Jump to content

kashif_nith

اراکین
  • کل پوسٹس

    4
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About kashif_nith

kashif_nith's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Assalam Alaikum

    Hope u r doing good....

    Plz find time to Listen this Speech on Rights of Parents... Thanks

    Take care

    Allah hafiz!

    http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7952&pid=50650&start=0&#entry50650

  2. Assalam alaikum Bhai aapka bahut bahut shukria,ALLAH aapko jazae khair de. Bhai per mera sawaal poora answer nahin hau hai,maine 'kufriya kalima' bolne aur tajdeede imaan kerne ke beech ke waqt ki namaazon aur rozon ka haal pata kerna tha ki,ayaan ye batil ho gayin?aur inko lautaane ka kya treeqa hai? jazakallahu khair. fi amanALLAH wassalam
  3. Assalam alaikum, Bhai abhi tak mera matlooba fatwa nahin aaya, main bahut pareshaan hun plz kucch karien. jazakallahu khair fi amanALLAH wassalam mae ikram.
  4. Assalam alaikum, mujhe ye fatwa poochna tha ager koi ladka nabalighi ki umar mien[age 14] mienn ye dua mange ki "ya khuda "YA JO KOI BHI HAI'" falaan dua qubool ker. to kya uspe kufr ka hukm hai?ladka abhi nabaligh hai aur use nahin pata ki usne kalima-e-kufr baka hai per fir bhi kyunki ghar mien roz subah uth ker kalima-e-tayyab padhne ka riwaaj hai isliye roz kalimae tayyab padha kerta tha,per ab kareeb 21 saal ki umar mien use pata laga ki usne us waqt jab wo 14 saal ka tha to kalima-e-kufr baka tha,to ab us shaks per kya hukm hai???? kya use saari namaazien roze fir se qazaa dohraanien honge? jald se jald fatwa ata fermayien. ek baad fir keh dun ki "ladke ko kalimae-kufr ka pata nahin tha per fir bhi wo roz kalima-e-tayyab padhta tha." jazakallahu khair ------ sag-e-attar Mohammed Kashif Attari/Chennai
×
×
  • Create New...