Jump to content

Ya Allah Madad

Under Observation
  • کل پوسٹس

    351
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ya Allah Madad نے پوسٹ کیا

  1. Kia aap ke pass is baat ka suboot hay ke wo shaks is liye pagal hoa ke usne baba ka mazar tabah kia tha.. aur qabil zikir baat ye hay ke police ne abhi tak usko is waqaey mein mulawwis nahi kia hay..kionke wo pagal hay aur pagal ki kisi baat ka aetibaar nahi kia jata hay.. khudara is tareekay se logonko shirk ki taleem na dein aur mazron ki marketing band kardein..
  2. Ali writes, {So its clear that the verse doesnt absolutely negate a creations knowing about the five Ghayb, but it negates the point that creation can find these out by their own self, it negates Zaati knowing of these Ghayb by creation of Allah, but does not negate the Atahi knowing of these five Ghayb, meaning that it does not negate knowing of the five Ghayb when Allah grants the knowledge Himself.} Ali sahab aap ki koi haysyat nahi hay ke aap ki kee hoi khud saakhta tafseer ko maan lia jaey..ye jo aap ne likha hay iska hawala kisi ahlesunnat ke quroon e oola ke mufassir se deejye..jaysa mein ne apna moqaf ..IMAM QURTUBI ke hawale se wazeh kia hay.. phir mein aap se behas shroo karoonga..zaati rai ki mere nazdeek koi haysayat nahi hay..aaj firqay bane hi is liye hein tum jaysay logon ne khud saakhta tafseer karna shroo kardi aur alag hokar beth gaey.. ye jo tum logon ne ZAATI aur ATAAI ka drama shroo kia hay usko AUTHENTIC mufassireen se sabit karo..ye Abdul haq dehelvi jaysay logon ka qol koi haysyat nahi rakhta ..ye log pichlay 300--400 saal ke log hein...ye bilkul isi tarah hein jaysay thanvi sahab ya ahmed raza sahab... Tafseer Ibn Abbas الفيروز آبادي (ت817 هـ) بحر العلوم/ السمرقندي (ت 375 هـ) للإمام الطبراني (ت 360 هـ) مجاهد بن جبر المخزومي (ت 104 هـ) مقاتل بن سليمان/ مقاتل بن سليمان (ت 150 هـ) جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) aap logon ke pass kia ahle sunnat ke in mufassireen ke hawalon ka fuqdaan hay jo apni tashree karne beth gaey.. aur aap post urdu mein tehreer kai karein takay tamaam readers ko samjh aaey aur har koi is debate mein share kar sakay..
  3. http://www.islamimeh...dpost__p__57134 Aap ke sawal ka jawab diya ja chukah hay
  4. إِنَّ ٱللَّهَ عِندَهُ عِلْمُ ٱلسَّاعَةِ وَيُنَزِّلُ ٱلْغَيْثَ وَيَعْلَمُ مَا فِي ٱلأَرْحَامِ وَمَا تَدْرِي نَفْسٌ مَّاذَا تَكْسِبُ غَداً وَمَا تَدْرِي نَفْسٌ بِأَيِّ أَرْضٍ تَمُوتُ إِنَّ ٱللَّهَ عَلَيمٌ خَبِيرٌ زعم الفراء أن هذا معنى النفي؛ أي ما يعلمه أحد إلا الله تعالى. قال أبو جعفر النحاس: وإنما صار فيه معنى النفي والإيجاب بتوقيف الرسول صلى الله عليه وسلم على ذلك؛ " لأنه صلى الله عليه وسلم قال: في قول الله عز وجل: { وَعِندَهُ مَفَاتِحُ ٱلْغَيْبِ لاَ يَعْلَمُهَآ إِلاَّ هُوَ } [الأنعام: 59] «إنها هذه» " قلت: قد ذكرنا في سورة «الأنعام» حديث ابن عمر في هذا، خرجه البخاري. و " في حديث جبريل عليه السلام قال: «أخبرني عن الساعة؟ فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: «ما المسؤول عنها بأعلم من السائل، هن خمس لا يعلمهن إلا الله تعالى: إن الله عنده علم الساعة وينزل الغيث ويعلم ما في الأرحام وما تدري نفس ماذا تكسب غداً» قال: «صدقت» " لفظ أبي داود الطيالسيّ. وقال عبد الله بن مسعود: كل شيء أوتي نبيّكم صلى الله عليه وسلم غير خمس: { إِنَّ ٱللَّهَ عِندَهُ عِلْمُ ٱلسَّاعَةِ } ، الآية إلى آخرها. وقال ابن عباس: هذه الخمسة لا يعلمها إلا الله تعالى، ولا يعلمها ملَك مقرّب ولا نبيّ مرسل؛ فمن ادّعى أنه يعلم شيئاً من هذه فقد كفر بالقرآن؛ لأنه خالفه. ثم إن الأنبياء يعلمون كثيراً من الغيب بتعريف الله تعالى إياهم. والمراد إبطال كون الكهنة والمنجمين ومن يستسقي بالأنواء وقد يعرف بطول التجارِب أشياء من ذكورة الحمل وأنوثته إلى غير ذلك؛ حسبما تقدّم ذكره في الأنعام. وقد تختلف التجربة وتنكسر العادة ويبقى العلم لله تعالى وحده. وروي أن يهودياً كان يحسب حساب النجوم، فقال لابن عباس: إن شئت نبّأتك نجم ابنك، وأنه يموت بعد عشرة أيام، وأنت لا تموت حتى تعمى، وأنا لا يحول عليّ الحول حتى أموت. قال: فأين موتك يا يهوديّ؟ فقال: لا أدري. فقال ابن عباس: صدق الله: { وَمَا تَدْرِي نَفْسٌ بِأَيِّ أَرْضٍ تَمُوتُ } فرجع ابن عباس فوجد ابنه محموماً، ومات بعد عشرة أيام. ومات اليهوديّ قبل الحول، ومات ابن عباس أعمى. قال عليّ بن الحسين راوي هذا الحديث: هذا أعجب الأحاديث. وقال مقاتل: إن هذه الآية نزلت في رجل من أهل البادية اسمه الوارث بن عمرو بن حارثة، أتى النبيّ صلى الله عليه وسلم فقال: إن امرأتي حبلى فأخبرني ماذا تلد، وبلادنا جدبة فأخبرني متى ينزل الغيث، وقد علمتُ متى وُلدت فأخبرني متى أموت، وقد علمت ما عملت اليوم فأخبرني ماذا أعمل غداً، وأخبرني متى تقوم الساعة؟ فأنزل الله تعالى هذه الآية؛ ذكره القُشَيْرِي والماوَرْدِيّ. وروى أبو المَلِيح عن أبي عَزّة الهُذلِيّ قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " إذا أراد الله تعالى قبض روح عبد بأرض جعل له إليها حاجة فلم ينته حتى يَقْدَمَها ـ ثم قرأ رسول الله صلى الله عليه وسلم ـ { إِنَّ ٱللَّهَ عِندَهُ عِلْمُ ٱلسَّاعَةِ ـ إلى قوله ـ بِأَيِّ أَرْضٍ تَمُوتُ } " تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق Is tafseer ko ghor se parh lo aur apne batil aqeeday ki islah karlo..nahi maante to bolo ke ye tafseer ghalat hay...aur hum in Sahaba ke qol ko nahi maante .. Red line ghor se parho...Imam Qurtubine ne aik hadees naqal ki hay hadees jibrael..Ke jibrael Rasool Allah ke pass tashreef laey aur poocha ..ke Ya Rasool Allah Qayamat ki khabar deejye ke kab aaey gi..to Rasool Allah ne jawab diya ke saail masool se ziyada jannta hay..qayamat ka ilm , barish kab hogi, maa ke pait me kia hay , kal kia kamaey ga , aur kis jagah mare ga ...ye ilm sirf Allah ke pass hay..to Jibreel ne jawab diya ke aap ne sach kaha.... Hazrat Abdullah bin masood ne farmaya ke Rasool Allah ko har cheez ata ki gai hay siwaey in 5 uloom ke .. Hazrat Ibn Abbas farmatay hein ke in ye 5 uloom Allah ke siwa koi nahi jaanta..chahay wo koi muqarrab farishta ho ya koi Nabi mursal ..is ke sath Ibn Abbas ne ye bhi farmaya JO BHI YE DAWA KARE KE YE 5 ULOOM ALLAH KE SIWA KOI AUR BHI JAANTA HAY USNE QURAN SE KUFUR KIA AUR USKI MUKHAALFAT KI.. Mufassir Maqatil farmate hein is ayat ka shan e nuzool kuch yun hay ke Ahle Baadia ka aik shakhs Waris bin amr bin haarsa aya aur usne ye 5 uloom Rasool Allah se poochay to Allah ki taraf se ye ayat nazil hoi.. Allah tum logon ko samjh day aur sahih aqeeda ata karey...
  5. Zahir hay jab kisi ko jawab nahi milay ga to wo baar baar hi sawal karega na..aap himmat karke aik aik sawal quote karke jawab day hi daalo aur muh band kardo abuzaib bhai ka..chalo tum hi bismillah karo..
  6. Abuzaid bhai Allah aap ki koshish ko qbool farmaey..waqii aap ke points bohot solid hein..ye CQ sahab ke pass sirf aik hi jawab hota hay..jab bhi sawal karo to kehte hein ke is ka jawab to diya ja chuka hay ..hairat hay pata nahi hamare sawal ka ye log kisko jawab daykar aatay hein..itne hi sache hi to aap ke aik aik sawal ko quote karke uska jawab daykar jaan churaein ..kion faaltu mein zalil ho rahin hein kab se..... aap likhte rahin..nai logon ko faida ho raha hay....
  7. Readers dekh sakte hein ke agar inka aqeedah aur mazkoora tashree abu hanifa se sabit hoti to ye kab ka jawab day chuke hotay na ke fazool 46 sawal ka jawab maangte..ye aap logonka ka bohot purana tareeqa hay ke jab jawab na hoto fazool sawalaat kardo aur bajaey jawab dayne ke apne sawalon ke jawab ka israar karte raho aur asal masle se tawajjah hatao...bohot ache
  8. Tumharay saeedi ki post sawaey falsafa , mantaq aur alfazon ke hair phair ke ilawa kuch nahi hoti..... apne khud saakhta aqeeday aur mazkoora tashree ko Abu Hanifa se sabit karo.. yahan wahan na bhago..abuzaid bhai bohot dafa apne swalat dhura chuke hein jabke abhi tak jawab nahi aya ...sawaey yahan wahan ki baton ke..
  9. To bhai zara point out kardein ke aapke khud saakhta tashree aur aqeeda kahan se Abu Hanifa RA se sabit hay..
  10. Bohot khoob Abuzaid bhai ..aap ne to in bralvion ki khoob grift ki hay aur unki dhoke bazi bhi dikhla rahe hein readers ko..inka yahi tareeka hay ..itni baat ho chuki magar phir bhi abhi tak aap ke swalon ka jawab nahi aya bralvi dunya se..aey bhi kaysay hoga to dengay na.. keep it up..likhte rahein..new readers faida utha rahay hein aap ki post se..hidayat mil rahi hay logon ko ...keep it up...
  11. BRALVI KE PASS AB QURAN O SUNNAT KE DALAIL TO HEIN NAHI KE WO APNA MASLAK QURAN O SUNNAT SE SABIT KARE..IS LIYE LOGON KO GUMRAH KARNE KA UNHO NE YE TAREEQA NIKALA HAY KE DEKHO ISKI MAUT KAYSI IBRAT NAAK HOI HAY..YE IS LIYE AESI MAUT MAARA HAY KIONKE YE AESAY AESAY KAAM KARTA THA...ASTAGHFURULLAH....YANI GHAIBDANI KA DAWA ..JAYSAY ALLAH NE UNKO BATA DIYA HO KE DEKHO USKO MEIN NE ISLIYE IBRATNAAK MAUT DI KIONKE YE AESAY AESAY KAAM KARTA THA...WAH RAY BRALVI WAHH... TUM LOGONKO SHAID YE NAHI PATA KE ALLAH TA'ALA JAB KISI KO IS DUNYA MEIN KISI MUSIBAT YA BEMAARI MEIN MUBTILA KARTE HEIN TO YE CHEEZ US SHAKHS KE LIYE BAAIS E RAHMAT HOTI HAY ..KIONKE WO US MUSIBAT YA BIMARI KI WAJAH SE GUNAHO SE PAAK HOTA HAY..AGAR KOI SHAKS GUNAH GAR HO AUR MUSALSAL GUMAHO MEIN LAGA HOA HAY AUR ALLAH KI TARAF SE KOI PAKAR NAHI AARAHI HAY TO YE BAAT ZIADA DANGER HAY KIONKE AAKHRAT MEIN ZABARDAST PAKRAI HOGI....IS LIYE JO BHI KISI MUSIBAT MEIN PARA YA KISI HOLNAAK BIMARI MEIN MUBTILA HOA TO HUMKO HARGIZ YE HAQ NAHI HAY KE HUM KHUDAI MAAMLAAT MEIN MUDHALAT KARIN AUR USKI HIKMAT BAYAN KARNE BETH GAIN..YE KHALIS ALLAH KI HIKMAT HAY JISKO ALLAH KE SIWA KOI NAHI JAANTA THA... AGAR ASHRAF ALI THANWI YA GANGOOHI SAHAB KI MAUT HAZRAT HAMZA KI TARAH HOTI TO AAP KIA BOLTE IS MAUT KO..AUR HAZRAT YAAQOOB KI NABEENAI KO AAP KONSA RANG DENGAY AUR HAZRAT AYOOB KI HOLNAAK BIMARI KO AAP KIA KAHINGAY ...KIA YE LOG BHI NAUZUBILLAH GUSTAAKH TAHY... IS SE PEHLAY KISI JAHIL NE YE KAHA THA KE RAHMAN BABA KE MAZAR KO TABAH KARNE WALA PAGAL HO GIYA..TO MUJHE YE BATAO SAUDI'S NE TO PATA NAHI KITNE BARE BARE SAHABA KE MAZAR KHATAM KAR DIYE ..TO KITNE SAUDI'S PAGAL HOAEY...IS LIYE YE JAHILANA FALSAFA BAND KARO AUR QURAN O SUNNAT SE APNA MASLAK SABIT KARNE KI KOSHISH KARO JOKE TUM LOG NAHI KAR SAKTE.. TUM LOGONKO YE NAHI PATA KE KISI BHI PEGHAMBER KI IS SE BARI TAUHEEN NAHI HO SAKTI KE USKO LOG BOLEIN KE TUM JHOOTAY HO AUR TUM PAR KOI KITAB NAZIL NAHI HOI..KIA AAP KI NAZAR MEIN IS SE BARI GUSTAKHI KOI HO SAKTI HAY KE PEGHAMBER KO JHOOTA BOLA JAEY...AUR HAR UMMAT MEIN YE SHROO SE AAKHIR TAK HOA HAY ..TO KION IS TAUHEEN PAR ALLAH KI TARAF SE AZAAB NAHI AYA .... ALLAH TUM LOGONKO KO SAMJH DAY..MEIN YE BHI BATADOON KE MEIN DEOBANDI NAHI HOON NA HI KISI MASLAK SE MERA TAALUQ HAY..
  12. Aik baat to sabit ho gai ke tumharay pass in sawalon ka koi jawab nahi hay..tum kia tumharay baray bhi iska jawab nahi day sakte ..wasay ye policy bohot zabardast hay aap logonki ke kuch intahai fazool qisim ke sawalat kardo jin sawalon ka koi sir pair na ho, phir haqeeqat se faraar ka bohot acha tareeqa hay ke pehlay hamare fazool sawlon ke jawab do phir hum dengay...well..well.welll
  13. Abhi sab chorein filhaal Abuzaib sahab ke sawalon ka jawab dein..yahan wahan ki bohot karte ho.. Abuzaib bhai ke sawalon ka jawab dein..faraar ki kosish na karein..
  14. CQ sahab ..jee haan aajkal ke zamane mein alhamdulillah Momin hein aur aap jaysay mushrikeen se jihad bil qalam kar rahay hein magar TANAZAH kam hone ke bajaey barhata ja raha hay .. ab is TANAZAH ko Rasool Allah ke saamne pesh karna hay ...takay masla hal ho..aur hamara tanazah khatam ho.. to phir iske liye kia kia jaey , kaysay is maslay ko Rasool Allah ke saamne pesh karin takay masla hal ho???
  15. CQ sahab ki bokhlahatt qabil e deed hay..koi jawab to hay nahi inke pass ..bas barke maarna ata hay inko..agar CQ sahab ke maslak mein itna dam hota to ye abuzaib bhai ki post ka to the point jawab daykar muh band kar dete , na ke shor machana shroo karte..Abu Ya'ala ki hadees jis se aap chimat kar bethe thay jo hayat un Nabi se mutaliq wahid poonji thi aap log ki , Imam Habban ne wo bhi khatam kardi , ab to kuch bacha hi nahi pallu mein.. sirf shor machana bacha hay .... tumko challenge hay to the point jawab daykar batao..
  16. CQ sahab aap ne hadees to code kardi hayat un nabi ki ..magar yahan phir wohi purana dhoke bazi wala tareeka nahi chora..aakhri line ghaib kardi..is hadees ki sanad ke end mein red under line zaroor parh lein aap ke fazool ilm mein shaed kuch sahi ilm hasil ho jaey..Imam Habban farma rahe hein ke in 2 hadeeson mein jo Hayat ka zikir hay wo BARZAKHI hayat hay isko apni dunyavi hayat ki tarah na samjhna..aur na is se tashbeh do na is jaysa samjho. ye bulkul barzakhi hayayt hay..aur Barzakhi hayat se mujhe koi inkaar nahi hay chahay wo kisi ki bhi ho..wo kaysay zinda hay kahan hay ..kia khata hay kia peeta hay..bas itna zaroor hay ke uska ab is dunay se connection khtam ho giya.. i kuch samjh ..aur barzakh bolte hi usko hein jiska dunya se koi connection nahi hota.. ab jaldi se Hafiz Ibn Habban par koi fatwa lagao..
  17. Bralvi sahab tum ye sabit kardo kisi bhi old mufassir se ke ye ayat waseelay ke baray mein hay..aur jo kuch bhi mein ne likha hay wo meri rai nahi hay wo AHLE SUNNAT ke azeem mufassirein ki rai hay tum logonke NAAM NIHAAD ahlesunnat ulema ki rai nahi hay..aur tum apne moqaf ko kisi mustanad bralvi aalim se sabit karado pehaly phir baat hogi..tum log in mufassirein ki tafseer ka inkaar karte ho aur apni khudsaakhta tashree karte phirte ho..
  18. Beech mein koodne ki ma'zrat chahata hoon, Anwar sahab hairat hay aap logon ki khud saakhta tafseeron par , tum log apne aap ko ahle sunnat kehte ho magar aqaid o aamaal kisi bhi ahle sunnat ki tafseer se nahi milte, tum apni tashree kisi bhi ahle sunnat ke (bralvi nahi) purane mufassir se sabit kardo.. aur tumne jo ayat code ki hay wo bohot simple hay..is ki tashree mulahiza farma kar apni islah karlo, jokay bohot mushkil lagta hay.. Is tafseer meim Imam Tibri ne mukhtalif Aaimma ki rai seye bataya hay ke (Ruddu Ilallah se murad KItab Allah hay aur Al Rasool se murad jab tak wo hayat thay khud unki zaat se rujoo ka hukum tha aur unke intiqaal ke baad unki sunnat hay.. ab tum apni rai zani karte raho aur gumrahi mein pare raho koi farq nahi parta is say.. aur is tafseer se aik aur cheez clear ho gai ke unka aqeeda bhi hayat un nabi ka na tha... يَا أَيُّهَا ٱلَّذِينَ آمَنُواْ أَطِيعُواْ ٱللَّهَ وَأَطِيعُواْ ٱلرَّسُولَ وَأُوْلِي ٱلأَمْرِ مِنْكُمْ فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِي شَيْءٍ فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ إِن كُنْتُمْ تُؤْمِنُونَ بِٱللَّهِ وَٱلْيَوْمِ ٱلآخِرِ ذٰلِكَ خَيْرٌ وَأَحْسَنُ تَأْوِيلاً } وبنحو الذي قلنا في ذلك قال جماعة من أهل التأويل. ذكر من قال ذلك: حدثنا أبو كريب، قال: ثنا ابن إدريس، قال: أخبرنا ليث عن مجاهد، في قوله: { فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِى شَىْء فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } قال: فإن تنازع العلماء ردّوه إلى الله والرسول. قال: يقول: فردّوه إلى كتاب الله وسنة رسوله. ثم قرأ مجاهد هذه الآية: { وَلَوْ رَدُّوهُ إِلَى ٱلرَّسُولِ وَإِلَىٰ أُوْلِى ٱلأَمْرِ مِنْهُمْ لَعَلِمَهُ ٱلَّذِينَ يَسْتَنْبِطُونَهُ مِنْهُمْ } حدثني المثنى، قال: ثنا سويد، قال: أخبرنا ابن المبارك، عن سفيان، عن ليث، عن مجاهد في قوله: { فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } قال: كتاب الله وسنة نبيه صلى الله عليه وسلم. حدثنا الحسن بن يحيـى، قال: أخبرنا عبد الرزاق، قال: أخبرنا الثوري، عن ليث، عن مجاهد في قوله: { فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } قال: إلى الله إلى كتابه، وإلى الرسول: إلى سنة نبيه. حدثنا ابن حميد، قال: ثنا حكام، عن عنبسة، عن ليث، قال: سأل مسلمة ميمون بن مهران عن قوله: { فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِى شَىْء فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } قال: «الله»: كتابه و«رسوله»: سنته. فكأنما ألقمه حجراً. حدثنا أحمد بن حازم، قال: ثنا أبو نعيم، قال: أخبرنا جعفر بن مروان، عن ميمون بن مهران: { فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِى شَىْء فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } قال: الردّ إلى الله: الردّ إلى كتابه، والردّ إلى رسوله إن كان حيًّا، فإن قبضه الله إليه فالردّ إلى السنة. jab zinda hon to unse rujook aro aur jab wafaat ho jaey to unki sunnat se حدثنا بشر بن معاذ، قال: ثنا يزيد، قال: حدثنا سعيد، عن قتادة، قوله: { فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِى شَىْء فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } يقول: ردّوه إلى كتاب الله وسنة رسوله { إِن كُنتُمْ تُؤْمِنُونَ بِٱللَّهِ وَٱلْيَوْمِ ٱلأَخِرِ }. حدثنا محمد بن الحسين، قال: ثنا أحمد بن مفضل، قال: ثنا أسباط، عن السديّ: { فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِى شَىْء فَرُدُّوهُ إِلَى ٱللَّهِ وَٱلرَّسُولِ } إن كان الرسول حيًّا، و { إِلَى ٱللَّهِ } قال: إلى كتابه. * تفسير جامع البيان في تفسير القرآن/ الطبري (ت 310 هـ) مصنف و مدقق Allah samjh ata farmaey...
  19. AAP BRELVI LOG PATA NAHI KONSI AKSARYAT PAR KHUSH FEHMI MEIN MUBTILA HEIN..JAB AAP LOGONKO KO MAZARON KI KHURAAFAT DIKHAI JATI HAY KE DEKHO YE BRALVI KIA KAR RAHA YHEIN..TO AAP LOG FORUN PALAT JATAY HO KE YE AALA HAZRAT KA MASLAK NAHI HAY..AUR JAB AKSARYAT DIKHANI HOTI HAY TO IN SAB KHURAAFAT WALONKO BHI COUNT KAR LAYTAY HO..HUM SAWAD E AZAM HEIN..HAMARI AKSARYAT HAY..MERAY BHAI AKSARYAT INHI KHURAFAT WALONKI HAY PAKISTAN MEIN JOKE AAP KE SAGE HEIN..HAAN IN MAZARAAT PAR JO SHIRK AUR KUFUR HO RAHA HAY YE LOG TO HEIN HI AAP KI JAMAAT KE ..INKO MILA KAR TO AAP KI AKSARYAT KO MAANNA PAREGA..
  20. Nasir sahab bohot khoob..keep it up..ye kabhi bhi to the point jawab nahi day sakte..FAQAR wali hadees inke galay ki haddi hay..iska jawab sab se zrori hay..jo ye nahi day sakte..
  21. http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/9057-reply-to-wahabi-surah-al-hajj-22-verse-73/page__view__findpost__p__56282 jawab diya ja chuka hay ..ab mein aap ko montessori ke bachay ki tarah nahi bataonga..opar tafseer parh lo aur is ko samjh lein..isi mein aapka jawab hay ..ali sahab ne to sahib tafseer par murtidd ka fatwa laga diya ..yahi fatwa mein kisi mutabir ahle sunnat ke aalim ka dekhna chahata hoon..
  22. <br /><br /><br /> http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/9057-reply-to-wahabi-surah-al-hajj-22-verse-73/page__view__findpost__p__56282 jawab diya ja chuka hay ..ab mein aap ko montessori ke bachay ki tarah nahi bataonga..opar tafseer parh lo aur is ko samjh lein..isi mein aapka jawab hay ..ali sahab ne to sahib tafseer par fatwa laga diya ..yahi fatwa mein kisi mutabir ahle sunnat ke aalim ka dekhna chahata hoon..
  23. tumne to Ibn Kathir ko bhi biddati aur na jane kia kia bola hay jabke tumhare pir karam shah azhari to unki tafseer ka urdu turjuma bhi kar chuke hein...non sence
  24. 21:98 إِنَّكُمْ وَمَا تَعْبُدُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ حَصَبُ جَهَنَّمَ أَنتُمْ لَهَا وَارِدُونَ } بيّن سبحانه حال معبودهم يوم القيامة فقال: { إِنَّكُمْ وَمَا تَعْبُدُونَ مِن دُونِ ٱللَّهِ حَصَبُ جَهَنَّمَ } وهذا خطاب منه سبحانه لأهل مكة، والمراد بقوله { وما تعبدون }: الأصنام التي كانوا يعبدون. قرأ الجمهور: { حصب } بالصاد المهملة، أي وقود جهنم وحطبها، وكل ما أوقدت به النار أو هيجتها به فهو حصب، كذا قال الجوهري. قال أبو عبيدة: كل ما قذفته في النار فقد حصبتها به، ومثل ذلك قوله تعالى: { فَٱتَّقُواْ ٱلنَّارَ ٱلَّتِي وَقُودُهَا ٱلنَّاسُ وَٱلْحِجَارَةُ } [البقرة: 24]. وقرأ عليّ بن أبي طالب وعائشة: " حطب جهنم " بالطاء، وقرأ ابن عباس: " حضب " بالضاد المعجمة. قال الفراء: ذكر لنا أن الحضب في لغة أهل اليمن: الحطب، ووجه إلقاء الأصنام في النار مع كونها جمادات لا تعقل ذلك ولا تحسّ به: التبكيت لمن عبدها وزيادة التوبيخ لهم وتضاعف الحسرة عليهم. وقيل: إنها تحمى فتلصق بهم زيادة في تعذيبهم، تفسير فتح القدير/ الشوكاني (ت 1250 هـ) مصنف و مدقق Allama Shokani farma rahe hein ke jin buton ko poojte thay wo buth bhi unke sath jahannam mein jaingay..
×
×
  • Create New...