Asslam o Alekum
Janab mera naam Malik Rizwan hai
Men bohaat dinon say is maslye ke hal ki talash mainhon.
1) 786 ka kia matlab hai?
2) 92 ka kia matlab hain?
3) ye kisi tarha akhaz kiye gaye?
4) Ilm-ul-Adaad ki islam main kia hasiat hey?
5)Sharan is ka kia saboot hey?
Jawab ka intazar rahega
Malik Rizwan