Jump to content

Rao_Adnan

اراکین
  • کل پوسٹس

    4
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Rao_Adnan

Rao_Adnan's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Assalam O alaikum, I have posted the above material (most dangerous Fitna in Islam) in a group and i got replied from group members that these statements whose references given in above statments does not exist in these books but these are written in book Zalzala. Can any one have these books ? and can scan those pages whose reference is made here. I want to read the original books or Scan copy if someone have these 3 books then please scan those pages and post here. I would be very thankful and the things would be more clear to me by this way. Otherwise deobandis never accept that these statement exist in their books as it is wtitten. 1) Barahin-e-Qatia Page 51 by Khalil Ahmed Ambhetwi 2) Hifzul Iman Page 7 by Ashraf Ali Thanwi 3) Fatawa Rashidia Part I Page 20. Taqdeesul Qadeer Page 79 by Rashid Ahmed Gangohi
  2. Rao_Adnan

    Munafiq

    Assalam O alaikum, Aaj kul "Javaid Ahmed Chamidi" ka naam kaafi sunnay ko mil raha hai, Main us ki baton ko sun kar us ka mukhalif hogaya hoon kion k mujhay laga k us ki batain Islami taleemat ki Nafi karti hain, Kuch material bhi perhnay ko mila hai different websites pur Ghamidi k Modernization concept of Islam k baray main. Mujhay is aadmi say ussi din say nafrat hogaye thi jab TV k aik program main us ka aik concept suna darhi (beard) k baray main. Ab mukhltlif logon aur scholors say us k baray main batain sunnay ko mil rahi hain aur us ko Fitna kaha ja raha hai. Mai nai us k bazahir bayanat jo main nai TV pur dekhay aur kuch literature ko perhtay howay us ko Munafiq kaha aik google group main discussion kartay howay. Ab mujhay group k kuch loog keh rahay hain k Is tarha kisi ko munafiq nahi kehna chahyae aur Quran shareef aur Ahadess ka hawala bhi dia gaya hai. Meray dil main us aadmi "Ghamidi"k lyae shadeed nafrat hai kion k main us k Islamic concepts ko Gumrah kun samjhta hoon. Kia aisi soorat main us ko munafiq kaha jasakta hai?? Quran o Hadis ki Roshni main bayan karain.
  3. Rao_Adnan

    BV ko Ghalati say MAA kehna?

    Assalam O alaikum All Brothers N Sisters, I would like to take Fatwa on the following matter. somebody said his wife, Meri Maa (Mother) in anger, and then after few second he realized that its not good to say Mother to his wife. So he suddden include the words "Meri Maa + ki Baiti" while there is gap in this sentence i.e " Meri Maa (gap of few seconds) ki Baiti " Please let me know that is there any effect of these words on Nikkah and is there any Fidya of this act or whatever answer in the light of Quran o Hadith. JazakALLAH Thanks & Regards Adnan
×
×
  • Create New...