Jump to content

p ahmed raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    101
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے p ahmed raza کیا

  1. On Fri Nov 23 2012 at 5:30 PM, Usman Razawi said:

     

    Saheeh peer ka adab karna jaiz hay , but ghairullah ko sajda karna haram hay.neez qadam bosi k doran yeh ehtiyat krni chaheay keh yeh sajday say mushabihat na rakay.

     

    Book : Dast Bosi

     

    http://www.islamimehfil.com/index.php?app=core&module=attach&section=attach&attach_id=57389

     

     

    post-3206-0-44636000-1353671920.gif

     

     

     

    2.gif

     

     

     

    3.gif

     

     

     

    4.gif

     

     

     

    5.gif

     

     

     

     

    Aik aor article Buzurgon Haath Paon Choomnay k Mutaliq:

     

     

     

     

    _editorials_1647_DetailPic1.jpg

     

     

     

    _editorials_1647_DetailPic2.jpg

     

     

    اسلام علیکم حضرت!

    ان کے اسکین چاہیے قدم بوسی کے تعلق سے ۔۔

    جزاک اللہ 

  2. 11 hours ago, p ahmed raza said:

    جزاک اللہ بھائی۔۔

    اگر ان ریفرینس کے سکین ہو تو بھیج دیجیے بڑی مہربانی ہوگی ایک وہابی کو دکھانا ہے۔۔۔اور ابن کثیر نے جس آیت کی تفسیر میں واقعہ بیان کیا ہے اس کا بھی بھیج دیجیے 

    اسکا اسکین دیجے حضرت ۔۔

  3. On Thu Apr 14 2016 at 9:36 PM, qadri rana said:

    ان دیو کے بندو کو اتنی سی بات بھی سمجھ نہیں آتی کہ خلف وعید اور ہے اور کذب اور۔جو حوالہجات ان حضرت نے دیے ہیں ان کا تعلق خلف وعید سے ہے جو کرم ہے اور عیب نقص ہے جو رب تعالی کی ذات پر محال ہے۔پھر خلف وعید کا تو وقوع ہوگا کیا دیوبندی وقوع کزب کے قاءل ہیں؟

    اسلام علیکم ۔۔حضرت آپ نے کہا خلف وعید اور ہے کذب اور اس کی وضاحت کردیجیے بڑی مہربانی ہوگی۔۔اور کیا اسی اور کیا خلف وعد اور ہے کزب اور یہ دونوں باتوں پر رہنمائی کرے 

    جزاک اللہ۔۔

  4. اسلام علیکم دوستو 

    دیوبندیوں کا کہنا ہے کہ اس عبارت میں گستاخی ہے اس میں شیطان کی آواز کو آقا صلی اللہ علیہ و سلم کی آواز سے تشبیہ دی گئی ہے ایسا دیو کے بندو کا کہنا ہے علمی جواب کا منتظر ہوں 

    جزاک اللہ

    IMG-20180620-WA0053.jpg

  5. On Tue Apr 23 2013 at 0:43 PM, Toheedi Bhai said:

    (bis)

    post-2742-0-34730300-1366700468.jpg

    post-2742-0-98420500-1366700877.jpg

    post-2742-0-24131300-1366700901.jpg

    post-2742-0-13441500-1366701027.jpg

    post-2742-0-15325000-1366701046.jpg

    post-2742-0-65562200-1366701188.jpg

    post-2742-0-27175500-1366701235.jpg

    Kya isska urdu tarjumah mil sakta hai hamare kisi sunni aalim k kutub se q ek deobandi ne ibn hajar asqalani rahmatullah alaih ki kitab ka kisi deobandi maulvi ka tarjumah bheja hai jisme 11585 number par koi aur hadees hai..jaisa k hazrat saeedi sahab ne iss hadees ka number bataya hai 11585 wala..

  6. Assalamu alaikum bhaiyo mujhe kuchh detail chahiye rehnumai farmae ek dost hai jo alhumdulillah sunni hai..par kuchh confusion me hai woh usne mujhse sawal kiya hai k nabi alaihisalam ki pehli shadi 25 saal ki umar sharif me huwi aur 40 saal ki umar me ailan e nabuwat kiya gaya Inn to ab woh iss masle me uljha hai k Inn 15 saalo me ye 4 betiya kab kab paida huwi aur unnki shadi kab kab huwi..baraae karam kisi muatabar kitab se rehnumai farmae aur ye bhi batae k Inn 4 betiyo ki halat e zindagi par kis kitab se mutala kiya jaae..

  7. 6 hours ago, Rana Asad Farhan said:

    یہ تعصب بھرے غلیض خارجی اس قابل نہیں کے ان سے بات کی جائے ۔ ۔ انکے چیلے چپاٹے یہاں سے زلیل ہو کہ جاتے ہیں اور پھر انکے نئے چیلے شیطان یہاں آجاتے ہیں انکے زبیر کزاب زئی کی اندھی تقلید میں منہ اٹھا کر۔ اس چاہل النسل کو یہ نہیں پتہ کہ جرح کا سبب اور سند بیان کیے بغیر کسی پر کوئی ضعف نہیں ہوتا۔ جیسا کہ میں نے صحیح اسناد سے الحنس بن زیاد کی توثیق پیش کی ۔ اس جاہلہ کو با سند جرح اور سبب پیش کرنا چاہیے کہ کزاب کی جرح کیوں ہے ثبوت پیش کرے ۔ ۔ یہ لے اپنے ماموں کی کتاب سے جرح و تعدیل کے بنیادی اصول پڑھ

    ghjg.png

    بہت خوب جزاک اللہ ۔۔

  8. 1 hour ago, Rana Asad Farhan said:

    یہ  شبلی نعمانی کے بقول کا جواب تم ہم سے لینے آگئی ؟ دیوبندیوں کے پاس جاو۔ یا ہماری متعبر کتاب سے حوالہ دو کمیٹی والی بات کا ۔ 

    ۲۲.PNG

    جزاک اللہ حضرت ۔۔اسکا مطلب یہ ہے کہ شبلی نعمانی ہمارے یہاں کےمعتبر نہیں ہے اور کیا یہ دیو کہ بندو کے اکابرین میں سے ہیں؟ ؟

    1 hour ago, Rana Asad Farhan said:

    امام ابن مبارک سے مزید توثیق امام ابی حنیفہ کی 

    عبداللہ بن المبارک.png

    شط.png

    بقیہ جواب کے لیے جزاک اللہ خیر ۔۔وہابی نہ گھر کا رہا نہ گھاٹ کا 

  9. On Thu Aug 15 2013 at 10:16 PM, wasim raza said:

    Huzoor Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ka Zamaana

    Khair-Ul-Quroon Hai Auraton Ko Masaajid

    Me Namaaz Padhne Ki

    Ijaazat Thi Unki Safein

    Aa Khir Me Mardon,

    Bachchon Ke Ba'd Laga

    Karti Thi Dekhiye...: (Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 120. Saheeh

    Muslim, Jild 1 Safha

    234. Nasai''almunfar

    id Khalfas Saf''jild 1

    Safha 139. Tirmizi, Jilad 1 Safha 55, Abu

    Dawood, Jild 1 Safha

    90. Musnad Ahmad Jild

    3 Safha 164) (1) Huzoor Sallallahu

    Alaihi Wasallam Ka

    Zamaana Khair-Ul-

    Quroon Tha... (2) Fitnon Se Mahfooz

    Tha.....

    (3) Rasool Maqbool

    Sallallahu Alaihi

    Wasallam Banafs E

    Nafees Tashreef Farma The. Wahee Naazil Hoti

    Thi.... Naye Naye

    Ahkaam Aate The.....

    (4) Namaaz Wa

    Ghairah Ke Masaayel

    Seekhne Ki Zarurat Thi....

    (5) Aur Sabse Badh Kar

    Huzoor Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ki Iqtida Me

    Namaaz Ada Karne Ka

    Sharf Haasil Hota Tha.... In Tamaam Baaton Ke

    Ba Wajood Auratein

    Namaaz Ba Jama'at

    Padhne Ki Mukallaf

    Nahi Thin Sirf Ijaazat

    Thi Aur Woh Bhi Mashroot Thi. Y'ani

    Unke Liye Masjid Me

    Jaane Ka Hukm Aam

    Nahi Tha Unke Liye

    Laazim Tha Keh Woh

    Masjid Ki Namaaz Ke Liye Ijaazat Lein. Isi

    Liye Hadees Me Huzoor

    Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ne Farmaaya

    Keh''jab Tum Me Se Kisi

    Ki Aurat Masjid Me Jaane Ki Ijaazat Chaahe

    To Use Na Roko...

    ''(Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 120, Saheeh

    Muslim Jild 1 Safha 183

    Wa Ghairah). Ijaazat Ki Shart Fitno

    Se Ehtiyaat Hi Thi.

    Khaleefah-E-Raa shid- E-Saani Hazrat Umar

    Faarooq Rz (Jinke Haq

    Me Bhi Yeh Hadees

    Saadiq Aati

    Hai''alaikum Bi

    Sunnati....... Y'ani Tum Par Laazim

    Hai Meri Sunnat Aur

    Khulafaa-E-Raas

    hideen Ki Sunnat'') Ka

    Daur Aaya Aur Auraton

    Ki Haalat Me Tabdeeli Dekh Kar Aap Ne Un

    Auraton Ko Jo Masjid

    Me Aati Thin Rok Diya.

    Tamaam Sahaaba-E-

    Kiraa m (Rz) Ne Is Baat Ko Pasand Farmaaya

    Kisi Ne Mukhaalifat

    Nahi Ki. Albatta Ba'z

    Auraton Ne Umm-Ul-

    Momineen Hazrat Aaisha Siddeeqah (Rz)

    Se Iski Shikaayet

    Farmaai To Hazrat

    Umm-Ul-Momineen Jo Mizaaj E Nubuwwat Ki

    Pehchaanne Wali Thin

    Aur Asraar E Sharee'at

    Se Waaqif Thin Unhone

    Bhi Faislah-E- Faarooqi

    Se Ittifaaq Karte Huwe Farmaaya.''Umm- Ul- Momineen Hazrat

    Aaisha Siddeeqah (Rz)

    Se Riwaayet Hai Keh

    Auraton Ne Jo (Zaib Wa

    Zeenat Aa Raaish Wa

    Zaibaaish Ka) Tareeqah Eejaad Kiya Hai, Agar

    Rasoolullah Sallallahu

    Alaihi Wasallam Ise

    Mulaahza Farmaate To

    Unhein Masjidon Se

    Zarur Rok Dete Jaisa Keh Bani Israaeel Ki

    Auraton Ko Rok Diya

    Gaya Tha...

    ''(Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 119, Saheeh

    Muslim Jild 1 Safha 183, Abu Daawood Jild

    1 Safha 84, Muwatta

    Imaam Maalik Safha

    69, Musnad Bazaar Jild

    3 Safha 149). Ibne Taimiya

    Farmaate Hain

    Keh Hazrat Umm-Ul-

    Momineen (Rz) Ke Is Asr Me Jisko Imaam

    Bukhaari (Rh) Ne Naqal

    Kiya Is Baat Ki Daleel

    Hai Keh Jab Auraton Me

    Bida'at Paida Ho Jaaye

    To Phir Unka Masjidon Me Jaana Durust Nahi

    Hai...

    (Umdat-Ul-Qaari

    Sharah Saheeh Bukhari

    Jild 2 Safha159) Ahnaaf, Maalikiya,

    Shawaafe, Hanaablah

    Gharz Jamee Ahle

    Sunnat Wal Jama'at Ke

    Nazdeek Auraton Ka

    Masaajid Me Namaaz Ke Liye Jaana Makrooh

    Hai. Khaleefah-E-Raa

    shid-E-Saani Ne Aur

    Umm-Ul-Momineen

    Hazrat Aaisha (Rz) Ne

    Tanbeeh Farmaai Aur Hazraat-E-Sahaa ba-E- Kiraam Ajmaeen (Rz),

    Taabaeen Uzaam, Aur

    Fuqahaa E Ummat Ne

    Is Par Ittifaaq Kiya.

    Auraton Ko Masaajid

    Me Jaane Se Roka Gaya. Aur Is Par Ijmaa E

    Ummat Ho Gaya. ..

    Allaama Badruddin

    Aini (Rh) Farmaate

    Hain Keh Hamaare

    Ashaab Ne Auraton Ko Masjidon Me Jaane Ko

    Makrooh Tehreemi

    Qaraar Diya Hai. Kyunki

    Unke Nikalne Me Fitna

    Ka Andesha Hai Aur Ye

    Sabab Hai Hurmat Ka. Aur Jo Cheez Haraam

    Tak Pahonchaaye Woh

    Bhi Haraam Hai..... Is Ijmaa E Ummat Par

    Har Daur Me Amal

    Baaqi Raha..... To Phir Kya Wajah Hai

    Ke Aaj Auraton Ko

    Masaajid Me Jaane Par

    Zor Diya Jaa Raha Hai

    Balke Isko Sunnat

    Samjha Jaa Raha Hai. Kya Aaj Ka Mua'ashrah

    Umm-Ul-Momineen

    Aur Hazraat-E-Sahaa

    ba-E-Kiraam (Rz) Ke

    Mua'ashra Se Achha Ho

    Gaya Hai? Ya Hazraat-E- Sahaa ba-E-Kiraam (Rz) Manshaa-E-

    Nubuw wat Ko Behtar Taur Par Samajhne

    Wale Nahi The? Kya

    Hazraat-E-Sahaa ba-E- Kiraam (Rz) Huqooq E

    Niswaan Ka Paas Wa

    Lehaaz Karne Wale

    Nahi The? Muqallideen Ki Zid Me

    Gair Muqallideen,

    Auraton Ko'' Masaajid

    Me Namaaz'' Ke Naam

    Par Gharon Se Nikaalte

    Hai........

    Assalamu alaikum bhaiyo..plzz mujhe iss post k taluq se jo hawala diya gaya hai unsab ka scan chahiye..khaas taur par hazrat e umar radiallahu taala anho wali hadees ka scan chahiye aur jo ibn e taimiya ka hawala diya gaya hai usska scan chahiye badi meharbani hogi..

  10. On Tue May 22 2007 at 6:28 AM, Sag-e-Attar said:

    (bis)

    aurat_per_eidain1.gif

    Assalamu alaikum bhaiyo..jazak allah..

    Hazrat maine ek wahabi ko ye fatwa bataya woh kahta hai issme jo Hazrat umar radiallau taala anho ki hadees hai usska scan chahiye mujhe..wahabi kahta hai k aurate aaj bhi masjid jaa sakti hai agar masjid jaate waqt gunah bhi karti hai to ussko usski saza milegi lekin nabi ki hadees hai k unnko masjid jaane se naa roko aur kahta hai hum hanfiyo ki aurate bhi masjid nabvi me aaj bhi namaz padhti hai..plzz iss topic par rahnumai kare I m confuze..aur scan bhi dedijiye taa k mera mutala bhi pakka hojaae aur khabees ka muh band Karsaku..

  11. On Thu Aug 15 2013 at 10:16 PM, wasim raza said:

    Huzoor Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ka Zamaana

    Khair-Ul-Quroon Hai Auraton Ko Masaajid

    Me Namaaz Padhne Ki

    Ijaazat Thi Unki Safein

    Aa Khir Me Mardon,

    Bachchon Ke Ba'd Laga

    Karti Thi Dekhiye...: (Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 120. Saheeh

    Muslim, Jild 1 Safha

    234. Nasai''almunfar

    id Khalfas Saf''jild 1

    Safha 139. Tirmizi, Jilad 1 Safha 55, Abu

    Dawood, Jild 1 Safha

    90. Musnad Ahmad Jild

    3 Safha 164) (1) Huzoor Sallallahu

    Alaihi Wasallam Ka

    Zamaana Khair-Ul-

    Quroon Tha... (2) Fitnon Se Mahfooz

    Tha.....

    (3) Rasool Maqbool

    Sallallahu Alaihi

    Wasallam Banafs E

    Nafees Tashreef Farma The. Wahee Naazil Hoti

    Thi.... Naye Naye

    Ahkaam Aate The.....

    (4) Namaaz Wa

    Ghairah Ke Masaayel

    Seekhne Ki Zarurat Thi....

    (5) Aur Sabse Badh Kar

    Huzoor Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ki Iqtida Me

    Namaaz Ada Karne Ka

    Sharf Haasil Hota Tha.... In Tamaam Baaton Ke

    Ba Wajood Auratein

    Namaaz Ba Jama'at

    Padhne Ki Mukallaf

    Nahi Thin Sirf Ijaazat

    Thi Aur Woh Bhi Mashroot Thi. Y'ani

    Unke Liye Masjid Me

    Jaane Ka Hukm Aam

    Nahi Tha Unke Liye

    Laazim Tha Keh Woh

    Masjid Ki Namaaz Ke Liye Ijaazat Lein. Isi

    Liye Hadees Me Huzoor

    Sallallahu Alaihi

    Wasallam Ne Farmaaya

    Keh''jab Tum Me Se Kisi

    Ki Aurat Masjid Me Jaane Ki Ijaazat Chaahe

    To Use Na Roko...

    ''(Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 120, Saheeh

    Muslim Jild 1 Safha 183

    Wa Ghairah). Ijaazat Ki Shart Fitno

    Se Ehtiyaat Hi Thi.

    Khaleefah-E-Raa shid- E-Saani Hazrat Umar

    Faarooq Rz (Jinke Haq

    Me Bhi Yeh Hadees

    Saadiq Aati

    Hai''alaikum Bi

    Sunnati....... Y'ani Tum Par Laazim

    Hai Meri Sunnat Aur

    Khulafaa-E-Raas

    hideen Ki Sunnat'') Ka

    Daur Aaya Aur Auraton

    Ki Haalat Me Tabdeeli Dekh Kar Aap Ne Un

    Auraton Ko Jo Masjid

    Me Aati Thin Rok Diya.

    Tamaam Sahaaba-E-

    Kiraa m (Rz) Ne Is Baat Ko Pasand Farmaaya

    Kisi Ne Mukhaalifat

    Nahi Ki. Albatta Ba'z

    Auraton Ne Umm-Ul-

    Momineen Hazrat Aaisha Siddeeqah (Rz)

    Se Iski Shikaayet

    Farmaai To Hazrat

    Umm-Ul-Momineen Jo Mizaaj E Nubuwwat Ki

    Pehchaanne Wali Thin

    Aur Asraar E Sharee'at

    Se Waaqif Thin Unhone

    Bhi Faislah-E- Faarooqi

    Se Ittifaaq Karte Huwe Farmaaya.''Umm- Ul- Momineen Hazrat

    Aaisha Siddeeqah (Rz)

    Se Riwaayet Hai Keh

    Auraton Ne Jo (Zaib Wa

    Zeenat Aa Raaish Wa

    Zaibaaish Ka) Tareeqah Eejaad Kiya Hai, Agar

    Rasoolullah Sallallahu

    Alaihi Wasallam Ise

    Mulaahza Farmaate To

    Unhein Masjidon Se

    Zarur Rok Dete Jaisa Keh Bani Israaeel Ki

    Auraton Ko Rok Diya

    Gaya Tha...

    ''(Saheeh Bukhari, Jild 1

    Safha 119, Saheeh

    Muslim Jild 1 Safha 183, Abu Daawood Jild

    1 Safha 84, Muwatta

    Imaam Maalik Safha

    69, Musnad Bazaar Jild

    3 Safha 149). Ibne Taimiya

    Farmaate Hain

    Keh Hazrat Umm-Ul-

    Momineen (Rz) Ke Is Asr Me Jisko Imaam

    Bukhaari (Rh) Ne Naqal

    Kiya Is Baat Ki Daleel

    Hai Keh Jab Auraton Me

    Bida'at Paida Ho Jaaye

    To Phir Unka Masjidon Me Jaana Durust Nahi

    Hai...

    (Umdat-Ul-Qaari

    Sharah Saheeh Bukhari

    Jild 2 Safha159) Ahnaaf, Maalikiya,

    Shawaafe, Hanaablah

    Gharz Jamee Ahle

    Sunnat Wal Jama'at Ke

    Nazdeek Auraton Ka

    Masaajid Me Namaaz Ke Liye Jaana Makrooh

    Hai. Khaleefah-E-Raa

    shid-E-Saani Ne Aur

    Umm-Ul-Momineen

    Hazrat Aaisha (Rz) Ne

    Tanbeeh Farmaai Aur Hazraat-E-Sahaa ba-E- Kiraam Ajmaeen (Rz),

    Taabaeen Uzaam, Aur

    Fuqahaa E Ummat Ne

    Is Par Ittifaaq Kiya.

    Auraton Ko Masaajid

    Me Jaane Se Roka Gaya. Aur Is Par Ijmaa E

    Ummat Ho Gaya. ..

    Allaama Badruddin

    Aini (Rh) Farmaate

    Hain Keh Hamaare

    Ashaab Ne Auraton Ko Masjidon Me Jaane Ko

    Makrooh Tehreemi

    Qaraar Diya Hai. Kyunki

    Unke Nikalne Me Fitna

    Ka Andesha Hai Aur Ye

    Sabab Hai Hurmat Ka. Aur Jo Cheez Haraam

    Tak Pahonchaaye Woh

    Bhi Haraam Hai..... Is Ijmaa E Ummat Par

    Har Daur Me Amal

    Baaqi Raha..... To Phir Kya Wajah Hai

    Ke Aaj Auraton Ko

    Masaajid Me Jaane Par

    Zor Diya Jaa Raha Hai

    Balke Isko Sunnat

    Samjha Jaa Raha Hai. Kya Aaj Ka Mua'ashrah

    Umm-Ul-Momineen

    Aur Hazraat-E-Sahaa

    ba-E-Kiraam (Rz) Ke

    Mua'ashra Se Achha Ho

    Gaya Hai? Ya Hazraat-E- Sahaa ba-E-Kiraam (Rz) Manshaa-E-

    Nubuw wat Ko Behtar Taur Par Samajhne

    Wale Nahi The? Kya

    Hazraat-E-Sahaa ba-E- Kiraam (Rz) Huqooq E

    Niswaan Ka Paas Wa

    Lehaaz Karne Wale

    Nahi The? Muqallideen Ki Zid Me

    Gair Muqallideen,

    Auraton Ko'' Masaajid

    Me Namaaz'' Ke Naam

    Par Gharon Se Nikaalte

    Hai........

    Jazak Allah...

    Bhaijaan mujhe in sab hawalo k scan chahiye..badi meharbani hogi..

×
×
  • Create New...