Shukariya... JAZAK-ALLAH Khair...
Kaya mai aur sawal pooch sakta hon... issi post main... ta ke mai aik hi jagah apnay saray doubt aik sath daikh ya kisi ko refer kar sakon.... Jaisay
Sawal:::
Maghrib namaz ke 3 farz hain aur teesri rakat main AL HAMDULLILAH ke baad koi surah malai jati hai ya nahi...