Jump to content

sag-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    113
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ sag-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. , ,saeedi bhai bohat khoob jawab diya hai, Allah app kay ilm aur amal main izafa farmay , Ameen
  2. , Allah ki qasam , dil khush kar dia , Allah tala hum sab ko chal madinah ki sa'adat naseeeb farmay, Ameen, app ko bohat bohat mubarak ho, iss nay bhee madinah dekh liya , uss nay bhee madinah dekh liya, kash woo din bhee aye main bhee kahoon main nay bhee madinah dekh liya,,,,,, aameen
  3. , main Alteejani bhai say aik sawal karna chayoon ga., Ateejani bhai kia moojuda christian ahle emaan hain, yan nhee, agar app ko iss ka jawab atta hai to khud day dain. waran app kisi sunni alim say bhee poch kar jawab day saktay hain, app kay jawab aanay kay baad main Ala Hazrat ka aik fatwa app ko paish karoon ga, jis say umeed hai kah app ki kafi tashfee ho jayee ge, yaad rahy mera sawal karnay ka maqsad app par tanz ya mazaq karna nahee, balkay maslyee koi noeeyat ko app par waziha karna hai,
  4. , imam kay peechay namaz phraty hoye agar muqtadi say galti ho jay to muqtadi par sajda sahau nahee, kion kay imam ki namaz hee muqtadee ki namaz hai, iss say muqtadi ki namaz par koi farq nahee parta,haan agar imam say galti ho jay to imam bhee sajda sahu kary ga aur tamam muqtdi bhee, umeed karta hoon kah masla app ki samjah main aa gia ho ga , apnee khasusee duyion main yadd rakhee ga,
  5. sag-e-Raza

    I Am Back

    Aslam o alakum. aik taveel gair hazri kay baad ajj pher islami mehfil join karnay ki sa'dat mili hai, umed karta hoon iss dooran app sab looq khariat say rahy hoon gay, Allah day dua hai kah Allah app ka aur mera yea sath ta dair kaim rakhay Aameen
  6. ,to all muslim sawal no ,3, jawab mulahiza hoo, aur mameenkhn sahb,,zara iss ibarat say ilm gaib ka ta aluq to wazhia kar dijay ga, kay iss ayat say kis tarah sabit ho sakta hai, kay Hazoor kay pass ilm gaib tha ya nahee, sawal no,4, ayat ka tarjuma, Then the hoopoe (Hud-Hud) did not stay long and he came and said, 'I have seen that which you have not seen abb is main kis jaga say tum sabit kar saktay ho kah , Nabi kay ilm ki nafi ki gayee hai, tum qiyamat tak sabit nahee kar saktay, tum nay jo tarjuma kia hai, woo koi gustakhay Rasool kar sakta hai, aur main nay jo tarjuma paish kia hai yea Ashiqe-e-Rasool ka kia huya hai, raha sawal Hazrat Moosa kay baray main , to janab app ko jis ayat par aitraz hai woo post karo, ta kah tumain to the point jawab dia jay, To be continued.................
  7. ,to all muslim mameenkhn sahb, sab say pehlay to main yea kahna chayoon gay kah app main jahalt koot koot kay bharee hoyee hai, aur apnee asee jahalat ko chupanay kay liya abb app rah-e-farar ikhtiyar kar rhay hain, aur abb tum kis tarah say iss forum say bagnay kay liya jhoot , dagabazzi aur munafqat ka muzahira kar rahy hoo , woo mian iss thread ko pharnay walay tamam loogon kay samnay paish kar raha hoon, sab say phelay to tumhari jahalat ,,,,,, mameenkhn shab,, app duniya kay pelay shaks hain jo aik ikhtalafi maslay (hifzul iman ki ibarat) ko aik ikhtalfi maslay (ilm e gaib) say hal karnay ki baat kar rahay hain, halan kah hoona to yea chahyee kay agar koi ikhtalaf hai,to aisa sawalat kiay jayeen jo hum main mustarika hoon, lakin app ki aqal kay qul purzay shaid jawab day chukay hain, iss liya abb app ko koi samjh hee nahee aa raheee kay koon koon say sawal karnay walay hain, ya kis tarah say app iss ibarat ko defand kar saktay hian, hala kah , app kay kiyaee gay sawalt kay liya main nay aik alag thread ka address post kia lakin app wahan par janay ko bhee tayyar nahee, kion kah app jantay hoo kah agar mutaliqa forum main ja kar post kia to yahan par maray pochay gay sawalat ka to the point jawab dena ho ga jo kay app denay say kasir hooo, lakin pher bhee kis dethayee say mujh par hee ilzam bhee laga rhay ho kay main nahee chah raha kay kisi ibarat par baat ho, lakin bahr hal , abb chun kah app ko rahe farar nahee deena iss liya app ko main app kay pochay gay sawalat kay mukhtasar jawabat day rha hoon, umeed karta hoon kay abb app kisi aur munafqat ki bajay maree ki gayee tamam posts ka to the point jawab doo gay, tumhara sawal no 1, Kya aap k nazdeek Nabi pak Aalim ul ghaib hain? jee HAZOOR , Allah ki Atta say gaib ka ilm rakhtay hian, No 2, Kya Nabi pak ko ilm ul ghaib kulli haasil hai? (kulli se murad jaisa ilm ul ghaib Allah ka hai ghair mehdood koi inteha nahi, agar mehdood aur mutanahi hoga to kulli ki definition pe fit nahi hota aap ko samjhanay k liye main ye arz kerta hun agar Allah ghaib ki saari baaton ka izhaar kerdain magar sirf aik baat ko zahir na karain to bhi Nabi ka ilm kulli nahi kehlai ga uus aik baat ki waja sai.) jee maray aqeeday kay mutaibq Allah alim-ul-gaib hai ,aur Allah kay atta say Hazoor ko kulli ilm hasil hai, yanee kaynat kay zaray zaray ka ilm hasil hai, aur aik baat aur yaad rahy kah, kulli ya baz , ki defination tab hee lagyee jatee hai jab yea kisi ki atta karda ho, aur chunkah Hazoor ko Allah ki taraf say aata karda hai iss liya kulli ki defenation istamal ki jati hai, lakin Allah ka ilm gaib zati hai, kisi ki taraf say aata karda nahee iss liya kulli ilm gaib, ki defination Allah kay liya istamal nahee ki jati, lakin tumhari post jahalat ka moon bolta saboot, kam az kam jo sawal kar rahy hoo uss kay baray main kuch ilm to hasil kar liya karo, And wait, untill i answer the rest of the question, to be continued,,,,,,,,,
  8. ,to all muslim munna bhai, excellent job salar Raza bhai , aik cheez aur app note kijay kay yea shaks(ya Allah madad) apnee post main modudi ka zikar kartay hoyee sahab ka lafz use kar raha hai, jab kay Aala Hazrat kay liya iss nay aisa koi lafz use nahee kia, agar iss ka ikhtalaf dono kay sath hota to yea dono mian say kisi kay liya bhee izzat ka lafz istamal na karta , iss becharay nay modudi ko galat kah kar ,munafqana ravaya apnanay ki bharpoor koshis ki, lakin apnay andar ki gilazat ko , yanee modudi kay sath apnee apnaeeyat ko chupa na sakka,
  9. , to all sunni brothers, mameenkhn shab, zara iss ka mafhoom to samjah deena tah, kay yea note liknay ki zaroorat app ko kion paish ayee, aisee koon see baat hai jis par app nay kaha hai kay abusive language yani gali ki ijazat nahee hai, zara mujay bhee to pata chalay kah mian nay kahan par gali dee hai app ko waiting......................
  10. , to all sunni brothers mameenkhn sahb , main nay app ko pehlay bhee kaha hai kah thread ko tabdeel karnay ki koshish na karo, lakin tum apnee deogandi zehnaiyat ka bharpoor istamal kar rahay ho , kay kisi tarah say mozoo tabdeel ho kar ilm gaib par chala jay, to mohtaram abb app kay pochay gay sawal ka bahtreen jawab kay jis par app ko aitraz bhee nahee ho ga, woo yea kah zaheree baat hai kay tumharay aur maray aqeeda ilm gaib main zameen asman ka farq ahi , aur jab mian tumharay pochay gay sawal ka jawab apnay aqeeday kay mutabiq doon ga to woo jawab tumharay aqeeday say match nahee karay ga, aur pher yahee waja banay gee kah tum apnay movli ki likhee gayee ibarat ko maray aqeeday kay mutabiq samjah nahee saktay, to iss ka asan tareen hal yea hai kay main tum par chorta hoon kah jo aqeeda tumhara aur tumharay molvion ka hai ilm gaib kay mutaliq , tum usee kay mutabiq sabit kar do kay yea ibarat gustakhan nahee hai, aur kia tumharay aqeeday kay mutabiq Hazoor kay ilm gaib ko janwaroon say tashbee dee ja saktee hai, (maazAllah) aur sath mian jo main nay sawal kia hai hifzul iman ki ibarat kay mutliq uss ka seeda seeda jawab do munafqat na karo, iss liya abb chaleen chalna choro , aur sedee tarah jawab do jo jo main nay post kiya hain, aur agar koi sawal tumharay zehan main ilmgaib kay mutaliq hai to yea tumain thread ka address post kar raha hoon yahan par app apna koi bhee sawal post kar saktay hain, http://www.islamimehfil.info/index.php?sho...c=2554&st=0 lakin yahan sirf gustakhan ibarat kay mutaliq baat ho gee, aur aik cheez main nay aur highlight ki hai, kay tum abb baqi sawaloon say bagh rahay ho.. aray agar baat nahee kar saktay to tumhain main nay pehley bhee ijazat dee hai kay apnay kisi baray ko bulla layoo, kion kah tumahree moojooda post ko dekh kar sab bhai jo iss forum ko parh rahy hain woo samjh saktay hain kay tuhmaray danay abb kahatam ho chukay hian , aur tum abb farar kay rastay ikhtiyar kar rahay ho,iss liya abb bahanay na banayoo aur seedee tarah jawab layoo, tarteeb kay sath jo jo post ki hain unn ka tarteeb ky sath jawab do, bagoo nahee, apnee bokhlata to dekhoo , yea bhee kha rahy ho kay main filhall hifzul iman ki ibarat par baat karoon ga, aur sath main yea bhe kah rahy ho kay app post kartay jayoo, wah tumharaee aqal par sadqay,, yani main post karta jayoon aur tum jawab na danay ki baat bhee karo, wah,
  11. , to all sunni brothers, deobandi aqal kay andhay to hain hee, sath sath ankhoon say bhee andhay hee hain, iss thread ko parnay walay tamam bhai dekh saktay hain kay main bohat pehlay hee masla ilm gaib par iss shaks ko apnay aqaid paish kar chuka hoon , aur sath main yea bhee likah tha kay mara sawal ilm gaib nahee balkah gustkahan ibarat kay mutaliq hai, lakin kis tarah say yea shkas maray pochay gay sawalat ka jawab na pa kar, apnee taraf say kamal hushearee dekhatay hoye ,mozoo ko dubara say ilm gaib ki janib moor raha hai, to mameenkhn sahb, app ko dubara bata doon kay masla behas ilm gaib nahee, balkah gustakhana ibarat hai, agar tumharay pass in sawaloon kay koi maqool jawabat nahee hain ,to apnay kisi baray ko lay ayoo, lakin mozoo ko badalnay ki koshis mat karo, warna tumhari ki gayee post delete kar di jay gee, aur agar ilm gaib kay mutaliq baat karnee hai , to ilm gaib kay mutliq forum main thread mojood hain, wahan jo sawalat karnay hain kar saktay ho, lakin yahan nahee, aur apnee pechlee post main main nay kaha tha kay app kay molvion kay mutaliq 2 adad fatway post kiya hain jo app kay hee movlion nay diyee hain, unn kay baray main kiya khial hai, kiya jin molvion nay fatwa diya hai woo sahee hain , ya jin kay khilaf diya hai woo sahee hain,, abb tum jayoo gay kahan dono taraf to deonbandi hai, phas gay aur jo sawalat kiya hain unn kay jawabat , sath main 2 adad aur post ki hain, jis main kafi sari bakwas hai tumhary molvion ki janib say , unn par bhee tumharay khailat-e-galiza ka muntazir hoon,
  12. ,to all sunni brothers, janab mameenkhn sahb, pechlee posts kay jawabat to app par udar hain hee,aur inn kay jawabat bhee irshad farama dijay, kay inn ibaraat kay baray main app koon si roosh apnana pasand kareen gay , Munafqana, ya Jhoot DEOBANDI MOLVI HUSSAIN ALI APNI TAFSEER BAGATUL HERAN MAIN LIKHA HAI KAH ALLAH AZZAWAJAL KO PEHLAY SAY KUCH ILM NAHI HOTA , USS KAY ILM MAIN JUB ATAA HAI JUB BANDA KOI KAAM KARTA HAI. (AL'AYAZUBILLAHI TA'ALA) Umati Amal mian Ambiya say barh jatay hain, (Maaz Allah suma Maaz Allah )
  13. ,to all sunni brothers, Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihirahmatir Rahman nay Ismail Dahalvi ki kitab say bayshumar kufriyat naqal karay laiken is ki takfeer nahee farmaiay is ko kafir kahnay say Sakoot farmaya aur yei is baat ka saboot hai kay jo deobandi kahtay hai Alahazrat nay har kisi ko kafir kah dia wo sab say baray jhotay hain. Alahazrat ka Ismail dahlavi ki takfeer na karna is baat ka buhat bara saboot hai kay Ulama e Ahlesunnat kisi ki takfir kay baray mai kis qadar ahtiyat say kaam laitay aur Alahazrat nay yaqeenan jin pay kufr ka fatwa lagaya wo apnay kufr pay qayam rahay , na koi wazahat na koi tau'ba balkay barha dawat dee khat likhay koi asar na howa ,,,, Ismail Dahalvi kay baray mai albatta yei mashoor hogaya tha kay us nay ta'uba kar lee hai aur apni kitab taqwiyat ul iman kay aqa'id say tai'b hogaya hai isi waja say Alahazrat nay Is kay baray mai sakoot farmaya kay 1 baat aisi mashoor ho gaee thee kay Is shaks nay tauba kar lee hai .. Fatwa kufr say pahlay Alahazrat nay deobandi wahabi dosray mullao ko bhee khatot likhay thay kay wo wazahat karain apni kitabo mai darj gustakhana ibarat ki , Tauba karain magar wo sab apnay kufr pay datay rahay salha sal wo kitabain waisay he chapti rahee na koi tauba kee gaee na koi wazahat kari gaee jab kahee ja kay har ahtiyat har mumkin qadam uthanay kay baad Alahazrat Imame Ahlesunnat nay deobandi mullao pay fatwa kufr lagaya.. Deobandiyo ka hal yei hai kay khud he kahtay hai Alahazrat nay hamaray mullao ko kafir kah dia barelvi har kisi ko kafir kah daitay hain (jo kafir hai us ko phir kia kaha jaiay ga?) phir khud he yei bhee dawa kartay hai Alahazrat nay Ismail Dahalvi ko kafir nahe kaha .. in say koi pochay jab har kisi ko kafir kah daitay hai tu Ismail dahalvi ko kahnay mai kia haraj tha? sabit howa Alahazrat nay jin jin deobandi wahabi mullao ki takfeer kari un pay takfeer sabit ho chuki thee aur un ki takfer lazim ho chuki thee i think my answers are almost complete ,now its your turn to answer,but remember don't ever do munafqat in your reply,
  14. ,to all sunni brothers, janab app say choti aur bari makhlooq kay baray main pocha gia tha kay choti aur bari makhlooq ka farq wahzia kar dijay, lakin uss ka jawab to pee gay, aur lagay dubara say wohee rat laganay, abhee tak to iss ibarat ka defa kartay ayee ho, aur abb jab koi jawab na baan para , to munafqat shuru, kar jitnee munafqat kar sakta hai kar, lakin yaad rakhna yea to kuch bhee nahee abhee to sirf shuruaat hai, kis kis ibarat say bagao gay, tumhari to kitabain bhree pareen hain gustakhana ibaratoon say, agay agay dekthay jao, aur main nay 2 adad fatway post kiya tahy tumharay molvion kay,jo kah unhoo nay apnay hee molvion kay baray main diya hain unn ka jawab bhee hazam kar gay tum, kion jis ka jawab nahee aata ,uss post ko aisay hee hazam kar jatay ho. jawab kion nahee dia, ?
  15. ,to all sunni brothers, to janab mameenkhn sahb iss baray main kia khail hai, zara inn ki ibarat ka mafhoom bhe pasih kar dijay, oo aqal kay andhay ,,, main nay jo post ki hain woo Nabi karim ki shan mai gustakhi kay baray main hain, Aala Hazrat nay jo likha hai woo apnay baray main hai, apnay app ko woo aajzee aur inkisari main jo likain iss par tumain kia aitraz , haan lakin jab baat ho gee Hazoor kay baray main likhee gaiee kisi ibarat kay baray , to pher mafhoom bhee dekha jay ga, pher matlab bhee dekha jay ga, pher tashree bhe ki jay gee, pher siyaq o sabaq bhee kia jay ga, aur pher jis nay jo likha uss kay mutabiq uss par fatwa ho ga, koi Ashiq e Rasool to koi Gustakh e Rasool abb main to woo post karoon jo tumharay molvion nay Hazoor kay baray main likha hai, aur tum woo post karo jo Aala Hazrat nay apnay baray main aajzee aur inkasari main likha hai, ooo kuch to shram karo, mazooo kay mutabiq post to karo, lakin shram tum ko magar nahee aatee
  16. ,to all sunni brother's, JHOOT + MUNAFQAT = DEOBANDI LETS SEE,,,,,,,,,,,,,,,,,,,HOW? iss forum main mojood tamam bhai iss shaks mameenkhn ki post ko parh kar dekh saktay hian kah yea shkas kis tarah say bar bar jhootoon par Allah ki lanat bajh raha hai, lakin khood kis ravani say jhoot aur munafqat ka muzhira kar raha hai, maree iss post ko parhanya kay baad app ko andaza ho jay ga, abb mulahiza ho iss shakas ki post ko kay jis main yea mujh par jhoota hunay ka ilzam laga raha hai, 1, baqool iss sakhs kay kay hifzul iman ki ibarat main gustaki nahee hai, aur jo ibarat main nay post ki hai woo bilkkul galat hai, jab kay hifzul iman ki ibarat kuch aur hai, kion kah maree ki gayee post main lafz jaisa use houa hai, jab kay maray baqool iss ibarat main agar aisa use karo ya jaisa koi farq nahee parh raha kion kay sirf makhsoos ibarat ko post karna tha iss liya helping verb kay sath sirf makhsoos ibarat ko post kia gay, lakin ibarat kay mafhoom par koi farq na parah, aur yea kisi thoos saboot kay sath sabit bhee na kar saky kay iss ibarat par kis tarah say farq parah, aur apnee last post main , main nay inn say dubara sawal bhee kia hai kah aisa ilm gaib say tumaray molvi ki kia murad hai yea kis kay ilm gaib ki baat kar raha hai, lakin kion kah ibarat say ko unparh jahil bhee andaza kar sakta hai kay yea sakhs sara sar Hazoor ki ilm gaib ki baat kar raha hai, lakin abb app ko iss shaks ki munafqat dekhata hoon kay kis tarah say yea shkas apnay movli ki iss ibarat main to aisa ko jaisa say mananay ko tayar nahee lakin jab baree ismail delvi ki ayee to iss nay kis tarah say ibarat ko dusray matlab main likah diaya , mulahiza ho iss shkas ki post ko ,,,,,,,,,, abb zara gooor say mulahiza kijya kah iss ka molvi to apnee kitab main Hazoor kay mar kar matti main milnay ki baat kar raha hai,(maaz Allah ) lakin yea shkas kis tarah say matti main milnay ko matti say milna kay sath tabdeel kar raha hai, aur uss kay mutaliq jo misal day raha hai, woo bhee mulahiza ho , kion kay mara nahee khail kay iss misal ko kachi pakki ka bacha bhee sahee kahay, iss ka movli kahta hai kay main kabi say kay mani main bhee istamal hota hai, jasa kay darakth main bandh do , lakin ayeen sab say pehlay to main aur say ka jaiza latay hain kay inn donooo ilfaz ka apas main kitna farq hai, lakin yea munafiq apnay molvi kay defa main kitna bara jhoot bool rahay hain aur apnay hee moon say jhooton par lanat yeanee apnay upar lanat bajh rahay hain, mulahiza ho. 1, sab say pehlay to batata chaloo kay iss kay movli nay apnee ibarat main lafz main use kia hai, ' abb urdu main jab bhee kisi cheez ko kisi cheez ka sath milna zahir kiya jata hai to amooman lafz main ya say use kia jata hai, lakin yea dono lafz apnay andar bilkul hee mukhtallif manee rakhtay hain, misal kay toor par agar koi bhee cheez kisi doosree cheez kay sath milay aur inn kay iss milap say aik cheez ka wajjod khatam ho jay to aisay milap main lafz main use ho ga, jis tarah kay hum kahtay hia kay pani main cheene melayee jati hai, pani say cheene nahee milayee jati kion kah jab cheene pani kay udar apna wajood kho detee hai, app abb cheene ko pani say alag alag nahee kar saktay ,iss laiya yea cheene ka pani main milna kahlay ga, abb ayee dusree misal ki janib kah jo misal inhoo nay apnee kitab say bhee zahir ki, iss main darakh main bandanay ka zikar hai, halankah, jab bhee koi wajood kisi dusray wajood kay sath muttasil hota hai,to woo say milna kahlata hai, kah jis main woo dono wajood apna apna wajood barqarar rakhtay hain lakin siaf aik dusray say mil jatay hain yani muttsil ho jatay hain ,lakin murakab nahe bantay, kionkah agar koi dusra murakab ban jatay to wooo aik wajoood ka dusray main milna kahlata, lakin app dekh saktay hain, kah iss shaks ko hifzul iman ki ibarat par kitna aitrz tha kay aisa ki jaga jaisa use kia giya , halan kah ibarat kay matlab main kisi kisam ka koi farq na , tha,, lakin agar bafrzay galat yea mann bhee liya jay kay ibrat main farq tha , to iss shaks ki baysahrmi mulahiza ho kay ismail delvi ki ibarat main likay gay lafz main ko kis tarah say kay manni main lay liya giya, halan kah main sabit bhee kar chuka kay main aur say ka aapis main kitan farq hai, aur jab kah yea shkas kisi bhee ibarat ya thoos saboot kay sath aisa aur jaisa ka apas main farq sabit nahee kar saka,sirf apnay moon say bagair ksis sahee misal kay baat sabit nahee ki ja saktee,jo kay yea skahs denay say qasir hai lakin bas jhootoon par Allah ki lanat ho kah kah kar apna moon kala kar raha hai, issee liya main nay post kay shooro main bhee likah kay jhoot +munfqat =deobnadi, to janab mameenkhn sahb abb app say bhee yahee sawal hai, kay kia waja kay aisa to jaisa kay sath tabdel nahe ho sakta lakin jab baree ayee, ismail delvi ki to main say kay sath tabddel ho giya, yea itnee munafqat kion, abb app kay pass do option hai, 1, ya to app yea tasleem kareen gay kay asia lafa jaisa kay manii rakhtah hai, agar app yea tasleem nahee kartay to pher app apnay dusray molvi ki ibarat ko bhee main ko say kay sath tabdeel nahe kar saktay balkah app ko usee main kay manni main baat karni ho gee, jo kah app nahee kar sakeen gay , kion kay agar main kay manii main baat kareen gay to app ka aur app kay movli ka aqeeda mukhtalif ho ga, abb app buri tarah phas gay ho, agar aik lafz ka manni dusray lafz say sabit honay ko tasleem karo gay to tumhara aik molvi Ashraf thani gia, aur agar aisa tasleem nehee kartay to tumhara ismail delvi gai, abb choice tumharay pass hai, kay apnay bayhuda aqaid main say kis kay aqeeday ko apnatay ho, abb yahan par sahee manoo main yea fiqra fit aata hai, kah jhootoon par Allah ki karoor ha karoor lanat
  17. main bilkul manta hoon kay yea ibarat hifzul iman ki nahee hai, lakin janab miltee julti to hai, ziada farq to nahee hai, aur iss main koi gustakhi bhee nahee hai, jab gustakhi nahee to aitraz kaisa, aur dusri baat janab, jab app nay Aala Hazrat ki ibarat par aitraz uthya tha jo kah shabbashi kay mutliq tha , jis par app ko jawab bhee day dia giya tha,, lakin us kay mutliq app ay refrance manga tha ,kah Aala Hazrat nay yea ibarat kahan say quote ki, to janab abb app say bhee mara yahee sawal hai, kah app kay molvi nay hifzul iman ki safa 7 ki ibarat kahan say quote ki, zara iss ka hawal day dijay, lakin dubara yad dela doon, refrance dijay ga, gol mol jawab nahee, aur baat gumanay ki koshsshis mat kijay ga, to be continued........
  18. jee janab app nay durast farmaya kay jhooton par Allah ki lanat ho, aur na sirf jhooton par balkah munafiqoon par bhee, abb zara ayeen aur jaiza latay hain app ki post ka , to mameenkhn sahb, app kay mutabiq hifzul iman ki iss ibarat main koi gustakhi nahee hai, jab kah main nay jo ibarat paish ki hai woo galat hai, kion kah uss main word jaisa use houa hai, to sab say pehlay to app ko iss ka jawab deta chaloon , kah janab jinhoon nay jhoot bolna hota hai, woo sath main kitab ka safa kabi post na kartay , jab kah yea ibarat bama ibarat app ko paish ki gayee thee, ta kah agar koi kami baishe ho bhe to app ko shak na rahy, aur janab app khatay ho kay app ko sharmandgi honee chayee thee, kah ibarat galat quote ki, abb iss baat par to hansna chahyee kah jab tumharay molvi kay moon say parda chak ho ,to sharmindagi humain honee chayee ya tumain , iss ka fiasla app par, dusri baat, kah main nay apnee pehlee post main chunkah makhsoos ibarat ko post karna tha iss liya jaisa use kia, lakin abb app say sawal yea hai, kah agar mara jaisa use karnay say ibarat tabdeel ho rahee hai, to woo tabdeelee to zara samjah dain, kah kis tarah say aisa use kareen to gustakhi nahee aur agar jaisa use kareen to gustakhi hai, zara farq samjah deen,mara sawal yea hai kah app ka molvi kaht hai kah , abb zara ibarat ko goor say mulahiza farmeayeen, Agar baz ilm e gabia murad hain to iss main Hazoor hee ki kai takhsees aisa ilm gaib to....... 1, kaisa ilm gaiba, yanee yea jo app kay molvi nay kaha hai kah aisa ilm gaib to yea kis kay ilm ki baat kar raha hai, iss ka jawab inayat farma dijay, lakin yaad rahy koi munfiqat nahee, bilkul saf saf batana kay kis kay ilm gaib ki baat ho rahee hai,aur tumhara molvi kis kay ilm gaib ko hayanat aur bhaeem say tashbee day raha hai, aur aik aitraz shiad tum utho uss ka jawab main pehlay he day deta hoon , kah Hazoor kay nam kay sath darood sharif likah hai ,yea tumharay molvi nay nahee likah, abb ho sakta hai tum kahoo kay ibarat ko hoo bhaoo paish karo, to maray mohtaram tumharay movli nay to darood na likah . lakin main aisa nahee kar sakta iss ko bardasht kar leena , aur baqi jasay jasay time milay ga app ko app kay baqi post ka jawab bhee dia jay ga, insha Allah,lakin iss post ka jawab app par udhar ,, to be continued,,,,,,,
  19. Aslam o alaikum to all muslim brothers , Reply to mr mameenkhn sahb. janab mameenkhan sahb, sab say pehlay to mazrat kay dair say reply kar raha hoon, aur app ko kafi intizar ki zehmat bhee uthana paree, main chunkah aik mazdoor tabqay say tualaq rakhta hoon, iss liya kaam ki ziyatti ki waja say time na ban para , umeed karta hoon app ignore kar deen gay, jawabat mulahiza hoon,
  20. , to all sunni brothers, janab, mameenkhn shab, yea molvi bhee app ka fatwa bhee app ka, iss baray bhee zara irshab farma dijay, aur abb maree inn dono postes ka jawab inayat farma kar mashkoor farmyaee, Allah app ko hidyat naseeb karay, Fatwa of Kufr upon Mawlana Mahmoodul Hasan al Deobandi by Deobandi scholars Mawlana Rashid Gangohee writes in his Fatwa “ Those who read and write Marsiyah ( elegy =song written in praise of dead ) are Fasiq ( sinner) ( Vol 2 , page 39) Mawlana Rashid Gangohee also writes “All the marsiyah which is read in praise of martyrs of Karbala should either be burnt or buried “ ( Fatwa Rashidiya p 276. Karanchi edition. ) In another work with the name “ Haarikul Asrar “ which used to come as a supplement along with Taqwiyatul Iman it is written that to read and write marsiyah is the work of Majoosi ( fire worshipper). After Mawlana Rashid Gangohee died , his student , Mawlana Mahmoodul Hasan wrote marsiyah in praise of Mawlana Rashid Gangohee! Mawlana Mahmoodul Hasan is called “ shaykhul Hind” by the deobandis and he is among deobandi “ akabir”. Strangely the ruling that “ marsiyah” is not allowed , became valid ! This was published fom deoband , not once but many times. Here are a few lines from this marsiyah , written by Shaykh Mahmoodul hasan in praise of Mawalan Rashid Gangohee. The "Sheikh-ul-Hind" of the Deoband, Janab Mahmood-ul-Hasan, sought remedies for all his needs from the Imam of Deobandis , Rasheed Ahmad Gangohi Sahib. He says: " To whom shall I now turn for the redress of my needs! The redresser of all my physical and spiritual needs is now gone. " "Ghaus" means one who redresses one's grievances. And Mahmood-ul-Hasan Sahib addresses Gangohi Sahib not only as "Ghaus" but as "Ghaus-e-A'zam". Just see. "He is the second Junaid and Shiblee and Abu Mas'ood Ansari, He is the Rasheed-e-Millat-o-Deen, the Ghaus-e-A'zam, the Qutb-e-Rabbani". Mahmood-ul-Hasan Sahib declared Gangohi Sahib to be not only all these things, but also as "Murrabiye-Khalaaiq", "Maseehaa-i-Zamaan, Qaseem-i-Faiz-e-Yazdaah, the equal of the founder of Islam, host to all creations, Muhyud Deen Jeelaani, the fountainhead of all beneficence, without any parallel, the object of veneration and reverence in this world and in the next, the light through and through, and Allah alone knows what else besides. In the compendium of his poetical works, he says: "My guides, my teachers, for me the be-all and end-all, You are my masters, my patrons and my princes. Rasheed and Qaasim-i-Kairaat, both are venerated teachers We sent these original lines to different Deobandi Mufti asking them whether these type of statements constitute kufr or not. We did not tell them that these lines are from their own scholar. The deobandi muftis were United that all thes statements constitute KUFR. So the deobandi scholars have done takfir upon their own sheikhul Hind, Mawalan Mahmoodul Hasan, Kindly see the scan of original fatwa issued by deobandi muftis.
  21. , to all sunni brothers, mameenkhn sahb ko jawab, sab say pehlay to mameenkhn sahb mazrat kay site main tabdeele ki waja say aur kuch zati masrufiat ki waja say dair hoyee . lakin bhar hall silsila kalam waheen say shuru kartay hain jahan say munqita hoya tha, 1. app nay apnee last post main maray pehlay sawal ka jawab datay hoyee kaha kay main nay Ashraf thanvi ki hifzul iman ki gustakhana ibarat main lafz jaisa use kia hai,, to janab abb app sahee manoo main deobandi zehaniyat ka muzahira kar rahy hain, kion kay jab kisi deobandi say iss ibarat ka koi maqool jawab na ban pay to woo bhee yahee kahtay hain kah (jaisa nahee kaha , agar jaisa kaha hota to gustakhi the kion kah aisa kaha hai iss liya gustakhi nahee hai, ). to janab iss ibarat main jaisa ho ya aisa ibarat kay mafhoom par koi farq nahee parta, agar yaqeen na aye to misal mulahiza farmayee, mameenkhn shab app nay apnay walid sahb ka chahra yanee moon to mulahiza kia ho ga, lakin main yea kahta hoon kay app kay walid sahb kay chahray main app kay walid ki kai takhsees aisa chahara to khotay ka bhee hota hai,balkah kuta khanzeer aur jitnay galeez janwar hai sab ka chahra aisa hee hota hai, kion janab ibarat to mulahiza farma li ho gee app nay, aur iss ibarat main umeed hai kah koi gustakhi nahee hoyee ho gee, kion kah aisa ka lafz use karnay say deobandiyon kay nazdeek koi gustakhi nahe hotee, hai na,? aur app dakh saktay hain kay main nay kaheen bhe jaisa ka lafz istamal nahee kia hai, balkha aisa hee use kia hai,lakin agar iss ibarat ko parh kar tumain koi gustakhi mahsoos ho , to samjh lana kah tumharay molvi nay bhe gustakhi ki hai, balkha woo gustkahi iss say kaheen baree hai, kion kah yea ibarat to tumharay baap kay liya likhee gayee hai, jab kah wo ibarat Un kay baray main likhee gayee hai, kah Jin ka apna faraman hai kah koi Admi uss waqt tak momin nahee ho sakta kah jab tak main uss ko uss kay maan baap say barh kar azzeen na ho jayoon, Ahtasaab app kud farma lijay, haan agar mazeed bhee koi kasar baqi rah gayee ho to uhatyee aitraazz , inshaAllah app ko abb app kay deobnadi zehnait kay level kay mutabiq jawab dia jay ga, 2. aik aitraz app nay yea bhe kai hai kah main topic ko tabdeel kar raha hoon, (yani ulta chor kotwal ko dantay )aur app yea bhee kahtay hain kay yea thread Aala Hazrat ki ibarat hai jab kah mian deobandiyo ki ibarat baray guftugu kar raha hoon, kion mameenkhn sahb hawa nikal gayee , main nay kab inkar kia hai kah yea thread Aala Hazrat ki ibarat nahee, lakin app nay jo Aala Hazrat ki ibarat post ki tahee uss ka jawab app ko day dia gia tha , app nay kud farmaya tah kah mujay jawab mil gia hai, aur sath hee app nay dosra sawal apnay deobandi ulama ki ibaarat kay mutliq khud kia tha kah inn ko achay mafhoom main kion nahee liay gaya, to jawaban main nay app ko app hee kay deobandi ulama ki iabarat post ki theen aur pocha tha kay inn ka acha mafoom app kud irsahb farma dijay ,, lakin abb app aik nayee kahani gahar rahy ho, waah ray munafaqat, wasay lagta hai kah munafqat bhee app deobandiyo say paana mangti ho gee, ,bahar hall kuch sooch samaj kay aitraz karoo , apnee post ko pehlay parh lia karoo, post kudh kartay ho ,aur jab jawab diya jay to,, oo jee topic tabdeel kar dia, , oo kuch aqal ko hath maroo, kion tumhara damgh pher gia hai, wasay damagh to pherna hee tha,, tumharay to baray baray molvion ka damag pher jata hai, aisee post par , tum koon say bagh ki mooli ho, 3. abb app kay agalay jawab ki janib, to yahan app to achee kahsi dandi mar gay janab, app nay kaha kay app Hazoor ki qabar main hiyat kay qail hai, jab kah app ka molvi iss kay baraks, aur abb app jawab mian kahtay ho kay , iss ibarat kay jawab kay liya intazaaar kijay, to janab saf saf kion nahee likh dia kay jawab nahee hai, baat to seede see hai, ya haan to ya naan, acha acha iss main bhee wohee koi munafaqaana roosh dondnay ki saee,, to janab koshish farma lijay , lakin bohat mushkil hai, yea joti to app kay galoon ko mutawaram kar kay hee choray gee, issee laiya, app ko maray aik mashwara hai, kah pehlay ja kar apnay molvion kay aqeeday kay baray agahee hasil karo pher aa kar aitraz utahan , pata tumain apnay movlion kay aqeeday baray nahee, aur chaly ho Aala Hazrat ki ibarat par aiatraz kar nay ,( Yea moon aur masoor ki dal,) daath taray ki, 4. next yaha app nay kaha kay app ko chamar wali ibarat main Ambiya ka lafz dikhaya jay, to janab arz yea hai kah app mujay choti aur bari makhlooq ka farq waziha kar dijay, kah choti aur bari makhlooq say kia murad hai, oo janab hum nay to sirf unhen ibarat ko gustakhana kaha hai jahan par takhsees kay sath zikar kia gia hai, agar app ka movli sirf makhlooq ka lafz istamal karta to kisi ko koi aitraz nahee tha janab, aur aaj tak kisi nay inkar nahee kia hai kah yea ibarat Ambiya kay mutaliq nahee hai, agar aisa kia hai to dekha dijay with proof, lakin zubani kalmi inkar app nahee kar saktay , iss laya, ya to toba kijay kay waqee kufria ibarat hai, to ya pher pura pura defa kijay apnay molvi ka, bagayee nahee, aur yea baat to app apnay moon say bhee iqrar kar chukay hain, jahan app nay kud irsahb farmaya kay agar Aala Hazrat lafz Shabbashi istamal kar saktay hain Ambiya kay liya to agar hamary molvi nay chamar kah dia to kia farq parta hai,(maaz Allah) to janab shabbaashi ka tasalee bakhash jawab to app nay mulahhiza farma lia ,abb iss ibarat ko mafhoom bhee hamain samja dijay bagnay ki koshis na kareen, 5. yahan app muja say aik sawal kar rahay hain hamarya Awliya izam kay ibarat kay mutlaiq , kah jis kay barya main pehlay bhee app ko peachlee post main jawab day chuka hai, jahan app nay kisi kitab kay kagaz ka chota sa palanda laga kar aik aitaraz utahay tha, kay yea gustakhan ibarat hain kay nahee, to janab jawab dubara arz kiay data hoon, kay abal to inn ibarat main gustakhi ka ansar kaheen nahee paya jata . iss tarah kay hazaroon irashad app ko milayeen gay sufia kay kalam main, kah jis main duniya aur makhlooq say bay rugbatii ka dars ho ga, lakin inn main app Ambiya ko shamil nahee kar saktay aur na hee inn main kaheen takhsees kay sath Ambiay ka zikar hota hai, lakin mazeed bhee main nay app ki tashfi kay liya arz kia tha , kay yea taswwaf ki batain hain, agar app inn par baat karnay chahtay hain , to banayee aik aur thread , aur asal page scan kay sath post kijay , to pher doodh ka doodh aur pani ka pani ho jay ga, ta kah app ko bhee app kay ulama kai aisee kai ibaratin dekahee jayeeen ,, to pher lgayee ga unn par fatway,, abhee to app yahan par unn ibaratoon ko to kufr manaanay say inkar kar rahy hain, kah jin main baqaida Nabi ka naam lay kar app ka molvi kaise kaisee jurat kar raha hai, aur jahan par kisi Nabi to kuja kisi Wali kay naam ka zikar bhee nahee wahan app ko aitraz nazar aa raha ha, ajeeb mantaq hai janab app ki, aur akhar main janab app nay kahan kay app Aala Hazrat ki gustakana ibaratain post kar saktay hain, to janab app ko roka kis nay hai, khali barkiyan na mara karoo, agar kuch ho to proof kay sath post kia karoo,
  22. Fatwa upon Mawlana Qasim Nnotvee from Darul Uloom Deoband Long back , when the fight between Deobandis and Jamat e Islami ( Mawdoodi group) was on rise, a few of the members of the Jamat e Islami group took a passage from the book" TASFIYATUL AQAID" of Mawlana Qasim Nanotvee and sent it to Darul Uloom Deoband, asking them if this constitutes Kufr. They did not inform that it has been taken from their own" akabir's" book. So the scholars of Darul uloom deoband did not know that this passage is from Mawlana Qasim Nanotvee's book. The Muftis of Darul Uloom took no time for investigation and issued the fatwa of Kufr . Kindly see the Blue underlined part of the fatwa . It says: "The person having this type of aqida is kafir. Unless he does tajdeed e iman and tajdeed e nikah , no relationship should be kept with him". Later, when Jamat e Islami revealed that this was taken from Mawlana Qasim Nanotvee's book" TASFIYATUL AQAID, Darul uloom deoband was in shock! By mistake they had issued fatwa of Kufr against their founder ! Later Mawlana Aamir Uthmani al Deobandi wrote a book " jamat e islami aur deoband ki ikhtekef ke haqiqat" in which he reproduced this fatwa with excuses like" the muftis were tired and busy, so they could not concentrate etc.. These deobandi scholars who issued the fatwa of kufr , never gave any "other interpetation" so as not to make takfir upon the concerned person. They immediately issued the fatwa of kufr , only to know it was on mawalan qasim nanotvee!
  23. , to all sunni brothers janab mameenkhn shab, app ko pehlay bhee inform kia tha kah app nay jis topic par baat kar rahy hain woo ilm e gaib nahee hai, balkah app kay ulama ki gustakhana ibartay hain, jin kay baray main app ka aik to kehna yea hai kay jo ibaratain hum nay paish ki hain woo sahe nahee,balkah ibarat kush aur hai, aur hum nay galat beyani say kam lia hai,, aur doosra app ka kehna yea tha kah jo gustakhana ibarat likee gayee hain unn ko achay mafhoom main bhe lia ja sakta hai, lakin jab app ko saboot faraham kiy gay to app lajawab ho gay, aur abhee tak app kisi bhee kisam ka jawab denay say kasir hain, aur har dafa kisee nay mozoo par apnay ulama ki kitab post kar kay chalay jatay hain, app nay Aa'la Hazrat ki jis ibarat ko post kia tha mian nay to jawab dia, lakin jab baree app kay ulaama ki aye to app nay rah-e-farar dondhnee shuru kar di, to janab-e-wala app kay liya arz hai kah agar app ilm e gaib par guftugu farmana chahtay hain to iss kay liya already topic majood hain forum main wahan tashreef lay ayeen , agar yea bhee pasand na ho to app new topic start kar saktay hian, Insha Allah wahan app ki , app kay dosray bhayooon ki tarah bharpoor tashfi ki jay gi,, lakin chunkah iss topic ka mozoo gustakhana ibarat hai, iss liye app ko sirf isee par behas karna ho gee, woo bhee saboot kay sath, yea app ko last warning bhee hai, kionkah app ko pehlay bhee arz ki ja chukee hai, iss liya abb agar app ki post to the point na hoyee to app ki post ka koi jawab nahee dia jay ga, aur main admin say bhee request karoon ga , kah mozoo say hatt kar jo post ho woo delete kar dee jay, iss liye asay kuch honay say pehlay app maray sawloon kay jawab lay ayeen, aur unee par baat kareen, warna pher app jasay loog baad main auchaltay ho, kah woo jee hamari post he delete kar dee gayee hai, hum kasay jawab dain, ?, halan kah sawal chawal aur jawab chana hota hai, main sawal dubara post kar raha hooon agar inn par app apnay dalaial say guftugu farma saktay hain to basad shooq app ki post ko qabool kia jay ga, warna bay maqsaad post anay par yahee samja jay ga , kah app ka pass abb koi jawab nahee aur pher topic ko close kar dia jay ga, aur haan, aik aur option app kay pass mojood hai, , woo yea kah agar app iss mozo par mazeed behas nahee kar saktay to kisi aur ko davat dijay wooo aa kar app ki janib say behas karay ,humain koi aitraz nahee, faisla app par hai, maray sawalat yea hain, 1, app nay apnee post main hum par aitraz kia tha kah hum nay jo Hifzul iman ki ibarat ,jo kah ilm e gaib say mutaliq hai, post ki thee woo sahe nahe,yanee hum nay galat beyanee say kaam liay hai, aur ibarat galat post ki hai, a). to jawaban app say arz ki gayee the kah jo asal ibarat hai woo app post kar dijay, with scan page, , app ka yea bhee farmana tha kay ulama deoband ki in ibarat ko achay mafhoom man bhee liya ja sakta hai, to jawaban app say arz ki gaye thee kay wo acha mafhoom app biyan kar dijay, 2, app ka yea bhee kahna tha kay app Nabi ki hiyat ko tasleem kartay hian, kah Woo apnee qabar-e-mubarik main zinda hain, to jawaban app say arz ki gayee thee kah app ko molvee to apnee kitab main likta hai kay Nabi mar kay matti main mil gay,(astagfirullah) a) sawal ka jawab anayat farmanay kay sath sath yea bhee arz farma dijay ga kah app main say koon asal deobandi hai , app ya app ka molvi, 3, app kay movli nay apnee kitab main jo lafz chamar istamal kia hai,khsusan Ambiya kay liya to aya kia yea Ambiya ki shan mian gustakhi nahee, iss ka bhee jawab app par udhar hai, bass abhee app say enee teen sawaloon kay jawaab darkar hain, baqi bhee kafi ibarat hain, lakin pehlay app inn teen sawaloon kay jawab lay ayeeen , baqaida dalaial kay sath,mozoo jawab anay par kuchi ho gee, warna yea too main app ko pehlay hee bata chuka hoon kah mozoo say hat kar agar koi bhee post hoyee to woo delete karwa di jay gee, iss liya kahil rakhay ga, umeed karta hoon kay kam as kam iss dafa app apnee hatdhrami say baz rahyeen gay,
  24. jaban app ko shaid english nahee aatee , iss liye app ko samajh hee nahee ayee kah likah kia hai,, app ko abb asan zuban main samjatha hoon kah yea topic pehlay discuss ho chuka hai,ussee pehlay parh lijay aur agar pher bhee koi kasar baqi ho to wahan par hee sawal kijay ga, ayee samajh ya , urdu font main likh kar doon, wahabion ,school ka moon bhee dekh lena tha,, ,,,,,,,
  25. , cynical brother, we welcome you with open arms here in this islamic forum, and hope we'll share a great time and knowledge of islam .
×
×
  • Create New...