Jump to content

sidra mughal

اراکین
  • کل پوسٹس

    6
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About sidra mughal

  • Birthday 05/10/1996

Previous Fields

  • پیر
    Sultan Bahoo

Profile Information

  • جنس
    Male
  • مقام
    Faislabad
  • Interests
    Quran,Hadith,Fiqh,tafseer and Christianity.

sidra mughal's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Bhai Jan apka bht bht shukriya ... Allah apko khair e kaseer ata frmay or apk ilm main iazafa frmay . Ameen
  2. sidra mughal

    Namaz

    Asslam o Alaikum .... Mje " Aurat or Mard " ki nmaz K mutalik kch swal krny hain . Jaisy k sbko pta hai k aj kal Aurt or Mard ki nmaz main bht difference paya jata h ?.. jis se b nmaz k bary main guftgu ki jay to tassli bkhsh jvab kbi ni mila .... main is mamly main soch soch k itni preshan hn k mje kch smj ni ata aya k hm jo nmaz prhti hain wo si b hti hai ya ni .....??? Quran e pak main Allah ka irshad hai k ... " aa kimo salata wa aa tuzzakata " Tarjuma : Nmaz kaim kro or zkaat do ... Is trha hmen Quran e pak se nmaz prhny ka hukm maloom ho gya ... Hadith main Ap S.A.W.W ka farman e aaali Shan hai k ... " Sallu kamaa raaitumooni usalli " Tarjuma " Nmaz is ttrha parho jsy mje prhta hhwa dekhty ho... Is trha hmnen quran or hadith main nmz prhny ka saboot milta h. Lekin Ap S.A.W.W k frman se hmen ye pta ni chlta k .. ke aurt or mrd 2no ko aik trha he nmz prhni chahiye .....??? Agr hm hadith pe aml kren or aurten b mrdon ki trha nmaz prhen to hm hadith pe aml kren gy ... Q Ap S.A.W.W ne ye to ni frmaya k aurt is trha nmz prhy or mrd is trha prhy bal k yi frmaya k " Nmz is trha prho jsy mje prhta hwa dekhty ho " Lekin agr hm hadees pr aml kren to Hadith k bd fiqh main fuqhaa ne aurt or mard ki nmaz main difference kia hai ... or fuqhaa min b aurt ki nmaz k bary main apss main ikhtlafat paay jaty hain ... " Ab swal ye hai k aurt nmaz ksy prhy " ...
  3. Bht shukriya apka bhai .... pr aik guzarish h mje ap urdu main ye copies bej skty hain . Agr ho sky to please please mje kal tk bej den mje bht zrurt hai .. Apki bht mhrbani hoge
  4. Bhai mje bs ye janna hai k injeel or toraat main kin kin mukamat pr tahreef ki gae hai. quran pak main jaisy Allah ne frmaya h " Ye log Allah ki kitab ko chupaty hain " Jsy toraat m Ap S.A.W.W ki tshreef awri ki khushkhbri di gae thi k .. Or Ap S.A.W.W k osaaf mubarik byan kiye gay thy . Mje tafeer main se to ni mila main ne sari ayat ki tafseer prh k dekhi hai pr uss m detail ni hai .. Is liye ap ko agr ksi book ka pta ho jis main ye sari details mil jay to please mje bta den mje zrurt h iski .... shukriya
  5. sidra mughal

    Tafseer E Quran

    Bhai mje bs ye janna hai k injeel or toraat main kin kin mukamat pr tahreef ki gae hai . quran pak main jaisy Allah ne frmaya h " Ye log Allah ki kitab ko chupaty hain " Jsy toraat m Ap S.A.W.W ki tshreef awri ki khushkhbri di gae thi k .. Or us main Ap S.A.W.W k osaaf mubarik byan kiye gay thy . Mje tafeer main se to ni mila main ne sari ayat ki tafseer prh k dekhi hai pr uss m detail ni hai . Is liye ap ko agr ksis asi book ka pta ho jis main ye sari details mil jay to please mje bta den mje zrurt h iski ..... shukriya
  6. sidra mughal

    Tafseer E Quran

    Asslam o Alaikum . mjhe Toraat or Anjeel main Ahle kitab ne jo threef ki thi usk mutalik puchna tha.. Main ne bht si tafaseer dekhi hain pr mje confirm ni mil rha topic ... Plz ap mje achi c tafseer k bary m btaen ta k main uska mutalya kr sku .. shukriya.
×
×
  • Create New...