Jump to content

Noor-e-hidayat

اراکین
  • کل پوسٹس

    44
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    3

پوسٹس ںے Noor-e-hidayat کیا

  1. 90% khuwab kii tabeer btany waly log dhong rachty hain jin ki koi haqeeqat nhi hoti ......baqi kuch apny tajurby ki andazy sy btaty jo kabhi thyk ho jata to kabhi galt......rahi bat khuwab kii tabeer to quran pak main Irshad hai " ALLAH pak Irshad farmty hain k koi ghaib ka ilam ni janta han wo jisko main jitna chahta ata krta ya bta deta hn "........or khuwab kii tabeer btana bhi ghaib ilam ki 1 qisam hai ......so esi cheez sy ijtanab kren jo hamen shirk ki tarf ly jay

    jazakaALLAH o khair 

  2. On 04/10/2014 at 2:10 AM, MuhammedAli said:

    Ghunyat at'Talibeen Sheikh Abdul Qadir Al Jilani rahimullah ki kitab hee heh magar is meh Mujassimah firqa kay nazriyat waloon nay qaat cha'at kee heh. Kuch qaat cha'at mojooda dawr meh Wahhabi mazhab kay pero-kar kar rahay hen aur kuch is firqay a baap dada firqa Mujassimah kay perokaroon nay sadiyan pehlay kee heh. Is leyeh yeh kitab motbar kitab nahin heh aur is ka parna nuqsan say khali nahin hoga bilkhasoos un logoon ka parna joh deen ka ilm hasil kar rahay hen.

    Bhai Hazrat ghaus ul Azam ki book hai ye ....apni tasheeh kren..

    JazakaALLAH o khair 

  3. On 03/11/2019 at 1:28 PM, Syed Kamran Qadri said:

    مرحوم بیٹا وارث تو نہیں ہو گا  البتہ ماں کو کس نے منع کیا کہ اپنے پوتے پوتیوں اور بہو کو محروم رکھے، وہ ان کو اپنی جائیداد میں سے اپنی مرضی سے کچھ کا مالک بنا دے، تو جائز ہے،جبکہ کسی حقیقی وارث کو محروم کرنے کی نیت نہ ہو۔

    .

    kul mila k sab batoo ka jwab ab ja k mila ....

    jazakaALLAH bhai 

    ALLAH pak apko sehat o tandrusti ata farmain      Aameen!

×
×
  • Create New...