Jump to content

Gulam e raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    37
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Gulam e raza

  • Birthday 30/10/1994

Previous Fields

  • فقہ
    Hanafi

Profile Information

  • جنس
    Male
  • Interests
    To learn more about belief and practices of Islam & other religions

تازہ ترین ناظرین

1,329 profile views

Gulam e raza's Achievements

Contributor

Contributor (5/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. Assalamo alaikum. kisi v hazrat k pas agr in ibarato ka scans ho to baraye karam irsal farmaye...
  2. assalamo alaikum.... ek shaks ne sawal kiya k.. FARZ NAMAJ M TISRI AUR CHAUTHI RIKAAT M SIRF SURAH AL FATIHA HI PADHNA KAHA SE SABIT H... YA ISS TALLUK SE KYA WAJAHATE H....???? Islami mehfil m jitne v hazrat deen ki khidmat krte h... Allah apne habib sallallaho alaihewasallm k sadke untamam hazrat ko ishq e mustafa m jilaye aur uthaye.....
  3. subhan allah saeedi sahab. bs oopko waqt mil jaye to is hadis ka scan de dijiyega. Aur allam nauwi alaiherahma k wo sharah v. Allah apne habeeb k sadke hm sabko eiman par uthaye.
  4. subhan allah , subhan allah , subhan allah..... toheedi bhai sab. Apne to kamar hi tod di deobandiyo ki.... Shukriya... Aur ye namaj e janaja aur khud khusi k talluk se jawab ho jaye to bari meharbani... Ek bat puchni thi a apse iss thred ko jis aeteraz k sath banaya apne to uska jawab de diya agr koi aur sawal ho to kya yehi puch lu.... Ya naya thred banu... Allah apko salamat rakhe aur tamam woh log jo IM par khidmat e deen anzam de rahe h.
  5. Saeedi sab. Firse ek bar apka shukriya.. 1. mohammad bin ishak k talluk se jo apne jawab diya k deobandi sarfaraz safdar or amin safdar okardwi motabar man chuka h... Agr aap ye bta de k kis kitab m ye deobandi ibne maza aur abu dawud k riwayat se hujjat pakra h... To bari meharbani hoti taaki mai uske kitab se scan nikal sakta....... 2. Namaj janaja aur khud khusi K talluk apne jo jawab diya ye mai pahle sun chuka hu , lekin istarah k jawab jahil deobandiyo ko chup karane k liye kafi nhi ho sakte.... Qki wo to aksar fareb dene ki kosis , galat ibarat aur bohtan tarashi m rehta h.... Aur yaha to use sarahtan alfaz mil chuka h, jis wajah se kafi halla macha rakha h..... Chunanche apko bari mazrat k sath ye zehmat dene ki jurrat kr raha hu.... K taake asa jawab faraham ho jaye jo muh tod ho..... Akhir m dil se dua krta hu aap hazrat jo islami mehfil m hm jese km ilm wale ko haqqaniyat se agah krne k liye aur deen ki khidmat anzam dene k liye.... Jo mehnat krte h allah rabbul izzat apko behisab jaja e khair ata kre aur salamat rakhe.
  6. Wah subhan allah saeedi sab. Wese ek bat h yaha sajid khan deobandi or uska company is riwayat par aeteraz kr raha .h.... 1. Al hasan bin amara k talluk se jo aapne jawab diya wo muhtod h..... Bs uska scan agr apke pas ho to de dijiyega 2. Mohammad bin ishakh k talluk se apne jo jawab diya wo gair muqallideen k muh chup karane liye kafi ho lekin deobandi k liye sayad na hogi. Hazrat ek or sawal h agr is forum par jawab h to link share kr dijiyega..... Wese m kafi dhundh raha hu.. Ek mozu k darmiyan dusre mozu k talluk se puchhne k liye mazrat chahta hu.... yaha masla 39 k jawab m hujur alahazrat alaiherahma farmate k FASHI YA KHUDKHUSI KIYE HUYE SHAKS KI NAMAJ E JANAJA PADHI JAYEGI.... or dusri janib yaha malfuz ARZ 91 k jawab farma rahe k KHUD KHUSI KRNE WALE K JANAJA KI NAMAJ NHI.... AB DEOBANDI IS PAR KHUB HALLA MACHAYE H... KCHH KHULASA HO APKE PAS TO JARUR FARMA DIJIYEGA... WESE M KOSIS JARI RAKHA HU K KAHI ISI FORUM ME JAWAB MIL JAYE.. hazrat allah aaplogo ko salamat rakhe..
  7. Shukriya saeedi sahab.... Bohot shukriya Khastaor par pahli aur dusri pahlu k liye... K ye deobandari ko muhtod jawab dene m kaam aayega.... Baaki k tisra aur chautha mere liye h... Wese allah ka karam h mene do aur kitabe padhi bohot hi damdar jawab mila... Asbaat e ilm ul gaib fi izaratu raib Ilm khairul anam Aap hazrat ko allah apne nabi kareem k sadke kamyab o dehadyab rakhe... Or isitarah hm jese km ilm walo k liye aap hazrat k madad ko barkarar rakhe.... Ameen
  8. Janab toheedi bhai sab. Assalamo alaikum.... Alhamdulillah m pakka sunni hanfi bareilwi hu.....Allah ka behisab karam h...Or apne aqa kareem sallallho alaihewasallm k sadke jo ilm mjhe mili h.... Usse apne dosto o ristedaro ko v mashlak e alahazrat k haqqaniyat ka paigam pahuchata hu.... Jaha tk bat h is post ki to iske talluk se bahut sare jawab mjhe isi forum me mil gaye thhe jo sajid khan naqsbandi k chele ko jawab dene k liye makul v tha... Lekin m achhi tarah janta hu... Bat yehi aakar rok dega k.... علم غیب لغوی و اصطلاحی کی یہ تفریق ہماری خانہ زاد نہیں بلکہ آپ کے مسلک کے شیخ الحدیث مولانا غلام رسول سعیدی صاحب Farmate haiاعلی حضرت بریلوی اور شبیر احمد عثمانی دونوں نے ہی یہ تصریح کی ہے کہ علوم اولین و آخرین کے حامل ہونے اور بکثرت غیوب پر مطلع ہونے کے باوجود نبی ﷺ کو عالم الغیب کہنا اور آپ کی طرف علم غیب کی نسبت کرنا ہر چند کے ازروئے لغت اور معنی صحیح ہے لیکن اصطلاحا صحیح نہیں ہے ‘‘۔(تبیان القرآن ج4،ص487) ab is iabarat ko nakal krke aage jo is sajid deobandi ne akhaj kiya h.... wo aapne chand alfaz m u kaha..... LAFZ ILM E GAIB KO AMBIYA ALAIHIMUSSALAM K LIYE JAYEJ NHI SAMJHTA..... ab apne iska jo jawab diya wo m pahle de chuka hu k akabir e deoband thanvi wagaira se lekar fatawa fahmudiya , khairul fatawa , kitabun nawajil.... Wagairha k scans Bs ye kahkar sare hawale ko hazam kr jata h k yaha lafj ilm e gaib gair e khuda k liye LUGAVI MANA m h.....or daleel m wohi tibyanul quran ki ibarat.... bs baat yehi ruk jati h... isiliye mene socha k yaha agr post banakar lagau...to aap hazrat jarur rahnumai karenge... Kya gair e khuda k liye lafz ilm e gaib ka istemal jayej h ya nhi... Aur agr h to kis mane aur kis kadar.....???? Aur ye lugavi o sharai ka jo bawal is sajid khan deobandi or uske company ne macha rakha h uska kis tarah jawab diya jaye......???
  9. Janab zulfi boy sab. Jawab dene liye shukriya.... Allah apko jaja e khair ata kre.....
  10. Khalil rana sab. Mai aksar forum par aata hu... Aap hazrat k mehnat jo sirf rab k deen k liye h....usse hm km ilm bohot hi faida hasil krte h.... Mazkur aeterazi post ka kchh jawab mjhe isi forum m mil gya h... Baki jo nhi mila to socha yah naya thread bna du.... Hazrat apko zehmat dene k liye mazrat chahta hu.... Lekin mene socha k agar yaha is aeteraz ko batau to aap hazrat hm km ilm logo ko iski sahi khulase krke nawajenge.....
×
×
  • Create New...