Jump to content

MohdBilal

اراکین
  • کل پوسٹس

    1
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ MohdBilal نے پوسٹ کیا

  1. MohdBilal

    Biwi ka Maali maamlaat mein dakhal

    Salam everyone! Mera sawal kuch aisa hai jiska jawab kaafi research krne k baad bhi mujhay exact nahi mila. Mere kuch sawal ye hai k kya biwi khawand k tamam maali maamlat mein dakhal de sakti hai ? kya shohar apne walidein py jo paisay khrchay biwi uspr sawal kr sakti hai ? kya har maamlay mein (maali) wo sawaal kr sakti hai ? kya biwi shohar ki kamayi aur kharchon py sawal utha skti hai ? e.g : apne itne paisay ghr walon ko kyun diye ? apne ye paisay khrch krne say pehlay mujhsay baat kyun nahi ki ? apne koi fala’n cheez kharidnay say pehlay mujhsay poocha kyun nahi ? kya shohar jitna biwi pr kharch krey usmein biwi ko raazi nahi rehna chahie yaa poori tankhua ya income pr nazar rkhe kitne paison ka kya ho rha hai ? Note : Ye sab sawal ka jawab dene say qabal is baat ka khyaal rkhein k shohr apni tamam zimedariyon ka khyal rkhta hai khud se. Aur biwi ki zruriyat ka khyal rkhta hai tamam.
×
×
  • Create New...