Jump to content
IslamiMehfil

Abdulsalam

Under Observation
  • Content Count

    284
  • Joined

  • Last visited

Community Reputation

-1 Poor

About Abdulsalam

  • Rank
    Baghdadi Member

Previous Fields

  • Maliki

Recent Profile Visitors

1,025 profile views
  1. Janab Sag-e-Attar sahib Aap ne jo kuch bhi kaha us ke silsilye main koi khas reply karnye ke bajaye main sirf aik baat araz karonga ke, Lets see ke aap kis had tak is silsilye main insaf se kaam letye hain. Ab yahan per main woh hi post pesh kar raha hon or wazeh rahey ke mujhye jawab nahin chahiye. Asslam-o-Alekum Aap ye batayen ke agar woh sab kuch ikhtiyarat jin ko aap Hazoor-e-Akram ke saath or phir apnye doosrye buzargon ke ssath makhsoos or bil-umoom batatye hain, un ko agar Hazoor-e-Akram ke sath na mana jaye or sirf un Allah ka mahboob, Nabi, Rasool, Akhri Nabi Ban
  2. Janab Ya-Muhammada sahib Zara Tahavi Shareef se bahir aa kar bhi dekhyen, doosri Kutub Ahadeeth bhi mojood hain Shayed aap ko Bukhari ki Tehqeeq per itminan nahin hai tabhi Tahavi shareef ka sahara le rahye hain?? Ab aap ko at least sabooth to bohat pesh kar chukye hain phir bhi zid hai ke fateha khalful Imam jaayez nahin Aap ke doosrye ashab, baghair zuban hilaye dil main Fatiha ke parhnye ke qayel to hain hi zara aap bhi likhtye hoye is ka khayal rakha karyen Aik taraf to aap Abdul Qadri Jeelani (RAH) or Ghazali (RAH) or doosrye tasawoof ke mannye walye lakin Shafai, Hambali, M
  3. DO you have the origional pages or NOT??????????? Meri baat unke sahibzadye se bhi hoi hai or un ke mutabiq un ke ilm main aisi koi baat nahin.. ap aap thori mehnat karin or pages asli scan kar ke pesh karain Abdul Salam
  4. Toheedi sahib Ab aap ka kia hoga jo ke Nabi-Akram ki shan main ghaloo ke darjye main pohanch rahye hain...? Aap pehlye to ye confirm karian ke ziyadat ye phir kami kis hadeeth main hai, yani tibrani kabeer main ziyadat hai ya phir ke Nisai/Dawodd main kami hai, Doosri taraf Hadeeth ki ro se ye to zahir hota hia Allah ke hukam se (Jesa ke Allah ke kehna hai ke Rasool-e-akram kuch apni marzi se nahin kehtye bajaz Allah ke hukum ke, aap ne Arabi ko zad-e-Rah or sawari ata ki, lakin doosri taraf Quran ke mutabiq jab Aap apny paas kuch na honye per Wafad ko kuch na denye per ranjeeda hoye
  5. Phir aap woh hi harkat kar rahye hain, sirf aik hadeeth per apni tamam Hayat-e-NAbvi ki imarat khari kar rahye hain. Aap ko kaseer ahadeeth nazar nahin aa rahi hai hai or nahi hi is se istadlal kar rahye hain, Agar aap ko koi aik bandye ke barye main bohat sari sachi batyen bataye or phir us main aik aisi khabar de dey ke jis se ishtabah peda ho to aap ka kehna hoga or sooch hogi ke jab itni sari sahi batyen hain to phir yaqeenan is khabar ko bhi mujhye inhi waqyat ke saath pass-e-manzar main dekhna hoga kion ke ayes to nahin sakta ke kaseer sahi bateyn ghalat hon or sirf ye wali aik
  6. Janab Saif-ul-Islam sahib Phir is tarha aap ko tamam posts band karni parengin.................................... kion k yahi amal aap ka bhi hai, bahas barye bahas, hal ki talash nahin, sach qabool nahin, Hazoor-e-Akram ka hukam aik taraf lakin Imam, aalim, Peer, ka qol seenye se laga rakha hai, un ki taaweelon per jan bhi hazir lakin Rasool-e-Akram or Allah (AZ) ke hukmon ko nikal phenka hai?????????? Jab isi tarha ki baat ke Hadeeth ko Sahab ne sahi samjha ir istadlal kia ya aap ke aalin or Soofi ne to wahah per aap ka khud sakhta istadlal apnye aalim/soofi/peer/buzurg ke qol per ho
  7. Yar i've been fateup with your arguments nothing but to save your believes, Afsoos sad Afsoos Jesa ke main ne pehlye bhi kha tha ke Agar dard mehsoos karna hi hai to Allah ki shan main gustakhi per karain na ke ksi or ki Aap se ye to ho nahin raha ke is ka jawab deain (jesa ke aap ka khud ke galye main atak gai hai ye ibarat) na jawab detye banti hai na chorye Humye Muhaddetheen ke Aqeedah per filhal koi etirazat nahin hain lakin tehreer per hai or is ke liye mujhye kisi doosrye se poochnye ki zaroorat nahin hai..... agar aap ke paas koi jawab hai to den na ke liptye rahyen apnye khud
  8. Aap se guzarish hai ke Ayenda woh page bilkul bhi scan or past na karain jis ko aap khud na parh sakyen or agar pesh kia to hum to ye samajhnye per majboor hongye ke aap sirf ghalt fehmi phelanye ke liye in pages ko scan kar ke past kartye hain. Baqi aap ki marzi hum aap ko rooknye walye kon hotye hain or rahi baat aapke forum ke roules and regulations ki to woh aap logon per (Barelvion, or un ke mannye walon) per to lago hi nahin hotin hain Waiting for transalation in urdue of all your posted pages Abdul Salam
  9. Janab Salar-e-Raza sahib, Haqeeqat to ye hia ke mujhye bhi ilm nahin tha ke ye "Misyar" kia hai (isi se is ka humarye darmiyan waqo' pazir hona ya na hona zahir hai) lakin is waqt tak jo kuch mjye mil saka hai, woh filhal aap ke gosh guzar raha hon Criticism of misyar Islamic scholars like Ibn Uthaimeen or Al-Albani claim, for their part, that misyar marriage may be legal, but not moral. They agree that the wife can at any time, reclaim the rights which she gave up at the time of contract.[8] But, they are opposed to this type of marriage on the grounds that it contradicts the spirit
  10. Wahi Muqalledeen (Jamid or Shakhsi) wali harkat or talab....... Yahan per Allah ki kitab or Ahadeeth ki wazeh farman per amal pera nahin hona bulke Ulama se likhwanye per shiddat..?? Wahi kahonga ke Apnye Aaqibat na bigaryen bulkye Quran or Hadit ki wazeh ahkamat or aqayed per amal pera ho kar is ke khilaf likhnye, bolnye walon ke khilaf likhyen na ke haq main koshish karyen Jawab to bahar hal aap ke paas nahin hai tabhi ab aap ka zor Ulama se likhwa kar lanye per shoro ho gaya hai or phir is ki kia garanty hai ke ulama se likhwanye ke baad aap is ko maan lengye (jesa ke aap ne likha
  11. Pehli to baat ke aap ne is main mojood baton ka tassali bakhsh jawab to nahin diya lakin baat ko ghuma kar kahin or lagaye, lakin bahar haal main is ka bhi jawab denye ki koshish karta hon (Insha Allah) Sahabi ko Musrik Kehney ka ilzam Ye bhi aap ke khud sakhta hi istadlal hai ke main ne Sahabi ko Mushrik kaha hai.... Is ke bajaye ke main kisi Sahabi ko mushrik kahon main is hadeeth per amal or is se istadlal chor donga or main is ke muqablye main Muhaddetheen ki riwayaton ko shak ki nazar se dekhonga na hi ke aap ki tarha Har aik ke barye main Fatwa lena or dena shoro kar donga, (Fa
  12. Aap logon ki khidmat main aik or report ke saath hazir hon Chand dinon pehlye RAND Corp ke barye main kuch dhondh raha tha to ye report haath lagi is report ko yahan share karnye ka matlab filhal siwaye RAND Corp ke kisi or per ilzam lagana nahin bulke ye hi batana maqsood hai ke Dushman kis qisim ki chalen chal raha hai. or isi liye main ne ye post start bhi ki thi -------------------------------------------------------------------------------------------------------------- Cheryl Benard Supported by the Smith Richardson Foundation National Security Research Divisi
  13. Janab FShahzad sahib Haq kia hai woh aap isi post per dekh lain ke jis main un ka khud ka kehna hai ke "Imkanan nazool hona likha hai" hai, or agar aap ka matlab is se ye tha ke unhon ne is ko tasleem kar liya hai ke is ki koi asal nahin to Alhamdo-Lillah Doosri baat jo ke aap se mutaliq hai ke kia aap ka taa'luq Dharki se hai or aap Engro Chemical main bhi kam kar chukye hain? Abdul Salam
  14. Janab toheedi sahib Aik taraf to aap ka kehna ke aap ko arabi nahin aati or doosri taraf aap jin katbon ke page pesh kartye hain woh Arabi main hi hotye hain.... kia is ka matlab ye to nahin (1) Aab jhoot boltye hain (2) Aap ko koi or is kitab ke barye main batata hai or deta hai or aap baghair tehqeeq ke us ko scan or past kar detye hain (3) ya phir aap kahin se sirf copy and past kartye hain in sab baton ka matlab yahi hai ke jab main aap se kehta hon ke arabi ka tarjua pesh karin to us ka matlab hota hai ke us page main kuch alfaz shobah pesh karti hai lakin chonke main arabi ahl-e-ilm
  15. Aik taraf to Alalh ki Shan ghatai ja rahi hai lakin aap ko is ka darad nahin hai lakin agar ulama per aitiraz ho to is qadar darad ke bas kia kehnye. Main apnye ilm ki baat kia kahon main bilkul in logon ke samnye kuch bhi hasiyat nahin rakhta lakin ghalat baat jo ke ghalat hi lagye to us per atiraz karna zaroori hai. or rahi baat is ki ke mujh se pehlye doosrye logon ne is baat per aitiraz kion na kia to is ka jawab merye khayal main ye hi munasib hai ke is se pehlye kisi ne is qol se aap wala aqeedah sabit karnye ki koshish nahin ko hogi or na hi is se aap wala mafhoom liya gaya hoga or na
×
×
  • Create New...