Jump to content

Muhammad Salman Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    1
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Muhammad Salman Raza نے پوسٹ کیا

  1. Yeh naat Ala Hazart ki hy . lakin maqta Dagh Dehlvi ka hy . jo mery ilam mn hy ya jo mn ny suna hy . Wo kuch yun hy k Ala hazara k bhai dagh delvi sy mily to un ko ala hazrat ka kalam sunaya to un ko boht masand aya unhon ny pocha kis ka kalam hy tow unhon ny bataya k mery bhai ka hy tow dagh ny kaha ab jb un ny milo tow koi naya kalam ly k ana . Ala Hazarat (R.A) sy un k bhai ki mulaqat hui tow un ko yeh bat yad na rahi aur jb wapis janay lagy train ki ticket ly li gari mn batain sy kuch dair qabl Dagh delvi ki bat yad ai k unhon ny naye kalam ki farmish ki thi . tow unhon ny Ala hazarat (R.A) ko bataya tow unhon ny kaha kagaz pencile ly k ao abi likh dety hain naya kalam tow train chaly sy pehly pehly jo kalam likha gaye tha wo Dagh Delvi ki sunaya tow unhain boht pasand aya tow unhon ny kaha kalam tow boht acha hy lakin is ka maqta nahi hy to Ala Hazrat k bhai ny kaha jaldi mn kalam likha hy tow train chal gai tow Maqta reh gaye phr Dagh Delvi ny is ka maqta likha aur kaha ab yeh hi is ka Maqta ho ga . "Mulke Sikhan ki shahi Tum ko Raza Musallam Jis Simt Aagaye Ho Sikhe Bithaa Diyee hain "" Likhny mn ya batane mn koi Ghalti hui ho tow mafi ka talabghar hun . Yeh waqia mn ny Raza Saqib ki zubani suna hy . Sukriyaa
×
×
  • Create New...