Jump to content

Noor-e-hidayat

اراکین
  • کل پوسٹس

    44
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

Noor-e-hidayat last won the day on 8 مارچ 2020

Noor-e-hidayat had the most liked content!

About Noor-e-hidayat

Previous Fields

  • فقہ
    Hanafi

Contact Methods

  • Website URL
    https://www.noorehidayat.net/

تازہ ترین ناظرین

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

Noor-e-hidayat's Achievements

Explorer

Explorer (4/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

2

کمیونٹی میں شہرت

  1. Bhai title Urdu mn likh k neechy kuch or likha ....kia likha kuch samjh ni a raha.....faida esi post krny ka
  2. Assalam o Alikum jnab! mera swal hai k islam main Imam Ya Aaima kram jo 4 Imam hain unko man'na ya unki taqleed main kisi firqa sy munsalik hona ....is amal ki islami taleemat main kia wuqaat hai plz guide me jazakaALLAH
  3. 90% khuwab kii tabeer btany waly log dhong rachty hain jin ki koi haqeeqat nhi hoti ......baqi kuch apny tajurby ki andazy sy btaty jo kabhi thyk ho jata to kabhi galt......rahi bat khuwab kii tabeer to quran pak main Irshad hai " ALLAH pak Irshad farmty hain k koi ghaib ka ilam ni janta han wo jisko main jitna chahta ata krta ya bta deta hn "........or khuwab kii tabeer btana bhi ghaib ilam ki 1 qisam hai ......so esi cheez sy ijtanab kren jo hamen shirk ki tarf ly jay jazakaALLAH o khair
  4. Bhai ny pyara jwab diya ALLAH pak ehtyat krny or islamii taaleemat py amal krny ki taufeeq ata farmain
  5. personally mery knowledge k mutabiq ye kisi gehrii soch ya dar ka natija hai .........baqi khuwab kii taabeer andazy sy di jati jis py believe krna shirk k zumry mn aa skta hai ..... jo k aj kal buhat zyada chal raha.....ALLAH pak hamen esy fitnoo sy bachain Aameen! WALLAH Alam Bilsawab
  6. depend krta k ap kam kia kr rahy .....esy jwab dena mushkil or na munasib ho ga
  7. pehly to swal ye peda hota k jo jaidad main izafa huwa wo kis trha huwa .......aya k bety ki jaidad k hissa ki badolat huwa ya ya pehly ki calculation mn kuch bach gya tha jis ka ab maloom parra to izafa huwa ......ab dono k liye different hukam banta hai.. WALLAH Alam bil sawab
  8. door rehny sy talaq nhi hoti bhaly wo 4 mahiny hn ya 4 saal...... Albata iddat ki meeaad talaq waly din sy start hoti hai jo k 4 maheeny or 10 din banty hain WALLAH o ALAM bil sawab
  9. Bhai Hazrat ghaus ul Azam ki book hai ye ....apni tasheeh kren.. JazakaALLAH o khair
  10. . kul mila k sab batoo ka jwab ab ja k mila .... jazakaALLAH bhai ALLAH pak apko sehat o tandrusti ata farmain Aameen!
×
×
  • Create New...