salaammm....
meri khawab k tabeer baraee madina jald arz kr dijiye ga ksii shaksiyt ny ye khawab daikha h r kafi arsa c kaha huwa h khwab ka ap plzz rehnumai kijiye ta k hm unko bta ssakeinn..
masla ye h k wo jo khawab m daikhti hn wo sch ho jata h un sath unhn ny khawab m aik bazurg ki awaz sunni r kaha k bachy ka nam ye rakh lo awaib ul hassan bht sary bchy thy u ko awaz i k beta ly jao dr unk y han bety ki wiladt huii
phr un c aksar sud gir jata h or wo rat ko bht darti hn zindagi m be sakooni h quran k tilawt b karein tb b dar jati hn koi wird btain unko wo b parhein zada to dr jati hn madani iltija h k reply jald kijiye ga