Asalam alaikum
mera 1 sawal hai
meri walda muhtarma ne mere baray bhaiyo se paise liye 1 flat kharid kar mere naam kar ke de diya
walda ke intiqal ko kafi arsa guzar gaya ab flat ki qimat ziyada ban rahi hai , bahi ab keh raha hai ye humara huq hai
is ka sharaiye masla kiya hai ?