Jump to content

MOUWAHID

اراکین
  • کل پوسٹس

    428
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

پوسٹس ںے MOUWAHID کیا

  1. Mukhtasar jitni be ayaat jin meh "Mindunillah" ka lafz istimaal huwa heh IDOLS kay leyeh bola gaya heh, kissi Nabi, Wali, Insaan, Sahabi, Tabi, kay leyeh nahin bola gaya, agar Mindunillah wali ayaat ko insaanoon per chispan keeya jahay toh phir is ayaat ko be chispan ker kay dekh lenh:

     

    'Mindunillah' ka matlab kia hai?

     

    Allah k siwa koi b ho..

     

    ..Agar Nabi, Wali, Insaan, Sahabi, Tabi is main nahi aatay to batao k yeh phir Allah hi hoay na?kion k jab Allah k siwa nahi to phir Allah hi hoa in ko Allah b kaha jasakta hai!(Nauz-o-Billah)

     

     

  2. Aik aur hawala paisha hai Saif-ul-Islam ka.

     

    Tafseel k lia daikhain: http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=6852

     

    Post# 18

     

    Muqallid wo hota hai jo khud ijtihad nahe kar sakta ijtihad kay leay zarori ilam usay hasil nahee ... hamaray jaisay musalmano ko apnay masail kay hal kay leay Ulama e Mujtahideen ka daman pakarna lazmi hai kyu kay Quran o Sunnat kay wasee Ilam ko samghna Har aik kay bas ki baat nahe .

     

     

  3. Main b aap ko aap kay hi ghar say Aima Arba k ghair muqalid honay ka saboot daita hoon! :o

     

    Aap k bhai NAvid_Khan sahib yeh maan rahay hain k jo mujtahid hota hai us ko kisi ki taqleed kernay ki zaroorat nahi hotii....Abi ya to Aima Arba ko muqalid maan lo ya Mujtahid!

     

    Tafseel k lia daikhain! http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/6950-taqleed/

     

    Post # 19

     

    aor han khob achi terhan jaan lo app kay kise bhi MUJTAHID ko TAKLEED ke zarorat nahi hoti, MUJTAHID ke tareef app ko maloom hai? yani wo shakas jis kay pas kasir ILAM ho jo QURAN aor SUNNAT ko per mukamal aboor hasil rakhta ho, us ko takleed ke hajat nahi.

     

     

  4. Oye Muaqlado!Qiamat tak tum apni gandi taqleed ka ilzaam Muhadseen Karam ki paak zaataon per saabit nahi ker saktay! (ia)

     

     

     

     

    Opration waalay thread per is lia jawab nahi dia kion k main to aap k saamanay Hadees-e-Nabvi (saw) paish kin to aap nay jawab dia k in ka opration aur post mortum abi ho jaata hai......Jis ka aitraaf aik brailvi(Navid) nay idhar bi kia hai.....Mairi itni himat nahi keh main tumharaya saamanay apnay Nabi (saw)ki Ahadees paish keroon aur tum apni gandi aur ghaleez zabanoon say us k lia aisay ilfaaz use kero....Allah ki pannah jo Ahadees-e-Rasool  (saw) k lia aisay ilfaaz istamaal kertay hain....

     

    Urdu translation say itna kion bhaagatay ho ?Tum ko pata hai agar hum nay us ki urdu translation idhar post ker di to hum jhootay padh jain gay!

     

     

  5. Abu Zaid bhai  Allah aap ko Jaza day (Ameen...)

     

    Qadri sahib aap ka title hai k "muhadaseen b muqalid thay". Agar sachay ho to Un kay apnay aqwaal yahaan paste kero.Jaisa keh Abu Zaid bhai nay aap say sawaalaat kia hain........Warna un per yeh ganda ilzaam na lagao!Aur tum Qiamat tak yeh baat saabit nahi ker saktay....

     

    Aur Nawab Sadiq humaaray akaabir main say nahi hai.....Aur ibn-e-tamya waalay jo hawaalay aap nay idhar post kia hain maira mutaaliba phir ay wohi hai keh n ki Urdu Translation idhar post kero....

     

     

  6. Main to usi ka jawab day raha hoon......Shahid bhai nay yehi araz kia tha keh Imam Abu Hanifa(RA) pooray Quran per aboor nahi rakhatay thay!!!!To aap b to yeh baat maantay ho keh Milad ka zikar Quran main hai laikin Imam Abu Hanifa(RA) saari umer is ko samjhanay say qasir thay.....

     

    Agar aap is moozou per baat kerna chahtay ho to idhar main nay aik topic start kia hai jis ka koi b brailvi jawab nahi day saka..

     

    Link:-   http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/8790-brailvion-say-aik-sawal/

  7. Shukar hai Brailvi HAzrat main b kisi main ghairat ka maada moujood hai keh kisi nay himat ker k humaari baat ko b qabool ker lia!  :unsure:

     

     

     

     

    Aur haan yeh jo tum nay ilzaam lagaya hai na keh hum nay jawab nahi dia to Navid sahib zara apni aankhoon ka ilaaj kerwa lain main nay jo ooper jawaab dia hain woh kisi film ki story nahi balkeh Ahadees-e-Nabvi (saw) paish ki hain.....

×
×
  • Create New...