assalamualaikum 1 wahabi ne aitraaz kiya hai ki malfoozat e alahazrat men hai ki peer mureed ke hambistari ke saath wahan maujood hote hain aur dekhte hain baraye karam is aitraaz ka jawab ataa farmayen
Assalamo alaikum..bhaijan jis kisi ne bhi aapko yeh baat kahi hai aap sabse pahle usse pura hawala talab karen naam kitab. Safa no. Aur kitab ki puri ibarat talab kare aise hi yakeen na kare