Beshak Aurat par Parda Lazim hai. Islam Haya ka Dars deta hai. Aur aurat kay Parday mai har Cheez Us kay Mard ki imanat batae gae hai. Jisy khulay aam koi na dekhy is cheez sai sakhti sai mana farmaya gya hai. is sakhti ka andaza ham is baat sai laga saktay hain, Kay Aurat bepardgi ki wajah sai agar dozakh mai gae to Sath 3 Mardo ko le kar Jaegi.
1-Baap
2-Bhai
3-Mian
Yani Parda ki itni ehmiyat hai k aurat k parday ki Pooch aur Saza teeno ko milegi. So Allah hame Parda karnay aur is Aarzi zindagi ki lazato sai mehfooz farmae. Ameen