Jump to content

navaid_khan

اراکین
  • کل پوسٹس

    95
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ navaid_khan نے پوسٹ کیا

  1. now read right beliefs about waseela. (Rahmat-e-Khuda Ba Wasila Aulia Allah) رحمت خدا بوسیلہء اولیاء اللہ (Part-1) By: Allama Mufti Ahmad Yar Khan Naeem علیہ الرحمہ Added by Ahlesunnat Network, Navaid Khan. WWW.ZYWORLD.COM/NAVAID_KHAN/ABOUT-ALAHAZRAT.HTM امام احمد رضا علیہ الرحمہ
  2. Janab Abdulsalam Bhai kidhar hain app answer nahi aaya abhi app ke taraf say? khair tu hai? kia answer mil nahi rahay abhi taak app ko? Navaid Khan.
  3. , Janab Motherm Abdul Salam sahib app kay tamam sawalon kayjawab kay sath hazir hon. app ka pehla sawal, Jawab: Mai ALHAMDOLILLAH app say ya dawa kar chuka hon already kay inn sawalat kay jawabat kise Sahie Hadis mai mojood nahi, aor hum inn masail mai jub he takleed kartay hain aor amal bhi kartay hain right? magar app tu takleed k shirk kehtay nahi thaktay tu magar amal ka ka bhinn per wo he tu abb app paband hain kay inn sawalat kay jaeabat kise sahie hadis say pesh karin. Bahi meray inn tamam sawalat kay jawabat mai jo ultay sawal app nay mujh say kiay hain ya sirf baat ko ghumanay kay siwa kuch nahi. abb app juld inn sawalat kay jawabat hadis say dhond dain takay hum ko bhi tasali ho jaay aor hadis sahie, sariah aor marfoo hona chayiea, kioun kay zaeef hadison kay app wasay he dushman hain kioun? app ka 2nd question. Jawab. Bhai meray lagta hai app ka hafza kamzor hai mai nay apni post mai wazaha kar dia hai kay ALHAMDOLILLAH mai dawa kar raha hon kay ya sawal hadis say sabit nahi tu app phir bhi mujh say hadis ka mutalba kar rahay hain, jub kay hadis per amal karnay kay sub say baray daway dar tu khod app log Ghair Mukalid ho kioun? jub kay ya sub masail FIQAH kay hain mai khod bol raha hon baar aor agar ya HADIS kay masail haiin tu ya app sabit kar dain na mai bhi maan longa. kioun kay haids ka manna hamaray liay jeet hai haar nahi right? App ka last paragraf :- Jawab:- Janab ya tu app logon (Ghair Mukalidain) ka kafi purana tariakh hai kay, jub koie baat apnay kise baray say barayaalimya kise molve ke baat apnay khialf jaay tu foran bol do mai nahi manta agar us nay aasa bola hai, foran infiradi tor per alag ho, aor sath mai ya bhi boltay ho kay agar koie ghair mukalid aalim galat bolay ga tu hum nay koie us ka kalma thori para hai jo us kemaat maan lian, ya rata howa jumlamai aksar sunta he rehta hon tu meray bhai mai agar ya bolon kay kalma tu app nay Imam Bukhair ka bhi nahi parha tu phir app Bukhairi SHareef say hadis kioun laytay ho? tu zara cool ho kar socho app aor sirf jhooti aana aor mazhabi tasoob ko chor kar insaf say faslabkaro. Navaid Khan.
  4. , Ghair Mukaladin ke rah-e-farar Munazray mai say, read it. , Navaid Khan. Ahlesunnat Zindahbad.
  5. , Ghair Mukaledin Bhi Takleed Karay Hain : AASALAM WALAKUM WR WB, Hum yani (AHFAF) jo ghair mansoss masail (Yani wo masail j okay sarahatan QURAN aor HADEES say nahi miltay) un masail ko Arabir say laytay hain aor un ko dua daytay hain, aor Ya baat hum daway say keh saktay hain kay Ghair Mukaledin bhi Takleed kartay hain, magr na na na kar kay pphir bhi Takleed kartay hain, Dosron ko Takleed yani shirk say bachaty bachatay khod bhi aram say SHIRK per amal karaty hain, kuch masail mai point voice dayta hon jin say sub ko paata chal jay ga kay really ghair mukaladin bhi Takleed kartay hain aor mazay ke baat yak ay Takleed ke tareef Shirk bhi bata tay hain. Mulahiza ho. 1. Bhains (Buffalo) ka gosht khaana aor doodh dayna Hadis say sabit nahi, ya masla FIQAH ka hai, iss mai Ghair Mukalid Takleed kartay hain magar mantay nahi. 2. Namaz-e-Fajar ke 2 sunnat hain aor 2 Faraz hain, ya bhi Hadis say Sabit nahi, ya bhi Fiqah ka masla hai aor Ghair Mukalid iss mislay mai ek terhan say Fiqah ke takleed kartay hain. 3. Namaz-e-zoohar, Asar, Magrib, Isha ke kitni rakaten hain, kitnay Faraz hain aor kitni sunnaten hain ya takseen Hadis mai nahi hai, tu sabit howa kay iss takseem mai ghar mukalid bhi takleed kartay hain aor I think Fiqah walon ke he kartay hain. 4. Ghair Mukalid Namaz-e-Witar mai hat utha kar dua kartay hain, ya IMAM SHAFI (R.A) ke takleed kartay hain, kioun kay ya masla bhi Sarahatn sahie Hadis mai nahi hai. 5. Masla-e-talak mai Ibn-e-taymeah ke takleed kartay hain. 6. Namaz mai SANA taooz ashista awaz mai parhna chayiea, y abhi Fiqah ka masla hai Iss mai bhi dekha jay tu Ghair Mukalid takleed kartay hain. 7. Imam Takbeer-e-tehreema Buland awaz mai kheta hai aor muktadi ahista awaz mai kehtay hain ya masla bhi Fiqah ka hai, Hadis ka nahi. 8. Imam ba-awaz buland salam kehta hai, muktadi ahista awaz mai salam kehtay hain, ya masla bhi Fiqah ka hai Hadis ka nahi. 9. Rako aor sajday ke tasbehaat ahista parhana chayiea, ya masla bhi Fiqah ka hai, Hadis say sabit nahi. 10. sunnaten alone parhi jati hain jaamt sirf farzon ke hoti hai ya masla bhi fiqah ka hai hadis ka nahi. 11. Fajar, magrib aor Isha mai muktadi ka aamin buland awaz mai kehna aor zohar asar ke namaz main a kehna, ya bhi hadis ka masla nahi hai. 12. ek admi ke Taooz ya SANA reh jati hai, iss ke namaz hoge ya nahi hoge? Ya masla Fiqah ka hai Hadis ka nahi. 13. 2 sajdon kay darmayan hat kidhar rakhna chayia, ya masla bhi Hadis say sabit nahi balkay Fiqah say sabit hai. 14. koomah mai haat chor daytay hain, ya masla bhi Hadis ka nahi hai iss mai Ghair Mukalid ahle-Fiqah ke takleed kartay hain. 15. Ghair Mukaladin ke Namaz ke sharait Hadis say nahi milten, iss mai bhi ya Ahnaf ke takleed kartay hain. 16. Ghair Mukaladin ke namaz ke niya Hadis mai nahi. 17. Asma-u-Rajal mai Ghair Mukaladin Immam Ibn-e-Hajar (R.A) ke Takleed mazay say kartay hain. 18. Roza faraz hai, qurbani Faraz hai, ya Hadis mai words nahi hain, iss mai bhi Ahnaf ke takleed kartay hain. 19. Ghair Mukaladin Janazay mai jo tarteeb rakhtay hain ya tarteeb Hadis Pak mai nah imilti, Yani pehli takbeer kay baad (Sana taooz tasmeeah agle sorat) 5 chizean, dosri takbeer kay baad darood IBHRAHIME 3 takbeer kay baad 12 , 13 duain jama karma, ya tareekah janaza ka kis Hadis say sabit hai zara hum ko bhi maloom chalay? 20. Ghair Mukaladin ka farzon kay baad dua na mangna door-e-jadeed ke aijyad hai Hadis say sabit nahi. Iss kay alawa aasay bay shumar masail hain jin ko shumar karma shroo kar don tu yakenan INSHALLAH kise ghair mukalid kay pas koie Hadees nahi hoge balkay kise na kise ke takleed ya kam az kam kiyas kartay hain ty ya moti book bun jay ge lehaza inn masail per agar koie Ghair Mukalid roshni dal day aor hamari islah kar day tu N nawazish hoge us ke,aro agar answer nahi hai tu hum samjh lain gay kay logon ko shirk say bachtay bachtay app khod shirak kar rahay hain. , Navaid Khan.
  6. App nay jo ek sawal kia thaa “Change your section name” mai barhal abb wo section app kay ultay sidhay sawalat ke waja say bund ho gaya hai, udhar app nay ek sawal kia thaa mujh say us ka answer mai app ko idhar iss Taqleed kay section mai day raha hon, aor administrator sahib say mafi chata hon kay ya mai rules kay khilaf kar raha hon, barhal sirf answer kay liay ya taqleed ka section use kar raha hon aor bhai app ko abb koie praishani ho iss answer kay baray mai tu app direct mail Karin mujhay ok? Bhai app ka 1st sawal ya hai:- Aik aur jaga Peer Abdul Qadir Jillani(RA) likhtay hain k bidati ki aik nishani yeh b hai k woh ahlulhadees ko buray buray naam daitay hain.(Page no129). Jawab Hazir hai:- tu kia app samjtay hain kay app wo he AHLEHADEES hain jin kay kia liay Sheikh ABDUL QADIR JILANI nay ya likha hai kay AHLEHADEES ko buray naam dia karain gay? Yakenan app wo AHLEHADIS nahi hain MAROOF yani naam kay AHLEHADEES zaror hain magar wo AHLEHADEES app nahi hain, wo iss liay kay AHLEHADEES ka word sirf aor sirf MOHDASIN kay liay he hai, jinho nay bohat mehnat kar kay HADEESIN jama Karen aor un ko tarteeb dia phir RAJAL ke books liken jin mai RAVION ke halat-e-zinagi likhi un logon nay din raat mehnat kari sirf wo he AHLEHADEES kehalwanay kay laiq hain app nahi. Aor ALHAMDOLILLAH hum un MOHADSIN kay khialf kuch bhi bura nahi bltay na un ko Buray nam daytay hain ya kaam PARVAZION ka hai jin ho nay HADEES shareef ko man nay say saaf inakar kar dia jo kay munakrin HADEES terharay wo he MOHADASIN ko bura buray naam daytay hain hum nahi. Aayi baat samjh mai app kay? Kia app bhi MOHADIS hain? Ya kitnay GHAIR MUKALID MOHADIS hain? App log sirf maroof AHLEHADEES hain j okay angraiz sarkar kay diay howay naam per AHLEHADEES kehlwatay hain hain iss he liay hum app ko GAIR MUKALID boltay hain. App ka 2nd sawal:- Aap nay phir mairy sawal kaa jawab nahi dia k Imam abu Hnifa(RA) k waalid sahib kis ki takleed kertay thay yaa woh kis k muqalid thay? Jawab:- ALHAMDOLILLAH mai app kay iss sawal ka jawab iss he TAKLEED walay section mai day chukka hon app fine kar lain aor check kar lian fayda hoga. INSHALLAH. App last mai app say ek question mera bhi hai, wo ya hai kay app ba-zid hain kay app ko AHLEHADEES he bola jay tu app apnay HAQ iman sirf SAHIE HADEES ke wo definition he bata dain jo app ko maloom ho.
  7. bhai MOUWAHID shahab, ajj kafi din baad online howa tu app iss section mai app ka wo he sawal dekha jo kay app nay pehalay section mai kia thaa barhal app itnay samjhdar hain nahi jitna zahir kartay hain, barhal ALLAH app ko naik hidyait aata karay (AAMIN), app ka sawal hai kay Mujhay jawab do bhai yeh jawab nahi hai.......Main nay poocha thaa k Sahabakaram(RA)kis ki takleed kertay thay aur Nouman Bin Saabit(RA)k waalid sahb yaa khud Imam Sahib kis ki takleed kertay thay? Jawab Haiz hai:- Kia payray AKKA ke mojodgi mai kise sahabi ko kise kisam kay dosray zraay ke zaroat thi? aor han khob achi terhan jaan lo app kay kise bhi MUJTAHID ko TAKLEED ke zarorat nahi hoti, MUJTAHID ke tareef app ko maloom hai? yani wo shakas jis kay pas kasir ILAM ho jo QURAN aor SUNNAT ko per mukamal aboor hasil rakhta ho, us ko takleed ke hajat nahi. 2nd baat ya hai kay kafi saray maslay iss terhan kay hain kay jin ka saboot QURAN aor HADIS say sarahatan nahi milta tu us mai app kia kartay hain? zzahir hai apnay ulma ikaram say pochtay hon gay jub wo baata tay hongay tu app maan bhi latay hon gay tu meray bhai iss he ka naam takleed hai, app NA NA NA karatya howay bhi apnay ajj kay ulma ke takleed kartay ho hum khul kar takleed kartay hain (without any munafkat) aor dosri baat achi terhan sun lo kay, hamaray yahan yani AHNAF kay nazdeek sub say pehlay QURAN pak mai masla dekha jaata hai agar mil jaay tu warna phir HADIS shareef mai dekha jata hai, agar HADIS shareef mai mil jaay tu tikh hai warna IJMA mai dekhtay hain agar IJMA mai bhi na milay tu phir KIYAS SHARIE say hul kia jaata hai, FIQAH ka number tu 4th hai, hamaray yahan yani ahnaf kay nazdeek agar HADIS zaeef bhi ho tub bhi awal number HADIS ka he hoga, KIYAS ka nahi. aor shaid app logon kay mind mai ya bitha dia gaya hai kay HANFI QURAN aor HADIS chor kar irf FIQAH ke books ko dekhtay hain. magar aasa nahi hai kafi tafsil say mai nay app ko baata dia hai. app mai nahi samjhta kay mazeed zarorat hoge app ko. barhal app ka sawal bhi kafi ajeeb thaa kay SAHBA kis ke takleed kartay thaay aor IMAM sahab kis ke takleed kartay thaay, tu suno IMAM sahab kioun kay MUJTAHID hain iss liay un ko kise ke takled ke zarorat nahi parti, kia app kay pas bhi itna ilam hai kay app IJTIHAD kar kay QURAN aor HADIS say masla nikal sako? kia har gair MUKALID kay pas itna ilam hai? agar hai tu insaf say batao? last baat ya hai kay ajj app ya poch rahay hain kay Sahaba aor IMAMA sahab kis ke takleed kartay thaay kaal app ya pochen gay kay agar hum NABI PAK kay umati hain tu phir NABI PAK kis kay umati hain? (MAAZ ALLAH), jub bathak tay ho tu bhatak tay he chaly jatay ho aor sochtay nahi ho kia baat kar raha hon, barhal umeed hai samjh aagie hoge nai aayi tu reply karna INSHALLAH jawab milay ga, aor han kia app kay yahan salam wagera ka riwaj nahi hai? , Navaid Khan.
  8. Wha wha wha meray doast kia zabardast grammar sikhyie hai app nay….maaza aagay janab app ke batan sun kay ALFAZ aor ZID bana nay mai lagtahai app nay PHD ke degree lay rakhi hai bohat khob, Abb agar bura na mano tu mai kuch araz karon? Ya jo app nay itnay saray words ke Zid bana batayie hai jasay kay din ke zid raat, ujalay ke zid undhera and etc tu app ke nazar mai MUKALID ke zid kia hona chayiea? App tu MASHALLAH say khasay samjhdar lag rahay hain tu app apni next post mai lazmi baaatna kay MUKALID jo word hai iss ke zid bhi hoge aor wo ZID kia hoge ya app batayin gay ok ? aor 2nd bat baat ya hai kay ya word AHLEHADEETH kis nay allot kia hai app ko? Bar-e-sagheer mai app ko koie iss word say nahi janta thaa, log app ko Najdi, Salfi, Asri, Wahabi, Ibn-e-abdul wahab najdi ke bakiyat kay nam say jantay thaay. Tu meray bhai jasay app ko ajj ghair mukalid ka word bura lag raha hai iss he terhan app kay baron ko bhi Najdi, Salfi, Asri, Wahabi kay naam say chir thi tu unho nay angraiz sarkar kay pas request send kari kay janab log hamin aasa boltay hain tu phir angraiz sarkar nay app logon ko AHLEHADEET ka naam allot kia, ya koie fakhar ke baat nahi hai. Kioun? Acha jub app log ibn-e-abdul wahab najdi kay man nay walon mai say ho tu app ko ya Laqub akhir bura kis liay laga? Aor reh gayi baat word AHLEHADEET ke tu chalin faraz Karin kay maan lia hum app ko AHLEHADEETH he bolain gay magar fasala karo kon say AHLEHADEETH ho app? GHURBA AHLEHADEETH, UMRA AHLEHADEETH, SUPER AHLEHADEETH, MUSLIMIN AHLEHADEETH, ULMA-E-AHLEHADEETH, LASHKAR-E-TAYABA WALAY AHLEHADEETH, SALFI AHLEHADEETH, ASRI AHLEHADEETH ? kon say AHLEHADEETH ho app? Shaid app ko nahi maloom ho inn sub kay baray mai, magar mai app ko thora sa bata dayta hon, Ya jitney bhi naam diay gay hain jamaton kay ya sub Ghair Mukalid AHLEHADEET hain, Hadis kay daway dar bhi hain aor apnay app ko AHLEHADEETH bhi kahlwatay hain, lakin phir bhi in mai shaded ikhtilafat mojod hain, jasay kay paki, napaki ka ikthilaf, haram aor halal ka ikthilaf aor bohat say ikthilafat mojod hain for example Jamat-ul-muslimin kay ghair mukaledin walay dosray ghair mukalid kay pechay namaz nahi partay, dosray ghair mukalid kay sath rishta natay ko haram samajhtay hain aor inn ke namaz-e-janaza ko bhi haram samjhaty hain. Ghurba AHLEHADEETH Karachi walay apnay imam ke bait ko faraz karar daytay hain aor jo ghair mukalid imam ke bait kay bagair mar jaata hai us ko moot ko jhaileat ke mom yani kafur ke moot kahtay hain. Iss kay barakas dosray ghair mukalid peer, buzurg aor murshid ke bait ko bidaat kehtay hain, abb ghurba AHLEHADEETH kay nazdeek digar AHLEHADEETH kufur ke moot mar rahay hain aor dosray AHLEHADEETH kay kay nazdeek ghurba AHLEHADEETH wali jamat bidaat wali jamat ha, app say mai ya pochna chata hon kay inn dono mai say kon sahie hai? Jub kay yaad rahay dono apnay app ko AHLEHADEETH kehalwatay hain. Sahie kon howa? Ghurba AHLEHADEETH kay baray mai molvi mubarik nay katal ka fasla kia thaa, aor sath mai ya bhi kahha thaa kay ya jamat mulhadeen ke jamat hai, abb ya dono yani Molvi Mubarik wali party aor ya Ghurba AHLEHADEETH apnay app ko AHLEHADEETH kehalwatay hain, kon sahie hai inn dono ai say? youth force aor lashkar-e-tayiaba kay darmian jo ikthilaf hai wo ALLAH ke panah, ek dosray kay khilaf naray bazi, ek jamat ka molvi katal ho jay tu dosray kehtay hain kay wo murder hai, ek dosray kay khilaf lanat send kari jati hai, aor mazay ke baat yak ay dono bhi apnay app ko AHLEHADEETH kehlwatay hain. Meray bhai examples tu aor bhi bohat se hain abb filhal app faisla kar lian kay app inn mai say kon say walay AHLEHADEETH hain, phir mai app ko batonga INSHALLAH kay ya word AHLEHADEETH hai kia aor kis kay liay zadha suitable hai. Mai app kay reply ka wait kar raha hon. ALLAH HAFIZ. Navaid Khan.
  9. APP ISLAH KARNAY IDHAR AAY HAIN MASHALLAH RIGHT......MAI APP SAY BAAT KARON GA INSHALLAH AOR APP APNA DAQA YAAD RAKHTAY HOWAY ZARA HAMRI ISLAH KAR DO MERAY BAHI MEHARBANI HOGE AGAIN BOLN GA KAY APNA DAWA YAAD RAKHNA QURAN AOR HADIS PER CHALNAY WALA, AOR AGAR YA NECHAY DIAY GAAY SAWAL HADIS PAK SAY SABIT NAHI HAIN TU PHIR MAI YA POCHTA HON KAY APP NAY YA MASLAY KIDHAR SAY LIAY? JUB KAY APP KA DAWA SIRF QURAN AOR HADIS PER CHALNAY WALA HAI. JIS MAI TAKLEED YA KIAS KE KOIE GUNGISH NAHI….) APP KAY NAZDEEK TAKLEED KE TAREEF YA HAI KAY KISE BHI UMATI KE BAAT KO BAY DALIL MAAN LAYNA YA TAKLEED HAI AOR YA SHIRK HAI RIGHT? TU ZARA YA TAREEF JO APP KARTAY HAIN KISE SAHI HADIS MAI DIKHA DAIN…? ACHA JANAB YA JO APP NAMAZ MAI SEENAY PER HAAT BANDH TAY HAIN YA BHI ZARA KISE SAHI, SARIH, MARFOO HADIS SAY DIKHA DAIN…? KIA NABI PAK NAY NAMAZ WITER MAI BAAD AZ RAKO AAM DUA KE TERHAN HAAT UTHA KAY DUA MANGI HAI? YA APP NAY ISS KA HUKUM DIA HAI….? KIA NABI KARIM NAMAZ JANAZA KE TAMAM TAKBEERAT MAI RAFA YADIN KARNAY KA HUKUM FARMATAY THAAY? YA APP NAY KHOD NAMAZ JANAZA KE TAMAM TAKBEERON MAI RAFA YADIN FARMAYA HAI? ZARA SAHIE, SARIH MARFOO HADIS PESH KARIN? HAZOOR PAK NAY APNAY KIS SAHBI KE NAMAZ JANAZA GHAIBNA PARHIE THI? SIRF EK SAHI, SARIH, MARFOO HADIS PESH KARIN KAY KAY NAMAZ JANAZA MAI IMAM DUAIN BULAND AWAZ SAY PARHAY AOR MUKTADI SIRF AAMIN AAMIN PUKARAIN? EK SAHIE, SARIH, MARFOO HAIDS PESH KARIN KAY NAMAZ WITER MAI IMAM DUA-E-KANOOT BULAND AWAZ SAY PARHAY AOR MUKTADI SIRF AAMIN AAMIN BOLAIN? EK SAHI, SARIH, MARFOO HADIS PESH KARIN KAY NABI PAK NAY WAFAT TAK RAFA YADIN INDIAL WA BADAL RUKO KIA HO? EK SAHI HADIS PESH KARIN KAY KAPRA HOTAY HOWAY NANGAY SAR NAMAZ PARHNAY KA HUMKUM HADIS MAI HO? JUB KAY MAI NAY DEKHA HAI KHASI TADAD MAI GHAIR MUKALADIN NANGAY SAR NAMAZ PARTHAY HAIN. EK 10 RUPESS WALI TOPI NAHI LAYTAY AASA KIDHAR HUKUM HAI? EK HADIS PESH KARIN KAY NAMAZ MAI IMAM TU TAKBEER-E-TEHREEMA TAIZ (ONCHI) AWAZ MAI BOLTA HAI AOR MUKTADI SLOW AWAZ MAI AKHIR KIOUN? KIDHAR HAI ISS KA HUKUM? NAMAZ MAI IMAM SLOW AWAZ MAI SANA PARTA HAI AOR MUKTADI BHI SLOW AWAZ MAI PARTA HAI KIDHAR LIKHA HAI? KIS HADIS SAY SABIT HAI? JASA KAY MAI PEHLAY EK IKRAR KAR CHUKA HON KAY MERAY FAZIL BHAI APP KA ILAM BARHAL MUJH SAY ZADHA HAI TU PLEASE MARI ISLAH KAR DAIN, MERAY BHAI MAI BAR BAR YA BAAT KARTA HOWA AARHA HON KAY AGAR YA MASLAY QURAN AOR SAHIE HADIS SAY SABIT NAHI HO SAKTAY TU PHIR APP KA WO DAWA KAY SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARTAY HAIN APP WO KIDHAR GAAYA? AOR PHIR YA MASLAY KAKNAN YA MASLAY APP NAY APNAY ULMA SAY LIAY HONGAY TU BAHAR HAL TAKLEED TU PHIR IDHAR BHI WAJIB HO JAATI HAI, Y APHIR KHOD BA ZARIA IJTIHAD SAY NIKLAY HONGAY KIOUN? APP KAY JAWAB KA MUTAZIR HON MAI. , NAVAID KHAN.
  10. , HIKAYET NUMBER 322 (KITAB: ARWAH-E-SALASAH PAGE NUMBER 302) FARMAYA KAY MOLVI MOIN UDDIN SAHIB HAZRAT MOLANA HAZRAT MUHMMAD YAKOOB KAY SUB SAY BARAY SAHIB ZADAY THAAY WO HAZRAT MOLANA KE EK KARAMAT (JO WAFAT KAY BAAD WAQA HOIE) BAYAN FARMATAY THAAY KAY EK DAFA HAMARAY NANOWAH (CITY KA NAAM) MAI JARA YANI BUKHAR KE BOHAT KASRAT HOIE, SO JO SHASK MOLANA KE KABAR KE MITI LAY JA KAR BANDH LAYTA US KO AARAM AAJATA, BUUS ISS KASRAT SAY MITI LAY GAAY KAY JUB BHI KABAR PER MITI DALWAON TUB HE KATHAM, KAYIE DAFA DAL WA CHUKA…PARISHAN AAKAR EK DAFA MOLANA KE KABAR PER JA KAR KAHHA…(YA SAHIBZADAY MTAIZ MIZAJ BHI THAAY, FARMAYA APP KE TU KARAMAT HO GAYI AOR HAMARI MUSIBAT HO GAYI YAAD RAKHO KAY ABB KAY KOIE ACHA HOWA TU HUM MITI NA DALIN GAY AASAY HE PARAY REHNA, LOG JOOTA PEHANAY TUMHARAY UPPER AASAY HE CHAILN GAY, BUUS ISS HE DIN SAY SHIFA BAND HO GAYI KISE KO ARAM NA HOWA, JAISY SHORAT AARAM KE HOIE THI WASAY HE YA SHORAT HOGAYI KAY ABB ARAM NAHI HOTA PHIR LOGON NAY MITI LAY JAANA BAND KAR DIA)…. MERAY PAYARY BHAION ISS HIKET KO GOR SAY PARHO CHAHO TU YA BOOK ARWAH-E-SALAH PURCHAES KAR KAY US MAI DEKHO, AOR KHOD SOCHO KAY AGAR HUM YA MOJZAY KE BAAT PAYRY AAKA SAY YA KISE AOR BUZURGAN DIN KAY LIAY KARIN TU KIA YA HUM LOGON KO KABAR PARAST NAHI BOLTAY ? KIA HAI YA SUB? KIA YA ISLAM KAY SATH MAZAK NAHI HAI? AOR YA BHI SOCHO KAY AGAR HUM AASI KOIE BAAT KAR DAIN TU YA DEOBANDI WAHBI HUM KO KABAR PARAST BOLTAY HAIN, HUM KO BUUD PAAST BOLTAY HAIN, AOR JUB HUM KHAK-E-SHIFA KA ZIKAR KARTAY HAIN TU YA MUSKURA DAYTAY HAIN MEANS TANZ AOR JUB BAAT APNAY AALIM YA PIER KE HOIE TU MOJZA BANA KAR KITAB MAI CHAP DE WAH BHI WAH , YA TU KHAK-E-SHIFA TAAK KO NAHI MANTAY..JUB KAY KHAK-E-SHIFA KO HAZOOR PAK NAY KHAK-E-SHIFA BOLA, ABB FAISLA KARO KAY AGAR MOJZA INN KAY MOLVI SAY TU MUTAWAQA HAI AORAGAR YA HUM AASI KOIE BAAT KARIN TU LO JE HUM TEHRAY KABAR PARAST, AGAR KOIE DEOBANDI WAHABI ISS KO PARHAY TU ZARA JAWAB ZAROR DAY KAY ISS KA MATLAB KIA HAI? TU MERAY BHAION YA TU THI EK HIKAYET ABHI ISS JASI MAZEED HIKAYETON KA SILSILA JARI HAI, INSHALLAH JULD DOSRI HIKAYTEN SEND KARON GA, AP LOG SOCHO AOR INN SAY BACHO AOR INN KO PECHANO.ALLAH PAK HUM KO INN FITNO SAY BACHAYE, (AAMIN). KHAIR.
  11. , UMEED HAI SUB ISLAMI BHAI KHAIRYET SAY HON GAY. MERAY BHAION KIA APP NAY KABHI GOR KIA KAY YA JO APNAY APP KO AHLEHADIS KEHLWATAY HAIN, AOR SIRF AOR SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARNAY KAY BARAY BARAY DAWAY KARTAY HAIN AOR BOLTAY HAI KAY HUM LOGON KE JAAN FIQHA SAY CHURA KAR SIRF AOR SIRF QURAN AOR HADIS PER LAGANA CHATAY HAIN.....TU DEKHNA YA HAI KAY YA NAAM NIHAD MUSLAMN KIA KHOD BHI PORAY PORAY QURAN AOR HADIS PER HE AMAL KARTAY HAIN YA NAHI? APP SIRF THORA GOR KARIN TU APP KO MALOOM HO JAAY GA KAY YA SIRAY SAY JHOOTAY HAIN. BAZAHIR QURAN AOR HADIS PER AMAL KARNAY KAY DAWAY KARTAY HAIN MAGAR HAKIKAT MAI YA QURAN AOR HADIS KAY SAAF MUNKIR HAIN. KIOUN KAY INN KAY KAYIE AMAL AASAY HAIN JIN KA SABOOT MANG LO INN SAY KAY KIA WO QURAN AOR HADIS MAI MOJODD HAIN TU INSHAALAH TA QAMAYIAT TAAK BHI US KA JAWAB KISE SAHI HADIS MAI NAHI DHOND SAKTAY AOR NA HE QURAN PAAK MAI. EK CHOTI SE EXAMPLE DAYTA HON APP KO YA LOG RAFYADIN KAY KAIL HAIN AOR US KO SAHIE HADIS SAY BAATA TAY HAIN MAGAR HUM YA BOLTAY HAIN KAY KIA APP KAY PAS KOIE AASI HADIS HAI JIS SAY SABIT HO SAKAY KAY NABI PAK NAY AKHRI WAQT TAAK RAFAYADIN KIA THAA? KIOUN KAY NABI PAK KA AKHRI AMAL HE SUNAAT HOWA KARTA HAI JO AMAL KISE REASON KAY TEHAT KIA AOR KAR KAY CHOR DIA WO SUNNAT NAHI HOWA KARTA SUNNAT HAMISHA SAY AKHRI WAQT TAAK KIAY JAANAY WALAY AMAL KO KEHTAY HAIN. AOR ISS TERHAN KAY KAYIE SAWALAT HAIN JIN KA ANSWER YA TA QAMAYET TAAK NAHI DAY SAKTAY INSHALLAH AOR MAZAY KE BAAT YA HAI KAY JO CHIZ QURAN AOR SAHIE HADIS SAY SABIT NAHI US PER INN KA AMAL ZOR SHOR SAY JARI HAI. TU JO CHIZ QURAN AOR HADIS MAI NAHI HAI US PER AMAL KARNA KASA HAI? JUB KAY INN KA DAWA HOTA HAI KAY JEE HUM SIRF QURAN AOR HADIS PER AMAL KARTAY HAIN... TU KIA YA MUNAFKAT NAHI HAI? ISS LAIY YA LOG AHLEHADIS NAHI HAIN YA MUNKIR QURAN-O-HADIS HAIN. AGAR KISE AHLE HADIS KAY PAS YA DAWA HAI KAY WO HAAR HAAR AMAL QURAN AOR HADIS KAY TEHAT HE KARTA HAI TU AAJAY INSHAALAH JO JO POCHA JAAY GA WO US KA ANSWER NAHI DAYGA...AAR KISE AHLEHADIS KAY PAS JAWAB HAI TU AAJAY HUM US SAY KUCH POCHNA CHATAY HAIN. MERAY BHAION INN KO PECHAN LO YA LOG ISLAM MAI FITNA PEHLANAY WALAY HAIN INN KAY AAKAID BATIL HAIN, INN SAY KHOD BHI BACHO AOR APNAY AZIZ DOSTON KO BHI BACHAO. Wahabion Jawab do Agar tum ya he dawa kartay ho kay kay tum sirf Quran-o-Hadis per amal kartay ho tu hamaray saawlat ka jawab do jo attachment mai zahir ho rahai hain warna tum Ahlehadis nahi balkay Munkir Quran-O-Hadis ho....
  12. , Bhai kafeel app nay bila dhrak ya kasay bol dia kay HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD wali hadis zaeef hai? agar ya hadis saeef hai tu phir iss mai kon say ravi per app ko shuba hai? zara wazhat karain aor yaad rahay kay us ravi ko khyen app apnay matalb ke hadis mai use na kar rahay hon? zara ya read kar liain app ki khidmat mai hazir kar raha hon aor sub bhaion say guzarish hai kay aasay he kise baat per foran na maan jayin kay jasay kafeel shaib nay bola kay zaef hai hadis aor hum maan lain ya drust nahi. kafeel sahib app is ko read karain aor phir juld aagha karain, ho sakta hai lkhnay mai koie gali hoie ho tu wazahat talab kar saktay hain. magar bagair tahkeek kise baat hadis ko zaeef na bloain. . read karain. Hazrat ALKAMAH nay farmaya kay Hazrat ABDULLAH BIN MASOOD nay farmaya kia mai tumhain RASOOL PAK ke namaz par kar na dikhaon pus app nay namaz parhi lakin Rafa yadain sirf namaz ke ibtida mai kia phir Rafa yadain nahi kia. dekho (Tarmizi Shareef 1 Suwaat 59 ) (iss baab mai BAARA BIN AAZIB say bhi riwayet hai) IMAM TARMAZI farmatay hain kay HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD ke hadis HASSAN hai aor kayie SAHABA IKRAM ahle ilam aor kayie TAABAIN IKRAM ka iss hadis per amal hai (Yani Rafa yadain nahi kartay Siway Takbeer Iftitah kay) aor ya he kol HAZRAT SUFYIAN SORI ka hai (Jin ke Hadis ko IMAM BUKHARI nay ek mukam per ASHA kaaha) aor ya he kol Ahle Koofa ka hai. Iss Hadis ke sanad mai kul 8 RAVI hain. Pehalay RAVI khod IMAM TARMAZI hain jin kay SAKHA SABAT (SAHAI) IMAM hadis honay mai sub ka itafak hai. 1.Introduction to JAMA TARMAZI SHAREEF:- Ghair Mukaladin kay imam mohadis mustunad molvi nawab siddique hassan bhopali apni kitab AL-HATTHAH fe zikar SAHA SATHA SUWWAT 239 per TARMAZI SHAREEF ko JAAMAY UL SAHI likhtay hain. Baad chand satoor likhtay hain kay IMAMA TARMAZI nay farmaya kay mai nay iss kitab ko (TARMAZI) tasneef kia ULMA HAJAZ, ULMA IRAQ, & ULMA KHRASAN per pesh kia sub iss kitab kay sath razi howay (Yani pasand farmaya) 2. 2nd Ravi HANAD hain IMAM NISAIE nay kahaa kay HANAD SAKA hai, IBN HABAN nay sakaat mai dakhil kia, Dekho Asma UL Rajal mai (Thazeeb Ut Thazeeb 6 Suwat 47-48) 3rd RAVI WAKIE, ABDULAH BIN AHMED nay apnay baap say riwayet ke hai kay mai nay WAKIE say bara AALIM aor HAFIZ nahi dekha aor farmatay thaay kay WAKIE hafiz hai, Hafiz hai aor ABDUL REHMAN BIN MAHDI say bara HAFIZ hai. Dekho Asma ul Rijal (Tahzeeb ut Tahzeeb 6 Suwaat 81-82) 4th Ravi SUFYIAN hazrat SUFYAN SORI ka tarjuma hum gair mukalid wahabion kay MOHADIS YAHYA GOLANDI sahib ke zabani daraj kartay hain. YAHYA GOLANDI Ghair Mukalid aor tasub parasat hai. Apni kitab (AAMIN BIL JIRAH SUWAAT 25) per likhtay hain kay hafiz IBN-E-HAJAR farmatay hain kay, IMAM SUFYIAN SORI mashoor IMAM FIQIAH abid aor bohat baray HAFIZ thaay. IMAM NISAIE wagera nay inn ko MUDLIS kaaha hai IMAMM BUKHARI farmatay hain kay inn ke TADLEES bohat he kum hai. Hafiz IBN-E-HAJAR nay Mudalesin ko 5 Tabkon mai takseem kia hai aor IMAM SORI ko dosray tabkay ke ke khod he wazahat kar de hai Farmatay hain. Dosra tabka jin ke tadlees ko AYMA IKRAM nay kabool kia aor imamat aor kilat tadlees ke wajha say SAHI mai hadis lee hain jaisa kay SORI thaay ya phir iss tabkay mai aasay RAVI hain jo sirf SAKHA RAVION say tadlees kartay thaay jesa kay INAN IBN AAYNIAYAH. Hafiz IBN-E-HAJAR ke iss usoole tehreer say wazha ho gaaya hai kay agar cha IMAM SORI mudalis thay magar muzir nahi jo hadis ke sehat per asar andaz ho aor hadis ko tadlees ke wajha say rad kar dia jaay. Dekho (AAMIN BIL JIRAH SUWAAT 25-26). Hum nay IMAM SUFYIAN ke sakaat Ghair Mukalid wahabi YAHYA GOLANDI sahib ke kitab say UTARA HAI ke hai taakay koie Ghair Mukalid iss ka inakar-e-hadis kay nasay mai IMAM SUFYIAN per tadlees ka atraz kar kay HADIS say inkar na kar sakay iss liay YAHYA GOLANDI sahib nay IMAM SUFIYAN ke tadlees ka jawab bhi day dia hai iss say bhar kar ya kay IMAM SUFIYAN sahi BUKHARI SHAREEF kay RAVI hain. Aor IMAM BUKHARI nay IMAM Shoba kay mukblay mai IMAM SUFIYAN ke HADIS sahi karar de hai. (AAMIN BIL JHAR kay baray mai). 5th RAVI, ASIM BIN KALIEB, inn ka pora naam ASIM BIN KALIEB BIN SHAHAB AL JARMI AL KOFI hai. Unhonay apnay baap aor HAZRAT ABU BURDA BIN MOOSA wa ABDUL REHMAN BIN ASWAD wa MEHRIB BIN DSAAR wa ALKAMAH BIN WAMIL BIN HAJHAR wa MUHMMAD BIN KAAB AL-KARZI wagera say hadis rivait ke hai aor inn say IBN AOWN wa IMAM SHAABA.KASIM BIN MALIK AL MAZNI, WAZAIDHA, WA ABU ALHOZ wa SHARIEK WA SUFIYAN SORI, wa SUFIYAN BIN AAINIAH aor ABU AWANTHA wa ALI BIN ASIM AL WASTI wagera riwayiat kartay hain. IMAM ASRAM nay IMAM AHMED say bayian kia kay (LA BAS BA HADASNA) kay is ke haids mai koie dur nahi. IMAM INB MOIN aor IMAM NISAIE nay khaa kay saka hai IMAM ABU KATIM nay kahaa kay SUALEH hai. IBN HABAAN nay sakaat mai dakhil kia, aor wo SAKHA MAMOON hai. INB AL MADINIE nay kaaha jub munfarid ho tu iss ke hadis hujaat nahi lakin IMAM IBN SAAD nay kaaha kay SAKA hai aor HUJAAT hai. DEKHO ASMA ul RIJAL (Tehzeeb ut Tehzeeb 3 Suwaat 40) Note: IMAM IBN AL MADANI nay jo kahaa hai kay jub mufarid HUJAT nahi tu iss hadis mai ASIM BIN KALIEB munfarid nahi hai jasa kay aagay app mulaizha farmayin gay lakin IMAM IBN SAAD nay farma dia hai kay ya SAAKA hai aor hujat hai. Iss kay bawajod hum iss ka jawab GAIR MUKALIDIN kay ghar say daytay hain. 1, GAIR MUKALADIN wahabi seenay per haat bandh nay wali haid IBN-E-KHUZAIMA kay hawalay say jo hazrat WAIL BIN HAJAR say marvi hai pesh kartay hain aor iss hadis ko sub GAIR MUKALID molvi sahi kehtay hain. Iss ke sanad mai ya he ASIM BIN KALIEB hai. Tu agar gair mukaladin ko ASIM BIN KALIEB per atraz hai kay ya zaeef hai ya koiew aor atraz hai tu senay per haat bandhnay wali hadis bhi GAIR MUKALIDIN ko zaeef kehna paray ga magar iss ko sahi kehtay hain kioun? Agar wahan SAAKA hai tu phir yahan bh SAAKA mano na. Aor mazeed ya kay YAHYA GOLANDI SAHIB SUWAAT 84 per likhaty hain kay hadis number 18 kay tehat (aor iss mai ASIM BI KALIEB hai) likhaty hain kay ya hadis wa asnaad ke wajha say hassan darja ke hai bakadar AL HAJAAT aor akhir mai likhtay hain kay iss hadis per rakim kay samnay koie atraz nahi aaya Dekho (KITAB AAMIN BIL JHHAR SUWAAT 84). Tu YAHYA BIN GOLANDI ko ASIM BIN KALIEB per koie atraz nahi baki WAHBION ko bhi nahi hona chayiea. ALLAH pak hidayit farmayaa (AAMIN). 6. RAVI ABDUL REHMAN BIN ASWAAD: IMAM IBN-E-MOIN, IMAM NISAIE, IMAM AJLIE, AOR IBN-E-KARASH NAY ABDUL REHMAN BIN ASWAAD KO SAAAKA KAAHA AOR IBN-E-KARASH NAY KAAHA HAI KAY LOGON SAY BATHER HAI. IMAM IBN-E-HAJAR ASKALANI FARMATAY HAIN KAY MAI KEHTA HON KAY IBN-E-HAABAN NAY APP KO SAAKAT MAI DAKHIL KIA HAI. DEKHO ASMA UL RIJAL (TEHZEEB UT TEHZEEB 3 SUWAT 399) 7. RAVI HAZRAT ALKAMAAH: HAZRAT ALKAMMAH BIN KAIS BIN ABDULLAH BIN MALIK APP KA NAAM HAI APP RASOOL PAK KE HAYAIT MUBARKA MAI PAADA HOWAY AOR HAZRAT UMAR FAROOQUE , HAZRAT USMAN , HAZRAT SAAD , HAZRAT KATIJAH HAZRAT ALI , HAZRAT ABU AL DARAD AA , HAZRAT IBN-E-MASOOD WA DIGAR KAYI ASHAB RASOOL SAY APP NAY RIVIYAT BAYAN KE HAIN AOR APP SAY HAZRAT IBRAHIM NAKHIE HAZRAT AAMIR AL SHAHBI HAZRAT ABU WAIL SHAQIK BIN SALMA AOR DIGAR KAYIE HAZRAT NAY APP SAY RIVAYET BAYAN KARI HAIN. ABU TALIB NAY IMAM AHMED SAY BAYEN KIA KAY APP SAAKA HAIN AOR AHLE-E-KHAIR SAY HAIN. USMAN BIN SAEED NAY KAAHA HAI KAY MAI NAY IMAM IBN-E-MOIN KO KAAHA KAY ALKAMAH AOR UBAINDHA MAI APP KO ZADHA PAYRA KON HAI TU UNHO NAY KISE KO TARJHEE NAHI DE. USMAN NAY KAAHA DONO SAAKA HAI LAKIN ALKAMAAH HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD KE HADIS KO ZADHA JAANAY WAALAY HAIN. IMAM IBN AL-MADINI NAY KAAHA KAY SUB LOGON SAY ZADHA HAZRAT IBN MASOOD KE HADIS KO JANAY WALAY HAZRAT ALKAMAAH HAIN AOR HAZRAT ASSWAD WAGERA. ISS HADIS KAY KUL 8 RAVI HAIN IMAM TARMAZI SAY LAY KAR HAZRAT ALKAMAAH TAAK 7 RAVION KAY BAARY MAI BATYA JA CHUKA HAI. ABB ISS HADIS KAY AKHRI RAVI HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD KAY FAZAIL BAYAIN HOTAY KARTAY HAIN. TAMAM AHLE ISLAM KA ISS BAAT PER IJMA HAI KAY TAMMAM SAHABA IKRAM SADIQUE SAAKA HAIN LAKIN GAIR MUKALADIN NA JAANAY KIS NASHAY MAI HO KAR HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD PER MUKTHLIF ATRAZAT KARTAY HAIN KABHI APP PER YA ILZAM LAGATAY HAIN KAY APP SORA AL-NAAS AOR SORA-E-FALAK KO QURAN KA HISA NAHI SAMAJHTAY THAAY. TU KABHI KEHTAY HAIN KAY APP RAFA YADIN BHOL GAAY THAAY. ALGARAZ APNI AADAT SAY MAJBOOR HO KAR YA BAD AKIDA LOG HAZRAT IBN MASOOD PER DIFFERENT ATRAZ KARTAY RAHTAY HAIN. AGAR CHA INN ATRAZAT KAY JAWABAT AJJ SAY KAYI SAAL PEHLAY IMMAM ZAIE JASI MOTABAR HASTI NAY DIAY HAIN LAKIN YA LOG AJJ BHI APNI ZID PER KAYIM HAIN. HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD KAY FAZAIL KA MUKTHSAR BAYAN: 1,HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD NAY FARMAYA ZAROR ASHAB RASOOL KO ILAM HAI KAY MAI ALLAH PAK KE KITAB KA SUB SAY BAARA AALIM HON AGAR MAI JAANTA KAY KOIE MUJH SAY ZADHA ALLAH K KITAB KO JANTA HAI TU MAI US KE TARAF ZAROR JAATA. 2, HAZRAT MASROOK HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD SAY RAVI HAIN KAY APP NAY FARMAYA ALLAH KE KASAM JIS KAY BAGIR KOIE MABOOD NAHI KITAB ALLAH KE HAR SORAT KAY BARAY MAI JAANTA HON KAY WO KAAHAN NAZIL HOIE AOR HAAR AAYIT KARMIA KO JAANAT HON KAY KIS KAY BARAY MAI NAZIL HOIE. AGAR MAI JAANTA KAY KOIE MUJH SAY BAARA AALIM HAI KITAB ALLAH KA TU MAI ZAROR US KE TARAF SAWARI PER SAWAR HO KAR JAATA. DEKHO (MUSLIM SHAREEF 2 SUWWAT 293). 3, HAZOOR PAK NAY FARMAYA KAY QURAN 4 ADMION SAY SIKH IN MAI HAZRAT ABDULLAH KA NAAM SUB SAY PEHLAY LIA. DEKHO (MUSLIM SHAREEF 2 SUWAAT 293, BUKHARI SHAREEF 1 SUWAAT 531, TARMAZI SHAREEF 2 SUWAAT 221). 4, HAZOOR PAK NAY FARMAYA KAY AGAR BAGAIR KISE ADVICE KAY MAI KISE KO AMEER BAANATA TU HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD KO BAANATA. (DEKHO TARMAZI SHAREEF 2 SUWAAT 221). ALGARAZ HAZRAT ABDULLAH BIN MASOOD KAY FAZAIL , MANAKIB WA AHADIS WA ASAR BAY SHUMAR HAIN MAGAR THORA HE DARJ KIAY HAIN . MERAY BHAI ABB KIA BOLTAY HON APP RAFAYADIN KAY BARAY MAI PLEASE KINDLY INFORM ME SOON.
  13. AHLEHADIS YA MUNKIR QURAN-O-HADIS ? Bhai kafeel legtay tu app educated he ho. tu app kay pas ALLAH nay akal bhi de hoge? khair pehalay tu ya faisla ho jaay kay kay app Gair Mulakid Ahlehadis ho ya Munkir QURAN aor HADIS? kioun kay app logon ka dawa ya hota hai kay jee hum QURAN aor HADIS per he chalaty hain aor is say he maslay laytay hain, magar meray bhai zara apnay giraban mai jhanko tu sayi kia app kay amal aasay he hain jasay app app daway kartay hain? (Sirf QURAN aor HADIS) per amal karnay walay? mai kuch aadat baata raha hon app ke ya wo amal hain jo kay na QURAN say SABIT hain na kise SAHI, SARIH aor MARFOO AHDAIS say sabit hain. 1, Kia NABI PAK nay baad al-rako NAMAZ-E-WITER mai haat utha kay dua mangi? ya iss ka hukum dia? zara dikhana kise SAHI, SARIH aor MARFOO hadis say? 2, Kia NABI PAK nay NAMAZ-E-JANAZA ke har takbeer kay sath RAFA-E-DAIN kia? ya iss ka hum dia? Dikhao zara kise Sahi, SARHI aor Marfoo AHDIS mai? 3, HAZOOR-E-ANWAR nay apnay kis SAHAI ke SHAHADAT per GAIBANA Namaz-e-Janaza prahie thi? jo app log iss per amal kartay ho? kia aasa kise SAHI, SARIH aor MArfoo Hadis say sabit hai? 4, Koie HADIS aasi hai jo kay SAHIE SARIH aor MARFOO ho jis say ya sabit ho jaay kay NABI PAK nay Namaz mai SINNA MUBARIK per hat badhay hon? agar ya uper diay gaay 4 sawalat HADIS SAHIE,SARIH, MARFOO say sabit ho jayin tu mujhay bhi bata dayna warna ajj kay baad IMAN ka takaza ya he hai kay har jugha QURAN aor HADIS per he amal karnay ka dawa chor dayna, aor iss kisam kay Sawalat tu bohat hain magar abhi kay liay sirf 4 sawalat app ke sehat kay liay bohat hain zara inn ka answer tu dhond kar la dain aor waqt kay sath sath mazeed sawal bejhta rahon ga shaid app HAQ ke tarf aajayin. NAVAID AHMED KHAN.
×
×
  • Create New...