Jump to content

Farooq-e-Azam

اراکین
  • کل پوسٹس

    11
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Farooq-e-Azam نے پوسٹ کیا

  1. Thanks for the knowledge. But please share how & when she was died??
  2. Thank you very much, but I am unable to download the book from this link, as these are simply html. I will be grateful if anyone could provide me this book in PDF or CHM format. Regards,
  3. Farooq-e-Azam

    Request for a Book & Naat

    I would be grateful if some-one could provide me famous holy book "Faizaan-e-Sunnat" in PDF format and a Naat "Jub Masjid-e-Nabvi Ke Minaar Nazar Aye" in MP3 best quality format. I am unsure who is the reciter of that Naat as well as I have the "Faizaan-e-Sunnat" in hard-form but I need to read it through my Laptop in PDF or CHM format. Best regards
  4. May I request you to have an access of this "Sisters Section". Please note that I am Maliki. If rules permit, please allow me for the needful. Regards,
  5. Brother Abdul Rauf Bhai. Allah ne har kisam ka sadka zakat etc Ahal-e-Bait or Aal-e-Muhammad () par haraam kya hai. Kyon ki sadka or zakat hamaray maal ki mel (filth) hai jis ke ada karnay se maal paak ho jata hai. Isi liye Aal-e-Muhammad () par ye cheezen haraam hain. Magar Imam Malik ka farmaan hai ke Syyed ko aap Khumas de sakte hain. Khumas ke baray main mazeed information ke baray main aap ko aagah karnay ki koshish karon gi
  6. Farooq-e-Azam

    Janab-e-Khadija tul Kubra (RA)

    Brother & Sisters!! Abu Dawood Sharif main rivayat hai ke Janab-e-Khadija ke 80,000 oonth (camels) hote the jo tijarat ka samaan le kar mukhtalif countries main jaatay. Aap Janab-e-Khadija ke saray network or employees ka andaza khud laga len ke kitna big network ho ga. Jub Janab-e-Khadija ka Aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa se nikaah howa to Janab-e-Syedna Hazrat-e-Siddiq-e-Akbar fartay hain ke nikaah ka baad aap Janab-e-Khadija daily itna sadka or khairat kya karti thee ke aik ooncha sa sonay or chandi etc ka dhair hota or main (Janab-e-Siddiq-e-Akbar ) os dhair ki doosri taraf nahi dekh sakta tha, utna dhair rozana aap Janab-e-Khadija ghareebon main sadka karti ke aaj mujhe aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa (PBUH) ki ziarat hoi, aaj mujhey un ka chehra mubarik dekhna naseeb howa. Jub aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa (PBUH) ne islam ki pehli daawat kuffar ko di to aap Janab-e-Khadija ne jo bartan khanay ke liye pesh kiye wo sonay or chandi ke the or aap ki taraf se kuffar ko ijazat thi ke khana bhi khayen or bartan bhi sath lete jayen. Sisters & Brothers, hum ne to Laila Majnoo, Heer Ranjha etc ke pyar ke kissay hi sunay hain. Hai na ye asli ishq jo aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa (PBUH) or Janab-e-Khadija ke darmyaan tha, ke aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa (PBUH) ke ishq main apna sub kuch quran kar diya. Or jub aap Janab-e-Khadija duniya se tashreef le janay lagi to en ke pas kafan ke liye kapra na tha. Aap ne janab Muhammad-e-Mustafa (PBUH) se kaha ke apni chaadar mere kafan main de den to Aap Janab-e-Muhammad-e-Mustafa (PBUH) ro diye or kahnay lage ke bibi aap meri chaadar ki baat karti hain mere ikhtiyaar main hota to main apni chamri (skin) ka kafan aap ko bana kar deta. Allah talaa apnay pyaray mahboob (PBUH) ke aansoo na dekh sakay or foran jannat se aap Janab-e-Khadija ke liye kafan Hazarat-e-Jibraeel ke hath bhaij diya. Main kbahi kabhi on ki shan dekh kar hairaan hoti hoon ke. Os bibi ke ghar ka kya kahna jahaan Muhammad-e-Mustafa (PBUH) jo Allah ke Habib or Mahboob, hain Sardar ul Ambiya hain, Janab-e-Hassan or Janab-e-Hussain jo jannat main tamaam mardon (men) ke sardar hain or Janab-e-Fatima jo jannat ki orton (women) ki sardar hain rehete hon, wo bibi ki azmat kya ho gi. Allah talaa apnay Habib (PBUH) ke sadkay ham sub ke amaal kabool kare or aap (PBUH) aap (PBUH) ki Aal or Sahab-e-Karaam se succhi mohabbat karnay ki taufeeq de. Ameen!! summa Ameen!!
×
×
  • Create New...