as salamwaly kum
umeed hai ap thk hi hun
mara question yeh hai k ager potay ko dada ki zameen sy hisa ni milta to wo kya kary ga na us ka baap, us ka guraza muskal sy ho rha hai
to aisi surat m ager us ko dada ki warist sy jaidad na mili to wo kahan jahy ga
aur han ager dada marny sy pehly ap baki batu ko keh gya ho k mary potu ko hisa dyna but chachu log hisa na dy to aisi surat b koi khal hai kya
aur ager dada ki life m dada apny potu ko zameen dy gya ho zabani toor per phr us k patu ko zameen mily gi kya