Jump to content

mufti-e-azam

Under Observation
  • کل پوسٹس

    150
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About mufti-e-azam

Previous Fields

  • فقہ
    Ghair Muqallid

mufti-e-azam's Achievements

Collaborator

Collaborator (7/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. jee janab yeh to sahi se perhay ja rahay hain na pages ya abhi aap ko sahi nazar nahi aa raha ?? ab to aap ka yeh bhi jhoot khatam ho gaya k aisi ko book hi nahi hai..
  2. janab zaroori nahi hota k agar aik dafa aap koi cheez scan ker lo to phir woh book aap hi k paas ho ya ussi ne hi scan kiya ho...yahan per aap ne jitni bhi shia books k pages diye hain kiya mein unn k phir se scan maagon to aap do ge ?? yeh bachon k bahanay hain bhagnay k sag sahab...agar jawab na ho to insan aisay hi bahanay hi kerta hai mein ne aap ko kaha hai k agar aisa kuch nahi hai to huqaiq buksh vol 3 ka aap scan page dikha do yahan per agar different hua to phir aap ilzam laga saktay ho lakin aap loag sirf bhagnay hi k bahanay hi dhoond rahay ho tab se bajaye jawab denay k..
  3. janab bachon wali posts mat karo mein ne kab nahi kaha k kalb ka matlab kutta nahi hota balkeh agar tum loagon ko yaad ho to dono ka farq hi mein ne bataya tha aur aaj tum mujhay hi sikhanay ki koshish ker rahay ho..janab jab aap bhonknay aur kutta ka words use ker rahay ho to koi aap mein se koi jahil hi ho ga jo iss ka matlab dil samjhay ga...thoray baray ho jao janab kam se kam admin ko to thori ###### posts kerni chahein werna khamosh rehna chahiye uss ko..
  4. janab fuzool posts se perhaiz karein aur topic per baat kiya karo phir aap k admin kehtay hain k pehlay dosray topic complete karo phir new topic start karo...iss liye next time jab bhi post kerna to the point hi kerna werna aisay drama apnay bhaion k liye hi rakho
  5. janab phir to aap pure sag nahi huay na kiun k kuttay ka kaam to bhonkna hi hota hai jab aap apni nasal se sincere nahi hain to kiya karein ge khair janab issay bhonkna nahi kehtay issay discussion per jawab dena kehtay hain aap ko to yeh bhonkna hi lagna hai k aisi baatein na aap ne kabhi sunein na samjhein...yeh islam aur history ki baatein hain janab jisay aap bhonkna keh rahay ho..
  6. aur admin sahab topics chal hi kahan rahay hain ?? kuch per to mein ne 1 week pehlay post ki aur koi jawab nahi hai siwaye 2-3 topics k aur koi bhi topic nahi chal raha to kiya ab hum bethay rahein k sab per tum bhago to hum new topic start karein ?? aur janab agar aap k paas faltu time nahi hai to janab mat do jawab topic per jab aap k paas faltu time ho to jawab de dena ya aap ka koi aur mujahid jawab de de ga...yeh topics delete kernay ki koi tuk mujhay nahi samajh aaye..
  7. janab agar aap k sag bhai bhagtay rahein to kaisay topic complete ho ?? aur janab phir aap k bhaion k topics kiun unapprove kiun nahi hotay kiya unn per ye rule apply nahi hota ?? aur janab hum to yahen hain magar aap k mujahid hi muqabla kernay ki jurrat na ker sakein to hum kiya karein ?? aur janab hum bhi aap loagon ki terha faltu nahi hain k aap bhagtay raho aur wait kertay rahein k kab bhagtay bhagtay thakein ge aur jawab dein ge...yeh discussion forum hai olympics nahi k yahan aap loag bhagtay raho...
  8. mufti-e-azam

    why moderators deleting our topics & posts ??

    moderators sahab agar aap loagon k paas jawab nahi hota to na do lakin topic delete kiun ker rahay ho ?? mein ne aisi kiya ghalat baat ki sahih bukhari se ref. diya aur poocha k kiya ghoray per shart lagana sahi hai ya ghalat magar aap loagon jawab denay k bajaye topic hi delete ker rahay ho..
  9. All copy paster sag,s yeh drama-bazi kernay se behtar hai k jo sawal hum ne kiye hain unn ka jawab diya jaye aur kisi per ungli uthanay se pehlay apnay gareban mein jhank lo kiun k tum tahreef k qail ko kafir kehtay to phir tumharay aqeeda k mutabiq hazrat ayesha,hazrat umar,ibne umar,ibne masood,imam bukhari,imam sayuti aur bohat se ulma kaisay musalman huay kiun k inn sab ka aqeeda e tahreef aap ki authentic books se sabit hai.. Mera Sawal yehi tha k phir hazrat ayesha momineen ki maa kaisay ho gaein agar tahreef ka aqeeda rakhnay walay kafir huay ?? hazrat umar musalmanon k khalifah kaisay huay jab k unn ka aqeeda tahreef bhi tha to pehlay unn ko musalman sabit karo phir agay chalo
  10. Mein ne aik ibne umar ki riwayat perhi sahih bukhari mein k woh ramzan mein roza na rakhtay thay mehmanon ki khatir..ab kiya yeh islam mein jaiz hai ?? kiya Allah ne roza farz nahi kiye aik musalman k liye jo iss terha bahanon se aik farz se moan mora jaye ?? kiya yeh woh azeem sahabi hain jin ko ahle sunnah acha kehtay hain jo auraton se darr ker sunnah k khilaf kaam kertay thay ya unn se gup shup lagatay thay ya roza hi nahi rakhtay thay kiya ahle sunnah mein yeh raavi siqqa hain ??
  11. bhai mein ne kiya ghalat kaha hai kiya aap loag nahi kehtay hamaray 4 yaar ?? phir mein ne to sirf explain kiya hai aur aap bura mana gaye
  12. Ahle Sunnah ki book k scan pages hain k jab Rasool Allah beemar huay to aap ne aik sahabi ko kaha k kisi ko kaho k namaz perha de..uss ne ja ker hazrat umar ko keh diya jaisay hi hazrat umar ne taqbeer kahi aur Rasool Allah ne suni to foran kaha iss ko Allah aur musalman nahi mantay..Iss ko Allah aur musalman nahi mantay aakhir aisi kiya baat thi hazrat umar mein k Allah ko unn ki namaz perhana bhi pasand nahi tha magar dosri teraf ahle sunnah kehtay hain k meray baad agar nabi hota to umar hota ab kon si hadees sahi hai aur kon si ghalat iss baat ka faisala foran ho jata hai kiun k hazrat umar mein agar koi nabi wali khoobi hoti to chalo nabi na sahi kam se kam 1st kahlifah to bun saktay thay magar woh bhi nahi banay...
  13. janab asliat sitaragroup ne nahi dikhai balkeh aap loagon ne dikhai kiun k jin per bhi shia honay ka shaq hota hai uss ko under observation rakhtay hain...sitaragroup,mufti e azam aur new member haq mil gaya jis ne sirf 2-3 posts ki hain aaj hi woh bhi under observation hain ab auqat kis ne dikhai yeh to saaf nazar aa raha hai...
  14. aap mujhay pvt meassage ker dein wahan per baat ker letay hain kiun k pata nahi kiya masla hai mein na apni profile visit ker sakta hon na kisi aur ki..
×
×
  • Create New...