Jump to content

TOUHEEDI

اراکین
  • کل پوسٹس

    18
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ TOUHEEDI نے پوسٹ کیا

  1. Nasir Noman Bhai in jahil logoon say bahas kernay kaa koi faaidaa nahi.In ko quran ki samjh nahi aati.Main nay do teen dafa quraan k hawaaly dia aur quran aur hadees say shirk ki taareef ki laikin in ko kuch samjh nahi aayi.In jahiloon say Quran ki baat kernay kaa koi faida nahi.Hadaayat Allah k dainay say aati hai hum jitni b koshish ker lain in ko kuch samjh nahi aaya gi. Allah sab ko hadaayat day.....(Amin)
  2. Main nay to koi 4 baar shirik ki defination ker di hai.....Pata nahi aap ko kis tarah ki defination chahiya....Humaaraa to aqeeda yehi hai k Allah k siwa na to koi humaari museebat taal sakta hai aur na koi humain shifa day sakta hai.Wohi humaari duaon ko sunta hai aur wohi qabool kertaa hai .Wohi mushkul kusha,wohi madadgaar,wohi gunahoon ko muaaf kernay waala,aur wohi roz-e-jaza kaa Malik hai.
  3. Thanks Bhai.......Is kaa matlab k dari katrwaanaa b theek nahi...matlab dari kaa aik baal b nahi katrwaanaa chahiya.....
  4. TOUHEEDI

    Dari mundwana ya kuterwana.

    Humaray Islam main Dari mundwana yaa katrwana jaiz hai?
  5. Mujhay yeh batao k agar koi banda aap k pass baithaa hoa ho to aap us k dil main kia hai bata saktay ho?aap yeh bata saktay ho k main nay is wakat kon say rang kaa libas pehnaa hoa hai? haalaan k tum b daikhtay suntay ho tum b ho.....to kisi k dil main kia baat hai yeh kion nahi sun saktay........daikhtay to tum bi ho yeh batao k main nay kon say rang kaa libaas pehna hoa hai?Yeh wohi Allah ki zaat hai jo saatwain aasmaan per sun laita hai k mairay dil main kia chal raha hai?mairay saath kal kia ho gaa? Quran main Allah farmaatay hain k jo maan k pait main bacha hota hai us k baaray main Main hi jaantaa hoon.Ab tum kaho kgay k yeh to ultra sound say pata chal jaata hai k maan k pait main kon hai...Is kaa matlab yeh nahi hai.Is kaa matlab yeh hai k maan k pait main jo bacha hai us ki zindagi kitni hai ,woh jannat main jaaya gaa yaa dozakh main jaaya gaa,woh naik ho gaa yaa bay amal?kia koi aisi ultra sound machine hai jo yeh batay ya koi insaan hai jo yeh bataay?insaan daikhtaa jaantaa toh hai phir yeh kion nahi bata sakta?
  6. Achaa aap ko Quraan ki samjh nahi aati main pehlay hi post ker chuka hun.k aap Quran k ilaawaa kis kitaab say proof laina chahtay ho. Chalo aik dafa phir sahi. Quran k ilaawaa kis baat per tum yakeen rakhtay ho.Yeh Quran k aayaat hain kisi or book ki nahi hain.
  7. Akloon per parday humaray nahi aap k paday hoa hain......Main start say lay ker ab tak keh raha hoon k agar Allah tum ko mushkal main daal day to koi b tum ko is say bahar nahi nikaal saktaa.....agar Allah tum ko tabaah kernaa chahay to koi b tum ko is say nahi bachaa saktaa.......Main nay sirf itna hi kaha hai k Allah k siwaa naa koi dua suntaa hai aur naa koi ghaibi madad ker sakta hai...Tum sab k gunaah mouaaf kernay ki kudarat kon rakhtaa hai Allah yaa koi aur hai jo tumahaaray gunnah mouaaf kertaa hai.Itnay quraan k hawaalay paish kia laikin aap per kuch asar hi nahi ....Aakher tum logoon ko kia ho gia hai....Maira iraadaa koi bahas kernay kaa nahi hai...Main to yeh chahtaa hoon k shaid Allah kisi tarah aap ko akal day........Allah nay baar baar Quran main kaha hai k mairay ilaawaa koi maabood nahi main hi tumaahaari duaoon ko suntaa hoon aur main hi un ko kabool kertaa hoon...Mairay khiyaal main is baaray main kisi ko shak nahi honaa chahiya.
  8. Jo Allah ki khoobiyaan hain woh kisi aur cheez,banday,kisi qabar waalay,kisi zinda banday yaa kisi b cheez main daal di jain to aisaa kernaa shirk hai.
  9. Mairay khiyaal main main aagay b post ker chukaa hoon.. Jab Allah Quran main hukam daita hai k mairay siwa kisi ko mat pukaaro to hum is baat say (Allah mujhay mouaaf keray) baaghi ho ker kisi ghair Allah say madad maangain to humain baday din k azaab say darnaa chahiya.Aap ki Hadis sharif b humaaray saamnay hai jo main biyaan ker chukaa hoon.
  10. Aur yeh b batao k humaaray piyaaray Nabi nay Allah k ilawaa kis kabar waalay say madad maangnay kaa hukum dia hai?Yaa kis Shaheed say madad maangnay kaa hukam dia hai?Aur Allah nay apnay ilawaa kis say madad maangnay kaa hukam dia hai?
  11. Tum mujhay yeh batao k kia Rasool Allah nay kabi Guzray hoay Anbia(AS) say kabi madad talab ki?Anbia kaa darjaa to Walion say oonchaa hotaa hai.Yaa Aap nay kisi qabar waalay say madad talab ki?
  12. kyaa aap mujhay yeh bata saktay hain yeh ahaadees aap nay kis book say li hain... thanks.
  13. Pehlay number per to tum nay kitaab k hiwaalaa nahi dia k yeh farmaan kis kitaab k hain.doosaray number per in say yeh to kahin say b saabit nahi hota k Allah ki siwa kisi aur say madad mangna jaiz hai.......
  14. Sachi baat say gabraayaa nahi kertay mairay bhai..........Agar Allah k ilawwa koi taakat hai jo mujhay faida day to batao...
  15. Agar Allah ppani band ker day to koon hai jo aasmaan say paani barsaa day.Allah agar apna rizak band ker day to kon hai jo humain rizak day?
  16. TOUHEEDI

    About Rafa Yadain.

    I read in Muislim Sharim.....Plz can any one explain it?
×
×
  • Create New...