Jump to content

shahab_rajby

اراکین
  • کل پوسٹس

    1
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About shahab_rajby

shahab_rajby's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. shahab_rajby

    beralviyon se 10 suwalat

    meethay meethay or meethay, Moghay koi khass maloomat nahi hai islam k baray main atay main namak bhi zada huga seraf yay maloom hai k 5 namazan parhoo or achi achi batan karo manay to quran bhi nahi parha huwa poora magar main ak dunyawi para likha hun acha bora samaghta hun myray 10 sawalat hain agar koi jawab day to acha nahi yay bhi to batana huta huta hai k main kon hun matlab kis fiqqay say talooq hai to main duband hun baray afsoos ke bat hai aj ham yay bata kar apni paychan karatay hain k main duband hun main brailwi hun yay koi nahi kayta k main musalman hun kher qus-1 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hazir-o-nazir hain qus-2 waseela lazmeee hai allah tak poohunchnay k ley qus-3 brailwi hazrat yay kaytay hain k rasool allah salal la ho alay hai wasalam hamari namaz main bhi hutay hain qus-4 islam main jedad lanay k baray main soochna chaheeyay qus-5 12 rabiul awal ko lightan lagana chaheeyan chiraga karna chaheyay qus-6 12 rabiul awal ko gashan mana na chaheeyay qus-7 green color kee hee pagree keun bandtay hain or yellow color ke chapal keun payhantay hain qus-8 her azan say paylay salam keun partay hain qus-9 ak dosray ko madina madina keh kar keun bolatay hain qus-10 friday ke namaz k baad mic par etni zor zor say salam keun partay hain
×
×
  • Create New...