Jump to content
IslamiMehfil

محمد آفتاب احمد

Members
  • Content Count

    20
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    1

محمد آفتاب احمد last won the day on June 15 2021

محمد آفتاب احمد had the most liked content!

Community Reputation

4 Neutral

About محمد آفتاب احمد

  • Rank
    Member

Previous Fields

  • Hanafi

Recent Profile Visitors

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

  1. JazakALLAH ALLAH TA'ALA apko Darain ki neamato se nawaze Aameen JazakALLAH ALLAH TA'ALA apko Darain ki neamato se nawaze Aameen
  2. Munkireen surah Namal ki ayat 62 naal karte hain بلکہ وہ کون ہے جو بے قرار شخص کی دعا قبول فرماتا ہے جب وہ اسے پکارے اور تکلیف دور فرماتا ہے اور تمہیں زمین میں(پہلے لوگوں کا) وارث و جانشین بناتا ہے؟ کیا اللہ کے ساتھ کوئی (اور بھی) معبود ہے؟ تم لوگ بہت ہی کم نصیحت قبول کرتے ہو Unka kehna yeh hai ki 1)Gayiibana Madad ke liye kisi ko pukarna use Ma'abood banana hai 2) Hadees e Paak mein bhi aaya hai ke Dua Ibaadat hai Forum par koi sahab mujhe in aitrazaat ke jawabaat Tafseel se inayat farmayein badii Meharbaani hogi JazakAllah
  3. As Salaam o alaikum Hazrat. There is one question with respect to Istighatha, Mannat and Dua. Sunni consider Istighatha permissible. Atleast no sunni denies it when it's sought from beloved Prophet (Peace and Blessings be upon him). But also I have heard from sunni scholars that dua is only made to ALLAH TA'ALA. How we differentiate between Istighatha and Dua. Most sunni at blessed shrines of Awlia of ALLAH raised their hands and ask for their needs. Like addressing Khawaja Ghareb Nawaz with raising of hands as in Dua and ask" Ya Khawaja Mera ye kaam agar ho jaaye to
  4. Ahlesunnat ka Jo Aqeeda hai ke Auliya ALLAH door se sunte hain Ise Dalail se sabit farma dijiye
  5. Sahaba Ikram ne Nabi e Paak SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM se Maa Fauqul Asbab madad kab kab Talab ki hai? Iska ek example to yeh hai ke Hazrat Abu Huraira Radi Allahu Anhu ka Huzur Sallallahu ALAIHI WASALLAM ki bargah mein apne Hafize ki Kamzori ki Shikayat karna
  6. 1)Huzur AAQA Sallallahu ALAIHI WASALLAM ke Duniya mein Tashreef laane se pehle bhi Kya Aap Hazir o Nazir the?? 2)Agar Hazir o Nazir the Tab Kya Aap SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM Qabl ke Saare hi Waqiyat ko mushaida farma Rahe the?? 3) Agar Jawab Haan hai tab Ulama e Ahlesunnat ke Aqeeda e Ilme ghaib ke mutalliq is MAUQIF se Kya Matlab niklega ke "Hamara Aqeeda yeh nhi ke Huzur Sallallahu ALAIHI WASALLAM Awwal din se hi saara Ilm e ghaib(Yaani Jitna Aapko Hasil hai ,Mehdood Ilm) Jaante hain balke Jaise Jaise Quran nazil hua waise waise aapke Ilm me izaafa hota rha".
  7. Albani ne Jin Ahadees par alag alag hukm lagaya hai sehat ke ta'lluq se Kya unki Asnad same hain ya Alag Alag hain??
×
×
  • Create New...