Jump to content

Gulzar

اراکین
  • کل پوسٹس

    204
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Gulzar نے پوسٹ کیا

  1. Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! jazakallahou Khaira Munna786 saab! kya koi islami bhai confirm kar sakta hai keh yeh unki biography mukamal taur par sahi beaan ki gai hai? jazakallahou Khaira!
  2. Gulzar

    Dua-e-Sehri

    Kya koi islami bhai wo dua share kar sakta hai jis ko sehri kay waqat parney se asmaan mein taron kay barabar ajar milta hai?
  3. Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh![size="4"] DARUL-IFTA ki website to nahi kaam kar rahi, warna mein seeda unhi se pooch leta, koi gustakhi na kar dey issi liey maine socha pehley pooch loon. agar dekha jaey to youtube par dawat-e-islami ki bohat sari video mil jati hain aur wahan par bhi to muslim's aur ghair muslim's atey jatey rehtey hain. jo log filmein dekhatey hain wo bhi aur jo nahi dekhatey wo bhi. to is barey islami bhaion ka kya khial hai.[/size]
  4. Gulzar

    Ghair Islami Websits

    kya koi islami bhai bata sakta hai keh, jo indian/pakistani filmon key forum hotey hain, in forum's par ek video section bhi hoti hai, jahan pe aap taqreeban kissi kism ki bhi video link share kar saktey hain. sawal yeh hai keh, kya hum faizan-e-raza.com pe jo video's hoti hain, kya hum wo video bhi aissi site's par share kar saktey hain, ta'k agar koi musalman video section mein jaey aur wo bhi dekh sakey aur shaed us video se wo kuch deeni ilm hasil kar sakey? mein iss liey pooch raha hoon keh kahin mein koi ameer-e-ahlesunnat (damat barkatumul alia) ki ya kissi mufti saab ki video's share karon aur wahan pe koi ghair muslim usey dekhey aur kuch ulta seeda na keh day inn naik hastion key barey mein. kyon keh, ghair muslim logon to aissi hastion ki shaed qadar nahi hoti. to is liey maine socha keh pooch loon. agar jawab jaldi mil jaey to madina madina. jazakallahou khaira!
  5. Yeh Janab kya bol rahey hain? i mean Kya kehney ki koshish kar rahey hain? unhon ne kaha keh ''Aey Qadrio ungli matt uthana''. kya koi islami bhai mujhey detail mein samjah sakta hai please? kya yeh hazrat ahlesunnat mein se hain ya kissi aur aqeeday tualiq rakhatey hain?
  6. Gulzar

    Tauheed aur Shirk

    i need this book Tauheed aur Shirk, if somebody can share with me.
  7. nadeemkhan saab foran toba kijiey agar aapne abhi tak nahi ki, aur gustakh-e-rasool salalahou alehi wasalam k anjaam ki ek jhalak yahan pe dekh lijiey!
  8. meri information k mutabiq to Barelvi woh logh hai jo Ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Bareli Alaihe Rahmah ky Maan'ne walay hotay hein yani unn ky Maslik per hotay hai aur yeh logh Ahl-e-Sunnat Wal Jama'at Hanafi Barelvi (Aur Sachy Musalman hein)... Alhumdulillah
  9. aap is link par clik karein yahan pe Mufti Akmal Qadri saab Ghusal karne ka tariqa video mein bean kar rahey hain. «Ghusal ka Tariqa»
  10. shukrya jawab k liey! jee han fatwey mein likha to hai k in ki kitabein pard saktein hain, bas ek baat confirm karani hai, inki ek kitaab jis ka naam «Majmooa-o-Wazaif» jo k merey paas hai, is mein jitney bhi wazaif ya hadeesein liki hui hain wo sab sahi hain?
  11. Allama Mufti Muhammad Haroon Qadri Attari saab ne yeh ek jawab diya hai aap ke ek sawal ka: Answer Link
  12. in videos ke mutabiq dr.tahir qadri sahi hain ya galith?
  13. nazle ka pani bhi to naak se ata hai aur naak ki reenth bhi, agar reenth kapdon par lagti hai to kapdey napak nahi hotey, to phir namaz partey waqat agar nazley k qatrey agar kapdon par gir jaey ya phir rak'oo ki halat mein masjid mein gir jayen to phir gunnah kyon hota hai barkaati saab?
  14. http://en.wikipedia.org/wiki/Xrumer http://images.google.ca/imgres?imgurl=http...l%3Dfr%26sa%3DN
  15. shukrya chalen yeh to theek, yahan ek Balshat se kya murad hai? http://www.dawateislami.net/services/askim...97&scatid=1
  16. 1-) agar darood pesh hi nahi hoga to phir sawaab kaissa, aap ko poora yaqeen hai ke pour sawaab milta hai, just for confirmation. 2-) agar koi shaks bahir pardey aur us ki jaeb(pocket) mein koi ID card ho ya Driving licence ho jis par tasveer lagi ho, to phir kya hota hai. masl'an sardk par chal raha ho kissi ID card ke saath.
  17. kya kissi namaz ki sunnatein ghar mein pard kar aur farz masjid ya kissi masalley mein ja kar pard saktey hain? jaissey k fajar ki sunnatein ghar mein padi aur farz k liey masjid mein chala gya, aissa kar saktey hain kya?
  18. jaldi iftari karne se sahi sahi kya murad hai? hamarey han jab iftari ka waqat hota hai usi waqat azan ka waqat hota, ek taraf azan hoti hai aur doosri taraf log iftaar kar rahe hotey hai, azan sun kar iftar karna chahiey ya beech mein hi shuru ho jaen?
  19. main to sirf yahi poochana chahta hoon k sehri k baad jab aap namaz k liey ghar se bahir nikaltey to rastey main issey 7 martaba pard lein to poora swab miley ga na?
  20. Subhan Allah, mashallah, aur agar esale-e-sawab na karen, i mean , sirf sehri kha kar is ko 7 martaba pard liya jaey to jitna is mein sawab likha wo mil jaey ga ya nahi?
  21. Sehri ke waqat konsi dua (niyat) padni chahiey aur roza iftaar karne k baad konsi dua padni chahiey? mujhe yeh dua mili hai lekin is mein likha hai Kal (tomorrow) ka roza, halan k sehri k waqat to roza shuru ho jata hai,
  22. mujhe net pe yeh hadees mili hai lekin is ki koi sannat nahi hai, kya koi confirm kar sakta hai k yeh sahi hai ya nai?
×
×
  • Create New...