Jump to content

Zaid Sparrow

اراکین
  • کل پوسٹس

    28
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Zaid Sparrow نے پوسٹ کیا

  1. Salam. the problem here is,actually, main explain krta hoon. main barelvi hoon, or mera bhi yehi aqeeda hai jo in pics main Ilm Ghaib k mutallik. Ilm ghaib per bhens se pehle ye jaan lo k ilm ghaib 4 Qism ka hai. 1. Kulli Ghaib - poora ka Poora 2. Zaati - Matlb kisi se liye na ho khud se ho, kisi se mohtaj na ho 3. Ata'i - Matlb kisi ne diya ho, kisi se mohtaj ho or kisi se liya gaya ho 4. Baaz - matlb kuch, thoda sa ab isse samjho, 1. Kulli - ye Ilm sirf allah k pass hai or kisi k pass nhi na hoga kbhi kisi k pass 2. Zaati - Allah ka Ilm Zaati hai kisi se nhi liya kyun k Allah k siwa koi doosra khuda nhi hai allah kisi se kisi cheez ka mohtaj nhi 3. Ata'i - Ye Nabi Pak ka Ilm Ghaib hai jo allah ne diya or quran main hai k Nabi ghaib ki khaber dene main Bakheel nhi, aap Arabic grammer parho or ye socho k Bakheel ka Alfaaz hi kyun yahan istemal hua. 4. Baaz - matlb thoda sa, ye Ilm ghaib nabi ka hai matlb allah ne nabi pak ko ghaib ka ilm diya lekin thoda sa. ab tumne jo ooper kitaab k scan pages diye hain wo sahih hain, kyun k wo baat kr rhe hain ZAATI ILM GHAIB ki jo nabi pak k pass nhi hai or kisi k pass bhi nhi hai siwa allah k( quran main bhi yehi hai) quran main bhi ilm ghaib aese hi aya hai, jahan ye baat hui k allah k siwa koi nhi janta wahan bata Zaati ilm ki hai. or jahan aya k nabi ghaib btate hain wahan baat Atai Ilm ki hai matlb allah ne ilm nabi pak ko ata kara. Tafseer Qurtubi or Tafsir ibn kaseer main to Waaze ALFAAZ hain k Hazrat khidr aleh salam ko Allah ne ILM GHAIB ATA KIYA! ab kya tum in mufassirne per shirk ka fatwa lagaoge? iske Ilawa 7-8 Tafaseer main Nabi pak k baare main Ilm ghaib saabit hai Surah Rahman se, or doosri soorton se. Nabi pak ki baat or hai unke ghulamon ka aalam dekhlo. Hawala Hadees : Kanzul Ummal - hazrat ali r.a ne farmaya poocho mujhse qayamat tk hone wlai jis cheez ka poochoge btaonga, or main dunya k raaston se zyada aasman k raaste jaanta hoon - hadees ko zaeef kehne se koi faida nhi Fazail main hadees leliye jate hain. hazrat abdullah ibn abbas r.a riwayat karte hain Ali Yun Gaibatu Ilmi - Mere dil main jo ILM ka raaz usse janna wala ALI Hai kanzul ummal jild 6 safa 153 - yahene kahin aas paas ye hadees hai (ager na mile to aage peeche pages per dekhna) sirajul muneer shrah jama us sageer safa 417 umeed hai aapko kuch samjh aya hoga
×
×
  • Create New...