Sir Aap ne tareekh Pakistan wo azadi k hawale se aik program kia hai. Jiss main aap ne Angrez k wafadaaron ka Musalmaanon se gaddari k bare main Pakistan k bare bare naamoon ka zikr kia hai k unn k aba o ajdad ne kesse angrez ko khush kia.. Sir iss kitab ka naam kya hai..Plsss I am a history student I want to study this book..