Jump to content

hammad122

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ hammad122 نے پوسٹ کیا

  1. Jaidad main izafa is tarah hua k us waqt mere dada retire nai hoe the or hamara aik chota sa karobar bhi tha to jiski badolat humne baad mai apni jaidad main izafa kya .
  2. G mere dada hayat hain. Or betiyo ko unki hayat main hi hissa de dya gya tha .
  3. hammad122

    Wirasat

    Assalamo Alykom . mera sawal sirf itna h k mere dada ki 6 betiyan or aik hi beta h or main unka pota hu.1998 main hajj pe jane se pehle mere dada ne sabko apna pna hissa dediya tha jaidad main se .ab ager ajj dada ki jaidad main izafa hogya h jabke sab betiya apne apne gharo main h or hissa le chuki hai, wapis se jaidad main se hissa mang rahi h .unka kehna ye h k jaidad main izafa hua h to hamara hissa dobara milega jabke mere dada ye sab sirf apne aik hi bete ko denge. to is masle main mujhe guide kre k shariat k hisaab se kya hona chaye .Shukriya
×
×
  • Create New...