Jump to content

Saife Raza Sunni

اراکین
  • کل پوسٹس

    81
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    13

سب کچھ Saife Raza Sunni نے پوسٹ کیا

  1. Wahabi Khari Badtarin Maqlooq Hain
  2. Marfat.com se Aap Dowanload Kar Le, Sarah Ka To Pata Nahi, Lekin Arbi aur Urdu ke saath me mil jaeyga
  3. DEOBANDIO MOLVI ILIYAS GHUMAN KE NAZDEEK ISMAIL DEHLVI GUSTAKH KAFIR AUR BE DEEN HAIN Molvi Iliyas Ghuman Apne Kitab "Sirat e Mustaqeem Course" Safa 60 Likhte Hain Ambiya Alahisalaam Mein Se Kisi Bhi Nabi Ki Shaan Mein Kisi Tarah Ki Gustakh or Be Adbi Karna Ya Gustakh or Be Adbi Ko Jayz Samajna Kufr Hain Maslan Aap Sallallahu Alahi Wasallam Ke Liye Sirf Itni Si Fazeelat Ka Qail Hona Jitni Bade Bhai Ko Chote Bhai Par Hain Aisa Kufr Aur BeDeen Hain Scan Page
  4. https://m.facebook.com/Allama-Nizami-1532210620340775/photos/?mt_nav=1 . iske time line me chack kar lo mil jaeyga
  5. Saife Raza Sunni

    Noor E Mustafa

    Noor e Mustafa Sallallaho Ta'ala Alaihe Wa Sallam Aur Wahabiyo Ki Maut . Huzoor Sallallaho Ta'ala Alaihe Wa Sallam Ki Haqiqat Noor Hai . Sabse Pehle Allah Ne Apni Qudrat Se Noor e Mohammadi Ko Faida Farmaya . Fir Uske Chaar Hisse Kiey . Pehla Hissa Se Kalam Banaya . Dura Hissa Se Loh Mehfuz Banaya . Teesra Hissa Se Arsh Banaya . Chauta Hissa Ke Chaar Hisse Kiye . Pehla Hissa Se Arsh Uthane Wale Farishtey Ko Banaya . Dusra Hissa Se Kalam Uthane Wale Farishtey Ko Banaya . Teesra Hissa Se Baaki Tamam Farishton Ko Banaya . Chauta Hissa Ke Chaar Hisse Kiye . Pehla Hissa Se Tamam Aasman banaey . Dusra Hissa Se Tamam Zameen Banai . Teesra Hissa Se Jannat O Dozak Banai . Chauta Hissa Ke Chaar Hisse Kiye . Akhri Hadees Tak Yani Isi Tarteeb Se Har Chaitey (4) Hisse Ke Chaar Hisse Hotey Gaye . Aur Puri Kaynaat Wazood Me Aai . Aur Jab Huzoor Sallallaho Ta'ala Alaihe Wa Sallam Ko Duniya Me Bejhna Chaha Bashri Libaas Me Bejh Diya . Koi Wahabi Zyada Uchal Kud Na Kare Mere Pass Hadees Mauzood Hai . Hadees E Noor . Abdul Razzk Ne Ma'mar Se Aur Wo Ibne Munkadir Se Aur Wo Hazrat Jabir Radiallahu Anhu Se Riwayat Kartey Hain - Hazrat Jabir Radiallahu Anhu Farmatey Hain Mene Rasool Allah Sallallaho Alaihe Wa Sallam Se Arz Kiya Ya Rasool Allah Mere Ma Baap Aap Par Kurban Mujhe Ye Baey Allah Ta'ala Ne Sabse Pehle Kis Chiz Ko Faida Farmaya,,?? Huzoor Sallallaho Alaihe Wa Sallam Ne Farmaya ! Ey Jabir Beshak Allah Ta'ala Ne Tamam Maqlooq Se Pehle Tere Nabi Sallallaho Alaihe Wa Sallam Ka Noor Apne Noor Se Faida Farmaya- Fir Wo Noor Jaha Chaha Kudrat e Ilahi Ke Mutabik Dorah Karta Raha Is Waqt Na Loh Thi Na Kalam, Na Jannat Thi Na Dozak, Na Farishta Na Aasman, Na Zameen Na Suraj, Na Chaand Tha Na Jinn Aur Na Hi Inshan- Aur Jab Allah Ta'ala Ne Irada Farmaya Ke Maqlooqat Ko Faida Kare'n To Us Noor Ko Chaar Hisso Me Taqsim Kar Diya- Pehle Hisse Se Kalam Banaya, Dusre Hisse Se Loh, Teesre Hisse Se Arsh, Fir Chautey Hisse Ko Chaar Hisso Me Taqsim Kiya To Pehle Hisse Se Arsh Uthane Wale Faristey Banaey, Dusre Hisse Se Kursi Aur Teesre Hisse Se Baaki Farishtey, Fir Chautey Hisse Ko Chaar Hisso Me Taqsim Kiya To Pehle Se Aasman Banaey, Dusre Se Zameen, Aur Teesre Se Jannat Aur Dozak, Fir Chautey Hisse Ke Chaar Hisse Kiye - Akhri Hadees Tak Yani Isi Tarteeb Se Har Chaitey (4) Hisse Ke Chaar Hisse Hotey Gaye ! . Teri Nasle Pak Me Hai Bachcha Bachcha Noor Ka Tu Hai Aine Noor Tera Sab Gharana Noor Ka . Sarkaar Ala Hazrat R.A . By - Saife Raza Sunni . ==============
  6. Wahabi deobandiyo'n Ki Nabi Kareem Sallallaho Alaihe Wasallam Ki Shan Me Gustakhi . Deobandiyo'n Ka Munazir Islam Mohammad Ameen Safdar Okarvi Likhta Hai Ki - . Aap Namaz Padatey Rahe Aur Kutiya Samne Khelti Rahi Aur Saath Gadhi Bhi Thi, Dono Ki Sharamgao'n Par Bhi Nazar Padti Rahi . (Gair Muqallidin Ki Gair Mustanad Namaz Safa No.38) . Maaz Allah Astaqfirullah . Tamam Zinda O Murda Wahabi Deobandi Ko Challenge Hai Ki Muslim Shareef Me Ye Hadees Dikha Do . By - Saife Raza Sunni . ===============
  7. AALAHAZRAT PAR EK AITRAZ KA JAWAB BUKHARI KE HAWALE SE: . Jab Humne Wahabiyon/Deobandiyon ko unki Fatawae Rasheediya ki ibarat dikhai ki Gangohi likhte hain: . Diwali ki Puri aur Mithai kahana jaez hai, Dusri jaga moharram ke talluq se likha ki Moharram me batne wala dudh ya sharbat ya sabeel peena aur pilana na-jaez hai, aur ba-sabab-e-Tashbiya-e-rawafiz haram hai. (Fatawae Rasheediya, Pg.127) . To in Deobandiyon ne Aalahazrat par aitraz karte hue Alahazrat ki Malfoozat ki ek ibarat dikhai jisme Sarkar Aalahazrat se pucha gaya ki ''Hinduon ke ghar se jo diwali wagaira me mithai aati hai, uska khana jaez hai ya nahi..??'' to jawab me farmaya. Us din ne khayen, balki agle din kha len Maal mozi Naseeb ghazi samajhkar, yani apni qismat ka rizq samajhkar khayen, na ki Diwali ki mithai samajhkar. . . Awwal baat to ye ki Hume Gangohi ki is baat pe aitraz nai tha ki Diwali ki mithai jaez kyu kaha...?? Balki aitraz is baat pe tha ki jab Diwali ki mithai jaez kaha to Muharram ki sabeel kyu haram kaha?? . Jabki Alahazrat ne Moharram ki sabeel ko kabhi haram nai kaha. Ab Aaiye Alahazrat ke is fatwe 'Diwali etc ki mithai ko naseeb ka rizq samajhkar kha lena' ko Hadees ki roshni me samajhte hain. . Hadees: Anas r.a riwayat karte hain, Rasoolallah alaihis salam ke paas gosht laya gaya JO BAREERAH r.a KO SADQE ME MILA THA. Rasoolallah alaihis salam ne farmaya. SADQA TO USKE LIYE HAI, HAMARE LIYE HADIYA HAI. (bukhari, Kitabuz Zakaat. H.no.1401) . Ye Hadees H.Ayesha r.a se b riwayat hai. Umme Atiya r.a se b riwayat hai., usme Naseeba ke sadqe ka zikr hai. . Note: Syedo ko sadqa khana haram hai, fir b Nabi alaihis salam ne us Gosht ko khaya magar bhejne wale ko wo sadqa mila tha, aur usne jab Nabi alaihis salam ko bheja to wo hadiya ho gaya. Isliye wo khana haram na hua. . Theek usi tarah, Hinduon ke nazdeek wo diwali ki mithai hoti hai, aur Aalahazrat ne farmaya, usey naseeb ka rizq samajhkar kha lo.
  8. AALAHAZRAT PAR EK AITRAZ KA JAWAB BUKHARI KE HAWALE SE: . Jab Humne Wahabiyon/Deobandiyon ko unki Fatawae Rasheediya ki ibarat dikhai ki Gangohi likhte hain: . Diwali ki Puri aur Mithai kahana jaez hai, Dusri jaga moharram ke talluq se likha ki Moharram me batne wala dudh ya sharbat ya sabeel peena aur pilana na-jaez hai, aur ba-sabab-e-Tashbiya-e-rawafiz haram hai. (Fatawae Rasheediya, Pg.127) . To in Deobandiyon ne Aalahazrat par aitraz karte hue Alahazrat ki Malfoozat ki ek ibarat dikhai jisme Sarkar Aalahazrat se pucha gaya ki ''Hinduon ke ghar se jo diwali wagaira me mithai aati hai, uska khana jaez hai ya nahi..??'' to jawab me farmaya. Us din ne khayen, balki agle din kha len Maal mozi Naseeb ghazi samajhkar, yani apni qismat ka rizq samajhkar khayen, na ki Diwali ki mithai samajhkar. . . Awwal baat to ye ki Hume Gangohi ki is baat pe aitraz nai tha ki Diwali ki mithai jaez kyu kaha...?? Balki aitraz is baat pe tha ki jab Diwali ki mithai jaez kaha to Muharram ki sabeel kyu haram kaha?? . Jabki Alahazrat ne Moharram ki sabeel ko kabhi haram nai kaha. Ab Aaiye Alahazrat ke is fatwe 'Diwali etc ki mithai ko naseeb ka rizq samajhkar kha lena' ko Hadees ki roshni me samajhte hain. . Hadees: Anas r.a riwayat karte hain, Rasoolallah alaihis salam ke paas gosht laya gaya JO BAREERAH r.a KO SADQE ME MILA THA. Rasoolallah alaihis salam ne farmaya. SADQA TO USKE LIYE HAI, HAMARE LIYE HADIYA HAI. (bukhari, Kitabuz Zakaat. H.no.1401) . Ye Hadees H.Ayesha r.a se b riwayat hai. Umme Atiya r.a se b riwayat hai., usme Naseeba ke sadqe ka zikr hai. . Note: Syedo ko sadqa khana haram hai, fir b Nabi alaihis salam ne us Gosht ko khaya magar bhejne wale ko wo sadqa mila tha, aur usne jab Nabi alaihis salam ko bheja to wo hadiya ho gaya. Isliye wo khana haram na hua. . Theek usi tarah, Hinduon ke nazdeek wo diwali ki mithai hoti hai, aur Aalahazrat ne farmaya, usey naseeb ka rizq samajhkar kha lo.
  9. AALAHAZRAT AUR TARIKH-E-WILADAT-E-NABI Sallallaho Alaihe Wasallam: . AalaHazrat per Ilzam lagane wale Wahabi, Kehte hain ki AalaHazrat ne Fatawae Razviya me Nabi alaihe salam ki wiladat 8 Rabiul Awwal hi likhi hai, . Ye ek Jhuta Ilzam hai,. Aur Wahabiyo ki Makkari hai. . Upar Fatawae Razviya ka page aap logo ke samne pesh kiya hai, AalaHazrat ne tamam aqwal ko shumar kiya, ki Wiladat par 2, 8, 10, 12, 17, 22 tarikh ke aqwal bhi maujud hain, fir iske baad Mawahibul Laduniya aur Madarijun Nabuwwa ke Hawale se 12 Rabiul Awwal ko hi mash'hur aur zyada sahi qarar diya hai, (Fatawae Razviya, J-26, Pg.411) . Andhe WAHABIYO, dekho Fatwae Razviya me kya likha hai?? . Aaiye kuch aur Aimma-e-Mujtehdeen ke aqwal par bhi nazar dalte hain, . MILAD-UN-NABI (صلى الله عليه وآله وسلم) KI TARIKH 12 RABIUL AWWAL HI MUTAWATIR AUR MASH'HUR HAI: . Kuch Wahabi ye Daawa karte hain ki Nabi alaihe salam ki wiladat 12 tarikh ko nahi hui, Sirf Wafat 12 Tarikh ko hui hai, aaiye, Hum yahan aap logo ko dikhate hain ki Saheeh Hadees se bhi sabit hai ki Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) ki Wiladat 12 Tarikh hi mash'hur hai, . . . . 1. Imam Ibn-e-Ishaq (85-151 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul -Feel me paida hue. (Ibn-e-Jozi in Al-Wafa, Page 87) . 2. Allama Ibn-e-Hisham (213 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me paida hue. (Ibn-e-Hasham in As-Sirat-un-Nabawiya, Vol. 1, Page 158) . 3. Imam Ibn-e-Jareer Tabari (224-310 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Peer ke dina 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul-Feel me paida hue. (Tarikh-ul-Umam-wal-Muluk, Vol. 2, Page 125) . 4. Allama Abu-ul-Hasan Ali Bin Muhammad Al-Mawardi (370-480 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Ashab-ul-Feel ke waqeye ke 50 din ke baad aur apne waalid ke wisal ke baad 12 Rabi-ul-Awal ko paida hue. (Ailam-un-Nabuwa, Page 192) . 5. Imam Al-Hafiz Abu-ul-Fatah Al-Undalasi (671-734 H): Hamare Aaqa. Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم), Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel ko paida hue. (Aayun-al-Asr, Vol.1, Page 33) . 6. Allama Ibn-e-Khaldun (732-808 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) 12 Rabi-ul-Awal ko Aam -ul-Feel me paida hue. Ye Badshah Kasra Noshairwan ka 40va saal tha. (Ibn-e-Khaldun in At-Tarikh Vol. 2, Page 394) . 7. Muhammad As-Sadiq Ibrahim Arjoon: Mazbut sanad se pesh karte hain, Ye sabit hai ki Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me Kasara Noshairwan ki Hukumat me paida hue. (Muhammad Rasool Ullah, Vol. 1, Page 102) . 8. Sheikh Abdul-Haq Muhaddis Dehlvi (950-1052 H): Ye Jaan len ki Tarikho ko Jaanne wali ek badi Jamaat (i.e. biographers and historians) ki tehqiq hai ki Hazrat ( Mohammed صلى الله عليه وآله وسلم) Aam-ul-Feel me paida hue … aur Ye achhi tarah jaana jaata hai ki Rabi-ul-Awal ka Mahina tha aur 12 Tarikh thi. Is Tarikh par bahot sare Ulama ka Ijma hai. (Madarij-un-Nabuwa, Vol. 2, Page 14) . Aur to aur, Wahabiyo ke Guru bhi yehi mante hain, zara dekhiye. . 9. Nawab Muhammad Sadiq Hasan Khan Bohapalvi: Nabi صلى الله عليه وآله وسلم) ki paidaish Fajar ke waqt Peer ke din Makkah me 12 Rabi-ul-Awal ko Aam -ul-Feel me hui. Ulama ka is par Ijma hai . Ibne Jauzi ne Ulama ke beshumar farman shumar kiye hain. (Ash-Shumama-tul-Anbariya Fi Mowlid Khair-al-Bariya, Page 7) . Aap log dekh sakte hain ki Pehli, Dusri aur Teesri Hijri ke tamam Ulama Wiladat ki yehi tarikh shumar karte hain, Jaise ki Aaj ke Ulama bhi ise mante hain. Aur Salafis, ke Imam Nawab Sadiq Hasan Bhopalvi bhi yehi mante hain. . . Aaiye ab apke samne hum ek aise Muhaddis ka hawala pesh karte hain jise Salafi khud tafsir aur tarikh ka maahir mante hain. Unhone na sirf 12 Rabiul Awwal tarikh maana hai balki iske liye ek Hadees ki riwayat pesh kiya hai: . ورواه ابن أبى شيبة في مصنفه عن عفان ، عن سعيد بن ميناء ، عن جابر وابن عباس أنهما قالا : ولد رسول الله صلى الله عليه وسلم عام الفيل يوم الاثنين الثانى عشر من شهر ربيع الاول Tarjama. Ibn Abi Shayba apni Musannaf me Affan se, wo Saeed se wo Jabir se wo H.Ibna Abbas r.a se riwayat karte hain ki Nabi Sallallaho Alaihe Wasallam Aamul Feel me 12 Rabiul Awwal ko Peer ke din tashrif laaye. (Ibn Kaseer in Seeratun Nabi, vol 1, Pg-199) . Iske aage Ibn Kaseer farmate hain: وهذا هو المشهور عند الجمهور والله أعلم . Jamhoor ke nazdik yehi mash'hur hai. . . SubhanALLAH. Ab to ye Tarikh ki behes chhodo . Fir bhi mai kehna chahunga ki jo log 12 Tarikh ko wiladat nahi mante, balki 8 ko mante hain, to 8 ko hi sahi, magar kam se kam Milad to manayen. Shaitan ki tarah Udas to na ho. . Nisar teri chehel pehel pe hazaro Eiden Rabiul Awwal Siwae Iblees ke jahan me sabhi to khushiyan mana rahe hain. . ___===___
  10. AALAHAZRAT AUR TARIKH-E-WILADAT-E-NABI Sallallaho Alaihe Wasallam: . AalaHazrat per Ilzam lagane wale Wahabi, Kehte hain ki AalaHazrat ne Fatawae Razviya me Nabi alaihe salam ki wiladat 8 Rabiul Awwal hi likhi hai, . Ye ek Jhuta Ilzam hai,. Aur Wahabiyo ki Makkari hai. . Upar Fatawae Razviya ka page aap logo ke samne pesh kiya hai, AalaHazrat ne tamam aqwal ko shumar kiya, ki Wiladat par 2, 8, 10, 12, 17, 22 tarikh ke aqwal bhi maujud hain, fir iske baad Mawahibul Laduniya aur Madarijun Nabuwwa ke Hawale se 12 Rabiul Awwal ko hi mash'hur aur zyada sahi qarar diya hai, (Fatawae Razviya, J-26, Pg.411) . Andhe WAHABIYO, dekho Fatwae Razviya me kya likha hai?? . Aaiye kuch aur Aimma-e-Mujtehdeen ke aqwal par bhi nazar dalte hain, . MILAD-UN-NABI (صلى الله عليه وآله وسلم) KI TARIKH 12 RABIUL AWWAL HI MUTAWATIR AUR MASH'HUR HAI: . Kuch Wahabi ye Daawa karte hain ki Nabi alaihe salam ki wiladat 12 tarikh ko nahi hui, Sirf Wafat 12 Tarikh ko hui hai, aaiye, Hum yahan aap logo ko dikhate hain ki Saheeh Hadees se bhi sabit hai ki Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) ki Wiladat 12 Tarikh hi mash'hur hai, . . . . 1. Imam Ibn-e-Ishaq (85-151 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul -Feel me paida hue. (Ibn-e-Jozi in Al-Wafa, Page 87) . 2. Allama Ibn-e-Hisham (213 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me paida hue. (Ibn-e-Hasham in As-Sirat-un-Nabawiya, Vol. 1, Page 158) . 3. Imam Ibn-e-Jareer Tabari (224-310 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Peer ke dina 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul-Feel me paida hue. (Tarikh-ul-Umam-wal-Muluk, Vol. 2, Page 125) . 4. Allama Abu-ul-Hasan Ali Bin Muhammad Al-Mawardi (370-480 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) Ashab-ul-Feel ke waqeye ke 50 din ke baad aur apne waalid ke wisal ke baad 12 Rabi-ul-Awal ko paida hue. (Ailam-un-Nabuwa, Page 192) . 5. Imam Al-Hafiz Abu-ul-Fatah Al-Undalasi (671-734 H): Hamare Aaqa. Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم), Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel ko paida hue. (Aayun-al-Asr, Vol.1, Page 33) . 6. Allama Ibn-e-Khaldun (732-808 H): Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم) 12 Rabi-ul-Awal ko Aam -ul-Feel me paida hue. Ye Badshah Kasra Noshairwan ka 40va saal tha. (Ibn-e-Khaldun in At-Tarikh Vol. 2, Page 394) . 7. Muhammad As-Sadiq Ibrahim Arjoon: Mazbut sanad se pesh karte hain, Ye sabit hai ki Allah ke Nabi (صلى الله عليه وآله وسلم 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me Kasara Noshairwan ki Hukumat me paida hue. (Muhammad Rasool Ullah, Vol. 1, Page 102) . 8. Sheikh Abdul-Haq Muhaddis Dehlvi (950-1052 H): Ye Jaan len ki Tarikho ko Jaanne wali ek badi Jamaat (i.e. biographers and historians) ki tehqiq hai ki Hazrat ( Mohammed صلى الله عليه وآله وسلم) Aam-ul-Feel me paida hue … aur Ye achhi tarah jaana jaata hai ki Rabi-ul-Awal ka Mahina tha aur 12 Tarikh thi. Is Tarikh par bahot sare Ulama ka Ijma hai. (Madarij-un-Nabuwa, Vol. 2, Page 14) . Aur to aur, Wahabiyo ke Guru bhi yehi mante hain, zara dekhiye. . 9. Nawab Muhammad Sadiq Hasan Khan Bohapalvi: Nabi صلى الله عليه وآله وسلم) ki paidaish Fajar ke waqt Peer ke din Makkah me 12 Rabi-ul-Awal ko Aam -ul-Feel me hui. Ulama ka is par Ijma hai . Ibne Jauzi ne Ulama ke beshumar farman shumar kiye hain. (Ash-Shumama-tul-Anbariya Fi Mowlid Khair-al-Bariya, Page 7) . Aap log dekh sakte hain ki Pehli, Dusri aur Teesri Hijri ke tamam Ulama Wiladat ki yehi tarikh shumar karte hain, Jaise ki Aaj ke Ulama bhi ise mante hain. Aur Salafis, ke Imam Nawab Sadiq Hasan Bhopalvi bhi yehi mante hain. . . Aaiye ab apke samne hum ek aise Muhaddis ka hawala pesh karte hain jise Salafi khud tafsir aur tarikh ka maahir mante hain. Unhone na sirf 12 Rabiul Awwal tarikh maana hai balki iske liye ek Hadees ki riwayat pesh kiya hai: . ورواه ابن أبى شيبة في مصنفه عن عفان ، عن سعيد بن ميناء ، عن جابر وابن عباس أنهما قالا : ولد رسول الله صلى الله عليه وسلم عام الفيل يوم الاثنين الثانى عشر من شهر ربيع الاول Tarjama. Ibn Abi Shayba apni Musannaf me Affan se, wo Saeed se wo Jabir se wo H.Ibna Abbas r.a se riwayat karte hain ki Nabi Sallallaho Alaihe Wasallam Aamul Feel me 12 Rabiul Awwal ko Peer ke din tashrif laaye. (Ibn Kaseer in Seeratun Nabi, vol 1, Pg-199) . Iske aage Ibn Kaseer farmate hain: وهذا هو المشهور عند الجمهور والله أعلم . Jamhoor ke nazdik yehi mash'hur hai. . . SubhanALLAH. Ab to ye Tarikh ki behes chhodo . Fir bhi mai kehna chahunga ki jo log 12 Tarikh ko wiladat nahi mante, balki 8 ko mante hain, to 8 ko hi sahi, magar kam se kam Milad to manayen. Shaitan ki tarah Udas to na ho. . Nisar teri chehel pehel pe hazaro Eiden Rabiul Awwal Siwae Iblees ke jahan me sabhi to khushiyan mana rahe hain. . ___===___
  11. Ye ek wahabi Kuute Ka Aitraza Hai . barelwiyo batao hazrat ayisha raziAllahu anha ne kon c gustakhi kardi thi nabi kareem sallalahu alaihi wasallam ki jiski wajah se gardan alag kar d jati ????? dikhao hazrat ayisha rz.a. ki gustakhi ??? warna man lo ke ahmad raza khud hazrat ayisha ka gustakh tha ssabit karo hazrat ayisha ki gustakhi agr hazrat ayisha ne esi koi gustakhi ki jiski wajah se unhe qatl kiya jata to ahmad raza ne un par kufr ka fatwa q nhi diya ???? gustakh ahmad raza tha hazrat ayisha ka jisko kabi toba b naseeb na hui
×
×
  • Create New...