Jump to content

Abdul Wahid

اراکین
  • کل پوسٹس

    24
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Abdul Wahid نے پوسٹ کیا

  1. *امیرِ اہلسنت مولانا الیاس عطار قاری پر صحابی حضرت جہجاہ غفاری رضی اللہ عنہ کی گستاخی کے الزام کا منہ توڑ جواب* دیوبندی مولوی کاذب خائن المعروف ساجد خان اور مفتری نجیب نے امیرِ اہلسنت علامہ مولانا الیاس عطار قادری دامت برکاتھم العالیہ پر حضرت جہجاہ غفاری رضی اللہ عنہ کی گستاخی کا الزام لگا کر اپنے رافضی بھائیوں کی طرح دل کھول کر تبرا کیا دیوبندیوں میں تھوڑی سی غیرت ہے تو ہمارے جواب کا جواب دیں اور اس جواب میں خاص کر مولوی ساجد خان اور مفتری نجیب کو مخاطب کیا گیا ہے اگر ان دونوں میں شرم و حیاء نام کی کوئی چیز ہوگی تو ضرور جواب دیں.
  2. Is hedees mein hamare pyare Nabi sallallahoalaihewasallam ka hukm hai ke yaad se quraan paro aur age yad nahi hai to Allah ki hamd, takbeer aur tasbeeh o tahleel karo. Is mein to ferz namaaz aur taraweez ki namaz ka to zikr hi nahi hai. Nabi sallallahoalaihewasallam aur sahaba ikram raziallah o anhum ajmaeen baithe the aur o badwi aa ker namaaz perne lage is se to maloom hot hai ke o ferz namaaz nahi koe nafl namaaz hi per rahe honge.
  3. Hazrat Rifa'ah Bin Rafe Se Marwi Hai Huzoor Ne Farmaya, Jaise Tujhe Allah Ne Hukm Diya Waise Wazu Kar Phir Azan Phir IQAMAT Phir Takbeer (Tehrimah) Phir Agar Tujhe Quran Yaad Ho To Padh Warna Allah Ki Hamd O Sana Aur Uski Takbeer O Tehleel Kar. {Jame Tirmizi, Jild-1, Page-66, Sunane Abi Dawood, Jild-1, Safah-125} Is Hadees Me Allah Ke Rasool صلى الله تعالى عليه وسلم Ne Us Shakhs Ke Bare Me Farmaya Jo Quran Padhna Ya Zubani Padhna Na Janta Ho To Jab Tak Seekh Na Le Isi Tarah Kare.
  4. Jazakallah Kashmeer Khan bhai, Allah aap ke ilm mein aur berkat de aur hame bhi aap ke ilm se fayeda uthane ki taufeeq de. Aap ka bahut bahut shukriya.
  5. Jazakallah Kashmeer Khan bhai, Allah aap ke ilm me bepanah berkat de, ameen. Is mein likha kiya hai ager kuch terjama ker ke hame samjha dein to hum bhi wahabio ke muh pe tamacha mar saken. Bahut shukriya.
  6. Wahabi facebook pe is tarah ki baat ker rahe hai. Koe islami bhai is per kuch raushni dale ke is ki kiya haqeeqat hai. Shukria.
  7. Assalamoalaikum wa rahmatullahe berkatohu, Tamam islami bhaiyo se guzarish hai ke wahabio ki banae huwi is poster ke bare mine kuch bataye ke ye kaha tak sahi/ghalat hai.
  8. Assalamoalaikum, Kalam-e-Haq-6 (shumara 6) mein page number 92 aur page number 93 nahi hai jis mein wahabio ke tazadaad derj hai. Kisi islami bhai ke pass ho to ye do pages post ker de, please. Jazaka-Allah.
  9. Assalamo alaikum, Mere aik islami bhai ko neeche ke sawal ka answer chahiye, please aap log is ka jawab dijiye. Is keeping soft copy of QURAN SHARIF in system right, bcoz movie and many other things are kept in same system. plz suggest strong answer.
  10. Assalamo alaiukum, Kiya ye munzra yahi pe khatm ho gaya ya deobandi bhag gaye. Ager is se aage bhi munazra huwa to please usko upload ker dein ya link de dein take hum bhi deobandio ki ruswae dekh lein. Jazaka-Allah
  11. Assalam-o-Alaikum mere peyare islami bhaiyo aur bahno, Mujhe facebook per ye poster mila hai jisko nam nehad ahlehadees/ghair mukallido ne lagaya hai aur sunni musalmano ko gumrah ker rahe hai. Main apne sunni bhaiyo aur bahno se guzarish karoonga ke iska jawab ager poster se mil jay to bahut achhchha hota. Allah aap sab ko jazayekhair de.
  12. Allah aap ko apne peyare habeeb sallallahualaihe wasallam ke sadqe jazaye khair de.
  13. Assallamo alaikum wa rahmatullah e barkatohu, Hum ahle sunnat waljamaat namaze janaza mein surat fateha nahi perdte hain, kewn?. Is per ghair mukaledeen shoor machate hein. Sabhi bhai se guzarish hai ke baraye karam is topic per koi book pdf mein ho to past ker dein or hadees ka hawala de dein. Jazakumullaho khaira. Shukria.
  14. Assalamo Alaikum, Bhai aap ke pass jo books available hai unko upload ker dein ya link de dein take doosre bhai bhi download ker saken. Shukria.
  15. Abdul Wahid

    Asr Ki Namaaz

    Assalamo Alaikum, Namaaze asr ka waqt hanafi feqa mein safai feqa ke taqriban 1 ghanta baad hota hai. Ager safai imama ke piche safai feqa ke waqt ke hisab se namaaz-e-asr jamaat se perd liya to kia hanafi ki namaaz ho jati hai. Please reply karein Jazak Allah.
×
×
  • Create New...