consume our wealth among ourselves and to kill one another, while Allah says: "O ye who believe, do not consume your wealth among yourselves unjustly, unless it be trade based on mutual agreement, and do not kill yourselves. Verily, God is Merciful to you" (iv. 29). The narrator says that (hearing this) Abdullah b. 'Amr b. al-As kept quiet for a while and then said: Obey him in so far as he is obedient to God; and diqobey him in matters involving disobedience to God. BUKHARI KI RIWAYAT SAHIH MUSLIM KI RIWAYAT K JAWAB K BAAD POST KI JAYE GE KYUNKI YEH DONO RIWAYATEN BOHAT SAKHT HAIN
  16. is hawale se pehle bhi kai baar jawab diya ja chuka hai isi forum per waise bari hairat ki baat hai k abhi tak kisi ne bhi jawab nai diya warna hamesha koi na koi jawab zaroor de deta hai Kashmeer khan bhai jaan ya phir AqeelAhmedWaqas bhai jan ya KHALIL RANA BHAI JAN in main se hamesha koi jawab de deta hai ab tak kisi ne nahi diya sare users kahan hain?? Yeh len bhai jan yeh pdf file download kr k parh len is main apka tafseeli jawab mojood hai hadees k sath wazahat k sath is ka pehle kai baar jawab diya ja chuka hai Saife Raza sunni yeh jawab us k moon per de maren INSHALLAH DOBARA NAI BOLE GA JAZAKALLAH 265582010-ملفوظات-اعلٰی-حضرت-پر-الزام-کا-جواب.pdf
  17. SHIA CHALLENGE Tafseer Dur al Manthur, Volume 2 page 297, Surah Maidah verse 67 Tafseer Ruh al Ma’ani, Volume 9 page 193 “Hafiz Ahmed bin Musa bin Mardawayh has narrated with his isnad from Abdullah Ibn Masud that: “During the lifetime of the Holy Prophet (s) we used to recite this verse as: “O Apostle! Deliver what has been sent down to you from your Lord; ‘that Ali is the Maula of the Momineen’, if you don’t….” Hazrat Abdullah Ibn masud se riwayat hai Hazrat Ali ka naam Quran main tha SHIA CHALLENGE Tafseer Dur al Manthur, Volume 5 page 192, Surah Ahzab verse 25 Tafseer Ruh al Ma’ani, page 157, chapter 21, verse 25 Allamah Alusi writes in Tafseer Ruh al Ma’ani: Ibn Mardawayh narrated from Ibn Masud that: “We used to recite this verse as: “and enough was Allah for the believers in their fight ‘via Ali ibn Abi Talib’.” Allamah Jalaluddin Suyuti writes in Dur al Manthur: “Ibn Abi Hatim, Ibn Mardawayh and Ibn Asakir have narrated from Abdullah Ibn Masud that: “We used to recite this verse in the following manner: “and enough was Allah for the believers in their fight ‘via Ali ibn Abi Talib.”
  18. Ikhtalafi books chahiyen khareedni hain jin per pabandi lagi huwi hai pakistan main kafi maktabah se pta kiya lekin kisi k paas yeh kitaben nai hain or na hi internet per mojood hain TOHFA JAFRIA JILD 1,3,4 MUHAMMAD ALI NAQSHBANDI SAHAB KI Kisi ko pta hai k ikhtalafi kitaben kahan se mil sakti hain jin per pakistan lahore main pabandi hai in ikhtalafi kitabon per pabandi lagi huwi hai is liye yeh koi maktabah yeh kitaben nai rakhta Mujhe yeh kitaben khareedni hain koi bta sakta hai k yeh ikhtalafi kitaben lahore pakistan main kahan se mil sakti hain
  19. Saedi bhai jaan Tohfa jafria ki 1,3,4 yeh jilden internet per bhi mojood nai or na hi kahin se mil rahin hain agar ap k pas hain tau Plz UPLOAD KR DEN APKA BOHAT SHUKRIYA
  20. SCANS IN SAB KA JAWAB ZAROOR INAYAT KREN KYA SUNNI MUFASSIREEN NE AESI RIWAYATEN KYUN NAqal keen
  21. Kanz al Umaal, Volume 1 page 135 Hadith 2308 Al Itqan, fi Uloom al Quran Volume 1 page 88 by Jalaluddin Suyuti Jama’ al-Sagheer, Volume 2 page 88, Chapter: alif laam Tafseer Dur al Manthur Volume 1 page 106 Al-Itqan by Suyuti, rendered into Urdu by Maulana Muhammad Haleem Ansari, vol. 2 page 64 (Idara Islamiat, Lahore) Tafseer Ruh al Mani, Volume 1 page 25 Fadhael al-Quran by Qasim bin Salam, Volume 2 page 135 Tafseer Fath al Qadeer, Volume 2 page 317, Surah Bara`t Tafseer Qurtubi, Volume 8 page 62, Surah Bara`t Al-Itqan, Volume 1 page 81 Tafseer Dur al Manthur, Volume 3 page 208, Surah Bara’t Al Muhazraat, Volume 2 page 434 Tafseer Ibn Kathir, Volume 4 page 465, Surah Ahzab Tafseer Dur al-Manthur, Volume 5 page 180 , Surah Ahzab Al-Itqan, Volume 2 page 30 Tafseer Qurtubi, Volume 7 page 113, Surah Ahzab Tafseer Fath al Qadeer, Volume 4 page 251, Surah Ahzab Tafseer Mazhari, Volume 7 page 302, Surah Ahzab Tafseer Ruh al-Ma’ani, page 121 parah 21 Tafseer Kashaf, Volume 2 page 204, Surah Ahzab Tafseer Gharaib al-Quran, Volume 7 page 75 Tafseer Madarik al-Tanzeel, Volume 3 page 48, Surah Ahzab Al Muhazraat, Volume 4 page 434 by Raghib al-Isfahani AHLE SUNNAT KI IN BOOKS MAIN TEHREEF E QURAN KA ZIKAR HAI IN TAFASEERON MAIN TEHREEF E QURAN KA ZIKAR HAI SUNNI AQEEDA SHIA KA ILZAM
  22. More scans ta ke Aitrazat ka sahi se pata chal sake or jawab dene main asani ho Akhri pic main quran k juz haroof zyada likhe gaye hain sunni kitab main IN AITRAZ KA JAWAB CHAHIYE
×
×
  • Create New...