Assalamualikum, are janab maafi chahunga magar ik darkhwast h, meharbaani krke galat baat naa bataye.
Asar ki namaz agar phle padhne ko bata rhe h aap to ye bhi bataye ki Asar aur Magrib k darmiyan me koi namaz ni padhi jaa sakti.
Umar irshad farmate h: rasoollulaah sallallahu alihiwassalam ne fajr k baad suraj nikalne tak aur asar k baad suraj doobne tak namaz padhne se mana kia. (sahih bukhari - book#10, hadees #555).