Jump to content

fikar_e_akhirat

اراکین
  • کل پوسٹس

    42
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ fikar_e_akhirat نے پوسٹ کیا

  1. asalamalkeum dr sahab jazakallah for your positive response umeed hay ap say bat kernay main inshallah bohat say ilmi pehlu samnay ajengay . ap nay mojazay ki bat ki hay or karamat ki . mojaza jis ki koi islami tabeer nahee hay lekin phir bhi yeh jo kuch hay anbeeya k hath per ronuma hota hay or is ki mazeed detail main ap ko neechay tafseel say dunga or karamt so called waleeyon k hath pay hoti hay jin ko main siray say nahee manta . ap bay shak mantay hongay q k ap nay apnay ehal e ilm say sun rakha hay ya phir ap nay apni barhana ankho say dekha hay to is ka koi suboot mujhay dain or jahan tak mufti sahab ki qabar ki bat hay to ap k pas koi esi video hay jo clear hay q k menay jitny videos dekhi hain us main na un ki ankh dikhae na un k cheera dikhaya na un k baal dikhaee.....kapray ki bat jahan tak hay to who to sadeeyon tak reh sakta hay or body bhi it depends upon conditions. or agar ap yeh kehtay hay k mujhay ulema nay bataya hay to maf kejeya ga ap ka ehl e ilm akhri masoom nahee hay . akhree masoom nabi saw ki zat hay or is k ilawa koi akhri masoom nahee or na hi hazrat omer abu bakr ya hazrat usman ya hazrat ali k hath pay koi karamat sabit hay agar hay to us per bhi main inshallah ilmi guftugoo kernay ko tayar houn akhri masoom ka matlab ap samhaj gaen hongay.(khata sa baree) ab ham moajzay ki taraf rukh ker letay hain . yeh to hogae mojazay ki bat umeed hay ap is say itefaq kerian gay . ab lagay hato main yeh soch raha hun k ap ko decompostion ki detail bhi day dun q k meray pas waqt ki kamee rehti hay . ap mashallah dr hain umeed hay ap diyanat daree say kam lengay or haq bat k sath kabhee nahee chorain gay or main bhi esa hi kerunga inshallah. Decomposition is the reduction of bodies and other formerly living organisms into simpler forms of matter; and most particularly to the fate of the body, after death. The science which studies decomposition generally is called taphonomy.(please dr sahib do study taphonomy…yar mujhay yeh sab detail detay hoay ajeeb sa mehsoos horaha hay k ape k doctor hotay hoay in batoo permunazra ker rahay hain jo khud ap nay dekha nahee kahlee video per bharosa keya …logonk rush per bharosa key…ulema per bharosa keya) The rate and the manner in which a human or animal body decomposes is strongly affected by a number of factors. In a roughly descending degree of importance, those factors include: Temperature Access by insects Burial, and depth of burial Access by carnivores or rodents <Trauma, including wounds and crushing blows Humidity, or dryness (this could probably the major factor..jitni body dry hoge utna late decomposition hoga) Rainfall Body size and weight Prior embalming (prior embalming to ap samhaj hi gae hongay …..camphor treatment) Clothing(log to khalii kafan detay hain ap k han access imama bhi deya jata hay ..may be that is the casue of his face lekin phir bhi who clear nazar nahee aya ) The surface the body rests on Decomposition begins at the moment of death. At this stage it is caused by two factors: autolysis(do study autolysis in detail) In chemistry, autolysis is the production of a substance which catalyses the reaction it was made in. In cell biology, autolysis is the destruction (or lysis) of a cell by its own enzymes., the breaking down of tissues by the body's own internal chemicals and enzymeAn enzyme is a protein, or protein complex, that catalyzes a chemical reaction. Like any catalyst, enzymes work by lowering the activation energy of a reaction, thus allowing the reaction to proceed to its steady state or completion much faster than it ots; and putrefaction .Putrefaction is the decomposition of proteins, especially by anaerobic microorganisms. The result is usually amines such as putrescine and cadaverine, which have a putrid odor. Putrefaction is a necessary part of human, the breakdown of tissues by bacteria. These processes release gas For other meanings see gas (disambiguation). A gas is one of the phases of matter. Gases are, like liquids, fluids: they have the ability to flow and do not resist deformation. Unlike liquids, however, unconstrained gases do not occupy a fixed volume, butes that are the chief source of the characteristic odour of dead bodies. Insects and other animals are typically the next agent of decomposition, assuming the body is accessible to them. The most important insects that are typically involved in the process include the fleshfliesFleshflies : Animalia : Arthropoda : Insecta : Diptera : Brachycera : Muscomorpha Sarcophagidae Subfamilies Miltogramminae Sarcophaginae Fleshflies family Sarcophagidae are insects that are often mistaken for common houseflies, although they are somewhat ( Sarcophagidae) and blowfliesBlowflies Scientific classification Kingdom: Animalia Phylum: Arthropoda Class: Insecta Order: Diptera Suborder: Brachycera Infraorder: Muscomorpha Family Calliphoridae Subfamilies Calliphorinae Chrysomyiinae The Blowflies are members of the family Callip ( Calliphoridae). The green-bottle fly seen in the summer is a blowfly. Other animals, including coyotes, dogs, wolves, foxes, rats, and mice may eat a body if it is accessible to them. Some of these animals will also remove and scatter bones. Embalming(is ka main pehlay zikar ker chukka hun ) affects the process, slowing it somewhat, but does not forestall it indefinitely. Embalmers typically pay the greatest attention to the parts of the body seen by mourners, such as the face and hands. The chemicals that are used in embalming will repel most insects, and slow the process of bacterial putrefaction, but will not preserve a corpse indefinitely.(YEH TO MENAY BHI NAHEE KAHA K MOLANA PRESERVE KEYA GAE HAIN). In sufficiently dry environments, an embalmed body may end up mummified. AB BOHAT IMPORTANT POINT ARAHA HAY IS KO NOTE DOWN KERLAIN . The time for the reduction of an embalmed body to be reduced to a skeleton varies greatly. An unembalmed adult body buried six feet deep in ordinary soil without a coffin normally takes ten to twelve years to decompose fully to a skeleton, given a temperate climate. AB AP YEH MAT KAHEEYA GA KHUDA K WASTAY K YEH JHOOT HAY. THIS IS PURE CHEMSITRY BHAI .YEH ALLAH KA NIZAM HAY . BHAI KON HAY JO APNAY MURDAY NIKAL NIKAL K CHECK KERTA HAY AYE AB DEKHAIN PANI KYA KAM DIKHATA HAY Immerse the body in water, and skeletonization occurs approximately four times faster; expose it to air, and it occurs eight times faster.(HAM TO QABROO KO MAZAR BAN ) HAWA JANAY KA TO SAWAK HI PEDA NAHEE HOTA . Bodies exposed to cool, damp soil (COOL DAMP SOIL KA MATLAB HAY GEELI MATII)may develop a waxy substance called adipocere, caused by the action of soil chemicals on the body's proteins and fats. The formation of adipocere slows decomposition by inhibiting the bacteria that cause putrefaction. DOST JAB PUTERFACTION NAHEE HOGA TO BODY BHI DECOMPOSE HONAY MAIN TIME LAGAEE GE. BHAI YEH EK MUSLIMA HAQEEQAT HAY AGAR IS K BAD BHI AP MUJH SAY BEHAS PAY AMADA REHAINGAY YA MUJHAY BHI BAD MAZHAB KAHAINGAY TO AP KA OR HAMARA FAISLA KHUDA PER HAY . Various sciences study the decomposition of bodies. These sciences fall under the general rubric of forensics, because the usual motive for study of the decomposition of human bodies is to determine the time and cause of death, for legal purposes:
  2. fikar_e_akhirat

    MOAJZA YA CHEMISTRY

    asalamalekum moaziz musalman bhaeeyon or behnoo abhe kuch arasa pehlay tv per barar zor o shor say ksis marhoom ki dead body ko video screen per dikhaya ja raha tah or subhanallah k naroo say faza buland horahee the bay shak allah hi ki zat hay jis nay yeh zindagee de phir muath dee . bat kkuch u hay k hamray pyaray bhaeeyon nay is wakeea ko ek moajza samhaj leya jo k kahlisatan ek chemistry k shandar muzahira tha. qadeem misr k log mummification ka process apnaya kertay thay lekin un ka aqeedq kharab tha who yeh samhaj bethay thay k mauth k bad un ko nae zindagee di jaee ge or phir say apni zindgaee shan o shokat say apnay store keya hoay mal k sath dobara istemal kersakain gay . dosri taraf musalmano k sardar thay jinhon nay sab ko andheeron say nikla ker roshni ke taraf rukh mora. unho nay pura ek zab ita hayat insaneeyat ko deya . jis man say ek amal murday ki tadfeen hay . ek hadees yahan quote kerna zaroori samjhunga takay agay bat kernay or samjhnaay main asani ho. " Bukhari :: Book 2 :: Volume 23 :: Hadith 344 Narrated Um 'Atiyya al-Ansariya: Allah's Apostle came to us when his daughter died and said, "Wash her thrice or five times or more, if you see it necessary, with water and Sidr and then apply camphor or some camphor at the end; and when you finish, notify me." So when we finished it, we informed him and he gave us his waist-sheet and told us to shroud the dead body in it" ab is hadees ko zehan main rakhatay hoay bat ko agay barhata hun . misr k log jo chemicals istemal keya kertay thay usmain say ek chemical camphor jisay ham apni zaban main kafoor kehtay hain . or is preservation ya storage process ko mummification ya embalming bhi kehtay hain . "Embalming affects the process, slowing it somewhat, but does not forestall it indefinitely. Embalmers typically pay the greatest attention to the parts of the body seen by mourners, such as the face and hands. The chemicals that are used in embalming will repel most insects, and slow the process of bacterial putrefaction (the embalming fluid acts to "fix" cellular proteins which means that they cannot act as a nutrient source for bacteria and it also kills the bacteria themselves), but will not preserve a corpse indefinitely" yeh who tareeka kar hay jis ko aj say 14 sadi pehlay allah k nabi nay dobara zinda keya lekin ek daira k andar....or maqsad bhi laganay k yehi tha k mayyat ki tadfeen k waqt jo hazrat tazeeyat o akhri deedar k leya ae way hain to un k us waqt tak body mehfooze reh sakay us k bad deedar k amal k bad mayyat ko lehad main utar deya jata hay or qabar band kerdi jati hay . allah k nabi ka koi bhi kam koi bhi amal hikmat say khalee nahee. misr k log fully preservation technique istemal kertay thay jis main quantity zyada hoti the or khas box hota tha khas pateeyan istemal hoti the q k jitna jaldi body dehydrate hoge utna achee who bohdy presevre hoge aj bhi agar ap garam ragistani ilaqoon main dekhain to ap ko mayyat ki condition kuch u hi milay ge. ab mujhay nahee pata k mufti sahab ki qabar jahan mojood hay who kitna tightly packed hay or un ki ghusl k waqt un per kitna itar or kitna kafoor lagaya gaya jis say un ki body salmat reh gaee. lekin bat yeh hay k yeh deen nahee hay . jis tarah say log is wakeea ko nashar ker rahay hain is say logon k aqaid main kharabi arahee. is say ap yeh proove nahee kersaktay k app hi sahih mazhabper hain or agla badmazhab hay . na to yeh allah k rasool ki shan hay or na ashiq e rasool ki shan hay k who kisi per badmazhab honay k tag lagaee or is wakeea ko lay ker apni mazhabeeyat ki wah wah or haq honay ki daleel day balkay agar usay lagta hay k koi galat rah per hay to us ko samjhaee(Amar bil maroof or nahi ###### munkir) na k us k band bajaee. allah behtar janta hay ...lekin jis cheeze k darmeeyan aj ummat main ikhtelaf hay us k faisal allah k han hojaee ga lekin khuda k leya aqal k istemal kerain or esi behuda baton say perhaiz kerain jo aj k ek parhay likhay insan per musalman honay main rukawat banay. var fe = FindFrame("toc", top);if ((fe != null) && (chmtop.c2wtopf.jstree != null)) { if (chmtop.c2wtopf.FITEMS[chmtop.c2wtopf.pagenum] != chmtop.c2wtopf.pageid) chmtop.c2wtopf.jstree.OpenTreeNode("Hadith/" + chmtop.c2wtopf.pageid);}
  3. salamalekum janab mera ap say ek chota sa sawal hay k ap k alahazrat nay yeh rivayat kahan say le ?? or dosra yeh k unho nay makhsoos shab basi ka hi zikar q nahee hoa ??? din ka qayam ka zikar q nahee hay ???
  4. fikar_e_akhirat

    saheeh bukhari

    hazrat omer e farooq ra rozay ka aftar sohbat(sexual intercourse)say keya kertay thay or khana bad ko khaya kertay thay mah e ramazan main main namaz e isha say pehlay apni 3.3 londeeyon say sohbat keya kertay thay . HUJAT UL ISLAM IMAM GHAZALEE-AHYA UL ULOOM VOLUME NO 2 PAGE NUMBER 54 MUJAY IS K BARAY MAIN INFORMATIN CHAYEA K KYA YEH WAKEEA WAQAEE IS KITAB MAIN DARJ HAY ? OR AGAR DARJ HAY TO IS WAKEEA KA ZIKAR KERNAY KA MAQSAD KYA HAY ? WAITING FOR A POSTIVE AND DETAILED RESPONSE.
  5. fikar_e_akhirat

    Hazra Umer (radi allah anhu) aur Badu

    aik martaba Hazrat Omar (R.A) aik jagah sai guzar rahay thay wahan aik badu is tarah dua kar raha tha: "Ya-Allah mujhay qalil bandon main sai bana day" Hazrat Omar (R.A) nay yeh sin kar farmaya, yeh kya mang raha hai tu? tau us badu nay kaha kia ap ko maloom nahi? is per to Hazrat Omar (R.A) ka ishtiaq aur bhi barh gya aur os say kaha bata kya baat hai? to os badu nay kaha keh aap nay Quran-e-Karim ki yeh ayat nahi parhi "wa Qalila min Ibadi-Sh-Shakoor" Mafhoom : "aur bohat kam log meray bandon mai shukar guzar hain" yeh sun kar Hazrat Omar (R.A) sar pakar kar beth gaey aur kaafi dair rotay rahay aur farmaya har shaks Omar (R.A) sai ziada janta hai. plz can anybody tell me yeh rivayat kahan say milay ge ?
  6. fikar_e_akhirat

    KHUDA SAY MUHABBAT

    خداسے محبت دل کی پیاس یہ تقاضہ کرتی ہے کہ کسی کی محبت کاجام پیاجائے،کوئی آقاہوجس کی غلامی میں سب کچھ لٹادیاجائے،کوئی محبوب ہوجس کی ہرچیزسے بے انتہا پیارہو، جس کابظاہر ’’ناٹھیک‘‘ بھی ’’ٹھیک‘‘ لگے، جس کی دی ہوئی مشکل میں آسانی ہوجس کی دھوپ بھی سایہ لگے،جس کاچھینناعطاہو،جس کی دی ہوئی کڑواہٹ بھی شیریں لگے۔جس کی بے ترتیبی بھی ہم آہنگ ہو۔جوپوجاجائے،چاہاجائے،جس کے گن گائے جائیں،جس کے چرچے کیے جائیں،جس کی باتیںصبح وشام ہوں،جوسوتے جاگتے من میں سمایارہے اورکبھی نہ بھلایاجائے۔ اس محبت کاحقداراگرکوئی ہے تووہ اللہ رب ذوالجلال ہے۔لیکن لوگوں نے اس محبت کاحق ادا نہیں کیا بلکہ اس محبت کوانہوں نے خالق کی بجائے مخلوق پرنچھاور کیا۔کسی نے عورت کواپنامحبوب بنالیا،کسی نے وطن پرجان نچھاورکردی اورکوئی مادی لذتوںمیں کھوکراپنے آپ کوبھلابیٹھا۔ ایک شخص کسی عورت کے عشق میں گرفتارہوجاتاہے،صبح وشام اس کاتصورکرتاہے،اس کے گن گاتاہے،اس کی ایک نظرالتفات کے لیے جان نچھاورکرنے پرتیارہے،بالآخروہ اس عورت کوحاصل کرلیتاہے۔اب اس کی محبت آہستہ آہستہ کم ہونے لگی اوروہ عشق بے زاری میں تبدیل ہوتاگیا۔ایساکیوںہوا؟درحقیقت یہ ایک مادی محبت تھی جواس عورت سے جسمانی ملاپ تک محدودتھی۔مادی لذتیں حصول کے بعداپنی اہمیت کھودیتی ہیں۔ خداسے محبت کا کسی اورکی محبت سے موازنہ نہیں کیاجاسکتا،خداکی محبت ایک روحانی تجربہ ہے۔اس چاہت میں ہرمنزل کے بعدایک اورمنزل ہے،اس محبت میں بے زاری کے بجائے سکون ہے۔اس میں بے خوابی نہیں خوابناکی ہے،اس میں کچھ لینانہیں بلکہ سپردگی ہے۔اس میں خواہشات کی تکمیل نہیں ان کاابطال ہے،اس میں نفس کی لذت نہیں روح کی لذت ہے،اس میں مادے کاانکاراورروحانیت پر ایمان ہے۔اس کی وضاحت حدیث پاک میں بخوبی ہوتی ہے: ’’میرے کان،میری آنکھیں،مراخون،میراگوشت اورکھال،میری ہڈیاں،میرے پٹھے اوروہ چیزجس کومیرے پاؤں اٹھائے ہوئے ہیں سب پروردگارعالم کے آگے کھلے ہوئے ہیں‘‘۔(نسائی) مندرجہ بالاحدیث میں بظاہرتویہ محسوس ہورہاہے کہ یہ اطاعت کااظہارہے لیکن اطاعت میں توفقط پیشانی زمین پرٹکتی ہے لیکن محبت میں دل جھکتاہے اورجب دل جھکے توتمام اعضا سربسجودہوجاتے ہیں۔
  7. fikar_e_akhirat

    LABAIK YA RASOOL ALLAH

    لبیک یا رسول اللہیہ حنین کی وادی ہے ۔صبح کا آغاز ہے ۔ بارہ ہزار مسلمانوں کا لشکر وادی کی تنگ گزرگا ہوں سے آگے بڑ ھ رہا ہے ۔آج ان کا مقابلہ ہوازن اور ثقیف کے ان طاقتور قبائل سے ہے جو طائف کے قریب آباد اور اپنی تیر اندازی کے لیے مشہور ہیں ۔ مگر مکہ کوصرف اپنے رعب سے فتح کرنے کے بعد اور بارہ ہزار کے اپنے لشکر جرار کودیکھ کر انہیں یقین تھا کہ ان کے مقابلے میں دشمن کا ٹھہرنا ممکن نہیں ۔ مگر خدا کو کچھ اور دکھانا مقصود تھا۔ وادیٔ حنین کی کمیں گا ہوں میں چھپے ہوازن کے تیر اندازوں نے اچانک تیروں کی بوچھاڑ کر دی۔ اس غیر متوقع آفت سے پہلے مکہ کے دو ہزارنومسلم بھاگے اور پھر ان کی دیکھا دیکھی مسلمان بھی میدان چھوڑ گئے ۔ وادی کے داہنے کنارے پر جہانوں کا سردار مٹھی بھر جانثاروں کے ساتھ تنہا رہ گیا۔وہ ہستی جس کی گردن مکہ میں فاتحانہ داخلے کے وقت بالکل جھکی ہوئی تھی ، اُس مشکل گھڑ ی میں اُس کی گردن بلند تھی۔ وہ دشمنوں میں گھرا ایک ہی صدا بلند کر رہا تھا: انا النبي لاکذب انا ابن عبد المطلب میں عبدالمطلب کا بیٹا ہوں ( اسی طرح) یہ بھی جھوٹ نہیں کہ میں نبیٔ برحق ہوں پھر حضرت عباس نے آپ کے حکم پر انصار اور دیگر قبا ئل کو نام لے کر پکارنا شروع کیا۔لوگ دیوانہ وار پلٹے ۔ مگر اب دشمن ان کے ان اور نبی کے بیچ میں حائل ہو چکا تھا۔بمشکل سو آدمی اپنے نبی تک پہنچ سکے ۔جنگ کا منطقی انجام صاف نظر آ رہا تھا۔ لیکن خدا کو جو دکھانا تھا و ہ دکھا چکا۔ اس کی نصرت کثرتِتعداد پر نہیں آتی، پیغمبر کی پکار پر لبیک کہنے سے آتی ہے ۔جب انسانوں نے پیغمبر کی صدا پر لبیک کہا تو فرشتوں کو حکم ہوا۔ انہوں نے بھی اس صدا پر لبیک کہا۔ پھر یہی سو تلواریں ناقابلِ شکست بن گئیں ۔ ذرا سی دیر میں لڑ ائی کا نقشہ بدل گیا۔ صرف چار مسلمان شہید ہوئے اور دشمن سترمقتولین، چھ ہزار قیدی، چار ہزار اوقیہ (476 کلو گرام) چاندی ، چوالیس ہزار اونٹ اور اتنے ہی بھیڑ بکری چھوڑ کر میدان سے فرار ہو گیا۔ نبی نے جب عالمِشکست میں یہ کہا تھا کہ میرے نبی ہونے میں کوئی جھوٹ نہیں تو یہ دعویٰ نہ تھا، ایک سچائی تھی۔ قرآن نے سورۂ توبہ (25-26:9) میں اس سچائی کو بیان کیا اور تاریخ نے سچائی کے اس ناقابل انکار ثبوت کو ریکارڈ کر لیا۔ جنگِ حنین ختم ہوگئی۔ نبی اور ان کے ساتھی بھی رخصت ہوگئے ۔مگر نبوت کا کام ختم نہیں ہوا۔ وہ کام یہ تھا کہ قیامت تک آنے والی تمام نسلوں اور قوموں کو خدا کے حضور پیشی سے آگاہ کیا جائے (فرقان1:25، سبا 28:34)۔ انہیں بتایا جائے کہ ایک روز لوگوں کو اپنے رب کے حضور پیش ہوکر اپنے اعمال کا جواب دینا ہے ۔ پھر ختم نہ ہونے والی نعمتیں ہو گی یا نہ ٹلنے والا عذاب ہو گا۔ اب تا قیامت نبی نہیں آئیں گے ، نبی برحق کے ماننے والوں کو اس بڑ ی خبر سے دنیا کو آگاہ کرنا ہے ۔ آج یہ کام کرنا کتنا آسان ہے ۔ نبی کی سچائی کے ان گنت ثبوت موجود ہیں ۔صرف حنین کا ایک واقعہ نہیں ، کتنے ہی ناممکنات تھے جو قرآن نے بیان کیے اور چند برسوں میں سچ ہوگئے ۔ شکست خوردہ رومیوں کا ایرانیوں پر غالب آنا (روم2-6:30)اور اس سے بڑ ھ کر قریش کو یہ چیلنج کہ ہمارے رسول کو مکہ سے نکالاتو تھو۔ڑ ے عرصے میں تم نکال دیے جاؤ گے (بنی اسرائیل 76:17)، ایسے ناممکنات کی مثالیں ہیں جو چند برسوں میں ممکن ہوکر تاریخ کے سینے پر نقش ہوگئے ۔ آہ مگر نبی کے ماننے والے کیا کر رہے ہیں ؟وہ اپنی زمینیں غیر مسلموں سے چھڑ انے کے لیے ان سے جنگیں کر رہے ہیں ۔ کتنی عجیب بات ہے ۔ نبی برحق نے جب مکہ فتح کیا تو اپنے وہ مکان بھی واپس نہیں لیے جن پر کفارِ مکہ نے ہجرتِ مدینہ کے وقت ظالمانہ قبضہ کر لیا تھا، مگر مسلمان ان زمینوں کے لیے غیر مسلموں سے لڑ رہے ہیں جن پر خود انہو ں نے ایک زمانے میں قبضہ کیا تھا۔ مسئلہ یہ نہیں کہ مسلمان صحیح ہیں یا غلط ۔ بات یہ ہے کہ لڑ ائی کے ماحول میں مسلمان اپنے نبی کے مشن کو آگے نہیں بڑ ھا سکتے ۔نبی کا مشن لوگوں کو خد اکے حضور پیشی اور اس کی سزا و جزا کے حوالے سے متنبہ کرنا ہوتا ہے ۔ اس میں پہلے مرحلے پر یہ ثابت کرنا ہوتا ہے کہ ہمارا لوگوں سے جھگڑ ا اپنی ذات اور اپنے مفادات کے لیے نہیں بلکہ انہی کی بھلائی کے لیے ہے ۔ ہم ان کے خیر خواہ ہیں ۔ہمارے پاس انہیں پہنچانے کے لیے انہی کی ایک امانت ہے ۔یہ امانت اسلام کی دعوت ، توحید کا کلمہ، رسالت کی گواہی اور آخرت کی کامیابی ہے ۔ مگر افسوس کہ نبی کا کام پورا کرنے کے لیے مسلمان تیار نہیں ۔ انہیں اپنے علاقے ، اپنی سیاست اور اپنے غلبے سے زیادہ دلچسپی ہے ۔نبیٔ برحق آج بھی صدا دے رہے ہیں ، وہ آج بھی پکار رہے ہیں کہ لوگوں میں تنہا ر ہ گیا ہوں ۔ میری طرف آؤ ، میرا مشن پورا کرنے میں میرا ہاتھ بٹاؤ۔ مگر مسلمان نبی کی صدا پر لبیک نہیں کہہ رہے ۔ اس لیے کہ مسلمان اپنے قومی دشمنوں سے جنگ کر رہے ہیں ۔ شیطان خوش ہے کہ جہنم بھر رہی ہے ۔مگر مسلمان اپنے قومی دشمنوں سے جنگ کر رہے ہیں ۔ جنت ویران ہورہی ہے ۔ مگر مسلمان اپنے قومی دشمنوں سے جنگ کر رہے ہیں ۔ اسلام کی دعوت ہر محاذ پر شکست کھا رہی ہے ، مگر مسلمان۔ ۔ ۔ خدا کو اپنا کام بہرحا ل کرنا ہے ۔اسے مسلمانوں کی پہلے ضرورت تھی نہ آج ہے ۔اس نے اپنا پیغام پہنچانے کے سارے اسباب مہیا کر دیے ہیں ۔ بس اعلیٰ شخصیت اور صلاحیت کے حامل چند لوگوں کا انتظار ہے ۔ جس روز یہ لوگ لبیک یا رسول اللہ کہتے ہوئے آ گئے ، خدا کا پیغام دنیا بھر میں پہنچ جائے گا۔ آخرت کی ندا چار عالم میں پہنچادی جائے گی۔ یہ دعوت قبول کر لی گئی تو دنیا میں مسلمانوں کاغلبہ مقدر ہے ، نہیں کی گئی تو خدا قیامت کا زلزلہ بھیج کر بدکرداروں کو ہلاک کر دے گا اور زمین کے وارث خد اکے نیک بندے بنادیے جائیں گے ۔ دیکھنا اب صرف یہ ہے کہ کون نبی کو چھوڑ کر اپنی قومی جنگ کو ترجیح دیتا ہے اور کون اللہ کے رسول کی پکار پر لبیک کہتا ہوا خدا کی جنگ کے لیے میدان میں کودتا ہے۔
  8. salamalekum janab ek choti si guzarish hay ap say mashallah ap tehqeeq kernay niklay hain to apanay is iraday ko yahi tak khudaya rok na dejeya ga KHALI YEHI MASLA NAHEE ISTARHA KAY OR BOHAT SAY CONFLICTS HAIN (AQAID BHI HAIN ) JIN KI HAM BINA TEHQEEQ TAQLEED KERTAY HAIN UN KO MANTAY HAIN .YEHI AQEEDAY KI KHARABI KI BUNYAD HOTI HAY . main ap ko ek book ka nam bata raha hu likhi to ot bohat say ehka e ilm nay hay lekin inhon nay jo dalil deya hain who ghor talab hain . TEHQEEQ E OMER E AISHA (R.A) BY ALLAMA HABIBUR RAHMAN KANDEHLVI. AGAR AP INTERESTED HAIN TO MAIN AP KO LINK SEND KER DUNGA ALLAH HAFIZ.
  9. fikar_e_akhirat

    QURAN E MEHJOOR

  10. غصہ اور جارحیت انسان کا ایک فطری جذبہ ہے جو اس وقت پیدا ہوتا ہے جب اسے کسی مقصد کے حصول میں رکاوٹ پیش آئی ہو یا اپنی خواہش اور رضا مندی سے وہ جو کچھ کرنا چاہے نہ کر سکے ۔ عام طور پر لوگ غصے میں بہت سی زیادتیاں کر جاتے ہیں جس کے باعث وہ دوسروں اور خود اپنے لئے مسائل کا باعث بنتے ہیں ۔ غصے کو کنٹرول کرنے کے کئی طریقے ماہرینِ نفسیات نے بیان کئے ہیں ۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ واٰلہ وسلم کی بعثت کا مقصد ہی اچھے انسان تیار کرنا تھا۔ آپ نے غصے کا یہ حل تجویز فرمایا کہ جب کسی کو غصہ آئے تو وہ اگر کھڑ ا ہے تو بیٹھ جائے اور بیٹھا ہے تو لیٹ جائے ۔ اسی طرح آپ نے غصے کی حالت میں وضو کر کے اسے ٹھنڈا کرنے کا حکم دیا۔ بہت سے اہل علم نے یہ مشورہ دیا ہے کہ غصہ کرنے والے انسان کو یہ سوچنا چاہیے کہ اس کائنات میں اس کی حیثیت ہی کیا ہے ۔ کیا وہ اپنے خالق کی ناراضی اور غضب کا سامنا کر سکتا ہے ۔ ایسی صورت میں اسے اپنی کم مائیگی کا احساس ہو گا اور اس کا غصہ کنٹرول ہو جائیگا۔ یہ سب تجاویز اس وقت کے لئے ہیں جب انسان غصے کی حالت میں ہو۔ اگر کوئی شخص یہ چاہتا ہے کہ اسے سرے سے غصہ ہی نہ آئے تو اس کا طریقہ یہ ہے کہ وہ دوسروں سے اپنی توقعات کو کم کر لے ۔ غصہ آنے کی وجہ یہ ہوتی ہے کہ انسان دوسروں سے بڑ ی بڑ ی توقعات کر لیتا ہے اور جب وہ پوری نہیں ہوتیں تو افسوس اور غصہ کرتا ہے ۔ جتنی کم توقعات ہوں گی اتنا ہی افسوس اور غصہ کم آئیگا۔ انسانی دماغ بہت سے کیمیکلز سے مل کر بنا ہوا ہے ۔ جب ان کیمیکلز میں کچھ کمی بیشی ہوتی ہے تو انسان کو بات بات پر غصہ آ جاتا ہے جو بسا اوقات نہایت ہی شدت اختیار کر جاتا ہے ۔ دوسری جسمانی بیماریوں کی طرح یہ بھی ایک بیماری ہے ۔ ایسی صورت میں فوراً کسی ماہر سائیکاٹرسٹ کی طرف رجوع کرنا چاہیے ۔ ہمارے ہاں لوگ بالعموم دماغی امور کے ماہرین کے پاس جاتے ہوئے گھبراتے ہیں کیونکہ اس صورت میں انہیں یہ خطرہ ہوتا ہے کہ لوگ انہیں پاگل سمجھیں گے ۔ یہ ایک غلط سوچ ہے ۔ کیمیکلز میں کمی بیشی ایک نارمل بات ہے جو کہ کسی بھی انسان کو پیش آ سکتی ہے ۔ جس طرح ہم نزلہ زکام کا علاج کرتے ہیں ، اسی طرح دماغ کا علاج کروانے میں بھی کوئی قباحت نہیں
  11. fikar_e_akhirat

    دل کے غریب

    مذہب اور ادب کی تاریخ میں جو خطبے لافانی شہرت اور غیر معمولی تاثیر کے حامل ہیں ، ان میں سے ایک متی کی انجیل میں آنے والاپہاڑ ی کا وہ خطبہ ہے جو حضرت عیسیٰ نے اپنی نبوت کے ابتدائی زمانے میں ارشاد فرمایا تھا۔اس خطبے کا آغاز جس جملے سے ہوتا ہے ، وہ یہ ہے : ’’مبارک ہیں وہ جو دل کے غریب ہیں کیونکہ آسمان کی بادشاہی انہی کی ہے ‘‘(متی 3:5) عام طور پر اس جملے سے مراد یہ لی جاتی ہے کہ اس میں سیدنا مسیح نے غریب لوگوں کو ایک عظیم خوشخبری دی ہے ۔لیکن حقیقت یہ ہے کہ دل یا روح کے غریب (Poor in Spirit) کے الفاظ ایک زیادہ وسیع تر حقیقت کا بیان کرتے ہیں ۔ دل کا غریب وہ شخص ہوتا ہے جس نے خالق کائنات کی بے حد عظمت کے مقابلے میں اپنی کلی بے کسی کو دریافت کر لیا ہو۔ جس نے اپنے مالک کی بے پناہ قدرت اور عظمت کے مقابلے میں اپنے عجز کو سمجھ لیا ہو۔جس نے یہ جان لیا ہو کہ وہ اپنے مالک کی بے پایاں عنایات کے جواب میں اسے کچھ بھی پیش نہیں کرسکتا۔ جس کی روح اور جس کا دل اپنے آقا کی رحمت کے احساس سے اس طرح سرشار ہو کہ وہ سب کچھ کر کے بھی یہ سمجھے کہ اس نے رب کے لیے کچھ نہیں کیا۔ ضروری نہیں کہ ایسا انسان مالی طور پر غریب ہو، لیکن وہ دل کا غریب ضرور ہو گا۔ جس کے بعد اس کے چہرے پر مسکراہٹ، لہجے میں نرمی، اندازمیں تواضع ، اخلاق میں حسن ، اعمال میں اخلاص، رویے میں درگزر اور مخلوق کی خیر خواہی آ جاتی ہے ۔وہ سانپ کی طرح ہشیار لیکن کبوتر کی طرح بے ضر ر ہوتا ہے ۔اس کی زندگی کا مقصد خدا کی جنت کے لیے جینا اور دوسروں کو اس کی طرف بلانا ہوتا ہے ۔ یہ چیز اگر ایک دولتمند میں ہو تب بھی وہ دل کا غریب ہے اور اگر ایک غریب میں نہ ہو تب بھی وہ اس خوشخبری کا حقدار نہیں ۔ </SPAN>
  12. salam Allah has said in His Glorious Quran: “Haa-Meem. By the Book that makes plain; We sent it down on a blessed night - indeed it is We Who warn. [A night] in which every firm decree is made distinct.” [Al-Quran, Surah Al-Dhukhan, 44:1-4] is ayat ka nazool kab or kahan hua tha ?????
  13. fikar_e_akhirat

    shab e bara at

    asalamaelkum kya shab e barat k mamlay main shiaoon k nazdeek bhi koi ehmeeyat hay ? or kya shab e barat sunneyon main jaiz hay ?
  14. fikar_e_akhirat

    PLEASE DONT IGNORE THIS

    IN THE NAME OF ALLAH THE MOST BENEFICIENT AND THE MOST MERCIFUL ASALAMOALEKUM MERAY AZIZ MUSALMAN BHAYEEO OR SATHEEYO ISLAMI SAHREEAT K DO BARAY HISAY HAIN KULEEYAT JUZEEYAT SHAREEYAT K KULEE EHKAM WAZAY NASOOS PAR MUSHTAMIL HAIN . IS LEYA IN MAIN KOI IKHTEELAF NAHEE. SHAREEYAT K IS PEHLU PAR TAMA FUQAHA YAKSAN TOR PAR MUTAFIQ HAIN . MAGAR JUZEEYAT E SHARAH MAIN IKHTELAF PAYA JATA HAY .IS LEYA SHAREEYAT L US HISAY MAIN FUQAHA K DARMEEYAN IKHTELAF PEDA HOGAYA HAY. MISAL K TOR PAR TAMAM FUQAHA MUTAFIQ HAIN K FAJR ZOHAR ASAR MAGHRIB ISHA MAIN 2 4 4 3 4 FARZ RAKATAIN HAIN.MAGAR NAMAZ K BAAZ JUZAEE MASAIL MASALAN....AMEEN BIL JEHAR.....RAFA E YADAIN....QIRAT E FATIHA KHALFUL IMAM K MAMLAY MAIN UN K DARMEEYAN IKHTELAF PAYA JATA HAY . BAAD K DOR MAIN MUSALMANO K DARMEEYAN JO MUKHTALIF FIQAHI MAQATIB BANAY UN K ALAG ALAG HONAY KI BUNYADEE WAJA DADR ASAL YEHI IKHTELAF JUZEEYAT THEEN OR YEH EK HAQEEQT HAY.OR HAR MAQATIB E FIKAR APNI APNI JAGA MAZBOOT DALAIL KI BUNYADOON PAR (JO BAZAT E KHUD HI IKHTELAF BAN JATEE HAIN ) PAR KHARA HAY . KULEE NOEEYAT K EHKAM MAIN ALAG ALAG FIQAHI MAQTAN BANNAY KA KOI SAWAL NAHEE. Q K IN UMOOR MAIN EK FAQEEHA OR DOSRAY FAQEEHA KI RAI MAIN KOI RAQ NAHEE. EK FIQAHEE MAQTAB KO DOSRAY SAY JO CHEEZ JUDA KARTE HAY WHO DARASL IKHTELAFI MASAIL HAIN NA K ITEFAQI MASAIL..IS KI MISAL YEH HAY K DEOBAND BARELVI OR SALAFI MAQTAB SAY TALUK RAKHNAY WALA (AAM ADMI) BINA HEEL O HUJAT KA KAHEE BHI NAMAZ ADA KER LETA HAY SIWAI MAZHABI O MAQTABI INTEHA PASANDOO KAY. MOJUDA ZAMANAY MAIN PAKISTAN HINDUSTAN MAIN JO DEENI MADARIS QAIM HOAY WHO KISI EK YA DOSRAY FIQAHEE MAQTAB E FIKR K TEHAT QAIM HOAY . MASALAN KOI MADRASA DEOBAND MASLAK K TEHAT QAIM HUA TO KOI BARELVI TO KOI SALAFI.IN MASALIK KO JO CHEEZE EK DOSRAY SAY MUMAIZ KARTEE HAY WO YEHI IKHTELAFI MASAIL HIAN NA K ITEFAKI MASAIL. IS BINA PAR AMALAN YEH HUA K HAR MADRASAY MAIN SAB SAY ZYADA ZOR IKHTELAI MASAIL PAR DEYA JANAY LAGA.HAE MADRASY KA MAQSAD YEH QARAR PAYA K WHO EK DOSRAY KO QURAN O SUNNAT O HADEES KI ROSHNI MAIN RAKHATY HOAY SAHEE OR GHALAT QARA DAIN . IS KA NATEEJA YEH HUA K UN KA SARA TALEEMI NIZAM IKHTELAFI MASAIL K GIRD GHOMNAY LAGA. MISAL K TOR PAR HAMARI MOJUDA DARSGAHOO KA YEH HAL HAY K WAHA JAB HADEES PARHAE JATEE HAY TO TAUHEED OR AKHIRAT SAY MUTALIQ HADEESON MAIN USTAD OR SHAGIRD SAR SAREE TOR PAR GUZAR JATAY HAIN LEIKN JAHAN KOI ESI HADEES AGAEE JIS MAIN EK MASLA OR DOSRAY MASLAK K DARMEEYAN IKHTELAF KA PEHLU PAYA JATA HO WAHA USTAD E MOHTARAM ZABARDAST MAHARAT DIKHATAHAY HAIN HATA K BAAZ AUKAT IS PAR HAFTOON BEHASS MUBAHISSA JAREE REHTA HAY . IS TALEEMI NIZAM SAY JO LOG TARBEEYAT PAKAR NIKALTAY HAIN QUDRATI TOR PAR UN K ZEHAN MAIN KULEEYAT E SHAREEYAT SAY ZAYDA JUZEEYAT E SHAREEYAT KA GHALBA REHTA HAY OR IS SAY INSAN INKAR NAHEE KER SAKTA.WO INHI IKHTELAFI JUZEEYAT MAIN APNAY MASLAK KO BARTAR SABIT KERNAY MAIN LAGAY REHTAY HAIN .IS KA BADTAREEN ANJAM MOJUDA ZAMANAY MAIN YEH NIKLA HAY K EUROPE OR AMERICA MAIN MUQEEM MUSALMNO NAY IN ULEMA E MAQTAB KO BATOR IMAM OR MUDARIS BULAYA JATA HAY TO WHO WAHAN POHNACH KAR BHI WOHEE BEHAS CHER DETAY HAIN. WAHAN BHI WOHE KUCH HORAHA HAY JIS KI MAHARAT WHO APNI DARSGAHON MAIN HASIL KERTAY HAIN. YANI JUZAEE IKHTELAFI UMOOR PAR MUSALMANO MAIN TAFREEQ PEEDA KERNA. KON LOG HO TOM YAR OR KAHAN SAY AYE HO ? KYA ISLAM YEH SIKHATA HAY...K ISLAMI FORUM BANAOO EK DOSRAY KO ZEER KAROO ...WAHABI DEOBANDI BRELVI QADYANI,SHIA,PAREVIZI GAHMIDI,ZIKRY,TAHUEEDI..HARA IMAMA ..KALA IMAMA...SALAT O SALAM....RAFA E YADAIN...NABI (S.A.W) NOOR HAIN YA BASHAR.MELAD JAIZ HAY YA NAHEE..TABLEEGHI JAMAT HAQ...IMAM QABA MUQALID K GHAIR MUQALID......KHUDA KI QASAM HAM ANDHAY HAIN BEHRAY HAIN LOL K SYMBOLS ....KAFIR...MUSHRIKK MARDOOD LAAN ......TANA KASHEE DEEN SEEKH RAHAY HO YA DEEN KO BARBAD KARANAY NIKLAY HO KHUDA K WASATY TANQEED BARAEE TAFREEH NA KERO ALLAH NA SOTA HAY NA US KO UNGH ATE HAY SAB KUCH LIKHA JA RAHA HAY OR PHIR TOM SAB K PAS WHO KONSI DALEEL HAY JIS KI BUNYDAOO PAR APNAY HAQ HONAY K JHANDAY GAR RAHAY HO ….TOM LOG KHUDA KI QASAM CHAHAY WHO TOMHARA MAZHABI REHNUMA HI Q NA HO SAB BAY BUNYAD DALEELO PAR KHARAY HAIN …HAR KISI K PAS APNAY DEENI EDITION (NOT ADDTION MIND IT PLZ)…..KI DEENI TAWEELAT MOJUD HAIN MUJHAY TO SHOCK LAGTA HAY KAY YAR HAM AGAR ISHI TARAHA RAHAY OR APNAY RAWEEYON KO NA BADLA TO PHIR BHAI AP APNAY MARNAY KA INTEZAR KARAIN HAQ OR BATIL KA FAISAL SIRF OR SIRF ALLAH HI KI ZAAT KERAY GE…YA PHIR US KA KALAM KARAY GA.APKA YA MERA MOLVI YEH HAQ HASIL NAHEE RAKHTA KAY KISI PAR BHI TOHMAT LAGAE JAE. YAD RAKHEYA QURAN SAY NA-ASHNA SIRF WO LOG NAHEE JIN K LEYA YEH KITAB E MEJOOR BAN GAE BALKAY WHO SHAKS BHI HAY QURAN SYA MEHROOM HAY JIS K LEYA YEH KITAB SIRF KHUS ILHAMEEYAN K LEYA MOZOO ALFAZ MOHAYA KARTI HAIN,JIS K LEYA WHO MEHAZ ILMI GHORO BEHAS KA MOZOO HO..JIS K LEYA WHO HAWALY KI KITAB HO JIS KO WHO TAQREER K WAQT ULAT PULAT KAR DEKHTA HO …JESAY AJ AP YAHAN IS WEBSITE PER OR MOLVI APNI JAGA MUZAHIRA KAR RAHAY HAIN. YEH AIN MUMKIN HAY K EK SHAKS HAZAROON INSANO K DARMEEYAN SIRF QURAN KI BUNYAD PAR APNAY SIKA JAMA RAKHAY HOAY HO..MAGAR KHUD US KI APNI ZATI ZINDAGEE JAB WHO OR SIRF KHUDA HOTAY HON AMAL SAY KHALI HAY TO WO BHI IS NAIMAT SAY MEHROOM HAY . YEH WAQT AB FASAD PEHLANAY KA NAHEE HAY MERAY BHAYEEO …MAN JAO KHUDA K LEYA MAN JAO..YA ROZANA LAKHO ADMI PEDA HOTAY HAIN OR LAKHO MAR JATAY HAIN.WO YAHAN ANKH BAND KEYA ATAY HAIN OR UNHAIN KUCH MALOOM NAHE HOTA ZINDAGE KA MAQSAD KYA HAY OR UNHAIN KYAKERNA CHAHEYA.PHIR SAHEE YA GHALAT JO KUCH UN KI AQAL MAIN GHUSTA HAY USAY KATAY HAIN OR DOBARA ANKH BAND KAR K IS DUNYA SAY LOT JATAY HAIN.YEH EK AZEEM KHATRA HAY BHAI JIS SAY AJ INSANI NASAL DOCHAR HAY CHOR DO APNAY MUSALMANO PAY TANA KASHI KERNA KHUDA K LEYA ..KYA TOMHAIN QURAN KI AYAT SAMHAJ NAHEE ATEE . “QASAM HAY ZAMNAY KI INSAN KHASARAY MAIN HAY “ YAHAN INSAN KA ZIKAR HORAHA HAY BHAI MUSALMAN KA ZIKAR NAHEE HORAHA PURI INSANEEYAT KHTRAY MAIN HAY JESI MOHABAT ALLAH KO AP SAY HAY WESAY HI EK AMM INSAN SAY HAY AJ APNI ANA PARASTEE ..MAQTAB E FIKAR KI JANG MAIN EK DOSRAY K EMANO SAY MATH KHELO YEH SODA BOHAT MEHNGA HAY BOHAT MEHNGA. SACHAEE KO IKHTEYAR KARNAY MAIN INSAN KO JO ASAL RUKAWAT PAISH ATE HAY WHO DAI KA AMAL NAHEE HOTA BALKAY MADOO KI MUFAD PARASTI HOTI HAY .DAI KI BAT MANAY K LEYA LOG ISLEYA TAYAR NAHEE HOTAY K US KI BAT MANAY SAY LOGO KIBARAE KHATAM HOTI HAY .UN KI ANA KA BUTT TOOT JATA HAY ,,UN KK MUFAD UN KI MASLEHATON KA TANA BANA MUNTASHIR HOJATA HAY .APNI BANI BANEE ZINDAGEE KO TOR KAR AZ SAR E NO EK NAE NAQSAHY PAR ZINDAGEE KI TAMEER KARNI PARTI HAY IS MAIN EK MAJOR PROBLEM YEH BHI ATI HAY K SAMAJI TALUKAT..KHANDANI RAWABIT OR QAUMI BANDHANO KA SARA DHANCHA BIKHAR KER REH JATA HAY . HAQQEQT YEH HAY K MAIN OR AP KHUDA PARAST NAHEE KHUD PARAST HAIN ISLEYA KHUDA PARAST BANNAY KO TAYAR HI NAHEE.OR ISI BINA PAR ANBEEYA(A.S) KA INKAR LOGO NAY KEYA.BALKAY HIQARAT K SATH NAZAR ANDAZ KEYA. HAR WHO SHAKS JISNAY QURAN PARHA HAY WHO IN BATOO KO BAKHOOBI JANTA HAY .GAWAH HAY K KHUDA K YAHAN AP K LEYA KOI UZUR BAQEE NAHEE RAHA YEH KEH KER K AP IN BATOO KO PEHLAY SAY JANTAY HAIN ..AP NAY APNAY UPAR KHUD HUJAT TAMAM KAR DEE HAY.IS K BAD BHI AGAR AP APNAY APP KO NAHEE BADAL SAKTAY TO MUJHAY NAHEE MALOOMK APP KAY PASS WHO KONSI MAZBOOT DALEEL HAY ..SURITY HAY IS KI BUNYAD PAR AP IS KAINAT K RAB K SAMNAY ITNI BARI JISARAT KER RAHAY HAIN. JO LOG KHUDA K MUQABLAY MAIN MASLEEHAT KO TARJEEH DETAY HAIN WHO KABHE KHUDA KO NAHEE PATAY.MASLEEHAT OR TASUB KHUDA PARASTEE KI ZID HAY .. KAMYABI KA RAZ HAQEEQAT SAY MUTABIKQAT HAY NA K HAQEEQAT SAY FARAR.AGAR ASAL HAQQEQAT WOHE HO JIS KI TARAF PAIGHAMARO NAY REHNUMAI KE HAY TO US K SIWA KISI OR HAQQEQT KI TALAS MAIN LAGNA BEWAQOOFEE HAY “SAB TAREEF ALLAH K LEYA HAY JO TAMAM QAINAT KA PARWADIGAR HAY.BAY HAD MEHERBAN,NIHAYAT REHAM WALA HAY.BADLAY K DIN KA MALIK HAY.KHUDAYA,HAM TERI HI IBADAT KERTAY HAIN OR TUJH HI SAY MADAD CHAHTAY HAIN.HAM KO SEEDHA RASTA DIKHA,IN LOGO KA RASTA JIN PAR TUNAY INAM FARMAYA,JO TERAY MATOOB NAHEE HOAY,JO BHATKAY HOAY NAHEE HAIN” YA ALLAH HAMAIN BACHA LAY HAMAIN BAHCA LAY HAM SAY BHOOL HORAHEE HAY HAM TUJHAY PEHCHAN NAHEE PARAHAY. ALLAH HAFIZ
  15. SALAM ALEKUM SHURU ALLAH K NAM SAY JO BARA MEHERBAN OR NIHAYAT REHAM WALA HAY MERAY AZIZ MUSALMAN BHAYO,BEHNO,BUZURGON OR SATHEEYO ZINDAGEE MAIN SAB SAY ZYADA TAQATWAR JAZBA KHAUF KA JAZBA HAY OR YEHI WO JAZBA HAY JO INSAN KI FIKR O AMAL KI ABILITITES KO JITNA JAGATA HAY .... KOI CHEEZE US KO UTNA NAHEE JAGATEE. AJ DUNAY KI TAMAM SARGARMEEYA KISI NA KISI KHAUF K NATEEJAY MAIN AMAL MAIN ARAHEE HAIN . MUASHI BADHALI KA KHAUFF BA-IZZAT HOJANAY KA KHAUFF BARTAR TAQAT KA KHAUFF QAUMI DUSHMAN KA KHAUFF ETC ETC AJ APNAY ANDAR JHANK KAR DEKHEYA AJ HAR ADMI KISI DEKHAY YA ANDEKHAY KHAUFF K TEHATAMAL KAR RAHA HAY ,KHWA WO US KO SHAOORE TOR PAR JANAT HO YA NA JANTA HO . YEH TAMAM JHOOTAY KHAUFF HAIN .ASAL KHAUFF JIS K TEHAT ADMI KO MUTAHARIK HONA CHAEEYA WO SIRF EK ALLAH KA KHAUFF. ALLAH HI IS QABIL HAY K US SAY DARA JAE US SAY TAMAM ANDESHAY WABASTA KEYA JAEN. WO TAMAM SARGARMEEYA BATIL HAIN JO KISI DOSRAY KHAUFF KI BUNYAD PAR QAIM HAIN SIF WOHE SARGARMEE SAHCEE HAY JO ALLAH K KHAUF KI BUNYAD PAR QAIM HOTI HO. "KYA TOM NAY SAMHAJ RAKHA HAY K HAM NAY TOMHAIN BAY KAR PEDA KEYA HAY OR TOM TO HAMRAI TARAF PALATNA NAHEE HOGA.PAS BARTAR HAY ALLAH,BADSHAH-EH-AQEEQI ,KIO US K SIWA MABOOD NAHEE,WHO MALIK HAY ARSH-E-AZEEM KA.OR JO SHAKS ALLAH K SATH KISI OR MABOOD KO PUKARAY TO US K PAS IS K LEYA KOI DALEEL NAHEE,US KA HISAB US K RAB K PAS HAY ,ESAY MUNKIR KABHEE KAMYAB NAHEE HOTAY .OR KAHO K AY HAMARAY RAB HAMARI MAGHFIRAT FARMA OR REHAM KAR,TO SAB SAY ZAYDA REHAM KERNAY WALA HAY " (SURAH ALMOMINON 115-118) ZINDAGEE KI HAQEEQAT KYA HAY ? MUHAMMED E MUSTAFA (S.A.W) KA JAWAB ZINDAGEE K BARAY MAIN HAM KO EK KHATARNAK KINARAY PER LA KAR KHARA KER DETA HAY . JIS K BAD YA TO AGLA QADAM TABAHEE KAY KHAUFNAK GARHAY MAIN PARNAY WALA HAY YA KAMYABI KI ABADI DUNYA MAIN . IS KA TAQAZA YEH HAY K HAR ADMI IS K BARAY MAY SANJEEDA HOJAEE. WO ESA HOJAE JO ANDHERAY MAIN TORCH LAY KER CHAL RAHA HO OR ACHANAK US ROSHNI MAIN USAY SANP REENGTA HUA NAZAR AJAE. AP(S.A.W) NAY BATAY K MAUJUDA DUNYA K BAD EK OR WASEE DUNYA ANAY WALI HAY JIS KA NAM AKHIRAT HAY. WAHAN HAR ADMI KA HISAB KITAB LEYA JAE GA OR HAR ADMI KO US K MUTABIK YA TO ABADI AZAB HOGA YA ABADI JANNAT. "OR JO SHAKS MUJRIM BAN KAR APNAY RAB K PASS AYA TO US K LEYA JAHANUM HAY,IS MAIN WO NA JEYA GA OR NA MARAY GA".(72:20)ALQURAN AJ JO BHI CEEHZAIN JO MERA OR AP KA SAHARA BANI HOE HAIN KHWA WHO KOI BHI HO WAHAN KAM ANAY WALEE NAHEE.WAHAN NA KAHREEDO FAROKHT HOGE OR NA SHAFAAT. AP(S.A.W) KI WARNING AP(S.A.W) KA WAJOOD KO HAR SHAKS KA ZATI SAWAL BANADETI HAY . IS K MUTABIK ADMI INTIHAI NAZUK ANJAM PAR KHARA HAY . WO YA TO AP(S.A.W) KO SADIQ MAN KAR AP KI HIDAYAT K MUTABIK ABADI ZIDNAGI MAIN JANAY KI TAYARI SHURU KAR DAY YA AP KI KHABAR KO NAZAR ANDAZ KARDAY OR BAY PARWA ZINDAGEE GUZAR KAR APNAY AP KO JAHANUM K GARHAY MAIN GIRA LAY. DOSRI TARAF WO LOG HAIN JO PAIGHAMBAROO OR MAZHABI KITABOON K HAWALY SAY BOL RAHAY HAIN.YEH USOOLI TOR PAR APNAY PECHAY EK QABIL E ETIMAD BUNYAD RAKHTAY HAIN .MAGAR WHO JIN KITABOON OR PAIGHAMBAROON KA HAWALA DETAY HAIN UN KA TAALUK MAZI K BOHAT PEHLAY GUZRAY HOAY ZAMNAY SAY HAY . IN KITABON OR SHAKSEEYATO K BARAY MAIN AJ HAMARAY PAS MUSTANID MALOOMAT NAHEE.ISLEYA USOOLI TOR PAR QABIL E ETIMAD ZAREEYA SAY WABASTA HONAY K BAWAJOOD WHO JO KUCH PAISH KER RAHAY HAIN WHO BAJAE KHOOD QABIL E ETIMAD NAHEE. MAZEE KI KISI BHI CHEEZE KO JANHCHNAY KA MAYAR TAREEKH HAY OR UN KI TALEEMAT TO TAREEKH KI TASDEEQ HASIL NAHEE. MAGAR DOSRI TARAF MOHAMMED(S.A.W) KA MAMLA SARASAR MUKHTALIF HAY.EK TARAF YEH K PAGHAMBAR E KHUDA HONAY KA JO BHI MAYAR MUQARAR KEYA JAE,US PAR AP KAMIL TOR PAR PURAY UTARTAY HAIN .AP KI ZINDAGEE MAIN WO TAMAM ANASIR BA TAMAM O KAMAL MOJUD HAIN JO KHUDA K EK PAIGHAMBAR MAIN HONAY CHA HEEYAN.AP KI PAGHAMBARI EK SABIT SHUDA WAQEA HAY JIS SAY INKAR KISI HAL MAIN MUMKIN NAHEE. DOSRA YEH KA APKI ZINDAGE OR AP KI TALEEMAT ITNI SEEHAT K SATH AJ HAMARAY PAS MOJUD HAIN K UN KI TAREEKHI AITEEBAREYAT K BARAY MAIN KOI SHUBA NAHEE PAYA JA SAKTA.AP KA DEYA HUA QURAN AJ BHI USI TARAH LAFZ BA LAFZ MOJUD HAY JIS TARAHA AP NAY IS KO DEYA THA.AP KA QOL OR AMAL AJ BHI HAMARAY SAMNAY IS TARHA MOJUD HAY JESA AJ BHI APP HAMARAY SAMNAY KHARAY BOL RAHAY HON OR CHAL PHIR RAHAY HOON.(KASH ALLAH HAMAIN ESA BANA DAIN K HAM IN KA KALAM MAIN IN KI MOJUDGE KO MEHSOOS KER SAKAIN)AMEEN.BAGHAIR KISI ADNA SHUBAY K AJ BHI HAM YEH MALOOM KER SAKTAY HAIN K APP NA KYA KAHA OR KYA KEYA. PAIGHAMBAR KI WARNING K MUTABIK HAM ESI HAQQEQAT SAY DOCHAR HAIN JIS KO HAM BADAL NAHEE SAKTAY.HAM MAJOBBR HAIN K IS KA SAMNA KARAIN.MOTH YA KHUDKUSHI IS KA HAL NAHEE K BANDA TANG AKAR APNAY AP KO HI MAR DALAY.IS SAY BHI WOHEE HOGA HO TABAI MOTH MARNAY SAY HOGA K ADMI DUSRI DUNYA MAIN MUNAQIL KER DEYA JAE GA.YEH WHO NAQSHA HAY JISAY KHALIQ E QAINAT NAY NAY ABADI TOR PAR BANA DEYA HAY . HAM KO SIRF YEH IKHTEYAR HAY K YA TO JANNAT KA RASTA CHUN LAIN YA JAHANUM KA. TESRA OR KOI ANJAM HONAY WALA NAHEE. AJ AGAR MEDIA JO KA EK POWERFUL SOURCE HAY ….AGAR YEH KHABAR DAY K AP K MULK PAKISTAN MAIN TSUNAMI ANAY WALA HAY .TO IS MAIN FAISLA KERNAY KA IKHTEYAR KHALI AP KO HAY YA TO BORI BHISTAR LAPIT KAR BHAG LO ………….YA PHIR IS MAIN PAR KER APNAY AP KO BARBAD KERLO. SAME AS IT IS POSTION US SAY BARAY TSUNAMI(QAYAMT) KI HAY JIS K BARAY MAIN MOHAMMED(S.A.W.) NA AP KO WARNING DAY DE HAY OR MAZAY KI BAT YEH K EHTIYATI TADABEER KERNAY K LEYA MUFT SAMAN HIFAZAT(QURAN,SUNNAT,HADESS) DAY DEYA HAY JO FREE OF COST HAY YA INFACT AJ K IS DAUR MAIN DUKANOO PAR BAASANI AVAILABLE HAY ………HAM LOGO KO YEH SAFTEY MEASURES KAM OR RULE OF LIFE CYCLE ZYADA LAGTA HAY …AGAR NAHEE TO PHIR AP DEKH LAIN SHAYAD IS MAIN AP SHAMIL NA HON LEKIN KAMAZKAM MAIN TO HU ….TAUHEED NAMAZ ROZA HAJJ ZAKAT DEENI JAMATAIN BAYANAT ZIKAR O AFKAR SAB ZOR O SHOR SAY HORAHAY HAIN EK SAMA BANDHA HOTA HAY JAB KOI BHE DEENI MEHFIL HOTE HAY YA HURMAT WALA DIN ATA HAY …..LEKIN CHARO TARAF WOHE BAZAROO MAIN SABZI WALA ..GOHST WALA..PARCHOON WALA ..DOODHWALA..GHARZ YEH K HAR SAMAN E ZIDNAGEE BECHNAY WALA LOOT MAR KA BAZAR GARAM KEYA HOAY HAY …OR HAMARAY HUKKUMRAN OR SIYASAT ……….KIS LEYA?..GHAROO MAIN LARAE JHAGRAY ..JAIDAD KA BATWARA ..SAS BAHOO K JHAGRA….APAS KI DUSHMANI…BIJLI KI CHOREE GHARAZ HAR TARAF DHOKA DAHEE FARAIB OR SONAY PAY SOHAGA HAMAR SAB SAY BARA MASALA JIS K BARAY MAIN INSHALLAH MAIN ZAROOR LIKHO GA WHO YEH HAY K HAMAR KHUDA EK HAMARA DEENA ISLAM LEKIN KITNA ZULM KEYA KHUDA K BANDOON NAY DEEN K TUKRAY TUKRAY KER DEYA …BHAI ALLAH KO HAZIR O NAZIR JAAN K APNAY DIMAGH PAY LAGAY MAKATIB E FIKAR K TALOO KO KHOOL KER SOCHAIN K JIN ULEMA KARAM JO APNA APNA MAKTAB E FIKAR LAY KER CHAL RAHAIN HAIN AGAR AP TEHQIQ KERNAY NIKLO GAY TO SAB APNI JAGA MAZBOOT DALAIL PAR KHARAIN HAIN HAR KOE YEH NARA LAGA RAHA HAY HAM HAQ HAIN . MERAY BHAEEYO ALLAH K NABI(S.A.W) FARMA RAHAY HAIN K 72-73 FIRQA HONGAY JIS MAIN EK FIRQA NAJEEYA HOGA OR WHO ..WHO HOGAY JO MERAY OR MERAY ASHAB K TAREEKAY PAR CHALAY GA TO AP KHUD FAISLA KAR K BATAOO K YEH SARAY FIRQA JO EK DOSRAY PAR KUFUR K MURTID HONAY K FATWAY LAGA RAHAY HAIN KYA SAB JAHANUMI HAIN ARAY ALLAH KI ZAMEEN PER ITNA ZULM MAT HONAY DO YEH SAB BALKAY HAM SAB APAS MAIN EK DORAY K BHAI HAIN ALLAH FARMA RAHAY HAY “AY EMAN WALO EK GROH DOSRAY GROH KA MAZAK NA URAE HOSAKTA HAY WHO LOG UN SAY BEHTAR HO “(SURAH ALHUJRAT) ARAY YEH KAM TO SHEETAN K HAIN JIS NAY APNI ANNA KI BINA PAR HAZRAT ADAM (A.S) KO SAJDAY SAY INKAR KEYA JO KHALIS ALLAH K HUKUM THA…….HAM AB APNAY AP PA GHOR KERAIN K HAM BHI 100% ESA HI KER RAHAIN HAIN .. HAMARA DAWA HAQ HONAY KA OR DOSRAY GROH K BATIL HONAY KA HLANKAY WHO ALLAH OR US K RASOOL KI PARVI KER RAHAIN HAIN…. FIQHI IKHTELAFAT KI BINA PAR KYA HAM UN KO MURTID QARAR DA DAIN KYA HAM YAHAN ALLAH KI HUKUM ADOLEE NAHE KER RAHAY KYA HAM NAY APNA NAM IBLEES KI LIST MAIN DARJ NAHEE KERA DEYA. ALLAH K WASAT KITAB ALLAH PAR NAZAR KER LO IS DUA K SATH K ALLAH MUJHAY IS KI SAHEE HIKMAT SIKHA DAIN (AMEEN). SEEDHA SADHA ALLAH KA DEEN AJ KHUDA KI QASAM ITNA MUSHKIL BANDA DEYA HAY K EK GHAIR MUSLLIM KO AJ AP DAWAT DENAY JAO TO WHO BECHARA ADHI UMAR TO ISI MAIN NIKAL DAY GA K KON HAQ HAY KON NAHEE……OR AAM INSAN JO WIRASTI MUSALMAN HAY JESAY MAIN OR APP JO PEDA HI MUSALMAN GHARANAY MAIN HUA PHIR YA TO WHO US MUHALLAY MAINPALA BARHA JAHAN HANAFI(DEOBAND) THAY YA HANAFI(BARELVEI) YA EHAL HADEES....YAHAN AGAR KOI ALIM E DEEN BHI ATA HAY TO MAIN KAHO GA K AGAR AP APNAY MASLAK PAR HO TO PHIR IS BHAREE WEBSITE MAIN MAIN AP KO ALLAH KI RAZA KI KHATIR CHAND SAWALAT KARUGA AP K APNAY MAKTAB E FIKAR K HAWALY SAY .....MERAY BHAI YAHAN BHOOTAY BHOONAY KOI BHI NAHEE AYA HAY HAR KOI JANNAT MAIN JANA CHAHTA HAY ......... AGAR WHO TEHQIQ KERTA HAY TO KISI NATEEJAY PAR POHANCH SAKTA HAY LEKIN AGAR APNAY HI ULEMA KI ANDHEE TAQLEED KERTA RAHA US KI SAFEED DARHEE US K GIRD HUJUM KO DEKH KER YA PHIR US K ILM KI BUNYAD PER ISHI KO DEEN KI DALEEL MAN LEYA TO PHIR AP ALLAH KA FARMAN SUN LAIN “EMAN WALO BAD GUMANEYO SAY BACHO,YAKEENAN BAZ GUMAN GUNAH HOTAY HAIN “(SURAH ALHUJRAT) “OR ESI CHEEZE K PECHAY NA LAGO JIS KA TOMHAIN ILM NA HO, BAY SAHK KAN ANKH OR DIL SAB K BARAY MAIN POOCH GACH HOGE” (SURAH BANI ISRAEL) JANNAT KISI K JAGIR NAHEE HAY YEH KHUDA KA PAROS OR KHUDA K PAROS MAIN WOHE JAEGA JO KHUDA PARAST HO NA K AKABIR PARAST. AJ HAM LOGO K LEYA JO SAB SAY ASAN KAM HAY WHO HAY BOLNA OR SAB SAY MUSHKIL KAM HAY CHUP REHNA .BOHAT JALD WHO DIN AKAR RAHAY GA K YEH BOLNA ITNA SANGEEN MALOOM HOGA K HAM JIS KA TASAWAR BHI NAHEE KERSAKTAY .HAM KAHIN GAY KASH HAM APNI ZABAN ZINDAGEE BHAR BAND RAKHTAY ,KASH HAM NAY APNAY HONT SEE LEYA HOTAY. YEH ZABAN HI AJ HAMARAY WUJUD KI SAB SAY ZYADA FITNAY KI CHEEZE HAY AJ INSAN DOLAT ,IQTEDAR ,IZAT KI PURSUKUN RAIL GARI MAIN SAFAR KAR RAHA HAY LEKIN AFSOS SUD AFSOS USAY IS CHEEZE KA ILM HI NAHEE K AKHRI STATION ATAY HI USAY YEHI GARI CHORNI PARAY GE . EK SAZA E MOTH K MUJRIM KA HAL MALOOM KERAIN JAKAR KABHEE..OS K CHERAY EK WEHSHAT AP KO GHAIR MUJRIM HOTAY HOAY BHI TARPA DAY GE JIS KI ZINDAGI KA FAISALA SUNAYA JA CHUKA HAY…ARAY FAISAL TO MERA OR AP KA USHI DIN SUNA DEYA GAYA THA JIS DIN HAMARAY DUNYA MAIN ANAY KI KHUSHE MANAE JA RAHEE THE USHI DIN HAMARA NAM FANA HOJANAY WALI LIST MAINLIKH DEYA GAYA HAY HOSPITAL K EMERGENCY WARDS MAIN BAYBAS CASES KO DEKHAIN TAB KO PATA CHALAY GA K INSAN KITNA MAZLOOM HAY ..KUCH BHI TO IKHTEYAR NAHEE US KAY PAS JAB TAAK JISM MAIN TAQAT HAY AMAL KAR LAIN NAHEE TO PACHTAWAY K SIWA OR KUCH HATH NAHEE AE GA . KABHEE SURA ALSAR KO ZARA GHOR SAY DEKHAIN IS MAIN KISI EHAL E ILM NAY TAFSEER MAIN EK BARAF BECHNAY WALAY KI TAMSEEL DE HAY JO IS AS MAIN HAY K APNI BARAF PIGHALNAY SAY PEHLAY US KO BECH KER US KI QEEMAT WASOOL KERLAY .. OR HAM HAIN K ZINDAGEE PIGHALTI JA RAHEE HAY OR HAM TAMAHSA DEKH RAHAY HAIN .. HAR QISM K JHAGRAY PEDA HONAY K WAHID SABAB DUNYA KI MOHABAT HAY OR YEH EK MULSIMA HAQQEQAT HAY AB CAHAY AP KAN IDHAR SAY PAKRO YA UDHAR SAY BAT BARABAR HAY AGAR MASLA E AKHIRAT AP K ANDAR JAG JAE TO AP DEKHAIN GAY K HAR INSAN FARSIHTOO KI SAF MAINKHARA HOGA JESAY UNHO NA HAZRAT ADAM KO SIJDA KEYA OR DOSRI TARAF INSAN APNA NAM IBLEES KI LIST MAIN LAGA RAHA HAY JIS NAY INKAR KEYA. LOG MASAIL E ZINDAGE LAY KER KHARAY HOTAY HAIN AJ MERI AP SAY GUZARISH HAY KA TAMAM FIRQA WAREEYAT SAY HAT KER ALLAH K DEEN K LEYA KAM KERAIN AP KHAIR UL UMMAAT HO ….JITNA HOSAKAY AP APNA HISA DAL DO OR JAZA K MAMLA ALLAH PER CHORDO LOGO KO SEHRO KI RONAQAIN DIKHAE DAY RAHEE HAIN AP ESY BAN JAO K AP KO QABRISTAN K WEERANY NAZAR AEEN. OR AP JAHANUM KI AGG KO BHARAKHTA HUA MEHSOOS KERAIN MAIN GURANTEE SAY ALLAH KO HAZIR NAZIR JAN KER KEHTA HO K K AGAR EK SHAKS(SUNNI,SHIA,HINDU,BUDHMATH…EVEN MULHID) HI Q NA HO AGAR WHO AP K SAMNAY KISI GARHAY MAIN CHALANG LAGA RAHA HO YA ANJANAY MAIN ESA AMAL KERNAY JA RAHA HO JIS SAY US KO HADSA HOSAKTA HAY TO APP US KO ZAROOR BILZAROOR CHEEK KER ROOKO GAY US WAKT AP YEH NAHEE KAHO GA K “EK MINT BHAI AP HUNDU HO..WHO KAHAY HAN TO AP US KO GIRNAY DO GAY YA KHUD HI DHAAKA DAY DO K “JA SALAY HNDU MAR”NAHEE AP ESA NAHEE KERO GAY AP KA APNA ZAMEER AP KI APNI FITRAT MAIN YEH CHEEZE ALLAH NA WADEEYAT KER DI HAY K EK BANI ADAM DOSRAY KI JAN NAHEE LAY GA NA US KO KISI MUSHKIL MAIN JANAY DAY GA ..YEHI DEEN E FITRAT HAY OR YEHI QURAN KI PUKAR HAY .QATAL YA HUKUM ADOOLI WOHE SHAKS KERTA HAY JIS NAY APNI FITRAT KO MASAKH KAR RAKHA HO OR BAY KHAUFF HO. KHUDA K LEYA LOOT AOO ……BOHAT ZULM HORAHA HAY ALLAH KI ZAMMEN PAR AJ AP YA MENAY YEH PAGHAMBARANA DAWAT ZINDA NAHEE KERI TO HAM ZIMA DAR TEHRAEE JAENGAY AJ AGAR HAM APNAY TOR PAR IS DAWAT KO ZINDA KERTAY HAIN TO UMEED HAY HAMARA OR IS PURI KAINAT KA KHALIQ HAM SAB KO MAF FARMA DAIGA OR HAMARAY AGLAY PECHALY SAB GUNAHOO KO MITA DAY GA “AY HAMARAY RAB ,HAM NAY APNI JANOO PAR ZULUM KEYA OR AGAR TO HAMKO MAF NA KAREGA OR HAM PAR REHAM NA KERAY TO HAM GHATA UTHANAY WALO MAIN SAY HOJAEN GAY” INSANOO KI BHEER K DARMYAN MAIN SANATAY KA YEH ALAM SHAYAD ASMAN NAY IS SAY PEHLAY KABHEE NAHEE DEKHA LOOT AOO KHUDARA LOOT AOO FAQAT ALLAH KI REHMAT KA PYASA ALLAH HAFIZ
×
×
  • Create New...